गुड़हल में एक दो फूल फूलता है , ग्रोथ अच्छी नहीं है तो यह तरीका अपनायें पत्ते नही सिर्फ फूल आयेंगे

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 ก.ย. 2024
  • Created by InShot:inshotapp.page...

ความคิดเห็น • 19

  • @tusharpankhewale4623
    @tusharpankhewale4623 หลายเดือนก่อน

    Madam ji Aapka paudha bohot hi jyada sunder hai, aur ye Aap ki bhi mehnat hai jo dikhti hai, aur paudhe ko dekh ke hamara man bohot hi khush aur anandit hota hai, iss prerna ke liye Aapka dhanyawad.

  • @mahendragupta6336
    @mahendragupta6336 2 หลายเดือนก่อน

    Itna hera bhara kaise kare

  • @meenakshikapoor2183
    @meenakshikapoor2183 11 หลายเดือนก่อน

    Fatkari tulsi mei daal sakte hai ?

    • @MyOrganicGreenGarden
      @MyOrganicGreenGarden  11 หลายเดือนก่อน

      Fitkiri aushadi hoti hai, use kahi bhi daal sakti hain but phool, phal wale paudhe me adik asar dekhne ko milta hai, gamle me kinare kinare daal den or matra ka dhyan rkhen

  • @user-zm4em2mm9o
    @user-zm4em2mm9o 11 หลายเดือนก่อน +1

    omg....maine to aaj phli baar ette se pot etna bada plants dekha gudhal ka....aisa ti jamin me bhi nhi hota😮😮😮😮

    • @MyOrganicGreenGarden
      @MyOrganicGreenGarden  11 หลายเดือนก่อน

      Yahi nhi hamare paas bahut se plant isse bhi bade bade h or sab jamin jitna fal fool dete hai, abhi isme saikado फूल aayenge

  • @littlegardensadansiddiqi
    @littlegardensadansiddiqi 11 หลายเดือนก่อน

    Beautiful and healthy plants🌱😍Very nice sharing

  • @shalinisingh5163
    @shalinisingh5163 11 หลายเดือนก่อน

    Tarika to batayiye

    • @MyOrganicGreenGarden
      @MyOrganicGreenGarden  11 หลายเดือนก่อน

      Pura video aapne wach kiya, Shuru se last tak sub batayi hoo

  • @user-zm4em2mm9o
    @user-zm4em2mm9o 11 หลายเดือนก่อน

    Dii maine apki video 1M mebr group me share ki h...dekhte hn ab kitne views ate 😮😮🎉🎉🎉😢

    • @MyOrganicGreenGarden
      @MyOrganicGreenGarden  11 หลายเดือนก่อน

      Bahut hi sarahnih kaam kiya h aapne, Thank you so much

  • @meenakshikapoor2183
    @meenakshikapoor2183 11 หลายเดือนก่อน

    Mere paas kai saalo ae hai ye podha kabhi ek bhi fool nahi aya

    • @MyOrganicGreenGarden
      @MyOrganicGreenGarden  11 หลายเดือนก่อน

      Padhe ki isme kuch galti nhi hai, unko jitna bhojan milega uatna phool phal denge, padhe ki mitti ka poshak tatv khtm ho chuka hai, upar se mitti bahar nikal kr do muthi varmi compost ya gobar ki khadh or sukhe patte ya patto ki khadh do muthi, ek chammach fitkiri ek chammach haldi powder agar yah sb n mile to stone dust ( rock phosphate) ya seaweed do muthi ye sb market me aasani se mil jata hai organic h daal den or mitti se dhak den , nischit aapka gudhal phoolo se bhra rhega or ghna bhi ho jayega.

  • @user-zm4em2mm9o
    @user-zm4em2mm9o 11 หลายเดือนก่อน

    Mam aap insta ya fb ka link hme dijiye hme apse baat krnu h plzzz🙏🙏🙏

    • @MyOrganicGreenGarden
      @MyOrganicGreenGarden  11 หลายเดือนก่อน

      Dear maine account nhi banaya h, Mere pass samay ka abhaav h, aap jo bhi baat karna chahen hamse isi par kar sakte h, Meri puri kosis rahegi ki mai aapke har baat ka jawab de saku

    • @user-zm4em2mm9o
      @user-zm4em2mm9o 11 หลายเดือนก่อน

      Mukhe gardening ki topic pr bt krni h...kuchh plants ki pic dikhani h