@@ajayonwheels bhai ek 2011 model Honda Civic hai 1st owner 96k km chali Hui CNG fitted hai phele se sun ruf bhi hai october 2024 meah kya rate honi chahiye agar ye le toh
Bhai hath jod ke request hai...Same civic dilva do...Sunroof wali...Mil nhi rahi..Kismat hai tumari... Please...Zindagi ki pehli car civic lena chahta hu...Bachpan ka sapna h
Bro last 8 saal se civic chala raha hun Aue ye meri 2nd civic hai I know india’s best sedan hai ye ab tak ki Lekin mehangai ko dekhte huye cng lagani padi 76/-kg cng hone ke baad bi 3₹ km ke hisaab se chal rahi hai highway par 22-23kmpkg mileage deti hai AC me Yahi karan hai boss
1 saal me 20,000km chala li 10kmpl ke hisaab se 2000 litre petrol dalwa chuka hota jiska rate hota 1,92,000 rupees aur abi tak cng iske aadhe ki bi nahi dali hogi Cng kit lagane ke 6 month baad tak 45 rate tha jo ab 79/kg hai Bhai Aur ye meri 2nd civic hai pehle 40k km chalane me meine 3.75L ka petrol dalwaya tha
Good 👍 badiya h bhai cng lagwa le petrol ka prise to badta he ja raha h lekin cold drink k mukble to teek he h 😁😁
Haaa haaa
Right buddy
2009 ki car me cng instal Kara sakte hai kya?
Yes
does it affect performance after u switch to petrol?
Little bit, feeling big difference when you overtake at high speed without dropping gear
CNG pura kit our fiting pura milake kitna kharcha huwa Bhai
Bhai jab meine lagwai thi to 50,000 ka rate tha kyunki us time petrol 105/ tha lekin ab on papers cng ka rate 38-42,000 rs hai
Ok Bhai shukriya ♥️♥️ always saport bro love you ❤️
Bhai konsa model h civic ka ?
2011
@@ajayonwheels bhai ek 2011 model Honda Civic hai 1st owner 96k km chali Hui CNG fitted hai phele se sun ruf bhi hai october 2024 meah kya rate honi chahiye agar ye le toh
yar jo kit ap lgye wo 25000 ki hai apne 50000 q btai ?
Bro 2 saal pehle 50k ki thi kyunki tab petrol 105rs litre tha cng kits tab costly ho jaati hai jab petrol mehanga hota hai…
@@ajayonwheels acha bhai fir to sahi hai waise ab ky performance hai car ka 2sal bad apki msequent kit me
what is the milage u have got in petrol ? and what about the parts price ?
In city 7-9kmpl delhi traffic
Highway 12-14kmpl
Parts are expensive but kharab ni hota kuch
mileage highway per kitni gas m kitni jati h or local m with AC average
Honda Civic Mileage On CNG
th-cam.com/video/6ERrjdvpYss/w-d-xo.html
Hello,
Yeh CNG sequential hai right?
Aur sequential hai toh koi lagging issues horaha hai kya?? Ya for zhatka maar raha hai kya gaadi?
Sequential kit hai
No lag issues perfect running with same petrol like power
Please cost
When I installed it costs 48k
But nowadays it costs 35k
Bhai hath jod ke request hai...Same civic dilva do...Sunroof wali...Mil nhi rahi..Kismat hai tumari... Please...Zindagi ki pehli car civic lena chahta hu...Bachpan ka sapna h
sunroof civic are very rare. Did u find any?
Bhai.... CNG kit ka ek review video and CNG ka average prr ek video
Jaldi aayegi video bhai
Bhai price kya he kon si company ka he
Msequient 50k
Model kya h bhai car ka
2011
9kg aati hai 14kg cylender me
Bhai winters me meine 10.300 kg tak bharai hai
Ab 9.5kg ke aaspaas aati hai
Itni badhiya gaadi mein cng laga ke barbaad kardi
Bro last 8 saal se civic chala raha hun
Aue ye meri 2nd civic hai
I know india’s best sedan hai ye ab tak ki
Lekin mehangai ko dekhte huye cng lagani padi
76/-kg cng hone ke baad bi 3₹ km ke hisaab se chal rahi hai highway par 22-23kmpkg mileage deti hai AC me
Yahi karan hai boss
Hahahahah aukaat shabd yaad rakho 🤣
mere pas bhi civic hai petrol me chalane me L lag jati hai isme😂😂😂
Cng kit me jitna Paisa dala utna Paisa kaise bachaoge? 😹 Kit ke paiso ka petrol dalo aur ghumo ....
1 saal me 20,000km chala li
10kmpl ke hisaab se 2000 litre petrol dalwa chuka hota jiska rate hota 1,92,000 rupees aur abi tak cng iske aadhe ki bi nahi dali hogi
Cng kit lagane ke 6 month baad tak 45 rate tha jo ab 79/kg hai
Bhai
Aur ye meri 2nd civic hai pehle 40k km chalane me meine 3.75L ka petrol dalwaya tha
Bro mileage
Honda Civic Mileage On CNG
th-cam.com/video/6ERrjdvpYss/w-d-xo.html
I have cng civic. Cng absolutely suck
Really bro I have plan to buy CNG civic. How much kilometres given and any problems you met pls bro give me your opinion
Please describe your exact issue, i am planning to install cng in my civic this month🤝