सर अगर PTO पर दो लोग हैं और दोनों लोगों का PTO निकाल दिया गया हो उसमें से एक का रिजर्वेशन कर दिया गया है और दूसरे का रिजर्वेशन बाद में करना हो तो क्या वह PTO दोबारा काम करेगा
Sir ek pto me yadi 3 logon ka naam hai to kya aisa ho sakta hai ki me pehle apna reservation kar lu, phir baad me usi pto se baki ke 2 logon ka reservation kar lu.
Sir Ji, Pay level up to 4 tak PTO sleeper class ka hi Banta hai...... Sleeper class ke PTO par aap difference bharkar 3ac me reservation kar sakte ho...... Pay level -5 ke automatic 3AC ke hi jari hote hai....
Sir Ji, Yadi aap break journey lete hai to departure re break journey station tak reservation kar sakte ho... Or yadi aap break journey nahi lete to fir destination ke aas pas ke station tak kar sakte ho..jaise Delhi ho to Delhi Sarai Rohilla ya fir New Delhi ya fir Hazrat Nizamuddin...
Aap break journey me aap ek side ke pass par alg alg traino me reservation kar sakte ho... Jaise Mumbai se Delhi tak pass me Surat or Ahemdabad break journey lete ho to.... Aap Mumbai se Surat tak reservation kar sakte ho....or fir aap Surat se Ahmedabad tak kar sakte ho or fir aap ahemdabad se Delhi tak reservation kar sakte ho alg alg train or alg alg date me ...
Sir Ji, Kar sakte ho..apko difference pay karna hoga.... Eske liye maine already video upload kar diya hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...
Sir Ji, Yadi apko 1 Pass 3rd AC (Upto Pay Level -4) ka milta hai to aap 2nd AC me difference bharke reservation nahi kar pavoge... Or yadi apka pay Level 5 hai mtlb ki apko sabhi pass/pto 3rd AC ke milte hai to aap 2nd AC me difference bharke reservation kar sakte ho...
Sir Ji, 1800/- wale ko 1 pass 3rd AC ka milta hai or baki sleeper class ke Pass or PTo milte hai..... Yadi aap un pto or pass par 3rd AC me reservation karoge to apko difference bharna padta hai ..
SL price = 600 SL pto me = 600 × 1/3 = 200 ( Yahan to 400 rs kam huaa na) But AC me 1200 ke ticket me 200 hi kam kyun hoga..( 400 kam hona chahiye na?)
Sir Ji, Bilkul 400/- Rs hi km hoga...... Maine video me 200/- bta Diya kya,.??........ Yadi maine video me 200/- btaya hai..to wo by mistake ho gaya hoga....
Sir kaise pta chalega ..station same break journey m hai....Mujhe train Delhi Sarai ki mili hai uske aage new delhi se dusri hai toh break journey Delhi Sarai dalne pr aage ki train new delhi se reserved hogi ya Delhi Sarai se hi karni hogi?? Plllzz rply
भाई जी हमारे पिताजी रेलवे सुरक्षा बल से 4200GP से रिटायर्ड हुए थे,,,दुख के साथ कहना पड़ रहा कि 24जनंबरी 2022 को उनका स्वर्गवास हो गया है,,, भाई जानना ये था के अब माताजी को कोनसा पास मिलेगा और क्या वो अपने साथ अटेंडेंट ले जा सकते है ,,अटेंडेंट किसे बनाया जाता है साथ मे
Sir Ji, 1) Apki mother ko bhi wahi pass milega jo apke father ko retirement ke bad mil raha tha....1st Class ka... Or attendent ke case me apki family ke kisi bhi membar ko bna sakte ho...
Sir Ji, APAR kaise bharna hai.. Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega..... Transfer ka option abhi nahi khulta hai.....
Sir Ji, Maine bhi Kiya tha ..... Same Train me only date change Kiya tha....Uske liye Ticket ko cancel karna padega or fir se same train me date change kar reservation karna padega............ Lekin ye sab apne risk par karna.....meri ticket confirm nahi thi mtlb waiting chal rahi thi......
Mera pass Mai 2 full set or 4 half set show ho rha tha. But Maine sirf 2 half set or 1 full set apply Kiya. Or abb dono pass 0 show ho rha h.??? Not understand dis
Ma'am.... 2 Full set = 4 Half Set........hota hai... Aapne 1 full set le liya to 2 half cut ho gaye...or fir apne 2 half set or le liye...... esliye 0 show ho raha hai
Ma'am... Bilkul hota hai... Or maine to bhut baar kiya hai.... Or maine es par pahle video bhi banaya tha....... Lekin baad me bahut sare employees ke comments aane suru ho gaye ki mera nahi ho raha hai..... Esliye us video ko delete karna pda....
Sir Ji, Aap Sleeper class ke intitle ho.. To usme Sleeper class ke kiraye ke hisab se hi Kam hoga.....3rd AC ke kiraye me se.... For example - Delhi to MMCT sleeper class 600Rs or AC 1200 Rs, Yadi Sleeper me karoge to 200 lagenge mtlb 400 km ho gaye .... Ese hi yadi aap 3rd AC me karoge to bhi 400 Rs hi km honge mtlb 800 Rs pay karna padega...
PTO से टिकट निकल जाने के बाद टिकट कैंसिल करने से PTO भी खराब हो जाता है, लेकिन उसी ट्रेन में जिस ट्रेन में आप पहले से टिकट ले रखे है, केवल उसी ट्रेन में आप दूसरे डेट में टिकट निकाल सकते हैं उदाहरण 👉🏻 जैसे कि आपको मगध एक्सप्रेस में 22 सितंबर को सफर करना है, लेकिन बाद में आपको ऐसा लगा कि मुझे 22 सितंबर को नहीं जाना है अब 3 अक्टूबर को जाना है, तो आप मगध एक्सप्रेस में ही अपना टिकट 3 अक्टूबर को करा सकते हैं, लेकिन टिकट कैंसिल नहीं करना है, IRCTC से लिया गया टिकट के बारे में ज्यादा नहीं कह सकते है, लेकिन टिकट काउंटर से लिया गया है तो काउंटर पर जाकर तारीख बदलवा सकते हैं😁
Sir Ji, Jab hmm pass ke liye apply karte hai to Submit wale option ke upar upgrade pass ka option hota hai us option par click karke submit karte hai to wo pass 3rd AC ka bnega.....
सर क्या मैं एक पास में दो तीन जगह जैसे तिरुपति रामेश्वरम मदुरई त्रिपाठी राम कन्याकुमारी जा सकता हूं
सर अगर PTO पर दो लोग हैं और दोनों लोगों का PTO निकाल दिया गया हो उसमें से एक का रिजर्वेशन कर दिया गया है और दूसरे का रिजर्वेशन बाद में करना हो तो क्या वह PTO दोबारा काम करेगा
Sir Ji,
Apka vah PTO Already Used mana jayega....... esliye aap Sabhi members ka ek sath reservation kijiye.....
3rd ac 2nd ac
Sir/ma'am..
Aap kya puchna chahte hai...sahi se bataiye?
Kya 1800 gp wale sleeper ka pto ac mai use kar sakte hai ectra paisa de kar
Sir Ji,
Bilkul kar sakte ho....
SL class ke pto se kya 2ac me reservation Kara sakte hai kya difference fare pay karke
Sir Ji,
2nd AC me reservation nahi hoga..
3rd AC me kar sakte ho
@@technicalravi__ thank you sir
Sir ek pto me yadi 3 logon ka naam hai to kya aisa ho sakta hai ki me pehle apna reservation kar lu, phir baad me usi pto se baki ke 2 logon ka reservation kar lu.
Third AC ka pto se sleeper me ticket banane par Paisa bhi lagta hai kya
Sir Ji,
Bilkul Paisa lagega..
Sleeper class ka 1/3 kiraya lagega...
Spl train me pass ya pto ka kya roll hai
Sir Ji,
Special traino me nahi hota hai pass/PTO se..
Spsl train me pass se ticket book kar sakte hai kya
Sir Ji,
Pahle to nahi hota tha....
Ab ho sakta hai hone LG Gaya ho..
Aap try kar lijiye....
3ac ka PTO kaise bnaye plz video bnaye
Sir Ji,
Pay level up to 4 tak PTO sleeper class ka hi Banta hai......
Sleeper class ke PTO par aap difference bharkar 3ac me reservation kar sakte ho......
Pay level -5 ke automatic 3AC ke hi jari hote hai....
4200 gp wale hamsafar me Ticket book kar sakte hain??
Sir Ji,
Mere khyal se ho jayega...
Kyuki jo rajdhani exp ke entitlement hai wo Humsafar train me reservation kar sakte hai.....
Aap try kar lijiye...
@@technicalravi__ thanks some body saying 1 class demoted
Paas apply me & ticket booking me departure & destination station same hona must hai kya?
Sir Ji,
Yadi aap break journey lete hai to departure re break journey station tak reservation kar sakte ho...
Or yadi aap break journey nahi lete to fir destination ke aas pas ke station tak kar sakte ho..jaise Delhi ho to Delhi Sarai Rohilla ya fir New Delhi ya fir Hazrat Nizamuddin...
@@technicalravi__ break journey lene se fayda kya hai?
Aap break journey me aap ek side ke pass par alg alg traino me reservation kar sakte ho...
Jaise Mumbai se Delhi tak pass me Surat or Ahemdabad break journey lete ho to....
Aap Mumbai se Surat tak reservation kar sakte ho....or fir aap Surat se Ahmedabad tak kar sakte ho or fir aap ahemdabad se Delhi tak reservation kar sakte ho alg alg train or alg alg date me ...
@@technicalravi__ okay thanks
Kitne grade payment wale pto se ac me reservation Kara sakte hai
Sir Ji,
1900/- Grade Pay se....
Bhai railway station master ko 4 pto deti hai wo SL je milte hai ya AC ke
4200GP ki job hai
Sir Ji,
42000/- GP wale ko 2nd AC ke pass milte hai or 2nd AC ke hi PTO milte hai........(Rajdhani or Satabdi Train ke case me alag rule hai)
Bhai pto se tatkal ticket kar sakte hai
Sir Ji,
Pass/pto par tatkal me reservation nahi hota hai......waise aap try karke bhi dekh sakte hai...
@@technicalravi__ ok sir
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sleeper ke pass par 3 rd ac me ticket le sakate hai Aur charge dekar
Sir Ji,
Bilkul le sakte ho.....
बीएसपी से पूरी का ac में किराया 1100 है तो कितना पैसा लगेगा
Sir Ji,
BSP se Puri ka sleeper class ka jo kiraya hai wo ghata dijiye.....fir jitna bachega utna difference apko bharna padega....
Sir how to apply 3rd ac seat if I had sleepers class pto
Sir Ji,
Kar sakte ho..apko difference pay karna hoga....
Eske liye maine already video upload kar diya hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...
3 ac pass hai mera mai 2Ac kr sakta hu kya
Sir Ji,
Yadi apko 1 Pass 3rd AC (Upto Pay Level -4) ka milta hai to aap 2nd AC me difference bharke reservation nahi kar pavoge...
Or yadi apka pay Level 5 hai mtlb ki apko sabhi pass/pto 3rd AC ke milte hai to aap 2nd AC me difference bharke reservation kar sakte ho...
Thanx sir ❤️
🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai ALP 1900 grade pay ka pto SL k liye entitle hota h ya 3rd AC k liye
Sir Ji,
2400/- Grade Pay tak PTO Sleeper Class ka entitle hota hai.......
Defference bharke aap SL class PTO se 3AC me reservation kar sakte ho...
2400gp ke pto 3rd ac ka hota hai kya
Sir Ji,
2400 grade tak Sleeper class ka hi milta hai....
Attendent me koi v ho sakta hai ya family declatlration me jiska nam hai usko v dal sakte hai
Sir Ji,
Attendant Family me koi bhi ho sakta hai...... family declaration ka koi issue nahi hai...
PTO Pass AC Ka kitna Milta Hai Ek Sal Kw
Sir Ji,
Wo depend karta hai apke pay Level par....
Apka pay Level kitna hai??
Lekin joining se 5 year ki service tak 1 pass or 4 pto milte hai....
Sir ji PTO 3ac Ka minimum kitne grade pay ko milta hai
Sir Ji,
2800/- Grade pay par or Pay Level 5
@@technicalravi__ Thanks sir
1800 ko mil rha h
Sir Ji,
1800/- wale ko 1 pass 3rd AC ka milta hai or baki sleeper class ke Pass or PTo milte hai.....
Yadi aap un pto or pass par 3rd AC me reservation karoge to apko difference bharna padta hai ..
Pto se apply ticket cancel karne k bad dobara ticket ho jata hai. Maine kiya hai.
Sir Ji,
Apne same train me kiya hoga....
Only date change Kiya hoga...
SL price = 600
SL pto me = 600 × 1/3 = 200
( Yahan to 400 rs kam huaa na)
But AC me 1200 ke ticket me 200 hi kam kyun hoga..( 400 kam hona chahiye na?)
Sir Ji,
Bilkul 400/- Rs hi km hoga......
Maine video me 200/- bta Diya kya,.??........
Yadi maine video me 200/- btaya hai..to wo by mistake ho gaya hoga....
@@technicalravi__ ok♥️
Lakin koi trika to hoga tickets ka book krne ka
Sir Ji,
Uper comment or video me tarika btaya to hai.....
Apka kaha par doubt hai..??
Kaise kre book aap apna contact do ak bar
क्या स्लीपर के पास से AC 3 में टिकट बुक कर सकते है। और कर सकते है। तो कितना पैसा लगेगा।
Sir Ji,
3rd ka jitna kiraya hai us kiraye me sleeper class ka kiraya ghata dijiye.....utna apko difference bharna padega.....
Addedent ka v reservation irctc se pass number aur pin dalkar Kar sakte h ya counter se book karna padega
Sir Ji,
Online bhi kar sakte ho...
1900 grade pay mai 3ac pass milta hai kiya??
Sir Ji,
Milta hai.....
Sir kaise pta chalega ..station same break journey m hai....Mujhe train Delhi Sarai ki mili hai uske aage new delhi se dusri hai toh break journey Delhi Sarai dalne pr aage ki train new delhi se reserved hogi ya Delhi Sarai se hi karni hogi?? Plllzz rply
Sir Ji,
Aap break journey me NDLS bhi dal doge...to bhi aap Delhi Sarai Rohilla or Old Delhi or New Delhi ki kar sakte ho......
@@technicalravi__ Thankyou sir ...Sarai daal kr ...Ndls ka krwa skta hu na sir
Sir Ji,
NDLS dal do ....usi se Sarai Rohilla ka ho jayega....
3rd AC to ho nhi skta
Sir Ji,
3rd AC nahi ho sakta.....
mtlb ??
Sir mera mtlb Ki pto se 3rd AC nhi Ho skta
Ydi ho skta to kripa muje btaye kaise
Pto se kaise book kre phir 3rd Ac
Sleepr pr b 3rd AC ka ticket kr skte h to kaise kre sir
Please aap apna contact no dena
Kya aapne jo ticket dono baar ticket kiya tha dono hi baar confirm ticket tha plz reply
Sir Ji,
Ye video banaye kafi time ho gaya hai... Esliye krupa karke pura question batane ka kasht kare....taki m uske anusar reply kar saku....
भाई जी हमारे पिताजी रेलवे सुरक्षा बल से 4200GP से रिटायर्ड हुए थे,,,दुख के साथ कहना पड़ रहा कि 24जनंबरी 2022 को उनका स्वर्गवास हो गया है,,, भाई जानना ये था के अब माताजी को कोनसा पास मिलेगा और क्या वो अपने साथ अटेंडेंट ले जा सकते है ,,अटेंडेंट किसे बनाया जाता है साथ मे
Sir Ji,
1) Apki mother ko bhi wahi pass milega jo apke father ko retirement ke bad mil raha tha....1st Class ka...
Or attendent ke case me apki family ke kisi bhi membar ko bna sakte ho...
Pto se book tickets cancel karne par refund kitna aata hai ya nhi aata hai refund
Sir Ji,
Refund aata hai.....
jo bhi cancellation ka rule hai usi ke anusar refund aata hai.....
APRA kaise bharna Hai Sir Ji
Aur Transfer Ka options Nahi khulta Hai Kya
Sir Ji,
APAR kaise bharna hai..
Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega.....
Transfer ka option abhi nahi khulta hai.....
E PTO se ticket confirm hai but date modification krna hai hoga
Sir Ji,
Maine bhi Kiya tha .....
Same Train me only date change Kiya tha....Uske liye Ticket ko cancel karna padega or fir se same train me date change kar reservation karna padega............
Lekin ye sab apne risk par karna.....meri ticket confirm nahi thi mtlb waiting chal rahi thi......
Mera free pass hai 3ac ka book karne par Paisa mangta hai
Mera post tech3 level 2
Sir Ji,
Apke comment ka reply maine aaj ke video me de diya hai....
Mera pass Mai 2 full set or 4 half set show ho rha tha. But Maine sirf 2 half set or 1 full set apply Kiya. Or abb dono pass 0 show ho rha h.???
Not understand dis
Ma'am....
2 Full set = 4 Half Set........hota hai...
Aapne 1 full set le liya to 2 half cut ho gaye...or fir apne 2 half set or le liye...... esliye 0 show ho raha hai
Pto se ticket cancel hota hai...mene khud cancel Kiya hai
Ma'am...
Bilkul hota hai...
Or maine to bhut baar kiya hai....
Or maine es par pahle video bhi banaya tha.......
Lekin baad me bahut sare employees ke comments aane suru ho gaye ki mera nahi ho raha hai.....
Esliye us video ko delete karna pda....
Maine 3rd ac PTO par ticket book kiya journey Bhopal se csmt ka fare 1165 the evm.pto pr maine 805 pay kiya.... Itna jyada kiraya Kyu lga
Ma'am...
Apka pay Level konsa hai....??
Kaise kiya ye btana
Ha bhai mere sath v yahi ho raha hain level 2 par hu main
Same problem
Sir Ji,
Aap Sleeper class ke intitle ho..
To usme Sleeper class ke kiraye ke hisab se hi Kam hoga.....3rd AC ke kiraye me se....
For example - Delhi to MMCT sleeper class 600Rs or AC 1200 Rs, Yadi Sleeper me karoge to 200 lagenge mtlb 400 km ho gaye ....
Ese hi yadi aap 3rd AC me karoge to bhi 400 Rs hi km honge mtlb 800 Rs pay karna padega...
Ac intital kai ho sakte he or kab
Sir Ji,
1 3AC ka pass upto level 4 tak sabhi ko milta hai 5 year tak.....
Uske bad me 2 Sleeper or 1 AC ka pass Milne lagte hai...
railway employee hone pr rajdhani me pto mil jaega 4200 grade pay
Sir Ji,
PTO par Rajdhani me reservation ho jayega......
PTO से टिकट निकल जाने के बाद टिकट कैंसिल करने से PTO भी खराब हो जाता है, लेकिन उसी ट्रेन में जिस ट्रेन में आप पहले से टिकट ले रखे है, केवल उसी ट्रेन में आप दूसरे डेट में टिकट निकाल सकते हैं
उदाहरण 👉🏻 जैसे कि आपको मगध एक्सप्रेस में 22 सितंबर को सफर करना है, लेकिन बाद में आपको ऐसा लगा कि मुझे 22 सितंबर को नहीं जाना है अब 3 अक्टूबर को जाना है, तो आप मगध एक्सप्रेस में ही अपना टिकट 3 अक्टूबर को करा सकते हैं, लेकिन टिकट कैंसिल नहीं करना है, IRCTC से लिया गया टिकट के बारे में ज्यादा नहीं कह सकते है, लेकिन टिकट काउंटर से लिया गया है तो काउंटर पर जाकर तारीख बदलवा सकते हैं😁
Sir Ji,
Hme bhi bataiye.....
Ticket bina cancel kiye IRCTC me kaha par Date change karne ka option aata hai...??
S
Phree pass me 3Ac ka pass nahi batrahai
Sir Ji,
Jab hmm pass ke liye apply karte hai to Submit wale option ke upar upgrade pass ka option hota hai us option par click karke submit karte hai to wo pass 3rd AC ka bnega.....