Depression course : Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai. Course ko join karne ke liye iss link par click karein- www.drpraveentripathi.com
Sir mujhe Thora sa depression ki problem reh chuki hai bohot Kam time k liye 2 ya 3 months k liye . But uske baad mujhe anxiety hai jo ja nahi rhi 5 saal se . Ab mere bete me symptoms dikhne lage hai . Usko anxiety hone lagi hai halaki Mai usse ab bohot pyar se baat karti hu vo 9 saal ka hai . Usko ager TV band kardu ya ek thappad laga du to usko ulti jaisa hone lagta hai . Aur saans Anne me problem hone lagti hai
Aap bhagwan hai aap ke wajah se mai theek ho gya mai apni mansik bimari ke wajah se bahut presan rhata tha abhi dwai suru kiya Dr Arun psychiatry doctor se
Thank you so much sir for sharing meaningful and quality content through this platform.... Your videos has helped alot to understand and get comfortable with myself.🙏
Sir mere bhai 20 saal se preshan hain. Aur ye sare simtms match karta hai. Bahoot treatment ho raha hai par bilkul se thik nahi ho rahe hai. Pura ghar unse bahoot pareshaan hai
Great ,Sir i have given lots of people knowledge, and myself i have came out of it ,who were suffering from mental illiness thanks sir , May Allah swt bless you🙏🙏🙏🙏
Bina doctor ke prescription ke bina aap koi bhee medicine nhi le skte ho yadi aapko depression kee symptoms aa rhi hai to jald se jald apne aas pas ke pshytrist se mile thanks 🙏🏼🙏🏼👍
Sir mera aim tha pg entrance crack krna or wo ho b gya bt mujhe bilkul b khusi ni hui fir darr tha ki manpasand branch milegi ya ni fir wo b ho gya fir b khusi ni hui.. sir aisa kyu hota h ki sb kuch jaisa chahiye waisa hone k baad b 1 min k liye bhi happiness feel ni hoti hmesha kuch darr bna rehta h...
first comment please help me sir i am watching your videos. since 5 month they are very helpful sir i am goin through social fear i am not going out of my house since 1 year whenever i try to go then i will feel hand shaking heart palpitation and many other problems and some times i am getting unconscious while doing any thing my mind goes on another way then i feel dizzy and my eyes will go blur and then i will thinking that i am getting a heart attack. sir please tell me is this a medical issue of brain
Sir koi apke sathe chalaki kare or use der samj mai aaye to use kya mansik bimari kahete hain? Ya fir koi rasta ho ek bar mai yaad nahi rahta or har chhoti chhoti baate bhul jana jaise ki routine life ya fir awareness kam ho in sab ko kya kahenge? Sab kuch der se samaj mai Ata Hai tab tak waqt chala jata hain or aap sake samne fool sabit hote ho. To ise kya kahenge? I mean counseling ki jarurt hain?
Dear Ma'am Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
Bhai sir ka dipression ka ek course hai Jo Maine khud liya hai CBT therapy course ye Lelo zindagi safal ho jaayegi tbh Mera last 5 years se ye same problem tha but abhi do mahine ho Gaye Hain course ko continue karte hue aur jo pichle 5 saalon mein nahi hua wo abhi ho rha hai CBT course ki wajah se
Sir Apne jo jo bula sb symptoms he mere pas... Me abhi pvt job vi kor rohi hu... Lekin kabhi kabhi in symptoms aur prblm ke baje se Struggle vi krna prta he.... Consult kiya aur medicine vi use ki thi maine... Lekin thik nhi hui avitak...now I am 29 years old. Logvog 18 sal se mtlb 2013-14 se aj tak maine same condition me hu... Kabhi kabhi thik huti he kabhi kabhi aur symptoms arise hute he... Yaani 1 sal me 3/4 bar aise hute he... Aur ye sb 1 mahine se jyada huti he.... Aur 1 sal me main sirf 7/8 mahine normal insan ki tarah rehti hu... Baki sb din apne apku pota nhi huti he ki mein normal ya abnormal insan hu... Sir please provide me some valuable suggestions....
Dear jistha ji, Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
Sir meri mummy ek news sunke unka dharkan tej hone laga aur depression type hua tha. Then doctor ko dikhane k bad wo har waqt bed me leti rahna chahti h. Bohot bolne se uthke khati h aur again so jati h... Doctor ko dikhaye hua 2 mahina ho gaya. Improvement dikh naki raha. Kya kare?
Mai to 😭😭 bachpan se hi presan hu i think i was 7 year old 😭😭 abhi 19 ki ho gayi per purani bate dimg se nhi ja rahi 😭😭 nind ki goli ke liye clinic me kiya tha or medicine store ki thi wo bhi khtam ho gayi ab aise raat raat bhar jag ke roo rahi hu lag raha hai ab koi rasata nhi bacha hai 😭😭😭😭ager junda rahungi to ye sab sochti hi rahungi 😭😭😭😭😰😰
Dear Guriyakumari ji Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
Exactly Sir Ye hi symptoms face kr rhi hu..But sir agr kisi ka nature aisa bilkul na ho aur life ke kisi aise phase ka bhut bda jhatka lgne ke bad ye vichar ane lge hai jo age badhne hi nahi de rhe how to avoid it...
Hi sir. Me aapk sbhi vedeo dekhti kuch month se. Muje ocd h bhut buri trike se fasi hu 🙏🙏 plz nikalo muje isse. Chizo ko bar bar chuti hu. Mob chlate time koi bhagwan se related kuch v dikhta h use bar bar chuti hu. Kuch color jese black green red yellow ko bar bar chuti hu ye color khi v ho. Ghr me bhargwan ki murtiyo ko bar bar dekhna. Kitchen ki chizo ko room ki khi ki v.. Lgta h agr yesa ni krugi to life me ghr pr kuch bura ho jayga ya mere sath kuch bura ho jayga is bat ka itna jada dr bna hua h k ji ni pa ri di.. Plz help
सर मै दिन भर सोचता रहता हूँ मै अलग दुनिया मे खोया रहता हूँ और मै दिन भर चलता रहता हूँ एक जगह बैठ नही paata हूँ पढाई भी नही होती🙏🙏 Mai किसी से bolta भी नही हूँ और मुझे भीड़ मे जाने से डर लगता है कि koi मुझे मारने न लगे👊🏿🤛🏿 😭 please 🙏sir मेरी help करो मै aapka जिंदगी भर आभारी रहूँगा सर please reply jaroor करना 😢😢😭😭 सर
Doctor se dikhao aap hme bhee aisa hee hota tha doctor ne screzophenia batya hai usko aap bhee dikha lo jitna jaldee ho ske ye disease hai halka me. Na le please 🥺🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Dear Sir/Ma'am Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya wahtsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
Sir, Ji me Kuch bhi Bolta , likhta, padhta hu SB Kuch thik h but fir bhi ghabrahat, bechani, stress , anxiety Hoti hai or bahut Roni ati h Kya Kyu sir.
Depression course : Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai.
Course ko join karne ke liye iss link par click karein- www.drpraveentripathi.com
Sir mere sath v thi ho rha hai mai kya kru😢
Meditation karo or samzho
Sir mujhe Thora sa depression ki problem reh chuki hai bohot Kam time k liye 2 ya 3 months k liye . But uske baad mujhe anxiety hai jo ja nahi rhi 5 saal se . Ab mere bete me symptoms dikhne lage hai . Usko anxiety hone lagi hai halaki Mai usse ab bohot pyar se baat karti hu vo 9 saal ka hai . Usko ager TV band kardu ya ek thappad laga du to usko ulti jaisa hone lagta hai . Aur saans Anne me problem hone lagti hai
Kya charge h sir aapka
jab mere bap le kha ki tu hamare liye bojha hai to mai kya kar sakta hu
One of the best doctor in the world
भगवान आपको और आपके बच्चों को सलामत रखें भगवान से बस
Aap bhagwan hai aap ke wajah se mai theek ho gya mai apni mansik bimari ke wajah se bahut presan rhata tha abhi dwai suru kiya Dr Arun psychiatry doctor se
Ab thik ho kitne month dwa chli apki
Hamari bhee chl rhin h medicine 💊 Dr ml Aggarwal kota rajasthan india
@@dilkhushkumarchaudhary-qd9zl aram h bha s
Acche dr ho toh bataiye koi chatrapati sambhaji nagar mai
Tumhala kashacha problem ahe Tumhi chalu keli ka treatment please sanga@@ashvinisonune3953
Pranaam sir. God bless you.
Amazing.There are many new facts to know
Sir, thanks u for ur explanation
Bohot dino baad vdo aayi h aapki sir , muje koi bimari nhi h pr muje aapki vdo dekhnabohot acha lgta h
Thankyou
Thanks you doctor for explaining.
I will M.A along with psychology and this video helpful for me during M.A
Best way of explaining practical way u explain ausum sir
Sir you are doing great job by awaring people on this platform❤
Ati sundar Radhe Radhe
This is helpful for me thanks
Sir hats off to you thanks alot
very good explained 👏👏
ਬਹੁਤ ਬਹੁਤ ਧੰਨਵਾਦ ਜੀ 🙏
I love listening to you praveenji. You speak so well and point out things so precisely 👌👌
Thankyou so much sir 🙏🙏🙏
Sir aap bhot acche se samjhate hai
Thanku you sir🙏
Thank you so much sir for sharing meaningful and quality content through this platform....
Your videos has helped alot to understand and get comfortable with myself.🙏
Thanks for
..,
Thanks a lot doctor
You will get millions of view on this video 💜 God bless you sir.
Ek baat batou
Kya koi pills aati hai memory loss ker ne ki
Sir thank u very much
U are great sir👌👌👌
Right 👍
Thankyou sir
How long does it take to cure general anxiety disorder?
Ap ki waj se ma thik ho rahe hu
Wonderful explanation sir
Tripathi ji
Amazing !
so nicely explained.
Very good😊😊
Thanku sir ji information dene ke liye and God bless you🙏🙏🙏🙏
Sir mere bhai 20 saal se preshan hain.
Aur ye sare simtms match karta hai. Bahoot treatment ho raha hai par bilkul se thik nahi ho rahe hai.
Pura ghar unse bahoot pareshaan hai
😢😢😢😢😢
U r appsluttely right
mujhe depresion tha man acha nhi lgta tha gabrahat hota neend nhi aata tha pr maine self treatment kiya bina khi kisi doctor ke pass gai
Kya kiya tha mujhe bhi bata do
@@exe444ff7 phaile baat apko jis baat pe jya stress aata hai vo batao
Sir aap vedio dely dala kre thanks for vedio sir 🙏🙏🙏🙏
Great ,Sir i have given lots of people knowledge, and myself i have came out of it ,who were suffering from mental illiness
thanks sir , May Allah swt bless you🙏🙏🙏🙏
I like all your beautiful sessions because you have that patience explain everything very good. Thank you so much ' K of P '.
thanks.for.diagnostive.advice
Sir you are very very intelligent
Sir Somatoform disorder par bhi bataiye
Thankyou sir 🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Thank you sir
Thanku for information u r grart sir
Sir mujhe Social Fobia hai.. Anxiety olaur depression ke liye tricks honge to bataie short tricks
Sprituality main jao
Logo ke bich Jane ki Sochi bhi to ghabrahat hoti hai..Aisa aadmi vaise bhi akela ho jata hai.
Sir,namaskar,Address dijiye,Milana hai
Bahut sahi batya sir aapnay
Thanks
Gjb sir😊
thank you
Sir your way of explanation is great. I like listening to you
Good psychiatric
Sir। Dipression k treatment k liye kon si medicine aap recommend krenge
Bina doctor ke prescription ke bina aap koi bhee medicine nhi le skte ho yadi aapko depression kee symptoms aa rhi hai to jald se jald apne aas pas ke pshytrist se mile thanks 🙏🏼🙏🏼👍
Sir mere mind me hamesha soch chalti hai, mind kabhi bhi thoughtless nhi hota hai, mujhe kuch bataye
Mera bhi same 🥲
Kis type ka thought aata hai
Overthinking ke karan hota hia
Same
Nice❤ sir ji
Nice to see you sir🙏
sr
Sar Mujhe aapse baat karni hai please
Sar aap kahan per rahte hain mujhe aapse Milana Hai bete ko dekhna hai
Radha rani ki kripa to h aap par lekin aap bhagwan hn
I always filling fear without any Big problem
Sir mera aim tha pg entrance crack krna or wo ho b gya bt mujhe bilkul b khusi ni hui fir darr tha ki manpasand branch milegi ya ni fir wo b ho gya fir b khusi ni hui.. sir aisa kyu hota h ki sb kuch jaisa chahiye waisa hone k baad b 1 min k liye bhi happiness feel ni hoti hmesha kuch darr bna rehta h...
Online consultant kr skte ho ap mai inke wife se treatment liya hu and 80% thik hu
@@rajakki6537 ha it's true line
We need some more research in this field, still lots of concerns about antidepressants
Already gave thumbs up now I'm watching
Handsome dr❤🎉🙏
Good
Sir es posission me kya kre
Very nice video sir 🙏🙏🙏❤❤
Right
Namastay bhaiya
Bhaiya.. muja ase problem ho rhi hai...jasa aap samja rhay ho
Sir make one video about PSSD, People who are taking SSRI, should know about this
Very nice
So nice
Hello apko kya dikkat hai
first comment please help me sir i am watching your videos. since 5 month they are very helpful sir i am goin through social fear i am not going out of my house since 1 year whenever i try to go then i will feel hand shaking heart palpitation and many other problems and some times i am getting unconscious while doing any thing my mind goes on another way then i feel dizzy and my eyes will go blur and then i will thinking that i am getting a heart attack.
sir please tell me is this a medical issue of brain
Sir koi apke sathe chalaki kare or use der samj mai aaye to use kya mansik bimari kahete hain? Ya fir koi rasta ho ek bar mai yaad nahi rahta or har chhoti chhoti baate bhul jana jaise ki routine life ya fir awareness kam ho in sab ko kya kahenge? Sab kuch der se samaj mai Ata Hai tab tak waqt chala jata hain or aap sake samne fool sabit hote ho. To ise kya kahenge? I mean counseling ki jarurt hain?
Ha aap cbt lo counseling karwao medicine 💊 nhi
Àeise hai maine dekhe hai
Mam apke bhi h anxiety
Dear Ma'am
Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain.
Dhanyawad
Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi
Renowa care , Noida
Thank you doctor very helpful Information Meri mummy ko yhi symptom h Aap kha pr or kis hospital Mai job krte h please reply 🙏
Suffering from same disease from corona time
Bhai sir ka dipression ka ek course hai Jo Maine khud liya hai CBT therapy course ye Lelo zindagi safal ho jaayegi tbh Mera last 5 years se ye same problem tha but abhi do mahine ho Gaye Hain course ko continue karte hue aur jo pichle 5 saalon mein nahi hua wo abhi ho rha hai CBT course ki wajah se
Sir Apne jo jo bula sb symptoms he mere pas... Me abhi pvt job vi kor rohi hu... Lekin kabhi kabhi in symptoms aur prblm ke baje se Struggle vi krna prta he.... Consult kiya aur medicine vi use ki thi maine... Lekin thik nhi hui avitak...now I am 29 years old. Logvog 18 sal se mtlb 2013-14 se aj tak maine same condition me hu... Kabhi kabhi thik huti he kabhi kabhi aur symptoms arise hute he... Yaani 1 sal me 3/4 bar aise hute he... Aur ye sb 1 mahine se jyada huti he.... Aur 1 sal me main sirf 7/8 mahine normal insan ki tarah rehti hu... Baki sb din apne apku pota nhi huti he ki mein normal ya abnormal insan hu... Sir please provide me some valuable suggestions....
Dear jistha ji,
Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain.
Dhanyawad
Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi
Renowa care , Noida
Very good daktar babu
Nice
Sir meri mummy ek news sunke unka dharkan tej hone laga aur depression type hua tha. Then doctor ko dikhane k bad wo har waqt bed me leti rahna chahti h. Bohot bolne se uthke khati h aur again so jati h... Doctor ko dikhaye hua 2 mahina ho gaya. Improvement dikh naki raha. Kya kare?
My mom is suffering from schizophrenia and same symptoms as u told showing
Sir din bhar उबासी आति है और माथा हमेशा दर्द करता है और इसे चार साल से बीमार हु बहुत परेशान हु सर please help kigiye sir
Penic disorder
খুব ভাল লাগল ধন্যবাদ ❤❤❤
Mere sath bhi asa h
Good👍👍
Negetive thought aana par hasana jyda
Serotonin levels high ho gyi aapke thik ho jayega please excercise kijye aap
Mai to 😭😭 bachpan se hi presan hu i think i was 7 year old 😭😭 abhi 19 ki ho gayi per purani bate dimg se nhi ja rahi 😭😭 nind ki goli ke liye clinic me kiya tha or medicine store ki thi wo bhi khtam ho gayi ab aise raat raat bhar jag ke roo rahi hu lag raha hai ab koi rasata nhi bacha hai 😭😭😭😭ager junda rahungi to ye sab sochti hi rahungi 😭😭😭😭😰😰
Dear Guriyakumari ji
Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain.
Dhanyawad
Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi
Renowa care , Noida
My sister Bajrang baard padhiye 101 present aap theek ho jayengi
Sir meri thought khatm hi nahi hota Sir bahut paresan hu koi upay bataiye
Same here 😢
Sir aapka online appointment kasye mil sakta h
Exactly Sir Ye hi symptoms face kr rhi hu..But sir agr kisi ka nature aisa bilkul na ho aur life ke kisi aise phase ka bhut bda jhatka lgne ke bad ye vichar ane lge hai jo age badhne hi nahi de rhe how to avoid it...
Apko konsi samsshya hai
Hi sir. Me aapk sbhi vedeo dekhti kuch month se. Muje ocd h bhut buri trike se fasi hu 🙏🙏 plz nikalo muje isse. Chizo ko bar bar chuti hu. Mob chlate time koi bhagwan se related kuch v dikhta h use bar bar chuti hu. Kuch color jese black green red yellow ko bar bar chuti hu ye color khi v ho. Ghr me bhargwan ki murtiyo ko bar bar dekhna. Kitchen ki chizo ko room ki khi ki v.. Lgta h agr yesa ni krugi to life me ghr pr kuch bura ho jayga ya mere sath kuch bura ho jayga is bat ka itna jada dr bna hua h k ji ni pa ri di.. Plz help
Hi
You take cbt therapy
सर मै दिन भर सोचता रहता हूँ मै अलग दुनिया मे खोया रहता हूँ और मै दिन भर चलता रहता हूँ एक जगह बैठ नही paata हूँ पढाई भी नही होती🙏🙏
Mai किसी से bolta भी नही हूँ
और मुझे भीड़ मे जाने से डर लगता है कि koi मुझे मारने न लगे👊🏿🤛🏿 😭
please 🙏sir मेरी help करो मै aapka जिंदगी भर आभारी रहूँगा सर please reply jaroor करना 😢😢😭😭 सर
Doctor se dikhao aap hme bhee aisa hee hota tha doctor ne screzophenia batya hai usko aap bhee dikha lo jitna jaldee ho ske ye disease hai halka me. Na le please 🥺🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Dr is there any process to get rid of Mobile addiction. Pls suggest the way
Sir mai yes mam present mam nhi bol pata, oose ghbarhat hoti hai 😮, aaki baate sunn ne baad aur bhi negative vichar aate hai pahile ni aate the
Sir muje b aesa hi lgta h. Tension me rhti hu.
Dear Sir/Ma'am
Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya wahtsapp kar sakte hain.
Dhanyawad
Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi
Renowa care , Noida
Ager koi maney nhi ki usey mansik rog h toh family walo ko kya karna chaiya
Same
Neuro ke doctor depression ka ilaj kar sakte h
Sir mera ak question h psychiatry mri kb krate h
Sir, Ji me Kuch bhi Bolta , likhta, padhta hu SB Kuch thik h but fir bhi ghabrahat, bechani, stress , anxiety Hoti hai or bahut Roni ati h Kya Kyu sir.
Depperession hai aapko jaldee treatment karwaye yadi kuch lmbe time se ho rhe h to please,🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Sir m bhi apke saath rahna chata ho or sikhna chata ho mera GNM final year h
Sir mujko bhut intrest h psychology m
Sir skejophirnia 2014 se h treatment v liya h secretist se thik nahi hua kya elaz sambav nahi h kya ab to bhagwan ke bharose chor diye h sir