TEST of POLITY With Current Affairs| UP-PSC TEST SERIES 2025|UPPSC/RO/ARO/BEO/PSC/MP/UK/RPSC

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 9 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 6

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 21 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Bhartiya Mul sanvidhan mein 395 anuchchhed the aur 8 anusuchiyan thi

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 21 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Bhartiya sanvidhan ki prastavana ko Pandit Jawaharlal Nehru ji dwara 13 December 1946 mein sanvidhan sabha mein pesh Kiya Gaya aur 22 January 1947 mein kise lagu Kiya Gaya
    Bhartiya sanvidhan ki prastavana mein 5 prakar ki swatantrata aur 3 prakar ke nyaay aur 2 prakar ki shamta hai

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 20 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Pandit Jawaharlal Nehru ji dwara 1929 mein Congress ke lahaur adhiveshan mein swadhinta ki mang ki gai
    1930 ko pahla swatantrata Divas manaya Gaya aur tabhi se swadhinta Divas manaya jaane Laga parantu 15 August 1946 ko angrejon se azadi prapt Hui aur 26 November 1949 ko Bhartiya sanvidhan Bankar taiyar Ho Gaya tab sanvidhan nirmataon dwara vichar Kiya Gaya ki 1 varsh mein hi do swadhinta Divas nahin banaya jaenge is prakar 15 August ko swatantrata Divas aur 26 January ko ganatantra Divas manaya jaane Laga

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 20 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Question number 13 ka right answer option A hai sanvidhan sabha dwara

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 21 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Question number 6 ka right answer option B hai 26 November 1949

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 20 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Question number 14 ka right answer option C hai 26 November 1949