Sir app ne hansi shahr ki history biography bahut achi se bataya hai but sir one request hansi fornt par baba Meera sahab ki mazar ke us par history biography manayie Please sir request hai
1947 main jab hansi tooty to taqreeban 10 hazar log hamaray gaon kirawar main aagaye thay bhag kar kiyonkay yeh side ranghar rajputon ki mazboot side the
@@dharampalmalik8207 aoa ap imam ud din ki family ko jante han gujjar thy unk betay rahim bakhsh raheem ud din kareem bakhsh or b thy kafi betay unk hansi k zamendar thy
Badi mushkil se aur muddaton ke baad 15 August 1947 mein Hansi ke ilaake par Hinduon ka adhikar hua... Brief History of Hansi 957 Delhi Ruler Anangpal Tomar ne Hansi Kila banwaya. Ise Asigadh kaha Jata hai. Yah Tomar Rajputon ka prasiddh Kila hua karta tha, 1037 mein Masud ka hamla, admi aur auraton ko gulaam banaa kar Gazni ke Bazar mein becha. 1192 mein Prithviraj Chauhan ki haar ke baad 1193 mein Hansi par Muslim control hua, Hindu Raj khatm hua, Medieval age mein Hansi Muslim Sayyidon ka shahar ban gaya Tha, Hansi Shareef kaha jaane lagaa. Hinduon ki entry poori tarah se Ban thi (Hindustan mein hi Hinduon ki entry Ban thi !!!) Hansi mein 4 kutub bane. Sufi sant Fareed bhi yahan rahe the. Hamaare Rajput bhaiyon par Dabaav daal kar convert karke Muslim bana liya gaya, Ve Ranghad kahlaaye...Jinka Kaam Hindu Dharm ki raksha karne ka tha, unhonne hi Pala badal liya... 1354 mein Firoz shah Tughlaq ne Hissar ki sthapna ki. Mughal Emperor Shahjahan Hindu Sant Jagannath Puri se milne Hansi aaya, tab Hinduon ko Hansi mein basne ki permission mili thi. 1705 mein Guru Govind Singh Hansi aaye aur Mughalon ke julm ke khilaf baghawat karne ki Prerna di. 1736 mein Maratha sena ne Jeet liya...1798 ke aaspaas Ireland ke George Thomas ne Raaj kiya...1803 mein Angrejon ka adhikar hua. Colonel James Skinner ne ise apna centre babaya.1857 ki Kranti mein Hansi ke logon ne hissa liya. Akhirkar, 1947 mein Haryana Muslim control se Azad ho paya. Muslims yahan se chale gaye, Multan se aaye Hindu abad ho gaye. Aaj Hansi mein 97% Hindu hain.
@@dharampalmalik8207 Shukriya Tau Ji... I am Manoj Malik village ANCHRA KALAN, Tehsil Safidon, District Jind (Presently at Govt. Teacher at Chandigarh)
Goga Chauhan ke Bhai ya putar Nanak Jo goga ke putar theke bad dadrewa ke gaddi pr baithe the yah lagbhag 1100keaspas rhehonge inke Nam pr Barsi gate 1166me bana ya koi anye raja ke Nam pr tha
زبردست معلومات زندہ باد ملک صاحب
Great Historian... Sir
I respect your knowledge
Great Knowledge Sir
Nice description of history of hansi
Sir app ne hansi shahr ki history biography bahut achi se bataya hai but sir one request hansi fornt par baba Meera sahab ki mazar ke us par history biography manayie
Please sir request hai
Kindly like, share and subscribe.
♥️❤️♥️❤️😊
Excellent
Thanks
Dharampal uncle ji namaskar please aapka mobile number
@@mssheoran6294 9416959203 is my contact number.feelfree to callme.
Sir me apse milna chata hun Apko Adress aur koi noumber nahi hai Dehli se Amin Raj poot
My phone number is 9416959203 .
1947 main jab hansi tooty to taqreeban 10 hazar log hamaray gaon kirawar main aagaye thay bhag kar kiyonkay yeh side ranghar rajputon ki mazboot side the
Thanks
@@dharampalmalik8207 aoa ap imam ud din ki family ko jante han gujjar thy unk betay rahim bakhsh raheem ud din kareem bakhsh or b thy kafi betay unk hansi k zamendar thy
Badi mushkil se aur muddaton ke baad 15 August 1947 mein Hansi ke ilaake par Hinduon ka adhikar hua...
Brief History of Hansi
957 Delhi Ruler Anangpal Tomar ne Hansi Kila banwaya. Ise Asigadh kaha Jata hai. Yah Tomar Rajputon ka prasiddh Kila hua karta tha, 1037 mein Masud ka hamla, admi aur auraton ko gulaam banaa kar Gazni ke Bazar mein becha. 1192 mein Prithviraj Chauhan ki haar ke baad 1193 mein Hansi par Muslim control hua, Hindu Raj khatm hua, Medieval age mein Hansi Muslim Sayyidon ka shahar ban gaya Tha, Hansi Shareef kaha jaane lagaa. Hinduon ki entry poori tarah se Ban thi (Hindustan mein hi Hinduon ki entry Ban thi !!!) Hansi mein 4 kutub bane. Sufi sant Fareed bhi yahan rahe the. Hamaare Rajput bhaiyon par Dabaav daal kar convert karke Muslim bana liya gaya, Ve Ranghad kahlaaye...Jinka Kaam Hindu Dharm ki raksha karne ka tha, unhonne hi Pala badal liya...
1354 mein Firoz shah Tughlaq ne Hissar ki sthapna ki.
Mughal Emperor Shahjahan Hindu Sant Jagannath Puri se milne Hansi aaya, tab Hinduon ko Hansi mein basne ki permission mili thi. 1705 mein Guru Govind Singh Hansi aaye aur Mughalon ke julm ke khilaf baghawat karne ki Prerna di. 1736 mein Maratha sena ne Jeet liya...1798 ke aaspaas Ireland ke George Thomas ne Raaj kiya...1803 mein Angrejon ka adhikar hua. Colonel James Skinner ne ise apna centre babaya.1857 ki Kranti mein Hansi ke logon ne hissa liya. Akhirkar, 1947 mein Haryana Muslim control se Azad ho paya. Muslims yahan se chale gaye, Multan se aaye Hindu abad ho gaye. Aaj Hansi mein 97% Hindu hain.
Very very good comment about history of Hansi . thank you very much .
@@dharampalmalik8207 Shukriya Tau Ji... I am Manoj Malik village ANCHRA KALAN, Tehsil Safidon, District Jind (Presently at Govt. Teacher at Chandigarh)
Very good beta .
Skinners House Mai Nokri Kari hai ji
Goga Chauhan ke Bhai ya putar Nanak Jo goga ke putar theke bad dadrewa ke gaddi pr baithe the yah lagbhag 1100keaspas rhehonge inke Nam pr Barsi gate 1166me bana ya koi anye raja ke Nam pr tha