Bro.. i just bought a 2010 AT petrol civic a month ago and it has clocked 70000 kms on it.. I'm from Mumbai and the maximum average i got is 10 so far in city.. abhitak highway par chalaane ka mauka nahi mila hai traffic mein 7-8 kmpl.. i was planning to install a LOVATO sequential kit 14 kg cylinder and with a dynamic advancer .. 48k ka padh raha hai official lovato dealer se... I am new to this car world and i need your help in understanding how much mileage will i get in cng city/highway in my AT civic.. please reply 😊
Bro automatic ki mileage thodi kam rehti hai Jo mileage car meter me show karegi uska double degi cng par If it shows 8kmpl then average is 15-16kmpl on cng Meri civic city me 15-16kmpl deti hai heavy traffic me aur highway par 22-23kmph cng par
@@ajayonwheels thank you bhai for your detailed response. Toh aap bol rahe ho k meri AT civic mein 7-8 kmpl dikh raha hai toh mujhe city mein 14-16 defi cng par? Right?
bhaai aapki video se inspire hua tha or Honda civic 2007 automatic car purchase bhi kar li par average kese nikaalu?........mujhe petrol me Drive par 5 ka deti hai sports me 2.5 ka phr cng me normal 8 ka de rahi hai.....btaye kese chlau or kya karwana chayie....
Bhai automatic ki average kam hoti hai Iski average badhane ka koi tareeka mujhe to nahi pata dost Kyunki isme hum rpm ur gear ko set khud se ni kar sakte Manual me to hum average badha sakte hai cng pe meri highway par without ac 22-23 ki average deti hai Aur ac me city me 17-18 ki
Muze gadi kharidna hai but I am confuse konsi thik rahegi mere pass char options hai aap bataye SX4 Honda civic Verna Swift dizire cng ke sath konsi best hai sir ji
Mileage agar issue na ho to civic aur verna jaisa maza kisi me nahi aayega specially honda civic fully luxury sedan at low price Used Swift costly milegi lekin kharcha kuch nahi 1kg cng me 22-27kmpl chalegi jabki Civic 1kg cng me city me 16-17 aur highway par 19-22kmpl chal paayegi, civic aur verna ke parts bi thode mehange hai swift ke mukable
@@ajayonwheels kuch setting kra rakhi hogi tune bhai mene kal hi laptop se average set krai h 300₹ dekar ab 50 ho chli without AC petrol ke barabar average de rhi fas gya civic le kr m biik bi nhi rhi saali civic meri
Bhai cng me badhai de deti hai average Jo meter me show hogi uski double cng pe milegi Meri 10-12kmpl show hoti hai highway par to highway par average 20-22 ki deti hai City me 17-18kmpl on cng with ac
@@ajayonwheels Mai dar is liye raha hu cng install krne. Coz cng is 115rs/kg here and petrol is 110rs/L. Ab cng install krne k bad agr average nhi badha. To koi fayda he nhi hoga. Coz then cng and petrol pe same he chalegi 😅. Other than this any suggestions to increase mileage on petrol?
Brother i observed, you have replied almost 95% of the comments,, i appreciate that,,😊
Gareeb TH-camr ki pehchaan 😜😜
Btw thanks for observation
@@ajayonwheels You are amir by heart 💙
lots of love and respect from ur pakistani brother ❤....inspired from u have installed cng in my civic today n loving it..
Nanu Bhai Pro Max 🙌🏻⚡
Best part of having cng civic is great mileage but when need power switch to petrol forget the mileage 🚀😂
Bro reborn 2007 auto me performance kesa hoga zyad tr log kehte hai auto me sahi se kaam nahi krte or auto manual average me frk hoga average ka?
Automatic me average kam hi rehti hai…. 40-50km ka fark aata hai… jahan tak meine suna hai automatic ek cylinder me 100-120km hi chal pati hai
Petrol jaise cng me bhi 150-160 bhagane pe milege kam hota hai kya??
Haan bhai tez chalayenge to zyada cng khayegi
Bro.. i just bought a 2010 AT petrol civic a month ago and it has clocked 70000 kms on it.. I'm from Mumbai and the maximum average i got is 10 so far in city.. abhitak highway par chalaane ka mauka nahi mila hai traffic mein 7-8 kmpl.. i was planning to install a LOVATO sequential kit 14 kg cylinder and with a dynamic advancer .. 48k ka padh raha hai official lovato dealer se... I am new to this car world and i need your help in understanding how much mileage will i get in cng city/highway in my AT civic.. please reply 😊
Bro automatic ki mileage thodi kam rehti hai
Jo mileage car meter me show karegi uska double degi cng par
If it shows 8kmpl then average is 15-16kmpl on cng
Meri civic city me 15-16kmpl deti hai heavy traffic me aur highway par 22-23kmph cng par
@@ajayonwheels thank you bhai for your detailed response. Toh aap bol rahe ho k meri AT civic mein 7-8 kmpl dikh raha hai toh mujhe city mein 14-16 defi cng par? Right?
@vighneshlondhe1 yes
Sequential or nomal? Konse company ki kit hai bhai?
Sequential
@@ajayonwheels aur brother company bhi bata dena pls
Bhai apki civic manual me he ya automatic me ❤️
Manual
2011 1.8v mt with sunroof but state same nahi hai, kitni ki leni cahiye?
Meine sava saal pehle 3 lakh ki lo thi same model
Abhi 2011 model October 2024 meah 1st owner 96k km chali Hui CNG ke saath leni chahiye ya nahi aur le toh kitne ki le
Bro did you install custom sunroof ? How much did it cost??
No bro, it’s company fitted sunroof. Production between 2011 to 2014
Make a video on how to be safe with cng fitted from local please
Sir sunroof after market hai kya cost kitna laga
Company fitted hai
bhaai aapki video se inspire hua tha or Honda civic 2007 automatic car purchase bhi kar li par average kese nikaalu?........mujhe petrol me Drive par 5 ka deti hai sports me 2.5 ka phr cng me normal 8 ka de rahi hai.....btaye kese chlau or kya karwana chayie....
Bhai automatic ki average kam hoti hai
Iski average badhane ka koi tareeka mujhe to nahi pata dost
Kyunki isme hum rpm ur gear ko set khud se ni kar sakte
Manual me to hum average badha sakte hai cng pe meri highway par without ac 22-23 ki average deti hai
Aur ac me city me 17-18 ki
Same bhai mere paas bi 2010 civic h cng me 8kg cng me 70km non AC nikalti h City me
Bhai LPG ka koi review?
Not available in delhi ncr bahut kam petrol pumps par hai koi nahi lagwata
Transmission kya hai aapke civic ki auto ya manual?
Manual transmission hai bro
Is sunroof company installed?
Yes company fitted
Honda Civic 1.8V 2011
2011 to 2014 sunroof wali aayi thi ‘V’ Model
2011 wali civic m steering issue hai kya ?
Yes steering oil rakhna padta hai
Bro non sequencal b itni he dehti h ??
Kamyab nahi hai civic me
2007 RC ka kitane me loon yaan naa loon pls let me know
Bhai mere civic automatic petrol me cng fit karna sahi he kya
Bhai automatic me average kuch khaas nahi milehi 90-110km chalgei 9kg gas me
Thanks Ajay bhai🙏
Your most welcome brother
Keep supporting
🙏
Automatic Civic me kamayab hai ya nahi ??
Bhai automatic me average kam nikalegi
100-120 chal paati hai
In my city there is no CNG pump but u i am planning to buy a civic
कोन सी किट लगी
Bayya abi cng me kithna milthahe??
Highway par 22km/per kg
City me 17-18km/per kg
Without ac
Ac ka time abi aaya hai uski video aaayegu
Bhai 150 km with ac h ya without ac?
Bhai with AC not always
Jaise November month me zaroorat hoti hai full day ac me aur evening me non ac
Brother civic automatic cng me kya average deti hai?
Bhai automatic me kam hai 100-120km hi chalegi
Kit kha se lagwayi hai ?
Malviyanagar, delhi
Gadi ka maintenance Jada hai kya
Bhai bas khayal rakhna padta hai thoda
Thanks 🙏🙏
Muze gadi kharidna hai but I am confuse konsi thik rahegi mere pass char options hai aap bataye SX4 Honda civic Verna Swift dizire cng ke sath konsi best hai sir ji
Mileage agar issue na ho to civic aur verna jaisa maza kisi me nahi aayega specially honda civic fully luxury sedan at low price
Used Swift costly milegi lekin kharcha kuch nahi 1kg cng me 22-27kmpl chalegi jabki Civic 1kg cng me city me 16-17 aur highway par 19-22kmpl chal paayegi, civic aur verna ke parts bi thode mehange hai swift ke mukable
Agar hybrid ho or cng ho to farq pary ga
Can we fit exhaust after cng conversion
Of course
@@ajayonwheels many of them telling u cant get same loud in cng
Bro manual civic
CNG mileage tell me bro pls
Meri to non ac 200+ chal jaati hai
With ac 160-170km in 9kg gas
Manual civic ha bro
Haanji manual ka hi bata raha hun meri bi manual hai automatic kam deti hai
Sequential kit lagwana
Are bhai kaha se lgwaya ye v bta dete....
Malviyanagar, delhi robin cng
Automatic civic cng fitted 2011-2012 ho to batana. Leni hai mughe
Sure
Car model year ??
2011
What if I do my civic at stage 2 any guses
Don’t have idea bro
does if affect when you put it in petrol after CNG. I often race with my friends i dont want to lose performance
No loose in performance
Bhai, how safe it is
Agar cng safe ni hoti delhi me saari school bus, govt buses me cng nahu hoti
thanks for sharing
Bhai.. now i am planning to fit CNG in 2006 model. What is your opinion
Go for it
Highway Average on CNG 24KM/KG & local 13KM/KG, it's reality..
13 to nahi 17-18 local me de deti hai
Bhai highway ka mileage wali video kidhar hai
Bhai uski video shoot ni ki
Lekin 10-12 baar check kr chuka hun
80-100kmph ki speed se 22-23kmpl ki mileage de deti hai pyar se
CNG cost kay aaya
51k 14kg cylinder
Mesquent sequential cng kit
Kit cost
Bhai abhi kitna average de deti hai city aur highways pe... Abhi toh CNG aur petrol same hi rate hogaya hai...
City me with ac 15-16 highway par 21
Nahi Rahi CNG 49/ kg ki, ab ho gayi hai 90+. 100% inflation. Govt ne gaadiyan bech kr fuel expensive kr diya
Absolutely right brother
@@ajayonwheels same will happen with EVs
meri to 9 kg CnG me 105 km chalti hee 1kg me 10 km Avreg in city mailege
Bhai setting karao
Meri civic to cng me 8 kg gas me 60 to 70 chlti h nonac me ihn youtubers ki 150 chl jati h AC pta nhi kar possible
Sach hai bhai… mein chirag delhi se haridwar pahunch jaata hu 9kg gas me mere ghar se 214km hai haridwar parking without ac
@@ajayonwheels kuch setting kra rakhi hogi tune bhai mene kal hi laptop se average set krai h 300₹ dekar ab 50 ho chli without AC petrol ke barabar average de rhi fas gya civic le kr m biik bi nhi rhi saali civic meri
Bhai kaunsi si kit lagi hai? Sequencial or normal
Kis company ki?
Is installing cng okay for the civic engine?
Civic runs on cng same like petrol
Bas aapko tab maaloom pdega ki aap cng par hai jab high speed se achanak low par aaoge aur phir gear me car uthaoge
@@ajayonwheels what if installing in civic 2008 automatic
👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍👍
Bhai meri 2008 automatic hai. Petrol pe average h sirf 5-6 with ac. Automatic me cng kitna successful hai please suggest..
Bhai cng me badhai de deti hai average
Jo meter me show hogi uski double cng pe milegi
Meri 10-12kmpl show hoti hai highway par to highway par average 20-22 ki deti hai
City me 17-18kmpl on cng with ac
@@ajayonwheels Mai dar is liye raha hu cng install krne. Coz cng is 115rs/kg here and petrol is 110rs/L. Ab cng install krne k bad agr average nhi badha. To koi fayda he nhi hoga. Coz then cng and petrol pe same he chalegi 😅. Other than this any suggestions to increase mileage on petrol?
Honda Civic cng fitting how much cost will come
1 year before 51,000/-
Now 38-42k
to aankh band krke lelun civic 2009 model automatic
Automatic ki average kam rahegi yaad rakhna
Nice
My civic is giving 100km range in 9 kg🙃
Low mileage
Ek baar re calibration karao cng wale se
Pehle meri bi 80-90km chal rahi thi
Ab highway par 200-210km aur city me 140-160 km chal rahi ahi
Oook thanku for suggestion🤗
@@ajayonwheels mere bhi same hai abhi mechanic se. Plug saf krvaye h. Check krai h gaadi sb ok hai.
@@ajayonwheels runs only 100-110 km in 9.5 kilo cng
@@ajayonwheels ajaybhai kosna cng kit lagvaya he plz replay
Tumne petrol aur cng dono ka galat milage bataya
Petrol 6-8 kmpl
Cng- 12-14 kmpl
Bhai petrol me bi 8-10 deti hai
Aur cng me meri 10kg me 237km chali hai best mileage hai ab tak meri 23-24kmp/kg
Bhai cng pr 130 Sai jayada nhi chlegi. Honda civic
Bhai 200km chal rahi hai bina ac
Aur city me 150-165km with ac
18 ki avrej.... Ac ooo non ac
Meri civic 8 kilo me 170 plus nikal leta hoo main aram se 2009 hai 65000 chala hua bass...
Kya baat bahut badhia bhai
Kahan rehte ho
Kyunki delhi traffic me to kam hi average aati hai
थोड़ा आराम से बोलेगा तो लोग आराम से response देंगे।
I will try
Thanks for suggestions
❤️❤️
Nice