Khane ki dikkat hai jagannath puri me mein June mein gaya tha to sirf 2 hotel the jo pure vegetarian the usme se hotel Paradise acha tha aur udhar mein to 2.5km golden beach paidal hi gya thanks to Google maps kyunki raasta bahot hi acha tha temples vgrh view sab dekhne laayak the aur phone meri mummy ke bag mein tha koi dikkat nahi hui aur local sightseeing bhi hai 500rs rickshaw lega sab jagannath puri ki jagah ghuma dega aur sunrise idhar acha nahi hai chandrabhaga beach mein acha sunrise dikhta hai
ଜୟ ଜଗନ୍ନାଥ ପ୍ରଭୁ 🙏🙏🙏
👏 जय जगन्नाथ महाप्रभु
jay jagannath
Sir mai puri se hoon thankyou so much Jagannath dham travel video banane ke liye
welcome
Jai hind jay bharat 🌳🌲🌱 har har Mahadev Jai shree Krishna Jay shree Ram 🚩🙏👏🌹💐👏🙏💐👍👌
har har mahadev
1st comment
Jagannath Dham Puri main apka hardik swagat hai ❤ love you bhaiya since 2017 main apka bahot bada fan ❤ from Odisha
dhanyawad
Very nice video sir you are different and excellent your all video are amazing❤❤❤
Thankyou so much
जय जगन्नाथ भगवान....
jay jagannath
Jai Jagannath swami 🙏
jay jagannath
भगवान की कृपा से प्रतिवर्ष श्री जगन्नाथ जी के दर्शन का सौभाग्य मिल जाता है।
जय श्री जगन्नाथ
jay jagannath
Love from odisha
Nice video ❤❤❤❤❤❤❤
thanks
जय श्री जगन्नाथ
सादर नमस्कार
शुभ रात्रि
आप श्री पुरी से है
jay jagannath
@yatravats9617
आप ने बताया नहीं कहा से है
Bhai me cuttack se hoon.. To mujhe kaise jana hai...😂
Don't mind just joking ,nice vdo.. JAY JAGANNATH SWAMI..❤
Hum bhi aaj PURI aaye hai
jay jagannath
First viewer
thanks
1st❤
Chandra bhaga beech par rukne ke kya kya option hai
Mayapur, Nabadwip dham ka tour guide pleaseeee 😊😊😊
Arunachal shiv pe video bana Ye
jii sir
Prayagraj Mahakumbh 2025 Ke Upar Jaldi Se Ek Detail Video Lekar Aaiye🙏
jii
Senior Sitigen k liye kya hai
Bhai pandharpur Vittal bhagwan ke darshan ka b video laiye
ji jarur
Aisa 1 video Aundha nagnath ka Banaiye
jii
Aap kab jayenge vaha
Total expenses nhi bola apne 3 days 2 night ka
Mera group ja Raha hai.... next time mai plan karunga 😢
ok
Sir me apki video youtube pe upload kr sakta hu kya shorts bna ke
Feb ke last mai मोसम कैसा रहेगा उदर
plan kr skte h sir
Bhai ज्यादा भीड़ तो नहीं रहती ना vaha
rhti h
Total kharcha per couple bataye in budget....
10k to 15k
Waha ka system 8:00am to 8:00am hota hai
Koi Aisa hotel hai ,jo 24 hour ke liye mile. ?
Me bhi yahi viedo dekh raha tha Jana tha mujhe par train hi nahi mil paa rahi 😂 puri ke alawa koi station bataiye na train se aane ka 😊
Bhubaneswar hai na 60km hi hai
Bhubaneswar
@@harshvijayvargiya1935 thanks
@@nilupanda7283 thanks
Khane ki dikkat hai jagannath puri me mein June mein gaya tha to sirf 2 hotel the jo pure vegetarian the usme se hotel Paradise acha tha aur udhar mein to 2.5km golden beach paidal hi gya thanks to Google maps kyunki raasta bahot hi acha tha temples vgrh view sab dekhne laayak the aur phone meri mummy ke bag mein tha koi dikkat nahi hui aur local sightseeing bhi hai 500rs rickshaw lega sab jagannath puri ki jagah ghuma dega aur sunrise idhar acha nahi hai chandrabhaga beach mein acha sunrise dikhta hai
Bhai me sirf ek baat kehna chahunga.. Ap phir ek bar jao aur thik se clarify karo ki ap jo bola hai wo sahi hai ki nahi.. JAY JAGANNATH.. ❤
Bas 2 hi hotel the pure vegetarian wale 😢 dusre hotel ka naam kya hai
Thank u bro
Me bhi pure vegetarian hi without onion garlic khana kon c hotel me milega?
Hotel bhara pada hai tujhe hotel nehi Mila 😂
Ellora caves Ajanta caves
Somnath & dwarka
Nageshwar jyotiling