1-2 mm bada coil chal jayega isse bada coil hoga to proper setting nahi hoga . Kyoki agar coil niche jyada huwa to working me niche tuch ho ke pat pat awaaj karegaa. Wahi agar coil jyada bahar rahegaa to magnetic field nahi milne se coil kaa uper kaa layer jal jaayega
sir coil 4 layer ka hay aur coil ka hight 15 mm ka hay aur coil ka size 35.5 hay aur magnat 120 ka hay aur 10 inch speaker hay usme 4mm coil upar rakha hay aur 11 mm coil andar rakhe hay to coil jal jayega kya
2 karan ho sakta hai 1st - new coil old coil se kuch mm bada hoga to wo working me niche tuch ho kar pat pat kaa awaaj nikalega. 2nd - Spider luse (naram)hoga to working jyada hoga jisse coil niche tuch hokar awaaz karega 1st kaa chance jyada hai
Abhi to ham kuch month se apne gaon jharkhand me hain to jab Mumbai wapas apne workshop par jayenge to video bana kar upload kar denge . Waise aap kaha se ho
Is TH-cam me aapke jaisa koi nahi hai aap hamare jharkhand ki shaan ho
youtube.com/@r.nbuildingliftingshifting?si=dlhdiKWHGZ-u3Ony
Ravi bhai aapka video bahut achha hota hai
Jay shree Ram sir ji ❤❤❤❤❤❤❤
Sir aap ki vajah se speaker banana Sikh gye achhe se thankyou sir
आपका कार्य देखकर आनंदित हो जाता हूं,कुशवाह जी राम राम
राम राम भाई जी 🙏
Aapke samjhane ka tarika bahut achha hai bhai ji sab kuch turant samajh me aa jaata hai
जय श्रीराम सरर्जी❤
Guruji pranam
1 mahine bad darshan diye aapne
Dally kuch na kuch video banwaye ❤❤❤
Aap bahut achcha tarike se dikhaye aur samjhaye very good thanks
Sir coil nahi samajh me aata hai ki kis Speekar me kitne hight pe rakhe
Good video sir ji
Number one best
Sir speaker coil banana aur windig ek video banaye.ta ki apne se sara kam kar sake.aur achha se kma sake.
Very nice
Jay gurudev ji .
Aap apna coil banane Bali mashine ka video banaye price and review
, very nice
Ahuja 18" 1000 wate reecon keet chahiye kitna mey de pawge please
डबल स्पाइडर में है
Sir ji...aapke pass kam Karke speaker repairing ka kam sikhna chahta hoo. Pls sir
Recon kit milega kiya bhai ji 2000 watt ka
Sir recon kit kaise order kare
8" inch ke 10 spekar chahiye
Sir place reply Rcf ke copy speaker kesa hai bajane me
Shop kahape he aapka address milega kya
Sar jakar Mera train ka speaker but Yahan per aapko lead wire ko jad ke pass chipkana bahut hi jaruri hai Kyunki Jab
Kitne me milega
12inch spekar ka coil mil jayega kya 12 pic ya 24pic khud ke liye chahiye
Hamko apse coil mangwani thi
Thoda or najdik se dikhawo
speaker recon karte samay agar naya coil purane coil se thoda bada hoga to coil kaise set kre
1-2 mm bada coil chal jayega isse bada coil hoga to proper setting nahi hoga . Kyoki agar coil niche jyada huwa to working me niche tuch ho ke pat pat awaaj karegaa. Wahi agar coil jyada bahar rahegaa to magnetic field nahi milne se coil kaa uper kaa layer jal jaayega
sir coil 4 layer ka hay aur coil ka hight 15 mm ka hay aur coil ka size 35.5 hay aur magnat 120 ka hay aur 10 inch speaker hay usme 4mm coil upar rakha hay aur 11 mm coil andar rakhe hay to coil jal jayega kya
Reply do sir
Sir is speaker ki awaaz patali nahin hogi bass ke speaker ka setting 20% hota hai na
Sir bass ke speaker ka Sahi setting bata do Kitna percent rakhen
Perfect 10% Maximum 15%
@@ravindratechvlog thanks 🙏 Guruji 🙏🙏🙏
Sir ji speaker pataka maar raha hai kya problem hogi new recon kiya hai
2 karan ho sakta hai
1st - new coil old coil se kuch mm bada hoga to wo working me niche tuch ho kar pat pat kaa awaaj nikalega.
2nd - Spider luse (naram)hoga to working jyada hoga jisse coil niche tuch hokar awaaz karega
1st kaa chance jyada hai
Thank you sir ji...❤❤@@ravindratechvlog
Pepar size kitni hight pe rakhe sir
Koshish karo ki spider & paper chipka huwa rahe
Guruji wood wla jisse aap speaker ko rotate kr rahe ho wo kaise aapne ne banaya hai ek video guruji please humlog ka bhi help ho jayega Kam paise me
Abhi to ham kuch month se apne gaon jharkhand me hain to jab Mumbai wapas apne workshop par jayenge to video bana kar upload kar denge . Waise aap kaha se ho
@@ravindratechvlog hmm hazaribagh kumartoli se hai
Guruji aapka WhatsApp no kya hai
Or aap video daal rahe hai to mujhe lga aap aapne shop me kaam shuru kr diye hai
Ham bhi Amritnagar se hi hain abhi hazaribagh me hi hain kuch month aur rahna hai fir Mumbai jaayenge
😅
Sir address
Ankur Electronics koparkhairne Navi Mumbai Maharashtra
@@ravindratechvlog
Can we send speakers to your address Philips Hq speakers for repair
Aap ka number mil sakta hai kya