Hoop skirt white colour tha oo kaha se liya. Apne top bhi attached kiya skirt ke sath aur kitna jhalar kata apne. Kiya aap mujhe shikha skati h. Plzzzzz
Didi net fabric aur jo fabric tha dono kitne meetar Lena h please bta dijiye didi mera competition h 25 September ko mai tyari krr lu please didi sbb mention krr dijiy reply m
@@CinematicGhar426 bara panna vala net 10 Meter lene hoga agr vo net na mile to bhir 20 Meter chhote panne vala net fabric le sakte ho aap our ander me aster ke liye 4 Meter satin ya koi bhi fabric le sakte ho jo aster ke liye aata hai ☺️♥️
Aap 4 layers mei net fabric ki pleating 1 layer mei kitne add kare hai.... Us mei acha gher dikhne k liye net fabric pleating k upr se kitne or net fabric pleatinv add ki hai aap ne.... Plzzzz batana aap pooore 4 layers ke
Aapko jitna ho sakte utna achhe se pleating add karni hai to bahut must banega! Vaise sorry Maine bhi layers ki measurement nahi Kari thi. Isliye Mai aapko bata nahi sakti ☺️.
@@nirjalamandal dear ☺ mei ye kh rhi thi 1 layer pleating aap ne kitne layers hai... Mtlb ke ek frill pe aap ne ek pleating ke upr kya or aap ne 2nd layer pleating add kare hai..
Ham apne bottom length ke accounting choose kiye hai Just like meri bottom length 40 hai to gowns ki 4 layar hai isliye 40 ko 4 se divide Kiya hai to ek layar ki length 10 inch hai
Hoop skirt white colour tha oo kaha se liya. Apne top bhi attached kiya skirt ke sath aur kitna jhalar kata apne. Kiya aap mujhe shikha skati h. Plzzzzz
Apne kitni meter net use ki isme?
Woow yar Kya explain kiya hai tumne itne sare u tube vedio dekha ab Tak ka sabse beat stitching vedio thank you so much sister😘😘😘
O ho thank you so much ji ❤️😇
@@nirjalamandalkitne mitter use ki net
Very very very nice is ke liye jabab nahi hai super se bhi upar ❤❤❤
Net febric kitna hai
Hoop skirt white colour tha oo kaha se liya. Apne top bhi attached kiya skirt ke sath aur kitna jhalar kata apne. Kiya aap mujhe shikha skati h. Plzzzzz
Di apne kitna meter fabric liya h
So beautiful dress ❤
Thank you 😊
It's osmm😊🎉and easy😮❤❤thankuu mam😊😊❤❤
Thank you 😊
Such a beautiful attire
Thank You 😊
Can u tell me cost of net????
It's depends on your market price. I purchase this net fabric in surat so 1 meter price is 30 rupes than 10 meter price is 300.
Aapne kitna meter fabric use ki h aur cancan kitna meter liye h
Net width kitny hai Frill ki? I mean kitni inch? Per layer measurements?
You look so beautiful and a lovely dress too 🤗
Thank you so much 😊
Didi es dress ka leya kitna net use hoya tha aur aster kitna use Kara
Net fabric 10 meter and Aster 4 Meter
Beautiful 😍
Thank you 😊
Very nice
Dress is elegant.....❤❤❤❤
Maine bhi try krugi
Oru thatava theliva english measurement potunka akka.neenka hinthila sollrathu enaku puriyala. Armhole ethana measurement? shoulder entha numperla divite pannanum athavathu 4ala divite pannanumanu commentla sollunka akka. Pease.
Kya aap ne neechy cancan skirt use kiya
Nahi hoop skirt kehte hai use
Cloth Price and stitching price how much
Ossum explain mam 😍
Thank you 😊
Apne kina meter net use ki
10 Meter 60 inch length wala net fabric
❤❤beautiful dress sis
Didi net fabric aur jo fabric tha dono kitne meetar Lena h please bta dijiye didi mera competition h 25 September ko mai tyari krr lu please didi sbb mention krr dijiy reply m
@@CinematicGhar426 bara panna vala net 10 Meter lene hoga agr vo net na mile to bhir 20 Meter chhote panne vala net fabric le sakte ho aap our ander me aster ke liye 4 Meter satin ya koi bhi fabric le sakte ho jo aster ke liye aata hai ☺️♥️
Hoop skirt kaha se puchase kiya h apne?
Maine khud se Banaya hai .
Kitni meter fabric use kiya
10 meter
Kitne meter fabric laga total or kitne rupee ka mila plz btado
Dress bahut sunder hai ❤
Aster ke liye 4 Meter fabric and bara panna wala net fabric 10 meter. Our iska price aapke market ke accounting hoga. Maine ise surat se liya tha
@@nirjalamandalaapko total cost kitna pra
@@nasreensultananasreensulta1899 600 rupees
@@nirjalamandal thank u
Kitna meter kapda lga g
2 Meter Aster and 10 meter bara panna vala net fabric.
aapne plain net kitne metar li hai
10 meter bara panna vala net fabric
Didi plz kitne meter net lga isko bnane me fabric bhi kitna meter lga ❤ plz btaye
Aster 4 meter and net 10, 15 Meter aap use kar sakte ho
15 mitr mdhe hotcha nhi
kitne meter net use kiya hai ?
10 meter
3year baby k liyee kitna clothes lageegi sister
Aap 5 meter net fabric use kar sakte ho our 2.5 meter Aster ke liye
net fabric kitna liya hai
10 meter bara panna wala net fabric
Nancy tyagi red carpet dress 1000 MTR fabric se bnayi gyi h kya smja skte ho layers kaise daali or ruffle kaise
Aap 4 layers mei net fabric ki pleating 1 layer mei kitne add kare hai.... Us mei acha gher dikhne k liye net fabric pleating k upr se kitne or net fabric pleatinv add ki hai aap ne.... Plzzzz batana aap pooore 4 layers ke
Aapko jitna ho sakte utna achhe se pleating add karni hai to bahut must banega! Vaise sorry Maine bhi layers ki measurement nahi Kari thi. Isliye Mai aapko bata nahi sakti ☺️.
@@nirjalamandal dear ☺ mei ye kh rhi thi 1 layer pleating aap ne kitne layers hai... Mtlb ke ek frill pe aap ne ek pleating ke upr kya or aap ne 2nd layer pleating add kare hai..
@@fatemafirdus4487 dress me total 4 layar hi hai and layar ke upar layar nahi Dali hai balki charo leyar me achhe se pleating add Kari gayi hai
@@nirjalamandal thanx dear.... 😊 aap ki tutorial bht achi hai
How much net used???
10 meter net fabric
For whole gown aur just for ruffles???@@nirjalamandal
Mam Jo yah gown ke shoulder per aapane flower banaya vah kaise
th-cam.com/users/shorts_KyxeKShYew?si=c3Mi-s0VN94W2_Xt aap mere is short video dekh lijiye aapko Idea mil jayega 😊
Beautiful dress
Thank you 😊
Under skirt jo volume k liye use ki ha wo kesy bnai ha??
Aap video ko achhe se watch kariye to usi me maine under skirt ki cutting ki hai 😊
Febric kitna kitna mitre use Kiya hai apne sis
Aster ke liye 4 meter and net fabric bara panna wala 10 meters
❤❤❤❤❤ super 😘
Total net kitne m lagege
10 meter bara panna vala net fabric
@@nirjalamandal bada panna kitane meter ka hota hai didi, yha to 39-40inch ka milta hai
@@rabiyakhatoon4615 Bara Panna vale net fabric ki length 60 inch hota hai
@@nirjalamandal thank you didi batane k liye 🍫. An aapki video bhut achhi lgi
Kya ye sach me 10 mtr net me ban gaya mujhe to 45 mtr lage 4 layer ke liye
@@roshudeepakvlog nahi mai 60 inch length Wale i mean bara panna wala net fabric liya tha Surat se usi 10 m me ban gaya .
10 mdhe bant nhi
Kitna miter net liya tha apne
10 Meter Net Fabric
Hii ma'am......kya aap blue colour wali cindrella dress bna skti hai?
Of course , ham bana sakte hai 😊.
@@nirjalamandal aapka koi contact mil skta hai telegram ya no. ......
Aap order leti hai kya
@@nirjalamandal aapka koi contact mil skta hai telegram ya no. ......
Aap order leti hai kya
@@rinshi6415 Mai abhi online sell nahi karti hu but future me jarur karungi .
So cute didi ❤️
Thank you 😊
@@nirjalamandal didi ap ka insta I'd name kya h
@@S.ESTHER_RAO nirjala_mandal
Neet kitni metar hi
10 meter
Ap kha se ho?
Bihar Se
Main bhi Bihar se❤
😍😍
Net kitna liya tha ?
10 meter bara panna wala net fabric
@@nirjalamandal ok ji thanku m try karungi ye
Sis total net kitni use hui h??
10 meters .Bara panna wala net fabric
❤❤👌👌
❤
Very good 👍👍👍
Thank you very much
Dress is mindblowing
Thank you 😊
How many meters net used -?
10 meter bara panna wala net fabric
Kitna metter fabric lage ga issme
Net fabric 10 meter
Additional sound is disturbence
Yaa
Hai.. hai . Your hai is so irritating 😤
Ap nai layer kasai kut ki length kai hisab sai
Ham apne bottom length ke accounting choose kiye hai
Just like meri bottom length 40 hai to gowns ki 4 layar hai isliye 40 ko 4 se divide Kiya hai to ek layar ki length 10 inch hai
@@nirjalamandal thanks for reply
So beautiful dress ❤❤
Hoop skirt white colour tha oo kaha se liya. Apne top bhi attached kiya skirt ke sath aur kitna jhalar kata apne. Kiya aap mujhe shikha skati h. Plzzzzz
Maine hoop skirt khud se banaya hai our is ball gown me 4 layar add hai
Beautiful dress
Thank you 😊
Kitne net laga hai ?
10 meters bara panna wala net fabric.