kisi bhi object ka alignment karne ke liye... aap sabse pehle first object draw karenge... then second object draw karenge... uske baad shift key ke sath pehla object select kare... phir second object select kare... tab aap press karenge e for object alignment or press c for center align... aap ek baar video ko dubara dhyan se dekhe.... thank you..😊🙏
Thanks sir continue sir vdo laye
Thankyou so much bhaiya.....😊❤️❤️
apne jo kiya usko bataya ni ja sakta😊 i wish aapke channel b bhot subscriber bade i will share your channel
Thank you very much and wait for the next video...😊🙏
@@SeekhRahaHoon 😊😊🥰🥰
👍
Bhaiya kitna ache se explain kiye bahut video dekhe aisa koi nhi bataya tha apna channel jald se grow kar jaye 🙏
🙏 apka dil se bahut bahut dhanyavad...
@@SeekhRahaHoon mera physics wallah me DTP OPRATOR ke liye interview tha same diagram diye the banane ko nhi kar paya ab 15 ko hoga
@@SeekhRahaHoon bhai apna WhatsApp number de do kuch puchnaa tha ya Instagram id
Jo apne btaya hai alt press krk object line ko bnae fir centre aline e press krte Aisa ho nhi rha please btae
kisi bhi object ka alignment karne ke liye... aap sabse pehle first object draw karenge... then second object draw karenge... uske baad shift key ke sath pehla object select kare... phir second object select kare... tab aap press karenge e for object alignment or press c for center align... aap ek baar video ko dubara dhyan se dekhe.... thank you..😊🙏
@@SeekhRahaHoon ji sir thanks
अति सुन्दर सर जी
Sir apka contact number jisse baat ho y watsapp number