Yes, you can repot with well drained soil,and proper holes in pot, but don't break root ball,more damage roots of plant can harm your plant, because in winter jade plant root growth is very slow....
Madan, Nicely explained. Jade plant likes direct sunlight. Adding Bone meal will result in good root formation and stemp thickness. Tiding of 3-4 branches is not advisable as branches may decay and leads to less growth. Hope you understand my views.
Thanks man. For those who are looking for the names. 1. 1/2 chammach Chai ki patti once in 15 days. 2. Aloo k chilke ko pani me ek din chodh kar uska paani chaan kar use kare. 2.
Mam maine ek month pahle cutting lagai thi lekin abhi tak usme roots nhi bni hai lekin new leaves to do char aa gyi hai please uski growth ke liye kya kare
Pot ki drainage thik karen,pani kam dalen,jad me fungus lag gaya hai, plant ko pura bahar nikal kar uski repotting karne se plant bach sakta he, mitti aisi rakhe jisme pani na ruke, repotting karte samay ek chammach haldi powder bhi dalen
🙏. Mem mei kal zz plant podha kharid kar laye or use mitti ke gamle mein la gaya. Par barish se gamle ki mitti pahle se hi bohut jada gili hai. Ab meine pani nhi dala hai. woh kharab to nhi hoga. Zz plant ki lambi 2 tahniya hai kya use kat kar ke dusrey dabe mein plastic ke laga sak teye hai. Podha laye aaj 2nd day hai.
Zz plant ek semi shade plant he, bahut dhoop nahi chahiye isko,lekin mitti aisi ho jisme pani na ruke, mitti ki upar ki parat sukhne par hi phir se pani dalen,kuch din rukkar cutting laga sakte hain,
Didi Jet plant lagane ke liye bahut mehnat Karti hun har bar cutting lagati hun lekin lagti nahin kuchh dinon ke bad pili padane lag jaati hai Pani bhi kam deti hun lekin kuchh asar nahin hota kya Karun koi upay bataen aapka video bhi dekha lekin kuchh samajh mein nahin a Raha didi sujhav bataen 🙏🏻🙏🏻
Big like 👍 very nice sharing 😊
Bahut acchi jaankari ❤❤❤
Very good information, Good job 👍👍, well done 👍👍
बहुत अच्छी जानकारी दी अपने thanks
बहुत ही अच्छी जानकारी
Nice sharing
वैरी nise
You explain very well always...gratitude mam 🙏🙏
In winter this time what should do on Jed plant
Very useful shared 🎉🎉
Beautiful sharing
In winter this time also
Very informative
Very well explained and to the point.
Indoor rakhenge to dhup kaise milenge
Isko kadak dhup ki jarurat hai kya normal dhup?
Very nice
Can we report in winter this time
Yes, you can repot with well drained soil,and proper holes in pot, but don't break root ball,more damage roots of plant can harm your plant, because in winter jade plant root growth is very slow....
Tulsi ke liye bhi de sakte hai kya potato pani
Nice information
Madan,
Nicely explained. Jade plant likes direct sunlight. Adding Bone meal will result in good root formation and stemp thickness. Tiding of 3-4 branches is not advisable as branches may decay and leads to less growth. Hope you understand my views.
Please for winter give suggestions
Avoid over watering,keep soil moist to slightly dry..
मैंने आज तक जेड प्लांट में पानी के अलावा कुछ नहीं डाला फिर भी बढ़िया चल रहे हैं।
Isko dhup kitna lagta hai kadak ya normal dhup Jo morning mai rehta hai ya gharme bhi rakh sakhte hai?
Can repotting in winter this time
Can repot ma'am,but I already told you that don't break root ball and damage roots...
If necessary then can repot...
Start at 8.30 time for fertilizer
Thanks man.
For those who are looking for the names.
1. 1/2 chammach Chai ki patti once in 15 days.
2. Aloo k chilke ko pani me ek din chodh kar uska paani chaan kar use kare.
2.
Mem मुझे इसकी कटिंग मिल जायेगा क्या आप कहा से हो please
Sir, ajkal ye kisi bhi nursery se badi asani se mil jayega.
गुलाब का पौंधा सूक रहा है इसके लिए कुछ बताएं
Kya ye fertiliser tulsi ke plant me bhi daal sakte hain ?
Mam maine ek month pahle cutting lagai thi lekin abhi tak usme roots nhi bni hai lekin new leaves to do char aa gyi hai please uski growth ke liye kya kare
Mam my ereca palm is dying what should I do then
Pot ki drainage thik karen,pani kam dalen,jad me fungus lag gaya hai, plant ko pura bahar nikal kar uski repotting karne se plant bach sakta he, mitti aisi rakhe jisme pani na ruke, repotting karte samay ek chammach haldi powder bhi dalen
🙏. Mem mei kal zz plant podha kharid kar laye or use mitti ke gamle mein la gaya. Par barish se gamle ki mitti pahle se hi bohut jada gili hai. Ab meine pani nhi dala hai. woh kharab to nhi hoga. Zz plant ki lambi 2 tahniya hai kya use kat kar ke dusrey dabe mein plastic ke laga sak teye hai. Podha laye aaj 2nd day hai.
Drainage hole chek kar lijiye aur paani mat dijiye aur abhi pruning mat kijiye pahle use aapke environment me set hone dijiye
Drainage hole chek kar lijiye aur paani mat dijiye aur abhi pruning mat kijiye pahle use aapke environment me set hone dijiye
Zz plant ek semi shade plant he, bahut dhoop nahi chahiye isko,lekin mitti aisi ho jisme pani na ruke, mitti ki upar ki parat sukhne par hi phir se pani dalen,kuch din rukkar cutting laga sakte hain,
Mam mera jade plant bilkul height me nhi badh rha. Please kuch tips dijiye
Jad growth nahi kar rahi he, plant ko nayi mitti me repot kar do ap,
Kya Potato peal fertilizer Arica palm me bhi daal sakte hain ?
Dal sakte hain, gili mitti me na dalen,or khad dene ke bad jab tak mitti sukh na jaye tab tak pani na dalen.
Mera zed plant savan mai bhi mar raha h
आप कहा से हो शिप्रा जी
જે પ્લાન્ટ પાણી મેં ઉગાર સકતે હૈ
પત્તી ભી dal સકતે હૈ
Jade ke patte shrink kyu ho rahe h mam...
Jad kharab ho rahi hai, mitti ki gudai karke dhoop me rakhe, mitti sukhne par hi pani dalen..
@@greenhouse1 thank you so much for replying
Mam me ne croton ki dandi lgai h mahina ho gya h lekin koi growth nhi ho rhi pls btaye kya kru
Root ki growth ke liye mitti achhe rakhen, compost jarur dalen tabhi plant growth karta hai
In
❤❤❤❤❤
Chai ki patti use ke baad ya direct
Use krne ke bad .....usko wash krk fir daale
Didi Jet plant lagane ke liye bahut mehnat Karti hun har bar cutting lagati hun lekin lagti nahin kuchh dinon ke bad pili padane lag jaati hai Pani bhi kam deti hun lekin kuchh asar nahin hota kya Karun koi upay bataen aapka video bhi dekha lekin kuchh samajh mein nahin a Raha didi sujhav bataen 🙏🏻🙏🏻
Grow nahin ho raha
?
Abhi Bina touch Kia sara leaves mera gir gaya
Pani jyada de diya ,mitti me fungus lag gaya hai, mitti sukhne de.
Kya old pattiya gir jati hai jed ki
Barish me kaha rakhe undar ya bhar