Hare Krishna prabhu ji Parnam 🙏 हे ठाकुर जी हम तेरे है। मेरा मन गिरभी धर्यो मनमोहन के पास। अति सुंदर! भगवान हमारी सभी जरूरतों को पूर्ण करतें हैं। भक्त प्रह्लाद जैसा स्मरण और विश्वास होना चाहिए जार मुखे भाई हरि कथा नहीं, वहां नहीं जाना साधु साधु! जय हो आपकी प्रभु जी 🙏
Hare Krishna prabhuji pranam, thank you very much prabhuji for singing such beautiful kathamrtam on Sri Prahlad Maharaj Charitra. Prabhuji I am honestly telling that this is my personal realization that from past few months in my mind there was a desire to hear a dedicated Bhagavat-Saptah on Prahlad Maharaj from you prabhuji, and today Lord Gaurahari has fulfilled this desire of mine by your Sri-Mukh prabhuji, Thank you very much prabhuji. Some points are: 1) Iss sansar mei Guruji aur Gauranga ke alawa humara koi suhrd nahi hai, isliye ye hume Bhava-roga se nikalne ki aushadhi dete hai Hare-Krsna Mahamantra, jisse ye Pishachijisse hum ye maanne lagte hai ki hum ye shareer hai, utar sake humare oopar se. 2) Bhakt sheetalta dete hai, Bhagavan paapi Hiranyakashipu ke karan Ugra ho gaye the aur jab aur koi shaant nahi kar paaya tab unhone Bhagavan Ugra Nrsimha ko Shant kar diya, aur aise hee Bhakton ki vaani aur unka gyan itni sheetalta dete hai hum Bhautik Bhogon roopi Davanala sansar mei phase logo ko ki unke dwara gaayi gayi katha Shanti pradan karti hai. 3) Bhagavan Krsna ko prasann kiye bina aur unki ichha ke bina gyan nahi milta aur koi Bhagavan ko aise keval apne gyan se nahi jaan skta, uske liye Sharanagati karni hoti hai Guru aur Bhagavan ki prati, aur jab Sharanagati kar li fir 14 Lok mei Bhakt ke liye kya durlabh hai? Kuch bhi nahi, parantu usse keval Bhagavat-Bhakti ki abhilasha hoti hai.. 4) Zyadatar Bhagavan Sri Krsna ke Bhakton ke paas dekha jaata hai ki Atyadhik Dhan nahi hota, aisa isliye nahi hai ki unko mil nhi skta, Thakurji jinpar prasann hai, vo to kuch bhi ichha karein to poori ho skti hai, parantu Bhakt Dhan ko sveekar nahi karte kyuki vo bhot cautious rehte hai ki kahi isko sveekar karne se humme Ahamkar na aa jaaye aur hum Bhagavan ki Bhakti na chod de. 5) Jab Bhagavan ki kripa hoti hai, tab Bhakt ke mann mei Hari-katha shravan karne ki iccha jagrit hoti hai. Bhagavan ki asli kripa Material opulence nahi hai, vo to Bhagavan ne jaise byproduct mei Prahlad Maharaj ko Crores of years ke liye de hee di thi.
Prabhuji apke samaksha baith k katha sunne ki kripa kb hgi... 😢kb meri kismat khulegi jo ye saubhagya aayega. Hari Krishna prabhuji🙇♀️ Dandwat Pranam❤
Hare Krishna pujya Prashant Mukund prabhuji 🙇🏻♀️ 💐 🙏🏻 Har rozz kuch Naya kuch interesting 😍😍👏🏻👏🏻 🌞 BHAGAVAN aap MERE ho And BHAGAVAN .. ME Aap ka hu .. Ye dono sentences ke bich ka difference 👌👌👌👍🏻👍🏻👍🏻 🌞 YAMDOOT HOTE HE BADE MAJBOOT ( Prabhuji ye bahottt chhoti line he But very deeppp..samajdaar ko sirf isaara kaafi he wesi line 😮😮👏🏻👏🏻 🌞 Aap ke DADIMAA ki and Aap ke Bhachpan ki baatein hameshaaa interesting lagti he 😇😇😍 🌞 aap ka gaaya hua bhajan 💕 MERA MANN GIRVI DHARYO HE MANMOHAN KE PAAS 💕 👏🏻👏🏻🏆🏆🏆 Ahaaaaa 🥹🥹🥹 Bhajan ka Ekek antral 👌👌👌 Gurudev ne soya pyar jagaya wali line aap ko dedicate he prabhuji 🥳🥳🥹🥹 Ek khaas baat prabhuji (( wo bhajan ki line ke jese hi )): Kya aap ko pata he ki Aap ko dil se sunne walo ka mann bhi aap ke charan me girvi pada he .. And Prem byaaj itna badh gaya he ki ab chhutne ki koi aas nahiiiii💕💕
⚡𝐃𝐚𝐲 𝟔 • Everything Is Temporary But Holy Name Of Lord ( Hare Krishna) Is Permanent. • As F/O In Our Problem Krsna Himself To Come To Help Us... Instead Of Send His Demigod. • Should Say To Deities - " Hey Govind Mai Apka Hu". & Should Pay Obediences To Guru As Panchang Or Dandvat Pranaam . • Arjun Is An Example, Where There Is Krishna, There Is Victory. • Sb 7.10.22 - Importance Of Shraadh & Pindadaan & Just By Hearing The Conversation Of Prahlad Maharaj & Lord Narshinga One Will Free From All His Past & Present Sins.
रामकृष्ण हरि
Hare krishna guruji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 amra 7 din katha sunlam ..khub kharap lagche je apni kal chole jaben 🙏🏻🙏🏻🙏🏻😢😢😢
Hera Krishna prabhu ji.🌹🌷🌹🌷⚘️🌹🌷⚘️🌷🌹⚘️🌹🌷⚘️🌷🌹🌹🌷🌹🌹🌹🌷🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️
Hare Krishna Prabhu ji jKoti koti pranaam❤❤
Hare Krishna Prabhuji🙏Dandwat Pranam🙏🙏🙏
Pranam prabhuji 🙏 very beautifully you sang Vaishnav geet
Hare Krishna prabhuji parnam hare Krishna Prabhu ji ATI Sundar Bhagwat
Hare Krishna prabhuji pranam
Thank you Prabhu ji
Knowledgeable Katha hai
Kalas means kor lo smranagati
2 piri ka shradh karna jaruri hai
Hari Hari bol
Very nice hara Krishna
Hare krishna prabhuji danwat pranam
दिखावे के जीवन में कोई सुख नहीं है.... 🥲🥲
मल,कीट या राख है अंतिम बसेरा ...
हरि नाम लेकर कर ले जीवन में सवेरा...
* *हरे कृष्ण*
* 🌷🌷🌷
🙏🙏🙏Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare 🙏🙏🙏🙏
Bhagwat bhawan ki jai... Hare Krishna 🙏🙏🙏
Hara krishna prubuji 🙏 Dhyanabad
Hare krishana prabhuji
HG Adwait gosai prabhuji 🙏🙏🙏excellent
Jay shree krishna
Hare Krishna prabhu g 🙏💐
Jai narshimha dev ji
Hare Krishna🙏 Prabhuji🙏
Hare Krishna Prabhu ji 🪷 💐 🙏
Hare Krishna 🙏🙏🙏
Hare Krishna prabhuji
Hare Krishna prabhu ji
Parnam 🙏
हे ठाकुर जी हम तेरे है।
मेरा मन गिरभी धर्यो मनमोहन के पास।
अति सुंदर!
भगवान हमारी सभी जरूरतों को पूर्ण करतें हैं।
भक्त प्रह्लाद जैसा स्मरण और विश्वास होना चाहिए
जार मुखे भाई हरि कथा नहीं, वहां नहीं जाना
साधु साधु!
जय हो आपकी प्रभु जी
🙏
Hare Krishna Prabhu ji parnam Aapke charnon main ❤🙏
Hare Krishna prabhuji 🙏🏻🙇🏻
So many teachings on Spiritual and human level 🙇♀️🙇♀️
Hari bol
Hari Krishna
Hare Krishna Prabhu ji dandvat pradaam Prabhu ji aap ki ktha bauth sunder hoti hai
Need your prayers
HARE KRISHNA🪷🚩.. PRANAM PRABHU 🙇♂️🪷🚩
Hare Krishna
Hare krishna 🙏
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌹🌹🌹Hare krishna prabhu ji pranam very very thank bhagvat Katha sunane ke lia badh jivo ka udhar Krane ke lia🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩
Hare Krishna prabhuji pranam, thank you very much prabhuji for singing such beautiful kathamrtam on Sri Prahlad Maharaj Charitra. Prabhuji I am honestly telling that this is my personal realization that from past few months in my mind there was a desire to hear a dedicated Bhagavat-Saptah on Prahlad Maharaj from you prabhuji, and today Lord Gaurahari has fulfilled this desire of mine by your Sri-Mukh prabhuji, Thank you very much prabhuji. Some points are:
1) Iss sansar mei Guruji aur Gauranga ke alawa humara koi suhrd nahi hai, isliye ye hume Bhava-roga se nikalne ki aushadhi dete hai Hare-Krsna Mahamantra, jisse ye Pishachijisse hum ye maanne lagte hai ki hum ye shareer hai, utar sake humare oopar se.
2) Bhakt sheetalta dete hai, Bhagavan paapi Hiranyakashipu ke karan Ugra ho gaye the aur jab aur koi shaant nahi kar paaya tab unhone Bhagavan Ugra Nrsimha ko Shant kar diya, aur aise hee Bhakton ki vaani aur unka gyan itni sheetalta dete hai hum Bhautik Bhogon roopi Davanala sansar mei phase logo ko ki unke dwara gaayi gayi katha Shanti pradan karti hai.
3) Bhagavan Krsna ko prasann kiye bina aur unki ichha ke bina gyan nahi milta aur koi Bhagavan ko aise keval apne gyan se nahi jaan skta, uske liye Sharanagati karni hoti hai Guru aur Bhagavan ki prati, aur jab Sharanagati kar li fir 14 Lok mei Bhakt ke liye kya durlabh hai? Kuch bhi nahi, parantu usse keval Bhagavat-Bhakti ki abhilasha hoti hai..
4) Zyadatar Bhagavan Sri Krsna ke Bhakton ke paas dekha jaata hai ki Atyadhik Dhan nahi hota, aisa isliye nahi hai ki unko mil nhi skta, Thakurji jinpar prasann hai, vo to kuch bhi ichha karein to poori ho skti hai, parantu Bhakt Dhan ko sveekar nahi karte kyuki vo bhot cautious rehte hai ki kahi isko sveekar karne se humme Ahamkar na aa jaaye aur hum Bhagavan ki Bhakti na chod de.
5) Jab Bhagavan ki kripa hoti hai, tab Bhakt ke mann mei Hari-katha shravan karne ki iccha jagrit hoti hai. Bhagavan ki asli kripa Material opulence nahi hai, vo to Bhagavan ne jaise byproduct mei Prahlad Maharaj ko Crores of years ke liye de hee di thi.
Prabhuji apke samaksha baith k katha sunne ki kripa kb hgi... 😢kb meri kismat khulegi jo ye saubhagya aayega. Hari Krishna prabhuji🙇♀️ Dandwat Pranam❤
Whenever you want you can plan
Hare Krishna prabhuji koti koti pranam 🙏 i m from Ahmedabad Gujarat since last 2 years i m listening your katha thanks for changing my life 360 degree
Always welcome
Hare Krishna pujya Prashant Mukund prabhuji 🙇🏻♀️ 💐 🙏🏻
Har rozz kuch Naya kuch interesting 😍😍👏🏻👏🏻
🌞 BHAGAVAN aap MERE ho
And
BHAGAVAN .. ME Aap ka hu ..
Ye dono sentences ke bich ka difference 👌👌👌👍🏻👍🏻👍🏻
🌞 YAMDOOT HOTE HE BADE MAJBOOT
( Prabhuji ye bahottt chhoti line he But very deeppp..samajdaar ko sirf isaara kaafi he wesi line 😮😮👏🏻👏🏻
🌞 Aap ke DADIMAA ki and Aap ke Bhachpan ki baatein hameshaaa interesting lagti he 😇😇😍
🌞 aap ka gaaya hua bhajan
💕 MERA MANN GIRVI DHARYO HE MANMOHAN KE PAAS 💕
👏🏻👏🏻🏆🏆🏆
Ahaaaaa 🥹🥹🥹
Bhajan ka Ekek antral 👌👌👌
Gurudev ne soya pyar jagaya wali line aap ko dedicate he prabhuji 🥳🥳🥹🥹
Ek khaas baat prabhuji (( wo bhajan ki line ke jese hi )):
Kya aap ko pata he ki Aap ko dil se sunne walo ka mann bhi aap ke charan me girvi pada he ..
And Prem byaaj itna badh gaya he ki ab chhutne ki koi aas nahiiiii💕💕
⚡𝐃𝐚𝐲 𝟔
• Everything Is Temporary But Holy Name Of Lord ( Hare Krishna) Is Permanent.
• As F/O In Our Problem Krsna Himself To Come To Help Us... Instead Of Send His Demigod.
• Should Say To Deities - " Hey Govind Mai Apka Hu". & Should Pay Obediences To Guru As Panchang Or Dandvat Pranaam .
• Arjun Is An Example, Where There Is Krishna, There Is Victory.
• Sb 7.10.22 - Importance Of Shraadh & Pindadaan & Just By Hearing The Conversation Of Prahlad Maharaj & Lord Narshinga One Will Free From All His Past & Present Sins.
Bhagwan apne bhakt se baat kartey hei, ve prahalad arthat kisi bhi sharnagat bhakt se prem kartwy hei.
Hare Krishna Prabhu ji aapko saadar koti koti pranam 🙏🙏🙏
Hare Krishna Prabhu ji 🙏
Hare Krishna Prabhu ji 🙏🏼🙏🏼🙏🏼