Dvvnl agra ke liye kya charge haai please bata dijiye 4 months say bill nhi bhare hum 480 reading ho gya haai ab kis hisab say rate lagega aur charge kya lagega please bata dijiye
Bhai aapne shuru mein to bilkul aram se samajhaya. Lekin jaise hi bill ki details mein niche aate hai to shortcut mein samajhana shuru kr dete ho. Aur bill mein ग्रामीण likha hai, na ki शहरी। Fir kaise pata chalega ki ye bill rate city wale bhi hai?
Rural ke liye special mention hai. Uske alawa town ki hi baat hoti hai . Jabki rural ho ya town . Dono me lifeline consumer jo ki apwaad hai. Usko option kar diya hai. Aap khud bhi uppcl site PE jakar pad sakte hai. Meri ye kosis rahti hai. Ki ye sab aapko bhi shikhna chahiye. Jisse aapko jyada knowledge ho. Aur kisi se puchne ki jaroorat na pade.
Load pr bhi depend krta hai kya bill ?? Agr 1 KW ka load hai currently or use badhwakar 3 KW kr de to per unit chages me kya farak aayega??
Koi farq nhi aayega bas fixed charge badh jaega agar per kw ka 110 rupees h to agar aap 3 kw ka lagvayenge to 330 rupya dena padega
@@GujGgh-cl2wh
3kw pe bhi subsidy milegi ya ni ?
Agar gharelu lmv 1 connection hai. Aur 300 se niche unit bante hai. Tab 1 rs per unit subsidy milegi.
Ekdum super knowledge bhai salute😊😊😊😊😊
Bahut acche se smjhaya 👍👍
घंटा
@@pklofimusics01 bja lo phir
@@akashawasthi844 humne to baja liya, lekin tujhe kya samajh aaya wo bata
@@pklofimusics01 jo bataya vo smjh aaya
Kya 3kw gharelu connection pe subsidy milti h ?
Ab uppcl change purvanchal vitaran ho gaya hai iska rate bataye
Bhaiya Mera 89 unit chala hai Aur 1kw ka connection hai phir bill 1091 rupees Aaya hai
@@ShibuBarnwal jyadaa hai bahut
Mera bhi 9.8 rupees per unit ke hisab se aya h.
Dvvnl agra ke liye kya charge haai please bata dijiye 4 months say bill nhi bhare hum 480 reading ho gya haai ab kis hisab say rate lagega aur charge kya lagega please bata dijiye
Bhai kya bina meter ke connection mil jata hai fixed charge
Hamre yaha pass ke gaon me mill jata hai. 800rs monthly pe. Main Bareilly se hoon.
@@sabrielectronics kitne kw ka
@@Kheti-13wallah 1 kw gharelu
Bhai commercial ka shop ka batao???
Agreecalchar ka biil kitna hai
Bhai aapne shuru mein to bilkul aram se samajhaya.
Lekin jaise hi bill ki details mein niche aate hai to shortcut mein samajhana shuru kr dete ho.
Aur bill mein ग्रामीण likha hai, na ki शहरी। Fir kaise pata chalega ki ye bill rate city wale bhi hai?
Rural ke liye special mention hai. Uske alawa town ki hi baat hoti hai . Jabki rural ho ya town . Dono me lifeline consumer jo ki apwaad hai. Usko option kar diya hai. Aap khud bhi uppcl site PE jakar pad sakte hai. Meri ye kosis rahti hai. Ki ye sab aapko bhi shikhna chahiye. Jisse aapko jyada knowledge ho. Aur kisi se puchne ki jaroorat na pade.
सब कुछ कैलकुलेट करने के बाद भी 220 ज्यादा क्यों है??
Same
Man mane bil bejh rahe hai kayo 2 manth se kayu
Bha subsidy ka kya labh Or Uska matlab kya hai
Labh ye hai ki. Jitni subsidy hogi. Wo Paisa aapko nahi Dena hai. Wo sarkar degi.
नया मीटर लगवाने में कितना पैसा लगता है please help me 😢😢😢😢
500-1000
3 hp ka moter hai, kitna kw ka mitre connection lu
1 hp = 746 watt
3 hp = 2238 watt
Or 1 kwh = 1000 watt yani 1 kilowatt
Ab aap khud decide kare kitne ka sahi rahega aapke liye.
110 nhi 165 lgta hai
shayad aapke area me alag charges ho.