Online aap Yatri nivas Book kar sakte ho... NILADRI BHAKT NIVAS YA SHREE GUNDICHA BHAKT NIVAS online book kar sakte hain.. NILADRI BHAKT NIVAS mandir se 500 meter aur SHREE GUNDICHA BHAKT NIVAS mandir se 2.5 km distance hai...
Jai Jagnath per dukh ki bat hai handi me bana parsad v kharid ka khana parta hai bhog ke bad parsad sab ko bat dena chaya per jab ham parsad khana gaya to 100rs plate to koi 150 kafi ajeeb laga bat paisa ki nai asta ki hai🙏🙏🙏
Jay Jagannath 🚩🕉️🙏
I am from puri jay jagannath🙏⭕‼️⭕🙏
Please send me your contact number bro.
December 2023 me Puri ane Wala hu.
From Gujarat (Surat)
You are lucciest one
Sir aap puri k rehne wale hai to batao sir Army guest room hai puri me
Puri kab jana chahiye ghumne k liye
Garmi me ya fir sardi me?
Accha sa cheapest hotel bhi bta do bhai
जय जगन्नाथ भगवान 🙏🏻
Puri is my home town
Bhubaneswar to puri by AC bus - Rs 100,non AC bus - Rs 70
Hotel price from 200 to 30,000
Request for send me your contact number bro.
Hello brother can you help us to get a cheap and good accommodation in puri
500 rs ke andar ke hotel ka address batana pl...main puri me.ghume ka plan bna rha hoon sir
Share ur number
Please Advise for Chipset Hotel, Dharamshala etc.
Thanks 🙏
I am from puri jay jagannath
04.jun. Sunday devasnana poorinima... Hai🙏jai jagannath
Devshayani Ekadashi hoti hai purnima nahi🙏
Jay Jagannath ❤️🙏
Mam Please mention some good contacts best private hotels for staying & food ...also pls mention online booking link for Neeladri Bhakta Nivas ...❤
Nice
जय jagrnath🙏
Jai Jagannath 🙏
जय जगन्नाथ ,
मै दो बार दर्शन कर चुका हू।
Jai Jagannath 🙏🙏
@@vijayhastkala Gundichha guest house , jo ki mandir trust ka hai , sabse best hai . Online booking hota hai.
Pls ap bta dijiye ki Jan me Jana hai toh kaise waha kpde pahne..
@@Jyotika408 Vaha abhi itni thandi nai he... me last week hi jaake aaya
@@vijayhastkala toh kya waha summer ke dress pahne.. or koi dress code hai kya girls ke liye
Konsa bhakt nivas mandir ke pass hai? Or konsa dharamsala achha hai?
Agar January mai jay toh summer clothes ki jarurat hai ya winter clothes ki
Jai Jagannath kindly let me know. is AC room is required in January Month
Very useful information. Thanks
sbse pas kon sa bhkt niwas h niclvlcal
I live in jharkhand ranchi here is also two small jagganath temple on 20th june their is fair mela
Jai Jagannath 🙏
60 km hai 80 to 100 rant hai
28 june ko darshan ho jaayega
Is it good idea to visit Puri in Dussehra festival?
Yes
For Dassehra you should go to Rameshwaram 🙏🏻🕉️🏹🚩
Kya main 8 may ko darshan karne ja sakta hun
Mujhe next month ko jana hai 4th October ko hotel ya bhakt nivas ka contact number ya booking kaise kare o bataye
जय जगन्नाथ
Jai Jagannath 🙏
JAY JAGANNATH
Jay Jagannath 🙏🙏
Mandir me darshan kis time krne chaie jb rush na ho bche k sath aana h
Please tell about darshan ticket
JAi jagannath
Noveber me ja sakte h kis samay bhir kam hoti h...mera chota bacha h
Haan, ja sakte hai
I am coming puri
Only adhar card is needed or covid certificate too?..... end of September m darshan ho payega?
Adhar card
thank you
You're welcome 😊
I am from meerut hame kitne din lagenge. Mandir ke darshan ke liye ???
1 din me darshan ho jayega 😊
Mam kya 11june ko darshan ho skta h, jay jagnath
Nahi ho payega
Nhi
@primeeditionseries21218 jun ko hoga
Hey how to book math and yatri nivas
Search on Google 🙏
Aap Puri main aakara offline book kar sakte hain...
Online aap Yatri nivas Book kar sakte ho... NILADRI BHAKT NIVAS YA SHREE GUNDICHA BHAKT NIVAS online book kar sakte hain.. NILADRI BHAKT NIVAS mandir se 500 meter aur SHREE GUNDICHA BHAKT NIVAS mandir se 2.5 km distance hai...
Aaj kal online main bahut fruad ho rehe hain fake wed bana kar kripiya book karte waqt dhyan se kariyega...
Kya Puri girls group traveling k liy safe h ???😅 Please btay 😊
Hanjii
Ha safe hai
12 log ko jane me kitna kharch padega
Aap kisi kharche ki baat kar rahi ho...?
Hum log 10 August ko aarhe h kya aana shi rhega??
Rainy season hai so be carefull
Ji abhi yanha barish ho raha hai lekin bhid kam hai barish ki bajah se...
3 july ko darshn hoga?
Yes
पेशेंट को मंदिर तक ले जाने की सुविधा hai पेशेंट को कैसे मंदिर le जाए, जो चलने में असमर्थ है
25 July ko sahi rahega aana?
Aap ja sakte hai 🙏
Bina lesun pyaj wala khana kaha milega
Good
Thank you 🙏
Where is lingaraj temple information without lingaraj jagganath temple is adhuri 😢
it is in bhuvneshwar
Jay bhole baba
🙏🙏
Adhaar card mandatory h photocopy chlega??
Photocopy nahi chalega
Dec me jaana thik rhega?
Yes
Jay jagannath
Jai Jagannath 🙏
I am sikh key may darson kar sakta hu ji please deso
Sikhs are most welcome... 😊 No problem only non hindus are not allowed inside Shree Jagannath temple... Jain, Sikh, Buddhist are allowed.
@@uttamprusty7699only indian Buddhist
Jai Jagnath per dukh ki bat hai handi me bana parsad v kharid ka khana parta hai bhog ke bad parsad sab ko bat dena chaya per jab ham parsad khana gaya to 100rs plate to koi 150 kafi ajeeb laga bat paisa ki nai asta ki hai🙏🙏🙏
5000 khracha kar ke aap aaogi 100 rs nhi de skte
9th June ko Darshan ho payaga
No
Nhi
Avi jana shi rhega barish me
Nahi
👍🙏🙏🌹🌹😔🇮🇳
Jai Jagannath 🙏🙏
Kolhapur maharashtra
🤎❤🖤🖤💗
Thank you 🙏