Dear Sirji , you have given very detailed knowledge about CRT TV with even minute details in simple ,humble way of teaching. Your videos about CRT TV repair are very much helpful to new technicians and even to experts. Thanking you for sharing your vast and valuable knowledge to everyone. Thanking again and again with good respect.
🙏🙏 Thank you sir ji Mai aaj Jo bhi e TV ripeyring Ka kam Sikha Hu sirf aapki hi video SE kyoki sir Aapka batane Ka tarika aur aap Jo bhi batate ho Pura ache Tarah SE samjh me aa jata hai bass sir ji ab sirf colour Ka problam solf Nahi Kar pata Hu bass bord Ka Pura Kar deta Hu lekin Jo PCB me SE colour Ka problam Aata hai o Nahi samjh pata kyoki chorma ic ka tino colour pin par 1.2 volt dikhata hai aur sir jo tino colour pin ke sath ek ek resistor laga Hota hai to jab usko open Kar deta Hu to volteg check Karta Hu to 3.2 volt aa jata hai lekin Jaise hi o resistor lagata Hu to volteg 1.2 volt aa jata hai sir resistor bhi check Kiya thik hai zinar divod bhi thank you sir ji 🙏🙏🙏🙏
Great Sirji aap ne ek hi video mein sabhi folt bata diye Jo hamare liye bahothi yous full hai tv repering ke liye aap Ka bahot bahot shukriya sir 👍👍👍 thanks
Maja a Gaya Sar aap ka video Dekhkar aapane itne acche samjhaya mujhe tum mujhe Sab samajh mein a Gaya lekin ek bar aap LED Kabhi Toh thoda sa Samjha kar bataiye ki LED TV kaise banate hain
Dear Sir, Thanks for your Videos. Recently I installed china crt tv kit, In this kit, no vertical preset to adjust vertical height. How to reduce height. B+110, vertical section supply 25v normal. Picture size too high. Please give some idea to fix this problem. 🙏
🙏Sir bolray hu ke min power sksan pe shot tha, tandistor, registered, pf, jnc chak keya uske bad sam poblam hay, uaske badh, chopar, chak keya poblam tha naya bala lagya ferbe shot araye হয় thora batay to acha hay🙏🙏🙏
Mere pass 1995 ka black and white tv tha uptron company kaa Wo minimum 80,90 voltage mee chaltaa tha aur baaki logoo ka tv nhi chalta tha aur kisi kisi ka chalta tha too unke mee picture bech mee chhoti se chalti thi likin meri tv puri sahi chalti thi. Sab mere yaha dheekhne aatee the Too usss tv kit mee kon si supply lagi thi jo sirf meri tv hi chalti thi..
@@TarangaElectronic sir mere pass luminous ka Stabilizer TR120D3 Modle ka hai january 2021 mee khareeda tha jisee jab first time on karo to 3sec mee on ho jata hai aur ager light gyi aur turant aa gyi 5 min ke ander too usmee 3 minutes ka delay circuit lga hai too useee kaisee sahi kare ki delay hat jaye. Kyoki tv dhekhte time light trip marti hai to 3 minutes ka delay bahut ho jata hai. To kya kare ye batayee. Kya delay hatwanaa sahi hoga ya nahi yee bataye .issee koi nuksaan to nahi hogaa naaa
@@TarangaElectronic मैंने अपनी टीवी में न्यू चाइना किट डलवाया है, जिसमें बना हुआ पैनल प्लेट के साथ मिला था, उसमें स्टैंडबाई के बाद टीवी को बटन से ON करने के लिए कोई बटन दिया नहीं है, उस बटन के कनेक्शन को बताएं, जिससे टीवी पावर ऑन करने के बाद बटन se ON की जा सके
Aur iss kit ki life kitne din ki hai. Menu dabhate hi first screen jo aati hai. Usmeee sharp, aur noise on/off aata hai wo kya hota hai. Sir ek video banao jismee f1 function se lekr f11 tak ke har option ki puri puri details ho. Kya alag alag picture tube mee iss kit ko lagane ke baad f1 se f11 tak kuchh bhi function mee chhed khani kare yani function ko badal badal kr chacke kare to kya kit kharab to nahi ho jayega yaa kit uud to nahi jayega. Aur aisi koi khataRnaak setting ho to jaruur bataye
Long time chalega. Important service mode ka upar a play list ka ander milega. Crt tv service mode related video: th-cam.com/play/PL27z4sCvoFFaG36FA3rYqR1RP-3iW46dZ.html
@@TarangaElectronic मैंने अपनी टीवी में न्यू चाइना किट डलवाया है, जिसमें बना हुआ पैनल प्लेट के साथ मिला था, उसमें स्टैंडबाई के बाद टीवी को बटन से ON करने के लिए कोई बटन दिया नहीं है, उस बटन के कनेक्शन को बताएं, जिससे टीवी पावर ऑन करने के बाद बटन se ON की जा सके
Ye job new china PCB install kiya inki life lagbhag kitni hoti hai ,saal 2 saal chalti hai ya nhi. Iskii koi guaranty , warranty hoti hai ya nhi. Ye batao bhai . Aur aapne video axchha banaya hai.
@@TarangaElectronic sir ek cheej aur bataye ,jaise mere tv mee purana kit fonda 4 ka lgaa huuaa tha, jisme ye function tha ki tv ko circuit se supply on karne ke liye ek batton tha uss botton se tv on/off hoti thi, jaise remote se hoti thi. Likin jab new china kit laga to isss tv meee ye function nahi hai ye kewal remote se on/off hoti hai , to tv mee circuit se on/off karne ke liye kaise banaye , Jarur bataye? Kya tv ko direct main power se band kr de ya pahle remote se band krne ke baad power se baand kre kya dono me anter hota hai. Reply jarur kare. Thanks
Sir speaker ke boost Pf Kyo lagate hai agar ye Pf kharab ho jaye to speaker ko direct kar sakte hai kya esko direct karne pr aawaj clear nhi aa rha hai
Sir LG ultra slim 14" inch me kounsa board lgao Mai. Maine China kit install Kiya but side me figure 1"cut rha . please reply sir WhatsApp no... please sir
@@TarangaElectronic sir remote mee game ka button nahi hai ek baar remote chala rha tha galti se pata nahi kon kon button ek sath dub gya aur game on ho gya tab pata chala ismee game hai. Pr ab kaise on kre
Ei video ta apni valo kore dekhenni, Ei vidio ta 2 bar valo kore dekhe ek bar janan kothay bujhte asubidha hocche. ভিডিও কেটে কেটে দেখলে কিছুই বুঝতে পারবেন না।
Dear Sirji , you have given very detailed knowledge about CRT TV with even minute details in simple ,humble way of teaching. Your videos about CRT TV repair are very much helpful to new technicians and even to experts. Thanking you for sharing your vast and valuable knowledge to everyone. Thanking again and again with good respect.
Bhai apnar video amar khov valo laga ar ame apnar taka anak nolaj paice thankyou bhai
TQ Bhai 💝
Bahut badhiya jaankaari diyaa hai sir usalie aapko bahut dhnya baath
🙏🙏 Thank you sir ji Mai aaj Jo bhi e TV ripeyring Ka kam Sikha Hu sirf aapki hi video SE kyoki sir Aapka batane Ka tarika aur aap Jo bhi batate ho Pura ache Tarah SE samjh me aa jata hai bass sir ji ab sirf colour Ka problam solf Nahi Kar pata Hu bass bord Ka Pura Kar deta Hu lekin Jo PCB me SE colour Ka problam Aata hai o Nahi samjh pata kyoki chorma ic ka tino colour pin par 1.2 volt dikhata hai aur sir jo tino colour pin ke sath ek ek resistor laga Hota hai to jab usko open Kar deta Hu to volteg check Karta Hu to 3.2 volt aa jata hai lekin Jaise hi o resistor lagata Hu to volteg 1.2 volt aa jata hai sir resistor bhi check Kiya thik hai zinar divod bhi thank you sir ji 🙏🙏🙏🙏
Great Sirji aap ne ek hi video mein sabhi folt bata diye Jo hamare liye bahothi yous full hai tv repering ke liye aap Ka bahot bahot shukriya sir 👍👍👍 thanks
Bhai sahab aap dhanya ho aapka vidiyo dekhkar mene apni t v bana di thankyou 🙏🙏
🙏
Your vedios are importent information for new and every technicians thank you sir.
Thank tamil
Thank you for information
All problem solve thanks
nice
Bahut mehnat lagi is video banany me aapko slute h
Guru AAP grat ho super jankari aap ne
Tomer video amar khub valo lage
Mai aapko Dil se dhyanwad karna chahta hu sir ji ❤️❤️❤️❤️👍👍👍👍
Thanks for Your comment
wah mjaa aa gya bhaijaan
Thanks sir 😀😀😀, lot of information
Thanks a lot 🙏
Very Very useful video.
Can fix vertical preset in this PCB.
Very nice video sir g super 🌟
Thanks
Good tiching welcome 👍👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍
Thanks
Nice grat 👍
Great sir just.good
Maja a Gaya Sar aap ka video Dekhkar aapane itne acche samjhaya mujhe tum mujhe Sab samajh mein a Gaya lekin ek bar aap LED Kabhi Toh thoda sa Samjha kar bataiye ki LED TV kaise banate hain
Thank you sir
Booohat pyar see.good
Dada Kabhi fursat mein Yahi ckt le kar CRT monitor main bhi set karna sikhaye
2-4 video bahut din phayle banaya.
Crt monitor convert to tv yoke video me dekhaya.
Very good sir
Thanks
Sir very good
Keep watching
Thanks sir
Thangs guruji
Dear Sir,
Thanks for your Videos.
Recently I installed china crt tv kit,
In this kit, no vertical preset to adjust vertical height. How to reduce height. B+110, vertical section supply 25v normal. Picture size too high.
Please give some idea to fix this problem. 🙏
Good information bro
Very important video
Nice sir
Nice episode, Thanks.
Thank you too!
Mujhe ek sharabi jinki plate chahie
Ultra clim TV picture tube may lokal pcb kase lagay ek video banay dada
Link video th-cam.com/video/WXuhGOifpDI/w-d-xo.html
App Ka dhany vad
Excellent💯👍
👌👌👌❤️❤️❤️
Thanks for the video guidance very helpful to me sir
🙏Sir bolray hu ke min power sksan pe shot tha, tandistor, registered, pf, jnc chak keya uske bad sam poblam hay, uaske badh, chopar, chak keya poblam tha naya bala lagya ferbe shot araye হয় thora batay to acha hay🙏🙏🙏
Short matlab kia fault hay batao.
Supply dene ka bad kia hota hay?
Very nice
Nice video sir
Bhai, panasonic tv mein, 1 side black 2 inch patta aa raha hai, konsa componet change karoon,
Good sir
Thank u
Thanks
Kiya china kit ko philips k 14 tv mai laga saktay hain sir china kit philips k tv per suport karayga? Tube small neck ka hay
Ultra slim par ultra slim pcb.
Normal tube par normal pcb laga shakte ho.
Sony ka picture tube alag hay.
Dada aapane naya camera liya hai picture bahut saaf hai
Huum
Sir 14 inch crt TV ka yoke 21 inch me chalega kya altraslim ka yoke round tv ya flat TV me chalega kya
Ultra slim Nehi chalega
Sir china kit mein factory mode open karke horizontal size kaise control kare ? Please bataye 🙏🙏🙏
Ultra slim pcb hoga,
Normal pcb nehi hoga
@@TarangaElectronic Normal china kit hai sir
Sir decozen coil kitna jaruri hai
Mera ak tv hai osme decozen coil jalgaya nehi lagaya to kuchh hoga
Picture ka upar colour patch hoga to Digosing coil lagana parega.
Neho kuch vi problem nehi goga.
@@TarangaElectronic
To decozen coil q jalte hai sir
Very important video 👍
Thank you so much sir
👌👌👌👌
Mere pass 1995 ka black and white tv tha uptron company kaa
Wo minimum 80,90 voltage mee chaltaa tha aur baaki logoo ka tv nhi chalta tha aur kisi kisi ka chalta tha too unke mee picture bech mee chhoti se chalti thi likin meri tv puri sahi chalti thi.
Sab mere yaha dheekhne aatee the
Too usss tv kit mee kon si supply lagi thi jo sirf meri tv hi chalti thi..
SMPS power supply hoga to o chalega.
Transfarmar hoga to 220 volt ka aspas supply hona chaya.
@@TarangaElectronic sir mere pass luminous ka Stabilizer TR120D3 Modle ka hai january 2021 mee khareeda tha jisee jab first time on karo to 3sec mee on ho jata hai aur ager light gyi aur turant aa gyi 5 min ke ander too usmee 3 minutes ka delay circuit lga hai too useee kaisee sahi kare ki delay hat jaye.
Kyoki tv dhekhte time light trip marti hai to 3 minutes ka delay bahut ho jata hai. To kya kare ye batayee.
Kya delay hatwanaa sahi hoga ya nahi yee bataye .issee koi nuksaan to nahi hogaa naaa
@@TarangaElectronic मैंने अपनी टीवी में न्यू चाइना किट डलवाया है, जिसमें बना हुआ पैनल प्लेट के साथ मिला था, उसमें स्टैंडबाई के बाद टीवी को बटन से ON करने के लिए कोई बटन दिया नहीं है, उस बटन के कनेक्शन को बताएं, जिससे टीवी पावर ऑन करने के बाद बटन se ON की जा सके
Sar aapke idhar Chana pcb bord kitne me milta hai ye original tipe pcb hai kya ordar kar manga sakte hai
No Sory
Hello sir aap ek SONY Crt tv k bareme new PCB kaisi install karte he videos banayena sir
Ok
Nice vedio
Aur iss kit ki life kitne din ki hai.
Menu dabhate hi first screen jo aati hai.
Usmeee sharp, aur noise on/off aata hai wo kya hota hai.
Sir ek video banao jismee f1 function se lekr f11 tak ke har option ki puri puri details ho.
Kya alag alag picture tube mee iss kit ko lagane ke baad f1 se f11 tak kuchh bhi function mee chhed khani kare yani function ko badal badal kr chacke kare to kya kit kharab to nahi ho jayega yaa kit uud to nahi jayega.
Aur aisi koi khataRnaak setting ho to jaruur bataye
Long time chalega.
Important service mode ka upar a play list ka ander milega.
Crt tv service mode related video: th-cam.com/play/PL27z4sCvoFFaG36FA3rYqR1RP-3iW46dZ.html
@@TarangaElectronic sir sharp ,aur noise on /off option kya hota hai
@@TarangaElectronic मैंने अपनी टीवी में न्यू चाइना किट डलवाया है, जिसमें बना हुआ पैनल प्लेट के साथ मिला था, उसमें स्टैंडबाई के बाद टीवी को बटन से ON करने के लिए कोई बटन दिया नहीं है, उस बटन के कनेक्शन को बताएं, जिससे टीवी पावर ऑन करने के बाद बटन se ON की जा सके
Ye job new china PCB install kiya inki life lagbhag kitni hoti hai ,saal 2 saal chalti hai ya nhi. Iskii koi guaranty , warranty hoti hai ya nhi.
Ye batao bhai .
Aur aapne video axchha banaya hai.
10 sal
@@TarangaElectronic sir ek cheej aur bataye ,jaise mere tv mee purana kit fonda 4 ka lgaa huuaa tha, jisme ye function tha ki tv ko circuit se supply on karne ke liye ek batton tha uss botton se tv on/off hoti thi, jaise remote se hoti thi.
Likin jab new china kit laga to isss tv meee ye function nahi hai ye kewal remote se on/off hoti hai , to tv mee circuit se on/off karne ke liye kaise banaye ,
Jarur bataye?
Kya tv ko direct main power se band kr de ya pahle remote se band krne ke baad power se baand kre kya dono me anter hota hai.
Reply jarur kare.
Thanks
Sir speaker ke boost Pf Kyo lagate hai agar ye Pf kharab ho jaye to speaker ko direct kar sakte hai kya esko direct karne pr aawaj clear nhi aa rha hai
Rajiv electronic mp
Ok
Sir chaina crt tv hai usme upar kone me channel ka nam likha hota hai vo up down hota rahta hai
Horiantal nahi badhta hai kaise badhaye
Link video dekho
th-cam.com/video/j4LxCW4tC60/w-d-xo.html
Horizentel का भी बताओ सर
Horizontal section explain
th-cam.com/video/nCz-I7J5xwc/w-d-xo.html
Sir!
Disgosing Coil kaise lagaye bord pin me negative positive samjh nahi aa raha sir!
Please btaye
Negative pojative nehi hay.
Thanks Sir
Mera onida 29" Ka ky thender tv hai to usme picture dono side se curve hota hai kya kare
EW section check
Sir ye tv kit kam se kam kitnee voltage aur jyada se jyada kitne voltage mee chalegi...
160-250 V AC
@@TarangaElectronic okay
@@TarangaElectronic jo new kit aa rhi hai usmee ab tv tunner nhi lag kar aataa hai kyaa..
Sir crt onida tv me adio chip kese lagay ic nahi hai
Dada chaina kit m blue back off kaise karte hai
Plss any 🎥 kaisai.
Service mode se
Sir
Onida 29 inch CRT tv ka kit 21 inch tv me laga sakte hai kya
Lagake dekho
@@TarangaElectronic lagane liya, voltage check Kiya to eht supply 130 hai to kuch problem nahi hoga na pree set nahi hai Onida ka original PCB hai.
👍👍👍
👍🏻👍🏻
Kya normal TV par ultraslim kit lag Sakti hai
No
দাদা আপনার দোকান কোথায় একটু জানাবেন
Howrah.Amta
nya kit me horizentl shaej kam
Krane ke liye kya kre
Horizontal yoke coil ka sath ak coil connection kar shakte ho. Or chopper.
First eht supply volt 110 check.
Kit lagane ke bad horigentel line aa raha hai iske liye Kay Karna padega
Yoke coil connection check and pcb accha karke soldAring karo
Iye kit shayed luckystar ka hai
ચાઈના લોકલ29 ઈચ ટીવી સરકીટ રિપેર બતાવો
My screen got a reddish tint ..how to reduce the redness ?
Sir LG ultra slim 14" inch me kounsa board lgao Mai.
Maine China kit install Kiya but side me figure 1"cut rha . please reply sir
WhatsApp no... please sir
Ultra slim pcb lagao.
Service mode open karke adjust karo.
Aap yellow 💛 ko green 💚 kah rahe hai
😭😭😭
pentonice kit lagaya full nehi hota he keya kare
Memory change karke dekho
Are you south Indian
WB india
China kit Pictures me Red Line aa Raha hai sir help me
Group par picture send karo
Sar China kit ka price kya hai
Quality ka upar price alag hota hay.
Ak Amazon link description box ka ander deke rakkha hay.
New pcb ka bad writh braa ho jata hai kaise thik kare
Picture and pcb photo send karo group par.
Sir conic crt tv ka sarvice code kya h
Picture jump kyu karti h new kit lagane par
Eht supply 110-15 adjust.
Sar 200w bulb nahi Mila. Keia kora
🤔🤔🤔🤔🤔🤔
modharboard kit kaha pe mile ga
Elections parts shop par milega
@@TarangaElectronic bhai sahab ji aap dukaan ka address bataan 🙏
New china tv mee game kaise start krte hai.
Normal sa game hay.
Remote se geme khel shakte ho.
@@TarangaElectronic sir remote mee game ka button nahi hai ek baar remote chala rha tha galti se pata nahi kon kon button ek sath dub gya aur game on ho gya tab pata chala ismee game hai.
Pr ab kaise on kre
স্যার,আমি সিআরটি টিভির ইউক কোয়েল
সাকিট বোর্ডে কিভাবে কানেকশন করব।
ভাইয়া আপনার কথা ঠিক বুঝলাম না।
@@TarangaElectronic crt tv yock coli kivabe tv er circuit board connection korbo sir, ata sompor k akta video banan..... plz
Ei video ta apni valo kore dekhenni,
Ei vidio ta 2 bar valo kore dekhe ek bar janan kothay bujhte asubidha hocche.
ভিডিও কেটে কেটে দেখলে কিছুই বুঝতে পারবেন না।
ভাই
দাদা
AVTP3 rimote h
Hello dada 👍👍👍👍👍😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😂😂
Pord no pechar
Sir mere tv mai chu chu ki avaz ari hai pele bhich mai ak line aai thi par ab on nhi hora kya karu sir
Eht supply open karke check karo, 110 volt banta hay ki nehi,
110 volt banega to eht problem hoshakta hay or out put ka kuch vi problem.