Aslamalekum Bismillah arhmane rheeam ya Allah rasulallah masaallah subhanallah Alhamdulillah Allah hummalabyake yaallah hamsbhi muslim ko kaba saeerf madina saeerf karbla sareef ajmear saeerf ka jiyarat kr de jhan rat din aap ki rahemat brastri hi aalah hamari dili dawyn ko kabool kar le Allah humma summa
Asalam ma laykum may allah give victory to islam and the muslims bless and ease the sufferings of the ummah and may allah protect the people of palestine and Afghanistan and Lebanon and syria and chinA and Kashmir and yemen and sudan and india and Pakistan and may allah free the masjid al aqsa from the zionist oppressors and may allah unite the ummah upon the quran and sunnah and may allah destroy the enemies of Islam and may allah protect and guide the muslims and non muslims to the right path and may allah have mercy on all those that have passed away before us and may Allah have mercy on us when we pass away and may allah relieve the distress muslims and may allah cure all those that have a sickness and a disability and may allah grant them a cure that leaves no aliment and may allah protect the muslims from hellfire and from the fitnah of dajjal and from the fitnah that is happening these days and may Allah answer all our prayers and duas and may allahs peace and blessings be upon the prophet muhammad saw ameen
Roman Urdu Translation: **49. (Aey Nabi ﷺ) Mere bandon ko khabar de do ke Main bahut darguzar karne Wala (Forgiving) aur Raheem hoon.** 50. Magar iske saath Mera azaab bhi nihayat dardnaak azaab hai. 51. Aur inhein zara Ibrahim ke mehmano ka qissa sunao, 52. Jab woh aaye unke haan aur kaha “Salam ho tum par,” to unhone kaha, “humein tumse darr lagta hai.” 53. Unhone jawab diya, “daro nahin, hum tumhein ek bade siyane ladke ki basharat dete hain.” 54. Ibrahim (عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ) ne kaha, “kya tum is budhape mein mujhe aulad ki basharat dete ho? Zara socho to sahi ke yeh kaisi basharat tum mujhe de rahe ho?” 55. Unhone jawab diya, “hum tumhein bar-haqq basharat de rahe hain, tum mayous na ho.” 56. Ibrahim ne kaha “apne Rubb ki rehmat se mayous to gumraah log hi hua karte hain.” 57. Phir Ibrahim (عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ) ne pucha “aey faristaad-gaan-e-Ilahi (O messengers of Allah), woh muhim (expedition) kya hai jis par aap hazraat tashreef laye hain?” 58. Woh bole, “hum ek mujrim qaum ki taraf bheje gaye hain. 59. Sirf Lut ke ghar wale mustasna (exception) hain, un sab ko hum bacha lenge. 60. Siwaye unki biwi ke jiske liye (Allah farmata hai ke) Humne muqaddar kar diya hai ke woh peeche reh jane walon mein shamil rahegi.” ع 61. Phir jab yeh Faristaade Lut ke haan pahunche, 62. To usne kaha, “aap log ajnabi maloom hote hain.” 63. Unhone jawab diya, “nahin, balke hum wahi cheez le kar aaye hain jiske aane mein yeh log shak kar rahe the. 64. Hum tumse sach kehte hain ke hum haqq ke saath tumhare paas aaye hain. 65. Lihaza ab tum kuch raat rahe apne ghar walon ko le kar nikal jao aur khud unke peeche peeche chalo, tum mein se koi palat kar na dekhe bas seedhe chale jao jidhar jaane ka tumhein hukum diya jaa raha hai.” 66. Aur unhe Humne apna yeh faisla pahuncha diya ke subah hote hote in logon ki jadd (roots) kaat di jayegi. 67. Itne mein shehar ke log khushi ke maare betab ho kar Lut ke ghar chadh aaye. 68. Lut ne kaha, “bhaiyon, yeh mere mehmaan hain, meri fazihat (dishonour) na karo. 69. Allah se daro, mujhe ruswa na karo.” 70. Woh bole, “kya hum baa-raha tumhein mana nahin kar chuke hain ke duniya bhar ke thekedar na bano?” 71. Lut ne aajiz ho kar kaha, “agar tumhein kuch karna hi hai to yeh meri betiyan maujood hain (chaho to tum inse nikah karo)!!” 72. Tumhari jaan ki qasam aey Nabi, us waqt un par ek nasha sa chadha hua tha jis mein woh aape se bahar hue jate the. 73. Aakhir e kaar pow phhat-te hi unko ek zabardast dhamake ne aa liya. (severe blast overtook them at dawn) 74. Aur Humne us basti ko talpat karke rakh diya aur un par paki (baked) hui mitti ke patharon ki baarish barsa di. 75. Is waqiye mein badi nishaniyan hain un logon ke liye jo saahib-e-firasat hain. 76. Aur woh ilaqa (jahan yeh waqiya pesh aaya tha) guzar gaah e aam (highway) par waqeh hai. 77. Us mein samaan e ibrat hai un logon ke liye jo sahib e iman hain. 78. Aur Aikah wale zalim the. 79. To dekhlo ke Humne unse bhi inteqam liya, aur in dono qaumon ke ujade hue ilaqe khule raaste par waqeh hain. ع 80. Hijr ke log bhi Rasoolon ki takzeeb kar chuke hain. 81. Humne Apni aayat unke paas bheji, apni nishaniyan unko dikhayi, magar woh sabko nazar-andaz (ignore) hi karte rahey. 82. Woh pahad tarash tarash kar makaan banate the, aur apni jagah bilkul be-khauff aur mutmaeen the. 83. Aakhir e kaar ek zabardast dhamake ne unko subah hote hi aa liya. 84. Aur unki kamayi unke kuch kaam na aayi. **85. Humne zameen aur aasman ko aur unki sab maujoodat ko haqq ke siwa kisi aur buniyad par khalq (create) nahin kiya hai, aur faisle ki ghadi yaqeenan aane wali hai. Pas, (aey Muhammad ﷺ) tum (in logon ki behudgiyon par) shareefana darguzar se kaam lo.** 86. Yaqeenan tumahra Rubb sab ka Khaliq hai aur sab kuch jaanta hai. 87. Humne tumko saat aisi aayatein de rakhi hain jo baar baar dohrayi janey ke layiq hain (yani Surah Fatiha), aur tumhein Qur'an e azeem ata kiya hai. 88. Tum us mata-e-duniya ki taraf aankh utha kar na dekho jo Humne in mein se mukhtalif qisam ke logon ko de rakhi hai, aur na inke haal par apna dil kudhao (neither grieve), inhein chhodh kar imaan lane walon ki taraf jhuko. 89. Aur (na maanne walon se) keh do ke main to saaf saaf tambeeh (warn) karne wala hoon. 90. Yeh usi ki tarah ki tambeeh hai jaisi Humne un tafarraqe pardazon (those who make division) ki taraf bheji thi, 91. Jinhone apne Qur'an ko tukde tukde kar dala hai. 92. To khasam hai tumhare Rubb ki, Hum zaroor in sab se puchenge, 93. Ke tum kya karte rahe ho. 94. Pas (aey Nabi ﷺ) jis cheez ka tumhein hukum diya ja raha hai use hankey pukare keh do (proclaim publicly) aur shirk karne walon ki zara parwah na karo. 95. Tumhari taraf se Hum un mazaq udhane walon ki khabar lene ke liye kafi hain. 96. Jo Allah ke sath kisi aur ko bhi khuda qarar dete hain anqareeb unhein maloom ho jayega. 97. Humein maloom hai ke jo batein yeh log tum par banate hain unse tumhare dil ko sakht koft hoti hai (your heart is distressed). 98. Iska ilaj yeh hai ke apne Rubb ki hamd ke sath Uski tasbeeh karo, Uski janab mein sajdah baja lao. ***99. Aur us aakhri ghadi tak apne Rubb ki bandagi karte raho jiska aana yaqeeni hai.*** ع **||15. Surah Hij'r||** _________________________
Anas 🤦🏻♀🤦🏻♀🤦🏻♀😐 sheikh #Juhany and #Dosary are *MOSTLY FAJR EMAMS* ☝☝ sorry brother but most comments also prove that and agree with that they are fajr emams, not only i wrote this 😉😉😉👍🏼 i'm not a lover of sheikh #Dosary but i think sheikh recites *perfectly fajrs* 🤗👍🏼👍🏼👍🏼💚💚💚 voice of other emams changes during fajr except sheikh #Dosary 😉👍🏼
I really like his Fajr style recitation to be honest with you. It’s quite unique and is something that hit different to me during yesterdays Fajr prayer. It sounds way better in-person than on video.
@@muhiroli guys why we pay attention to emams voice please focuse on Quran 😐 it's important which emam can teach us Quran fast and focus us on praying.
[الحجر (15): 49-99]
﴿نَبِّئ عِبادي أَنّي أَنَا الغَفورُ الرَّحيمُ وَأَنَّ عَذابي هُوَ العَذابُ الأَليمُ وَنَبِّئهُم عَن ضَيفِ إِبراهيمَ إِذ دَخَلوا عَلَيهِ فَقالوا سَلامًا قالَ إِنّا مِنكُم وَجِلونَ قالوا لا تَوجَل إِنّا نُبَشِّرُكَ بِغُلامٍ عَليمٍ قالَ أَبَشَّرتُموني عَلى أَن مَسَّنِيَ الكِبَرُ فَبِمَ تُبَشِّرونَ قالوا بَشَّرناكَ بِالحَقِّ فَلا تَكُن مِنَ القانِطينَ قالَ وَمَن يَقنَطُ مِن رَحمَةِ رَبِّهِ إِلَّا الضّالّونَ قالَ فَما خَطبُكُم أَيُّهَا المُرسَلونَ قالوا إِنّا أُرسِلنا إِلى قَومٍ مُجرِمينَ إِلّا آلَ لوطٍ إِنّا لَمُنَجّوهُم أَجمَعينَ إِلَّا امرَأَتَهُ قَدَّرنا إِنَّها لَمِنَ الغابِرينَ فَلَمّا جاءَ آلَ لوطٍ المُرسَلونَ قالَ إِنَّكُم قَومٌ مُنكَرونَ قالوا بَل جِئناكَ بِما كانوا فيهِ يَمتَرونَ وَأَتَيناكَ بِالحَقِّ وَإِنّا لَصادِقونَ فَأَسرِ بِأَهلِكَ بِقِطعٍ مِنَ اللَّيلِ وَاتَّبِع أَدبارَهُم وَلا يَلتَفِت مِنكُم أَحَدٌ وَامضوا حَيثُ تُؤمَرونَ وَقَضَينا إِلَيهِ ذلِكَ الأَمرَ أَنَّ دابِرَ هؤُلاءِ مَقطوعٌ مُصبِحينَ وَجاءَ أَهلُ المَدينَةِ يَستَبشِرونَ قالَ إِنَّ هؤُلاءِ ضَيفي فَلا تَفضَحونِ وَاتَّقُوا اللَّهَ وَلا تُخزونِ قالوا أَوَلَم نَنهَكَ عَنِ العالَمينَ قالَ هؤُلاءِ بَناتي إِن كُنتُم فاعِلينَ لَعَمرُكَ إِنَّهُم لَفي سَكرَتِهِم يَعمَهونَ فَأَخَذَتهُمُ الصَّيحَةُ مُشرِقينَ فَجَعَلنا عالِيَها سافِلَها وَأَمطَرنا عَلَيهِم حِجارَةً مِن سِجّيلٍ إِنَّ في ذلِكَ لَآياتٍ لِلمُتَوَسِّمينَ وَإِنَّها لَبِسَبيلٍ مُقيمٍ إِنَّ في ذلِكَ لَآيَةً لِلمُؤمِنينَ وَإِن كانَ أَصحابُ الأَيكَةِ لَظالِمينَ فَانتَقَمنا مِنهُم وَإِنَّهُما لَبِإِمامٍ مُبينٍ وَلَقَد كَذَّبَ أَصحابُ الحِجرِ المُرسَلينَ وَآتَيناهُم آياتِنا فَكانوا عَنها مُعرِضينَ وَكانوا يَنحِتونَ مِنَ الجِبالِ بُيوتًا آمِنينَ فَأَخَذَتهُمُ الصَّيحَةُ مُصبِحينَ فَما أَغنى عَنهُم ما كانوا يَكسِبونَ وَما خَلَقنَا السَّماواتِ وَالأَرضَ وَما بَينَهُما إِلّا بِالحَقِّ وَإِنَّ السّاعَةَ لَآتِيَةٌ فَاصفَحِ الصَّفحَ الجَميلَ إِنَّ رَبَّكَ هُوَ الخَلّاقُ العَليمُ وَلَقَد آتَيناكَ سَبعًا مِنَ المَثاني وَالقُرآنَ العَظيمَ لا تَمُدَّنَّ عَينَيكَ إِلى ما مَتَّعنا بِهِ أَزواجًا مِنهُم وَلا تَحزَن عَلَيهِم وَاخفِض جَناحَكَ لِلمُؤمِنينَ وَقُل إِنّي أَنَا النَّذيرُ المُبينُ كَما أَنزَلنا عَلَى المُقتَسِمينَ الَّذينَ جَعَلُوا القُرآنَ عِضينَ فَوَرَبِّكَ لَنَسأَلَنَّهُم أَجمَعينَ عَمّا كانوا يَعمَلونَ فَاصدَع بِما تُؤمَرُ وَأَعرِض عَنِ المُشرِكينَ إِنّا كَفَيناكَ المُستَهزِئينَ الَّذينَ يَجعَلونَ مَعَ اللَّهِ إِلهًا آخَرَ فَسَوفَ يَعلَمونَ وَلَقَد نَعلَمُ أَنَّكَ يَضيقُ صَدرُكَ بِما يَقولونَ فَسَبِّح بِحَمدِ رَبِّكَ وَكُن مِنَ السّاجِدينَ وَاعبُد رَبَّكَ حَتّى يَأتِيَكَ اليَقينُ﴾
Ma’Sha’Allah beautiful recitation Sheikh Yasir Al Dosary May Allah bless you sheikh Surah Al-Hijr 49-99
sheikh recited long ma sha ALLAH 😍🤗🤗🤗🤲🏼
@@allahalways1 yes he did In’Sha’Allah he recites more long tomorrow Friday and Saturday
@@guled6144 in sha ALLAH 😍😍😍🤲🏼💚💚💚
Love from azad kashmir
💖 لا إله إلا الله 💖
🌴 سبحان الله والحمد لله ولا اله الا الله والله اكبر 🌴
ma sha ALLAH 🤲🏼💚 may *ALLAH GIVES* you power and strong health amen dear sheikh #Dosary (dua from sheikh #Baleelah lovers 🤗)
Ma sha ALLAH
Aslamalekum Bismillah arhmane rheeam ya Allah rasulallah masaallah subhanallah Alhamdulillah Allah hummalabyake yaallah hamsbhi muslim ko kaba saeerf madina saeerf karbla sareef ajmear saeerf ka jiyarat kr de jhan rat din aap ki rahemat brastri hi aalah hamari dili dawyn ko kabool kar le Allah humma summa
❤
Asalamalykom warahmatullah wabarakatuhu BARAkALLAHOFIKOM Chokran 🤍💐en ÂLLÂH 💐
May Allah Gives Us Barakah
إقامة الصلاة الفجر للشيخ ماجد العباس
Mashaallah ❤️❤️
Asalam ma laykum may allah give victory to islam and the muslims bless and ease the sufferings of the ummah and may allah protect the people of palestine and Afghanistan and Lebanon and syria and chinA and Kashmir and yemen and sudan and india and Pakistan and may allah free the masjid al aqsa from the zionist oppressors and may allah unite the ummah upon the quran and sunnah and may allah destroy the enemies of Islam and may allah protect and guide the muslims and non muslims to the right path and may allah have mercy on all those that have passed away before us and may Allah have mercy on us when we pass away and may allah relieve the distress muslims and may allah cure all those that have a sickness and a disability and may allah grant them a cure that leaves no aliment and may allah protect the muslims from hellfire and from the fitnah of dajjal and from the fitnah that is happening these days and may Allah answer all our prayers and duas and may allahs peace and blessings be upon the prophet muhammad saw ameen
Roman Urdu Translation:
**49. (Aey Nabi ﷺ) Mere bandon ko khabar de do ke Main bahut darguzar karne Wala (Forgiving) aur Raheem hoon.**
50. Magar iske saath Mera azaab bhi nihayat dardnaak azaab hai.
51. Aur inhein zara Ibrahim ke mehmano ka qissa sunao,
52. Jab woh aaye unke haan aur kaha “Salam ho tum par,” to unhone kaha, “humein tumse darr lagta hai.”
53. Unhone jawab diya, “daro nahin, hum tumhein ek bade siyane ladke ki basharat dete hain.”
54. Ibrahim (عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ) ne kaha, “kya tum is budhape mein mujhe aulad ki basharat dete ho? Zara socho to sahi ke yeh kaisi basharat tum mujhe de rahe ho?”
55. Unhone jawab diya, “hum tumhein bar-haqq basharat de rahe hain, tum mayous na ho.”
56. Ibrahim ne kaha “apne Rubb ki rehmat se mayous to gumraah log hi hua karte hain.”
57. Phir Ibrahim (عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ) ne pucha “aey faristaad-gaan-e-Ilahi (O messengers of Allah), woh muhim (expedition) kya hai jis par aap hazraat tashreef laye hain?”
58. Woh bole, “hum ek mujrim qaum ki taraf bheje gaye hain.
59. Sirf Lut ke ghar wale mustasna (exception) hain, un sab ko hum bacha lenge.
60. Siwaye unki biwi ke jiske liye (Allah farmata hai ke) Humne muqaddar kar diya hai ke woh peeche reh jane walon mein shamil rahegi.” ع
61. Phir jab yeh Faristaade Lut ke haan pahunche,
62. To usne kaha, “aap log ajnabi maloom hote hain.”
63. Unhone jawab diya, “nahin, balke hum wahi cheez le kar aaye hain jiske aane mein yeh log shak kar rahe the.
64. Hum tumse sach kehte hain ke hum haqq ke saath tumhare paas aaye hain.
65. Lihaza ab tum kuch raat rahe apne ghar walon ko le kar nikal jao aur khud unke peeche peeche chalo, tum mein se koi palat kar na dekhe bas seedhe chale jao jidhar jaane ka tumhein hukum diya jaa raha hai.”
66. Aur unhe Humne apna yeh faisla pahuncha diya ke subah hote hote in logon ki jadd (roots) kaat di jayegi.
67. Itne mein shehar ke log khushi ke maare betab ho kar Lut ke ghar chadh aaye.
68. Lut ne kaha, “bhaiyon, yeh mere mehmaan hain, meri fazihat (dishonour) na karo.
69. Allah se daro, mujhe ruswa na karo.”
70. Woh bole, “kya hum baa-raha tumhein mana nahin kar chuke hain ke duniya bhar ke thekedar na bano?”
71. Lut ne aajiz ho kar kaha, “agar tumhein kuch karna hi hai to yeh meri betiyan maujood hain (chaho to tum inse nikah karo)!!”
72. Tumhari jaan ki qasam aey Nabi, us waqt un par ek nasha sa chadha hua tha jis mein woh aape se bahar hue jate the.
73. Aakhir e kaar pow phhat-te hi unko ek zabardast dhamake ne aa liya.
(severe blast overtook them at dawn)
74. Aur Humne us basti ko talpat karke rakh diya aur un par paki (baked) hui mitti ke patharon ki baarish barsa di.
75. Is waqiye mein badi nishaniyan hain un logon ke liye jo saahib-e-firasat hain.
76. Aur woh ilaqa (jahan yeh waqiya pesh aaya tha) guzar gaah e aam (highway) par waqeh hai.
77. Us mein samaan e ibrat hai un logon ke liye jo sahib e iman hain.
78. Aur Aikah wale zalim the.
79. To dekhlo ke Humne unse bhi inteqam liya, aur in dono qaumon ke ujade hue ilaqe khule raaste par waqeh hain. ع
80. Hijr ke log bhi Rasoolon ki takzeeb kar chuke hain.
81. Humne Apni aayat unke paas bheji, apni nishaniyan unko dikhayi, magar woh sabko nazar-andaz (ignore) hi karte rahey.
82. Woh pahad tarash tarash kar makaan banate the, aur apni jagah bilkul be-khauff aur mutmaeen the.
83. Aakhir e kaar ek zabardast dhamake ne unko subah hote hi aa liya.
84. Aur unki kamayi unke kuch kaam na aayi.
**85. Humne zameen aur aasman ko aur unki sab maujoodat ko haqq ke siwa kisi aur buniyad par khalq (create) nahin kiya hai, aur faisle ki ghadi yaqeenan aane wali hai. Pas, (aey Muhammad ﷺ) tum (in logon ki behudgiyon par) shareefana darguzar se kaam lo.**
86. Yaqeenan tumahra Rubb sab ka Khaliq hai aur sab kuch jaanta hai.
87. Humne tumko saat aisi aayatein de rakhi hain jo baar baar dohrayi janey ke layiq hain (yani Surah Fatiha), aur tumhein Qur'an e azeem ata kiya hai.
88. Tum us mata-e-duniya ki taraf aankh utha kar na dekho jo Humne in mein se mukhtalif qisam ke logon ko de rakhi hai, aur na inke haal par apna dil kudhao (neither grieve), inhein chhodh kar imaan lane walon ki taraf jhuko.
89. Aur (na maanne walon se) keh do ke main to saaf saaf tambeeh (warn) karne wala hoon.
90. Yeh usi ki tarah ki tambeeh hai jaisi Humne un tafarraqe pardazon (those who make division) ki taraf bheji thi,
91. Jinhone apne Qur'an ko tukde tukde kar dala hai.
92. To khasam hai tumhare Rubb ki, Hum zaroor in sab se puchenge,
93. Ke tum kya karte rahe ho.
94. Pas (aey Nabi ﷺ) jis cheez ka tumhein hukum diya ja raha hai use hankey pukare keh do (proclaim publicly) aur shirk karne walon ki zara parwah na karo.
95. Tumhari taraf se Hum un mazaq udhane walon ki khabar lene ke liye kafi hain.
96. Jo Allah ke sath kisi aur ko bhi khuda qarar dete hain anqareeb unhein maloom ho jayega.
97. Humein maloom hai ke jo batein yeh log tum par banate hain unse tumhare dil ko sakht koft hoti hai (your heart is distressed).
98. Iska ilaj yeh hai ke apne Rubb ki hamd ke sath Uski tasbeeh karo, Uski janab mein sajdah baja lao.
***99. Aur us aakhri ghadi tak apne Rubb ki bandagi karte raho jiska aana yaqeeni hai.*** ع
**||15. Surah Hij'r||**
_________________________
Sheikh yasir isn’t a fajir prayer type of voice . He’s too high pitch
What do you mean ? He changes his voice quite often sometimes deep sometimes it’s high pitch he does that during fajr Maghrib or isha prayer
Anas 🤦🏻♀🤦🏻♀🤦🏻♀😐 sheikh #Juhany and #Dosary are *MOSTLY FAJR EMAMS* ☝☝ sorry brother but most comments also prove that and agree with that they are fajr emams, not only i wrote this 😉😉😉👍🏼 i'm not a lover of sheikh #Dosary but i think sheikh recites *perfectly fajrs* 🤗👍🏼👍🏼👍🏼💚💚💚 voice of other emams changes during fajr except sheikh #Dosary 😉👍🏼
I really like his Fajr style recitation to be honest with you. It’s quite unique and is something that hit different to me during yesterdays Fajr prayer. It sounds way better in-person than on video.
Who said fajr is supposed to be low pitched?
@@muhiroli guys why we pay attention to emams voice please focuse on Quran 😐 it's important which emam can teach us Quran fast and focus us on praying.