Sir maine apne scooty me dual horn lagwaya hai relay ke saath lekin jab mai horn bajata hu to meter light bahut halki si dim ho jaati hai..Kya problem ho skta hai??
Meri royal enfield me double trumpet horn ki wiring change karne ke baad ek sath dono horn nahi baj rahe… jabki dono horn sahi hai, alag alag baj rahe hai lekin ek sath nahi
@@autotales switch ka issue rhta to chabi band krne par horn bhi band ho jaye na bhai aur abhi stock horn firse lga liya to aisa problem face ni krra mai
nicely explained... I already know how to do, but phir bhi dekh kar maja aaya 👌
Thank you so much sir..keep supporting
Bahut badhiya bro nyc knowledge
Nyc video
Thank you
Mere bike mai 12v 2A ka horn laga huva hai abhi muzhe 12v 9A ka horn lagana hai relay lagake lag jayega kya?
Bhai self start switch se horn bja rha h gjb
Kiska sir?
Sir 3 horn laga sakte hain... Aur 3 horn lagane se kya hoga battery ka
Sir battery pe load padega, battery drain out hogi nd jaldi kharab ho jaegi..mat lagaiye
@@autotales sir ham 12v ka ek horn and jo ek stock laga aata hai vo honda aviator me laga sakte hai kya
@@autotales battery pe load to nhi aayega na
Sir maine apne scooty me dual horn lagwaya hai relay ke saath lekin jab mai horn bajata hu to meter light bahut halki si dim ho jaati hai..Kya problem ho skta hai??
Sir horn battery consume kar rahe isliye hoti hai..horn bade hunge and scooty ki battery choti hai
@@autotales isse koi problem?
Very good sir
Thank you sir
Sir purana horn ki jagah ye wala ek horn laga diya to dikkat to nahi only 1
Nahi sir..1 me koi dikkat nahi
@@autotales thank you sir
Good job
Thank you
9volt battery me chalega
12 volt ka horn hai...
Very good
Thank you sir
Meri royal enfield me double trumpet horn ki wiring change karne ke baad ek sath dono horn nahi baj rahe… jabki dono horn sahi hai, alag alag baj rahe hai lekin ek sath nahi
Relay laga lena and agar relay laga hai to battery ki power check kar lena or agar battery ki power bhi sahi hai to horns adjust kar lena
@@autotales relay nahi laga hai, pahle bina relay ke bhi dono horns baj rahe the, lekin naye wire badalne ke baad dono ek sath nahi baj rahe hain
Relay laga lena...horns ke piche adjuster screw hota waha se tune ho jaenge
@@autotales Thanks sirji, waise to aaj subah horns apne aap theek ho gaye… Lekin mai relay lagwa lunga
Haan
Bhai kitne mm ki wire hoti h ye horn wali meko ghar par bnani hai?...
Bhai battery ko drain nahi hogi ka iske
Hogi
Best
Aap check kijiye wiring sahi se ki h ya nahi or horn sahi hai ya nahi...fir aise connection kijiye
Horn brand aur model no kya Bhai sahab
Sir ye local 200 wala horn hai
Bhai agar simple horn or preeshar horn ko alag alag bajana ho to kya kare
Sir ek switch aata hai wo use kar sakte hein
@@autotalesplz uske upar ek video banao
Banaya hai already
@@autotales link plz
Ok👌👌👌
🤗🤗
Bai bike me relay bahut jaldi kharab ho jati hai ? Please solution
Sir aap achhi company and correct load ke liye liye sahi amp ki relay use kijijiye
@@autotales kitne power ka use kroo sr , please reply
Aap use kisme krte hein relay ka?
@@autotales bike me
Bike me kiske liye? Like horn ya lights?
Relay kitna ke ayti ha
Jyada mehengi ni aati..100, 200 only
Koi dikkat to nai hogi
Mat lagaiye sir
@@autotales kyoo
Kuch bhi nahi samajh aaya thik se dikh to Raha nahi hai
Oky kbhi koi video me achhe se banaunga
Awaaj toh sunao bhai
Ji sir
Bhai maine horn lgvaye the fir hua kya maine ek bar horn diya fir band hi nahi ho rhe the chabhi band krne par bhi aisa kyu hua 😢
Switch ka issue hoga, press reh gaya hoga
@@autotales switch ka issue rhta to chabi band krne par horn bhi band ho jaye na bhai aur abhi stock horn firse lga liya to aisa problem face ni krra mai