Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis.
I use to watch some videos on your channel lekin kabi subscribe nahi kiya. Now only because of Zaryab bhai I'm subscribing your channel. MashaAllah he's a gem. Looking forward to learn more & more!
دیکھنا تقریر کی لذّت کہ جو اُس نے کہا میں نے یہ جانا کہ گویا یہ ہی میرے دِل میں ہے! بہت خوبصورت موضوع گفتگو ۔۔۔بہت جامع سیر حاصل جوابات۔۔۔ بہت شکریہ یاسر صاحب اور ہاشمی صاحب جزاک اللہِ خیراً کثیرا
45:36 oustad wo ha jo oustad bnaye ye bat jb sahil sr ny ki tb smjh aya ilm ki Asl ha kia... tb lga k dunia ka ilm jo hum ny sekha wo kis qadr ziaa tha wkt ka. ye 2no bhai ALLAH ki rehmt ha hmary liye ALLAH in sy apny niak kam ly or razi ho or hmy bhi tofeq bakshy k hum ALLAH ko razi krny k liye wo sb kr skin jis pr ALLAH Akhrt main muskura dy hum pr... ameen
Her insaan hamesha student he samjta khud ko Jo با علم h ..jis nay khud ko Ustadd samjna Shuru kr diya usay too ILM ka matlub he samj nai Aya.. Xaryab Bhai Ajzii k toor prr keh rhy..
@@AIMAN_NAJAM Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis
ہم کسی کی تکفیر نہیں کر سکتے لیکن قرآن و حدیث میں ہمیں حکمی تکفیر بھی ملتی ہے جیسے صحابہ کرام رضوان اللہ علیھم نماز ترک کرنے والے کو کافر تصور کرتے تھے ۔
Assalamualaikum to all "In the presence of a Sufi, wisdom flows like a river, and the heart finds solace in his words. He speaks not just with his tongue but with the depth of his soul, imparting knowledge that transcends time. His insights are a beacon, guiding us through the complexities of life, reminding us of the simplicity and beauty of truth. To be in his company is to drink from the well of divine wisdom, where every drop nourishes the spirit and awakens the heart."
SUFISM MYSTICISM HAS NOTHING TO DO WITH ISLAM. ALMIGHTY ALLAH QURAN THE LAST FINAL MESSENGER PROPHET HAZRAT MUHAMMAD PBUH ARE THE UNIVERSAL ETERNAL SOURCE OF GUIDANCE AND HOPE. NOTHING NOTHING NO MORE. REST ARE FALSEHOOD MISGUIDING CONFUSING MAKING PEOPLE PSYCHIATRIC PATIENTS
@@AliRaza-ds5ux Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis
@@Yasirjanjuapodcast سر میرا زیریاب بھائی سے کوئی سوال نہیں ہے۔۔لیکن میں یہ جاننا چاہتا ہوں کہ اگر سر زریاب کو ایک ولی یا اللہ کے بندے سے سوال کرنے کا موقع ملے تو وہ ان سے کیا پوچھنا چاہیں گے۔۔ میں سر زریاب کے ان تمام سوالوں کے جواب اللہ کے بندے سے حاصل کر کے ان تک پہنچانا چاہتا ہوں۔۔تو برائے مہربانی مجھ تک سر زریاب کے سوالات پہنچا دیں۔۔۔
@@KhalidHameed-h7m Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis
Subhan Allah apka aik aik lfz itna gehrai rkhta hai, kia kamal alfaz hen sir k " Ustaad ustaad bnata hai Shagird nhi aise hi murshid murshid bnata hai mureed nhi"❤
Big Fan of Zaryab hashmi. koi to hai jo khul k baat karra hai koi to hai jo sab ko chor k khud ki baat kar raha hai koi to hai jo ye bataraha hy k janna dunya ko nahi hai khud ko hai. Koi to hai jo ye janta hai k jiski talaash ham dunya bhar me kartey hein wo hamarey apne hi andar hai kahin.😊 I wish k in se mulaqat kar paon kabhi.
Assalamu alaikum wa Rahmatullah... aapka program dekh ker laga ke OLUL ALBAB se mulaqath hogayi, Alhamdlillah Barakallah!! bahot se swalath ke jawabath hasil huay jo meri research ke mutradif hain. I am glad to know that my research got verified after a long time. Thanks 😊 love from Indian Hyderabad.
Thank you Xaryab Sir main ne last podcast mein "Tasawuff" pe video bnanay ki request ki or ap ne aaj us pe video bna k Dil khush kr diya hai jazak Allah ❤ Allah apko ajjar den gy mere iss safar mein Meri Madad krne k liye. Agar main apne iss safar pe Manzil pa li tou I promise apko bhi jannah mein iska ajjar Allah SWT se zrur dilwaon gi in Sha Allah Ameen ❤
مرشد اللہ ہوتا ہے تصوف شریعت سے آگے کی چیز ہے- استاد اعظم رسول اللہ ہیں اور ان تک پہنچ نے کے حضرت علی کے دروازے سے گذرنا پڑھتا ہے- پھر جاکے مرشد تک رسائی ہوتی ہے
O koi khuda ka khof kro Allah k bande . Shariyat se agy kuch bhi hai kyun logo ko jahaliyat mei le jaa rhe Muslim ko just quran aur hadees pe amal karne ka hukam hai apki baat se lag raha k nabi SWA ne jo shariyt di NA AOUZ BILLAL us mei kami hai jo tasawaf usk agy h
@@arslanshani8213tassawuf SHARIAT pe amal karke us amal mein rooh dalne ko tassawuf kehte hai jaise aqa ne FARMAYA namaz mein koshish karo ke Allah ko dekho nahi tu it tu samaj ke namaz padho Allah tumhe dekh rahe hain
MashAllah thats great!!! do not bring both brothers together there is a fine line between both of them they both going to the same path but from different routes ..... we shouldnt create more misconceptions ... just let them preach in their own unique ways ... May Allah make easy for us ... Ameen
Sir agr Murshid na ho to hmein kon btaye ky jis ko hm ny paya wo Rehman hy ya shaitan....ku ky sufism mein stage aty hein to dono mein distinguish krna muskil ho jata hy
Sir tasauf per thodi bhut research me ne bhi observation rakhi bhut time se k jaha tak me samajh saki hoo tasauf ko ager koi bhut acchey se samajh sakta hai buzurg o ko unki mazaro ko ager koi sahi dang se tazeem, adab, ehteraam,izzat,aqheeda e khaas se dekh saktey hain yaa jinko dekh na chahiye vo hafiz, aalim, Mufti hai ye log kyu ke ye log nabi ki zindagi gaar e Hira me ibaadat se bhut bariki se padhey hue hotey hai saari biography hazrat Ali se mutaliq sab kuch mager ye log hi tasauf ke khilaaf hotey hai
اللہ تعالی ہمیں معاف فرمائے ۔مرشد کو اللہ ماننا شرک ہے خدا کا خوف کرو باطنی علم ہے جو خاص لوگوں کو عطا ہو جاتا ہے اور وہ بھی نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی سچی سوچی تابعداری میں بندہ اللہ رب العالامین کا دوست بن جاتا ہے اور جتنا اللہ پاک کی مرضی یا رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی نگاہ عناعت سے بعض رازوں کا آمین بن جاتا ہے کبھی کبھار کرامات کا ظہور بھی ہو جاتا ہے مگر فوقیت تو بر حال شریعت پاک ہی کو ہی ہے یہ کہنا کہ طریقت شریعت سے افضل ہے جہالت اور نادانی ہے اس سے آگے ہم کیا کہ سکتے ہیں جو مرضی کرتے پھرو اللہ تعالی ہمیں علم اور ہدائت عطاء فرمائے آمین ثمہ آمین
Mazrat k sath inho ny sufi pr buhat kmzoor guftugu ki nihayat ki kmzoor or bina daleel k bat ki inky sath meri ilmi guftu rakhy inky ilm mi mi wazy or roshan daleel donga
Nasir iftikar ka tasawwuf dhoka hai Chillay , wird , azkaar , muraqabe se tauheed hasil kerne ka koi talluq nahin Kamil murshid sirf woh hai jo ruhani terbiat ker k deen e hanif per pohancha sakta ho yani darbar e nabwi tak ilm e hazuri k zerye nazr e kimiya se pohancha dey. Deen ilm ya intellect nahin Agahi ya awareness hai jo wijdani shaoor se hasil hoti hai
Yasir bhai aap apne kisi podcast me zaryab bhai se meri ek baat keh dijiyega k bhai aapki hasi bahut qatil hai mai khaas taur se intezar karta hu aapke hasne ka
jazakAllah khair zaryab sir and thank you very much yasir bhai for bringing such a gym. may Allah SWT reward you both well ameen. waiting for next friday inshaAllah
Assalamu Alaikum Xaryab bhai, Guzishta podcast mein aapne kaha tha ke chuki maut-e-kubra (actual maut) ke waqt ROOH ko jism se juda kiya jata hai, isliye maut-e-sughra (yaani neend) ke waqt bhi ROOH ka jism se alag hona ZAROORI hai. Lekin ye bhi to mumkin hai ke neend ke waqt Allah ROOH ki jagah NAFS (Soul/Consciousness) hi ko jism se judaa karta ho, jaise ke Allah khud Surah 39 (AlZumar), Aayat 42 mein farmaate hain ke, need ke waqt NAFS parwaaz karti hai “ٱللَّهُ يَتَوَفَّى ٱلْأَنفُسَ حِينَ مَوْتِهَا”. Phir hum is NAFS ki parwaaz ko ROOH ki parwaaz kyun samjhein, ya ye kyun samjhein ke Rooh ke nikalne ka waaqiya Nafs ke saath ho raha hai isliye is aayat mein lafz Nafs ka istimaal hua hai. Jabke Allah Taala CLEAR hai ke parwaaz karne waali cheez NAFS hai. Yehi sawaal ek bahen ne aapki Grey Lounge waale podcast mein poochha tha, tab aap ne farmaaya ke ek aur aayat hai jahan aapki baat ka clarification milta hai. Ghalibann aap Surah 6 (Al-Anam), Aayat 60 ki baat kar rahe they, to is aayat mein bhi neend ke waqt parwaaz karne waali entity (cheez) rooh hai ya nafs, iska koi zikr NAHIN milta. Ilaawa-azeen, Surat 7, aayat 172 mein Allah Taala jab Aadam (as) ki pusht per haath pher ke aulaad-e-aadam ko nikaalte hain, to yahan bhi Allah Taala specifically ye NAHIN bataate ke Allah ne ROOHON ko pusht se nikaala tha ya NAFSON ko. Phir hum ye conclusion kyun karein ke wo roohein hi thein. I believe ke Rooh aur Nafs in donon ki sahi taareef ya definition FIX karna zaroori hai. Log kabhi Rooh ko Nafs kehte hain to kabhi Nafs ko Rooh aur ye confusion create karta hai. Rooh ko samjhne ka ek aasaan tareeqa ye hai ke Bible mein Rooh-Al Qudus ko Holy-Spirit kaha gaya hai. Yaani ROOH = SPIRIT naa ke Nafs. Yehi Rooh Al Qudus Hazrat Maryam ke paas Esa (as) ki Rooh lekar aate hain. Isiliye Hazrat Isa (as) ko Rooh Ullah kaha jata hai, na ke Nafs-ullah. Is se is baat ka pata chalta hai ke ROOH ke maane hain SPIRIT, na ke Nafs. Rooh (Spirit) chunki Allah ka Amr hai isliye wo paak hoti hai aur maut ke baad Usi ki taraf laut kar chali jaati hai. Jabke Nafs ya Soul ek aisa CONSCIOUSNESS ya Sha’oor hai, jo Surah 39 (AlZumar), Aayat 42 ke mutabiq neend (ya maut-e-sughra) ke waqt Allah Taala OFF kar dete hain (yaani Apne paas khench lete hain), aur yehi wo CONSCIOUNESS hai jisey asli-maut (maut e kubra) ke waqt bhi khench liya jaayega, jaise ke Surah 39 (AlZumar), Aayat 42 ke second-half mein bataaya gaya hai. Aur agar Surah Zumar ki is aayat ke lafz NAFS ko literally liya jaaye (jaisa ke uska haqq hai) to phir neend mein Khwaabon ke dauraan Rooh ka Aalam-e-Arwaah ki sair ya safar per nikalne ka pura concept tehleel ya khatam ho jaata hai. Ummeed hai aap is baat per roshni daal kar humein mustafiz karenge. Waise aap ka pura chart kaafi faidamand hai siway is khawaab mein rooh ke parwaaz ke zikr ke. Jazak Allah Khairan.
@@mysteriesunfold809 آپ یہ بتاؤ کہ موت کے وقت اللہ سے کون بات کرتا ہے کہ مجھے ایک موقع دیں تاکہ میں دُنیا میں اب نیک کام کرونگا۔ ۔۔۔۔۔لیکن انکار کر دیا جاتا ہے۔ اب جان کنی کے عالم میں اللہ سے ریکویسٹ روح کرتی ہے یا نفس کرتا ہے ؟
Very nicely explained but my question is that if one cannot become a surgeon by just read ing books or cannot for that matter learn many other mundane disciplines so how can one take-up and walk this path without a teacher aka murshid? Plus the job of wali is to continue the chain and bring upcoming aulia to the front. But doesn't happen at once just as a scholar cannot be a doctor before going through the training and testing. Yes in times of Huzur Pak there might have been other words used but the muriden actually follow their ways and tariqa to show their affection for the murshid and the history is replete with examples that mureed was the cause of murshid's popularity. Ishq is key word and that doesn't happen in air
ASSLAMUALAIKUM Sir.Sir AHL-al-qboor se faiz kaise milta he.jaise k khawaja moeen-ud-Din sahib ne Data Sahib ki Qabar k pas Chillah kat ker faiz Hasil kia.Sara process and mechanism wazahat farma dain.bohat aham swal he. Next podcast me zaroor Shamil krain.Thanks❤❤❤❤❤❤(Dua go:Usman Mahmood
Mare sawal hai khaja sare ny Allah sy kya wada keya tha ? JB hum SB wada krky AE SB deside krky ae hum dunya m to kya khaja sare my bhi koi wada keya tha plz tell me
love these brothers, Salute to their parents for their marvellous upbringing❤
Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis.
Agree100%❤❤
Zaheen logon kee nahin muttaqi logon ko appreciate karen
Deen ka yahi hukm hai
Whenever I listen both of these brothers..I just think that یہ سا رے ذہین لوگ ا ن کے گھر ہی پیدا ہونے تھے ۔۔😊😂❤❤❤۔۔ماشااللہ
Nabi Pak S.A.W. Ka Gharana hai. Aal e Nabi S.A.W. aur Aal e Ali A.S. ke paas ilm hi hoga na
I use to watch some videos on your channel lekin kabi subscribe nahi kiya. Now only because of Zaryab bhai I'm subscribing your channel. MashaAllah he's a gem. Looking forward to learn more & more!
Ustad wo ha Jo ustad banata hai ❤ Kya baat ki zaryab Bhai 46:14
دیکھنا تقریر کی لذّت کہ جو اُس نے کہا
میں نے یہ جانا کہ گویا یہ ہی میرے دِل میں ہے!
بہت خوبصورت موضوع گفتگو ۔۔۔بہت جامع سیر حاصل جوابات۔۔۔
بہت شکریہ یاسر صاحب اور ہاشمی صاحب
جزاک اللہِ خیراً کثیرا
45:36 oustad wo ha jo oustad bnaye ye bat jb sahil sr ny ki tb smjh aya ilm ki Asl ha kia...
tb lga k dunia ka ilm jo hum ny sekha wo kis qadr ziaa tha wkt ka.
ye 2no bhai ALLAH ki rehmt ha hmary liye ALLAH in sy apny niak kam ly or razi ho or hmy bhi tofeq bakshy k hum ALLAH ko razi krny k liye wo sb kr skin jis pr ALLAH Akhrt main muskura dy hum pr...
ameen
Excellent
Subhan Allah ❤️
Sahil adeem aur zaryab bhai dono ko ikhtha invite kry ....
That's difficult but would be amazing
میرے خیال میں جو خود ابھی طالب علمی کے زمانے میں ہو اسے رہنمائی نہیں کرنی چاہیئے اس طرح یہ مزید انتشار کا باعث بنے گی۔
آپ راہنمائی کیجیے
Janab afsoos is baat ka ke app ye samjhe ke ye rehnumai kar rahe, but haqeeqat ye hai ye apna home work share kar rahe.
Her insaan hamesha student he samjta khud ko Jo با علم h ..jis nay khud ko Ustadd samjna Shuru kr diya usay too ILM ka matlub he samj nai Aya.. Xaryab Bhai Ajzii k toor prr keh rhy..
Thank you for giving information about Wasila. I had been looking for it for a while now.
@@AIMAN_NAJAM Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis
MashaAllah
Good initiative of weekly podcast
Kuch din se zaryab bhai ki batain suun raha hn smjh nahi ata kaha se nazil ho rahi video skip krny ko dil he nahi krta bht acha way hae delivery ka.
بزرگان دین کا راستہ عام نہیں تھا وہی دین کا راستہ ہے
ہم کسی کی تکفیر نہیں کر سکتے لیکن قرآن و حدیث میں ہمیں حکمی تکفیر بھی ملتی ہے جیسے صحابہ کرام رضوان اللہ علیھم نماز ترک کرنے والے کو کافر تصور کرتے تھے ۔
Good one.
salam jazak ALLAH
❤big knowledge❤
Assalamualaikum to all
"In the presence of a Sufi, wisdom flows like a river, and the heart finds solace in his words. He speaks not just with his tongue but with the depth of his soul, imparting knowledge that transcends time. His insights are a beacon, guiding us through the complexities of life, reminding us of the simplicity and beauty of truth. To be in his company is to drink from the well of divine wisdom, where every drop nourishes the spirit and awakens the heart."
Very nicely summarised
You are absolutely right
SUFISM MYSTICISM HAS NOTHING TO DO WITH ISLAM. ALMIGHTY ALLAH QURAN THE LAST FINAL MESSENGER PROPHET HAZRAT MUHAMMAD PBUH ARE THE UNIVERSAL ETERNAL SOURCE OF GUIDANCE AND HOPE. NOTHING NOTHING NO MORE. REST ARE FALSEHOOD MISGUIDING CONFUSING MAKING PEOPLE PSYCHIATRIC PATIENTS
@@AliRaza-ds5ux Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis
Most desired topic for me !
Thankyou for meeting me Xaryab❤
Bohot hi layawaaab ,bohot khoob,
وڈیو کے آخری حصے نے بہت بڑی بات اتنے آسان طریقے سے سمجھا دی واہ اللہ زریاب صاحب حو عرش کا سایہ نصیب کرے۔دل جیت لیا
Amin ❤
آمین ثم آمین
Love from Bangladesh
Thank you for watching
Sir Zaryab sb salute to you.
Good excellent
Amazing 😍
Yasir bai! Please continue this Podcast on weekly basis.
Great job Bhai jan❤
very rare
Masha Allah... Bohat behtreen podcast hai aj Ka. Aese lga jese aik kardi mil gai jiski tash thi. Ye silsala jari rakhyn. Allah humma barik.
Thanks Mr Yasir lot's of Love from India 🇮🇳
Thank you for watching
@@Yasirjanjuapodcast
سر میرا زیریاب بھائی سے کوئی سوال نہیں ہے۔۔لیکن میں یہ جاننا چاہتا ہوں کہ اگر سر زریاب کو ایک ولی یا اللہ کے بندے سے سوال کرنے کا موقع ملے تو وہ ان سے کیا پوچھنا چاہیں گے۔۔
میں سر زریاب کے ان تمام سوالوں کے جواب اللہ کے بندے سے حاصل کر کے ان تک پہنچانا چاہتا ہوں۔۔تو برائے مہربانی مجھ تک سر زریاب کے سوالات پہنچا دیں۔۔۔
Best
Bht kamal
Mashallah ,Great job
@@KhalidHameed-h7m Pakistan uses the most advanced technoloy for making terroist attacks in India. It lets it on people starve in poverty. According to official estimates it has 4 million beggars in Pakistan. Also there are people who send beggars abroad on sponsorship to Saudi Arabia, UAE etc and even to Japan. They arrange for the passport visa and tickets of the beggars. On his return the begging ammount is shared 50 - 50 between the agents and beggars. According to an official Pakistan govt estimate the total ammount involved in this begging industry is 4.2 billion dollars per year. It is a far bigger ammount than the entire Pakistani tourist industry. Also Pakistani foreign ministry has reported that of all of the beggars arrested world eide 90% are Pakistanis
Subhan Allah apka aik aik lfz itna gehrai rkhta hai, kia kamal alfaz hen sir k " Ustaad ustaad bnata hai Shagird nhi aise hi murshid murshid bnata hai mureed nhi"❤
❤❤
❤
V good
Big Fan of Zaryab hashmi. koi to hai jo khul k baat karra hai koi to hai jo sab ko chor k khud ki baat kar raha hai koi to hai jo ye bataraha hy k janna dunya ko nahi hai khud ko hai. Koi to hai jo ye janta hai k jiski talaash ham dunya bhar me kartey hein wo hamarey apne hi andar hai kahin.😊 I wish k in se mulaqat kar paon kabhi.
❤❤😊
Wel doñe
سلام ہے انکے والدین کو جہنوں نے اتنی اچھی تربیت کی۔۔۔
Assalamu alaikum wa Rahmatullah... aapka program dekh ker laga ke OLUL ALBAB se mulaqath hogayi, Alhamdlillah Barakallah!! bahot se swalath ke jawabath hasil huay jo meri research ke mutradif hain.
I am glad to know that my research got verified after a long time. Thanks 😊 love from Indian Hyderabad.
#yasirjanjua....aik interview sahil aur xaryab k sath mil kr krain...level he alag ho ga
Agreed
Wese mere jese haqeer k liye ye aam si baten hain...kal ki hain....agay ki nhi
44:36 Very Valid Point.
Thank you Xaryab Sir main ne last podcast mein "Tasawuff" pe video bnanay ki request ki or ap ne aaj us pe video bna k Dil khush kr diya hai jazak Allah ❤ Allah apko ajjar den gy mere iss safar mein Meri Madad krne k liye.
Agar main apne iss safar pe Manzil pa li tou I promise apko bhi jannah mein iska ajjar Allah SWT se zrur dilwaon gi in Sha Allah Ameen ❤
dammmm man ❤
Clever man
مرشد اللہ ہوتا ہے تصوف شریعت سے آگے کی چیز ہے- استاد اعظم رسول اللہ ہیں اور ان تک پہنچ نے کے حضرت علی کے دروازے سے گذرنا پڑھتا ہے- پھر جاکے مرشد تک رسائی ہوتی ہے
Bnda ap he hunda khuda 2ao.
Or Haschmi Bhai Qalandar ko Mashaekh Sy Kam tar Keh gay... Ya TU Bhai ghalti kr gay ya Qalandar k maqam ko smjhy nhi abhi tak ....!?
O koi khuda ka khof kro Allah k bande . Shariyat se agy kuch bhi hai kyun logo ko jahaliyat mei le jaa rhe Muslim ko just quran aur hadees pe amal karne ka hukam hai apki baat se lag raha k nabi SWA ne jo shariyt di NA AOUZ BILLAL us mei kami hai jo tasawaf usk agy h
@@arslanshani8213tassawuf SHARIAT pe amal karke us amal mein rooh dalne ko tassawuf kehte hai jaise aqa ne FARMAYA namaz mein koshish karo ke Allah ko dekho nahi tu it tu samaj ke namaz padho Allah tumhe dekh rahe hain
تصوّف نئے پُرانے مذہبوں کے کُچھ اصولوں، نظریوں، عقیدوں کا مرکّب ہے اِس کا اپنا کُچھ بھی نہیں ہے
Please session with the topic on the purpose of life and the purpose of islam
Allah ho Akbar
Question: Zaryab Bhai neend ma agr roh Nikal jati ha tu body kasi zinda hoti ha Heart beat q ni rukhti kindly clear kijye ga
Very soulful Podcast ❤
Thanks Yasir Sahab for inviting Zaryab Hachmi to open our mind and soul 👌👍
Thanks for liking
السلام علیکم
LABBAIK YAA AOULIAAA
jazakAllah ❤❤❤❤
please ye silsala khatam mat kariay ga
😘😘😍😍
Xaryab hashmi sir ❤❤❤
Question 1: Kindly explain the duties of murshad ? in context to the duties of Prophets.
Sir suggest best books on tasawuf and sufism
48:27 Xaryab Sir nailed peer sahab here 😂
i wish ki podcast khatam hi na ho
Wah how beautifuly difine tasawuf he is❤
MashAllah thats great!!! do not bring both brothers together there is a fine line between both of them they both going to the same path but from different routes ..... we shouldnt create more misconceptions ... just let them preach in their own unique ways ... May Allah make easy for us ... Ameen
Please ask for Chakra from Xaryab Sir. detailed explanation
Please keeping coming back again and again ❤❤❤❤
سبحان اللہ ، وہ کہا کریں اور سنا کرے کوئی
روح سیراب کرنے والی گفتگو کے لیے جزاک اللہ خیراً کثیرا
Sir agr Murshid na ho to hmein kon btaye ky jis ko hm ny paya wo Rehman hy ya shaitan....ku ky sufism mein stage aty hein to dono mein distinguish krna muskil ho jata hy
Sir tasauf per thodi bhut research me ne bhi observation rakhi bhut time se k jaha tak me samajh saki hoo tasauf ko ager koi bhut acchey se samajh sakta hai buzurg o ko unki mazaro ko ager koi sahi dang se tazeem, adab, ehteraam,izzat,aqheeda e khaas se dekh saktey hain yaa jinko dekh na chahiye vo hafiz, aalim, Mufti hai ye log kyu ke ye log nabi ki zindagi gaar e Hira me ibaadat se bhut bariki se padhey hue hotey hai saari biography hazrat Ali se mutaliq sab kuch mager ye log hi tasauf ke khilaaf hotey hai
Aslamualikum jazakallah xaryab bhi
اللہ تعالی ہمیں معاف فرمائے ۔مرشد کو اللہ ماننا شرک ہے خدا کا خوف کرو باطنی علم ہے جو خاص لوگوں کو عطا ہو جاتا ہے اور وہ بھی نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی سچی سوچی تابعداری میں بندہ اللہ رب العالامین کا دوست بن جاتا ہے اور جتنا اللہ پاک کی مرضی یا رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی نگاہ عناعت سے بعض رازوں کا آمین بن جاتا ہے کبھی کبھار کرامات کا ظہور بھی ہو جاتا ہے مگر فوقیت تو بر حال شریعت پاک ہی کو ہی ہے یہ کہنا کہ طریقت شریعت سے افضل ہے جہالت اور نادانی ہے اس سے آگے ہم کیا کہ سکتے ہیں جو مرضی کرتے پھرو اللہ تعالی ہمیں علم اور ہدائت عطاء فرمائے آمین ثمہ آمین
Kash hr Allah ke bath kerne wale shaksiat ka itna High self esteem hota...
About dua,dream, aur jinnat k bry main podcast plz
Salam hashmi sab
It was too good Yasir bhai.. But bht chota podcast tha, looking forward for more.
❤
Hashmi Sb,
This is in Farsi language.
Shariat josh ast, Tareeqat nosh ast, hakeeqat khafi ast, Marefat turk ke duniya ast.
46:30 point 🥰
Allahu noorussamawatey wul ard plz samjha dean tfseer
Mazrat k sath inho ny sufi pr buhat kmzoor guftugu ki nihayat ki kmzoor or bina daleel k bat ki inky sath meri ilmi guftu rakhy inky ilm mi mi wazy or roshan daleel donga
Nice video 🎉
Xaryab❤
I Don't know why but I think zaryab hashmi is badly impressed by Nasir Iftikhar 😂😂..
Nasir Iftikhar ♥️
Agreed...No doubt Ustaad Nasir Iftekhar is a realm only few can acknowledge. True 👍
Nasir iftikar ka tasawwuf dhoka hai
Chillay , wird , azkaar , muraqabe se tauheed hasil kerne ka koi talluq nahin
Kamil murshid sirf woh hai jo ruhani terbiat ker k deen e hanif per pohancha sakta ho yani darbar e nabwi tak ilm e hazuri k zerye nazr e kimiya se pohancha dey.
Deen ilm ya intellect nahin
Agahi ya awareness hai jo wijdani shaoor se hasil hoti hai
bhai osho ky baray mai apka kiya khiyal hai ?
Yasir bhai aap apne kisi podcast me zaryab bhai se meri ek baat keh dijiyega k bhai aapki hasi bahut qatil hai mai khaas taur se intezar karta hu aapke hasne ka
HAQ ALLAH HOOO
Sir apki battn has logo ko hi samaj aye gi jo is raha he musafeer ho ge
jazakAllah khair zaryab sir and thank you very much yasir bhai for bringing such a gym. may Allah SWT reward you both well ameen.
waiting for next friday inshaAllah
zaryab sir ki books kb tk publish hon g?
Ek pita eks Ke hum barik
Gurbani
Assalamu Alaikum Xaryab bhai,
Guzishta podcast mein aapne kaha tha ke chuki maut-e-kubra (actual maut) ke waqt ROOH ko jism se juda kiya jata hai, isliye maut-e-sughra (yaani neend) ke waqt bhi ROOH ka jism se alag hona ZAROORI hai.
Lekin ye bhi to mumkin hai ke neend ke waqt Allah ROOH ki jagah NAFS (Soul/Consciousness) hi ko jism se judaa karta ho, jaise ke Allah khud Surah 39 (AlZumar), Aayat 42 mein farmaate hain ke, need ke waqt NAFS parwaaz karti hai “ٱللَّهُ يَتَوَفَّى ٱلْأَنفُسَ حِينَ مَوْتِهَا”. Phir hum is NAFS ki parwaaz ko ROOH ki parwaaz kyun samjhein, ya ye kyun samjhein ke Rooh ke nikalne ka waaqiya Nafs ke saath ho raha hai isliye is aayat mein lafz Nafs ka istimaal hua hai. Jabke Allah Taala CLEAR hai ke parwaaz karne waali cheez NAFS hai.
Yehi sawaal ek bahen ne aapki Grey Lounge waale podcast mein poochha tha, tab aap ne farmaaya ke ek aur aayat hai jahan aapki baat ka clarification milta hai. Ghalibann aap Surah 6 (Al-Anam), Aayat 60 ki baat kar rahe they, to is aayat mein bhi neend ke waqt parwaaz karne waali entity (cheez) rooh hai ya nafs, iska koi zikr NAHIN milta.
Ilaawa-azeen, Surat 7, aayat 172 mein Allah Taala jab Aadam (as) ki pusht per haath pher ke aulaad-e-aadam ko nikaalte hain, to yahan bhi Allah Taala specifically ye NAHIN bataate ke Allah ne ROOHON ko pusht se nikaala tha ya NAFSON ko. Phir hum ye conclusion kyun karein ke wo roohein hi thein.
I believe ke Rooh aur Nafs in donon ki sahi taareef ya definition FIX karna zaroori hai. Log kabhi Rooh ko Nafs kehte hain to kabhi Nafs ko Rooh aur ye confusion create karta hai.
Rooh ko samjhne ka ek aasaan tareeqa ye hai ke Bible mein Rooh-Al Qudus ko Holy-Spirit kaha gaya hai. Yaani ROOH = SPIRIT naa ke Nafs. Yehi Rooh Al Qudus Hazrat Maryam ke paas Esa (as) ki Rooh lekar aate hain. Isiliye Hazrat Isa (as) ko Rooh Ullah kaha jata hai, na ke Nafs-ullah. Is se is baat ka pata chalta hai ke ROOH ke maane hain SPIRIT, na ke Nafs.
Rooh (Spirit) chunki Allah ka Amr hai isliye wo paak hoti hai aur maut ke baad Usi ki taraf laut kar chali jaati hai.
Jabke Nafs ya Soul ek aisa CONSCIOUSNESS ya Sha’oor hai, jo Surah 39 (AlZumar), Aayat 42 ke mutabiq neend (ya maut-e-sughra) ke waqt Allah Taala OFF kar dete hain (yaani Apne paas khench lete hain), aur yehi wo CONSCIOUNESS hai jisey asli-maut (maut e kubra) ke waqt bhi khench liya jaayega, jaise ke Surah 39 (AlZumar), Aayat 42 ke second-half mein bataaya gaya hai.
Aur agar Surah Zumar ki is aayat ke lafz NAFS ko literally liya jaaye (jaisa ke uska haqq hai) to phir neend mein Khwaabon ke dauraan Rooh ka Aalam-e-Arwaah ki sair ya safar per nikalne ka pura concept tehleel ya khatam ho jaata hai.
Ummeed hai aap is baat per roshni daal kar humein mustafiz karenge. Waise aap ka pura chart kaafi faidamand hai siway is khawaab mein rooh ke parwaaz ke zikr ke.
Jazak Allah Khairan.
@@mysteriesunfold809 آپ یہ بتاؤ کہ موت کے وقت اللہ سے کون بات کرتا ہے کہ مجھے ایک موقع دیں تاکہ میں دُنیا میں اب نیک کام کرونگا۔ ۔۔۔۔۔لیکن انکار کر دیا جاتا ہے۔
اب جان کنی کے عالم میں اللہ سے ریکویسٹ روح کرتی ہے یا نفس کرتا ہے ؟
Yasir bhai, please do a podcast with Furqan Qureshi.
When he said “Meny khawas k liye ki, awaam k liye ki ee nahi” 👏👏👏 Wah Subhan Allah
i only subscribe your channel for zaryab bhai
Very nicely explained but my question is that if one cannot become a surgeon by just read ing books or cannot for that matter learn many other mundane disciplines so how can one take-up and walk this path without a teacher aka murshid? Plus the job of wali is to continue the chain and bring upcoming aulia to the front. But doesn't happen at once just as a scholar cannot be a doctor before going through the training and testing. Yes in times of Huzur Pak there might have been other words used but the muriden actually follow their ways and tariqa to show their affection for the murshid and the history is replete with examples that mureed was the cause of murshid's popularity. Ishq is key word and that doesn't happen in air
Sir, please tell me how can I join Vasila course?
ASSLAMUALAIKUM Sir.Sir AHL-al-qboor se faiz kaise milta he.jaise k khawaja moeen-ud-Din sahib ne Data Sahib ki Qabar k pas Chillah kat ker faiz Hasil kia.Sara process and mechanism wazahat farma dain.bohat aham swal he. Next podcast me zaroor Shamil krain.Thanks❤❤❤❤❤❤(Dua go:Usman Mahmood
Mare sawal hai khaja sare ny Allah sy kya wada keya tha ? JB hum SB wada krky AE SB deside krky ae hum dunya m to kya khaja sare my bhi koi wada keya tha plz tell me
Jaun Elia ki shayari par aik question kijiyega