RO Water Purifier Machine Learn to Repair. || Class 4 ; "RO मशीन का ओवरफ्लो कैसे ठीक करें" ||

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 ต.ค. 2024
  • #overflow #water #machine #rowaterpurifierrepair
    WaterAge Enterprises. Aapko Free me online RO Water Purifier Machine Repair karna Sikhata hai.
    Agar Aap Bihar ke Patna Zila se Hain to Hamari Sale And Service Ki Facilities Bhi aapke liye Uplabhdh hai. Uske liye Aap apna WhatsApp Number Hamare Facebook Page Ke Inbox me send karke Contact kar sakte hain.
    Facebook Page : WtaerAge Enterprises. Multibrand RO Sale & Service.
    Agar Aap Phulwari Sharif , Nohsa , Khagaul, Anisabad ya Gardanibag se hain To Aap RO Water Purifier Machine ke Sale And Service ke liye Hamare Shop par jo ki Shop No:- 2, Raychouk, Isapur Road, Isapur, Phulwari Sharif Patna - 801505 ke pte par isthit hai. Aakar Contact kar Sakte hain.
    Doston aaj hm sikhenge ki Apne RO Water Purifier ka Over flow kaise thik karen.
    Kai baar aisa hota hai ki jab RO ka tank full ho jata hai. Line cut ho jata hai uske kuch der baad bina line ke hi RO ke Tanki se Pani rees kar girne lagta hai. Aisa do karan se hota hai
    Ek to RO ka switch kharab hai , Dusra Ki RO ka SV moter Kharab hai. SV moter Pump ke Bagal me hi Rahta hai . Ye bhi ek prakar ka moter hi hai iska size kam hota hai.
    Iska kam ye hain ki ye Power hone par hi
    Pani ko Machin me ander jane deta hai.
    Jabki jo mein pumo hota hai wo aisa nhi kar skta hai . Usme bina power ke hi pani RO ke ander jayega.
    SV kharab hone ke baad RO ka tank full ho jane ke baad bhi Pani ko milte rahta hai.
    Jo ki membrane ya TDS Adjusters ke maddhyam se RO tank me jata hai
    Aur uske baad Tanki se pani Over flow hokar choota hai.
    Isi Over flow ko kaise thik kiya jaye
    Ye maine is video me bataya hai.
    Aap Video ko achche se denkhen
    Aur apna RO thik karen.
    Dhanyavad

ความคิดเห็น •