Sir I have Microtek sinewave invertor 1660 s 24 volt battery volt reaches 29 Magar us ke bad bi ye aek do Ganta charge karta rehta hay 3_6 ampere ke darmiyan phir charging off Hoti hay.keh mera invertor theek hay ya kuch kharabi hay please help.waiting of your reply.
Sirjee kabhi practical ke sath sath theory bhi diagram karke samjhayenge board pe draw karke to bahot maherbani hogi. to hum v acche se sikh sakenge. sukriya video ke liye
Sir, mera ups hai (microtek) kuch purana aur 2 saal pehle battery change kiya, usse pehle bhi ekbar battery change hua tha aur woh 5 saal chala par is bar 2 saal hi hua aur ekdin achanak se ups bahut heat hone laga jab main apne computer mein kaam kar rahha tha aur maine kuch khat khat ki awaz suni ups ko hath lagaya toh body bahut heat ho raha tha aur jab main power off karke backup mode gaya toh dekha battery discharged thi (10.5 v ) aur continuous beep de raha tha. Fir power on karke battery charge karne koshish ki toh ups fir heat hone laga par battery charge nai hui. Maine ups ko mere series board mein lagake dekha (series board mein 60 Watts lamp hai) toh lamp Dim jal raha tha aur fir main multimeter se AC cord ki continuity check bhi ki jo main transformer se connect hai aur mujhe 9 ohms reading mili. Please batayen kya fault hai aur new battery lagane ke baad bhi aisa kyu hua ? Battery dead kyu hui ? Agar overcharging se new battery damage hui to kon si Ic check kare ?
24x7 में मैंने charging वोल्टेज कम करने के लिए preset घुमाया । चार्जिंग वोल्टेज तो कम हो गया पर अब mains power नहीं डिटेक्ट कर रहा है, इसे कैसे ठीक करें ?
Kitne value ka register hai ye please batyiya bhai 5 band ka hai ye( read green black brown brown) hai is ke value batyi ya kise shop me bhe nahe mil raha hai inverter backup sab ok hai bas over charging kar raha hai LM358 Ic bhe change ke but problem solve nahe ho raha hai bhai please reply
Hlo Bhai charging indicater ruk jata ha charge hone per but inverter chalta rehta ha cut off nhi hota regular fan bhi chalta ha pehle nhi hota tha aise aub hone lga ha kya battery to khrab nhi ho gyi
Sir maine bhi microtech 1275 hybrid sine wave inverter lagaya h or new battery lagai h MTK2003624 model ki 200 Ah ki 24 hrs se jyada ho chuke h lekin charging cut off nahi ho raha h kya karna chahiye.😢
Sir mera inverter yehi hai jo aap dikha rahe hai mera inverter light jane par bhi light saply ni kar raha hai kya falt ho sakta hai charging full hai pleas batataye kya kare
sir mere paas m sun microtek 24v model 2035va ka inverter hai, usme fault ye hai ki wo ups mode pr bilkul thik chalta hai, jaise hi use main dete hai wo change over bhi ho jata hai, jaise hi charging aane lgti hai uski repay on ho jati haiaur output bhi band ho jati hai, bs ye aise hi hota rhta hai, kabhi main mode pr aate hai phir ups pr chala jata hai, sir ye prblm kaise solve hogi
Mricroteck 1115e2+ hai iska fan lagatar chal Raha hai Full change hone per band bhi nahi ho Raha hai jis Karan battery gram ho jaye hai charging full dikha Raha hai sir iska sullution bataye
Mere microtech inverter hai 24*7 hybrid battery continue charge kr raha hai cutoff bhi nhi ho raha hai aur battery ki charge volt bhi nahi badh rahe hai please help me
सर माइक्रोटेक इन्वर्टर है जो चार्जिंग मैं प्रोब्लम आ रही है पावर आते ही फैन चलता है और चार्जिंग भी पर कुछ सेकंड के बाद चार्जिंग बंद हो जाते है बैटरी को चार्ज नहीं कर रहा है पावर जाते ही बैटरी लो हो जाते है सर कुछ सोल्युकेशन बताओ
Sir mere pass Microtek ka inverter h, Esme UPS ki Light one day m 2 to 3 Times - RED ho jati h or pure ghr ki lights bhi band ho jati h. Jb sare switch off kro tb inverter chlne lgta h, please solution btaiye esme ye red light ku blink ho rhi h again and again
भाई जी, मेरे इन्वेर्टर मे चार्जिंग मे प्रॉब्लम है, ग्रिड पर कनेक्ट करते ही चार्जिंग चालू हो जाती है 3-4 मिनट 15से 17 ampere पर चार्ज करता है फिर डिस्प्ले मे बैटरी फूल बता देता है और चार्जिंग कट होकर चार्जिंग ampere zero हो जाता है , तकनीशियन ने बताया की चार्जिंग मे misbihave कर रहा है card चेंज करो , पर lcd डिस्प्ले का card उनके पास भी नहीं है, आप सलाह दीजिए क्या करना चाहिए
Battery purani lagbhag char Sal purani hai back up bhi thik 7-8 gante ka hai kintu yahi continues charging ki samsya aa rahi kya kare same vedio wala model hai
Charging light kuch time blink hone ke baad continuously glow hone lagti hai, Iska kya matalab hai? Kya battery full charge ho jati hai tabhi aisa hota hai?
@@AvinashKuma475 bhai same problem mere me bhi h chalu hote hi blink bs muskil se 10sec hota h fir constant glow ho rha h mtlb koi fault ho gya h ki full charge ho gya h??
bohot he detail meh bataya atcha hai....samajha abhi 🙏🏻🙏🏻
बहुत अच्छा भाईसाहब धन्यवाद
very good sar ji . aanne pura samja ke bataya.🇮🇳🇮🇳🇮🇳🥇👍👨👩👦👦
thanks sir me ghar ka inverter over charge ho Raha tha problem Solve ho gai
Sir I have Microtek sinewave invertor 1660 s 24 volt battery volt reaches 29 Magar us ke bad bi ye aek do Ganta charge karta rehta hay 3_6 ampere ke darmiyan phir charging off Hoti hay.keh mera invertor theek hay ya kuch kharabi hay please help.waiting of your reply.
Luminous eco watt 1050 ka bhi same problem he koi upay ho to batao sir
Bro.. I want a good invater *1125Va Microtek Hybrid Sinewave Inverter* good invater or not good?🤔 Please reply 😊
Sirjee kabhi practical ke sath sath theory bhi diagram karke samjhayenge board pe draw karke to bahot maherbani hogi. to hum v acche se sikh sakenge. sukriya video ke liye
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👌
Sir sukem squrwave inverter me hame cutt off badana he restaince ki value km krna padegi
Mere Paas same inverter h isme 200ah ki btry lga skte h kya
24x7me Bina mosfet k 83202 ka drive volt check Kar skate hai?
Ic Cheng kiya lekin kon si pin pe volteg chek karna hota he. Ye batao to achha hoga.
sir same pcb me Charging 0 Amp aa rhi h and battery voltage 12.5 h
Sar Mera inverter lagatar charging kar raha hai cut Nahin lag raha hai
Sir, mera ups hai (microtek) kuch purana aur 2 saal pehle battery change kiya, usse pehle bhi ekbar battery change hua tha aur woh 5 saal chala par is bar 2 saal hi hua aur ekdin achanak se ups bahut heat hone laga jab main apne computer mein kaam kar rahha tha aur maine kuch khat khat ki awaz suni ups ko hath lagaya toh body bahut heat ho raha tha aur jab main power off karke backup mode gaya toh dekha battery discharged thi (10.5 v ) aur continuous beep de raha tha. Fir power on karke battery charge karne koshish ki toh ups fir heat hone laga par battery charge nai hui. Maine ups ko mere series board mein lagake dekha (series board mein 60 Watts lamp hai) toh lamp Dim jal raha tha aur fir main multimeter se AC cord ki continuity check bhi ki jo main transformer se connect hai aur mujhe 9 ohms reading mili. Please batayen kya fault hai aur new battery lagane ke baad bhi aisa kyu hua ? Battery dead kyu hui ? Agar overcharging se new battery damage hui to kon si Ic check kare ?
Sir same inverter, trip ho raha Hai mains pe, kripiya us pe bhi ek video banaye
Bhai kuch ilaaj mila... Mere sath bhi CB trip kr raha h
Sir mere pass microtek Hybrid 950 wall he sir is ki voltage chhamta kitni h
24x7 में मैंने charging वोल्टेज कम करने के लिए preset घुमाया । चार्जिंग वोल्टेज तो कम हो गया पर अब mains power नहीं डिटेक्ट कर रहा है, इसे कैसे ठीक करें ?
Sir Microtek 1625 E2+ Mosfet Busted h And 7812 bhi heat ho rha h kya problem ho skta h plzz rply
Kitne value ka register hai ye please batyiya bhai 5 band ka hai ye( read green black brown brown) hai is ke value batyi ya kise shop me bhe nahe mil raha hai inverter backup sab ok hai bas over charging kar raha hai LM358 Ic bhe change ke but problem solve nahe ho raha hai bhai please reply
Hlo Bhai charging indicater ruk jata ha charge hone per but inverter chalta rehta ha cut off nhi hota regular fan bhi chalta ha pehle nhi hota tha aise aub hone lga ha kya battery to khrab nhi ho gyi
Agar koi invetre 24ampir se charge kar raha to right hai ya wrong , battr 150 ah hai
Sir.. IC LM 358 online milti hai kya
R4 r5 riatance hai kitni value ki hoti hai sir
sir mere pass microtech inverter 1025 hai kabhi kabhi charging krta hai kabhi nahi . ky problem ho sakta hai plz guide
Sir maine bhi microtech 1275 hybrid sine wave inverter lagaya h or new battery lagai h MTK2003624 model ki 200 Ah ki 24 hrs se jyada ho chuke h lekin charging cut off nahi ho raha h kya karna chahiye.😢
Solution mila?
Microtec eb1100 power buzzer bajta hai and mains ati hai charging nhi aati pleas sir tell me
Sar mere pass bhi luminous 1050 inverter hai usmein bhi yahi problem a rahi hai usko kaise theek Karen
Sir dukan kaha hai apka Mera inverter bhi same problem ho raha hai 😢
🙏🙏🙏
sir ji eska transformer kitne mpr ka hota h
Brother Luminous 675 charging not cut off. What's the solution.
Meri james tabular battery or shri ups hai .. Problem same hai sir.kya karu
@powertak3780 what is the value of R4 and R5 resistance
Sar Mera invetat 13volt par hi charging kat kar deta hai jiske Karan betri ki grevti gir jati hai
Kitne value ke register hai please reply de???
Sir Macrotak inviter over charging model 1100 plz solution sir
Sir mera set 24*7 ups mode pr aawaj kr rha h
Sir microtek sebz 900 m overcharging ki problem h plz solution bataye
सर , ऐसा इनवर्टर बिजली भी ज्यादा खाता होगा , क्यों कि मेरे घर पर अब light बिल ज्यादा आने लगा है, आवाज भी करता है चार्ज वाली दिन भर.
Namaskar sar G K E 12 volt dete hi Maine ic ko jala deta hai
150 battery 1125 charge karne main kitna time lagta hain
Sir mera inverter yehi hai jo aap dikha rahe hai mera inverter light jane par bhi light saply ni kar raha hai kya falt ho sakta hai charging full hai pleas batataye kya kare
सर 24*7HB950 मैं प्रॉब्लम है लो बैटरी दिखा रहा है तो मैंने प्रीसेट 502,201 बदल दिया प्रीसेट को कितने वोल्टेज पर सेट करें प्लीज इसका वीडियो बना दे
502 preset ko 5volt par set kare r 19 wali resistance jarur badlooo sir ji bilkul theek ho jaegaaa pka
R 19 resistance ki value hai 47k
Kar ke dasna jarur
sir mere paas m sun microtek 24v model 2035va ka inverter hai, usme fault ye hai ki wo ups mode pr bilkul thik chalta hai, jaise hi use main dete hai wo change over bhi ho jata hai, jaise hi charging aane lgti hai uski repay on ho jati haiaur output bhi band ho jati hai, bs ye aise hi hota rhta hai, kabhi main mode pr aate hai phir ups pr chala jata hai, sir ye prblm kaise solve hogi
Microtek Merlyn 1250 model ke bare me batlaiye plz
7Sal ho geya bt abhi abhi charge nehi ho raha hain. fan continued chal raha hain. Power cut karte k bad bhi. Keya koru ?
1100Va ka inter hai chariging solution batayen sir
Luminous zelio + 1100 inverter charging karta rahta hai kya kare charging cut off nahi ho rahi hai
Sir inverter me chargrging on krte hi khuch der ke bad tik tik krne lgta hai plz solution digiye
Konsa inverter h
Is invetor ma grid charging ko kase off kar sakte ha ?
Nice video 💯
Sir aap se baat ho sakti hai
Mricroteck 1115e2+ hai iska fan lagatar chal Raha hai Full change hone per band bhi nahi ho Raha hai jis Karan battery gram ho jaye hai charging full dikha Raha hai sir iska sullution bataye
Sir sullution Ky mal hai mera vhi he preblem hai
Plz Reply
Apki battery ka water level chak kre aur koi dusri battery lagakar dekhe
Same problem.... Sir please reply..
Mashaallah
Nice information given
Mere microtech inverter hai 24*7 hybrid battery continue charge kr raha hai cutoff bhi nhi ho raha hai aur battery ki charge volt bhi nahi badh rahe hai please help me
Battery kharab h
सेम प्रोब्लम मेरे इन्वर्टर मे
Microtek xp1400 led blinking off hone ke baad bhi charging band nai ho rahi kya problem ho sakta hai
Inverter ke piche charging switch h use high se low pr kr do
Subha 625 ma charging show ho ri h lekin ampera show nhi ho ra ? Kya kra
R4 ka value kya hai
Sir microtek invoter charging light aa rahi lakin batteri charge nehi ho rahi to batye sir
Charging ampr 9 ampr tak hi aata aage nhi badhta hai. Kya kare sir
Double battery ka inverter kitne amp deta h
Bhai charging bdaa to ksa bdai jati h bta da bhai❤️
Kya battery fhull charge hone par charging hata de
Phir sir may plug on off karta hu to charging band Hoti hay.
Apka shop kha h
Sir, aap ka whatsapp group hey ? for any doubts clear karne ko
H B 950 माइक्रोटेक इन्वर्टर है वह सीटी के साथ Vibret जम्प करता है इसका समाधान बतायें
Sir ye chije kahase loo
Microtek inverter EB1100 on करने के बाद 3 सेकंड बाद auto off हो जाता है। क्या करूँ सर कृपया बताएं।
सर माइक्रोटेक इन्वर्टर है जो चार्जिंग मैं प्रोब्लम आ रही है पावर आते ही फैन चलता है और चार्जिंग भी पर कुछ सेकंड के बाद चार्जिंग बंद हो जाते है बैटरी को चार्ज नहीं कर रहा है पावर जाते ही बैटरी लो हो जाते है सर कुछ सोल्युकेशन बताओ
How to ready amplimeter voultes testing board
Bhai sahab mera ek inverter hai jo charging full dikha raha hai lekin battery charge nahin ho rahi hai uska problem bataiye
सर मेरा माइक्रोटेक 1025 मॉडल है आपके बताए अनुसार किया लेकिन फिर भी ओभर चार्ज हो रहा है
Mere inverter me naya circuit board laga hai phir bhi charging cutoff nahi ho raha hai, kya problem hai
Sir mere pass Microtek ka inverter h,
Esme UPS ki Light one day m 2 to 3 Times - RED ho jati h or pure ghr ki lights bhi band ho jati h.
Jb sare switch off kro tb inverter chlne lgta h, please solution btaiye
esme ye red light ku blink ho rhi h again and again
Sir ji r 4 5 ki velyo Kiya h
Luminous inverter charging cut off problem pr vedio
Htc ka maltimeter kha sai parchag key e
भाई जी, मेरे इन्वेर्टर मे चार्जिंग मे प्रॉब्लम है, ग्रिड पर कनेक्ट करते ही चार्जिंग चालू हो जाती है 3-4 मिनट 15से 17 ampere पर चार्ज करता है फिर डिस्प्ले मे बैटरी फूल बता देता है और चार्जिंग कट होकर चार्जिंग ampere zero हो जाता है , तकनीशियन ने बताया की चार्जिंग मे misbihave कर रहा है card चेंज करो , पर lcd डिस्प्ले का card उनके पास भी नहीं है, आप सलाह दीजिए क्या करना चाहिए
चार्जिंग करते समय लप लूप करनी चाहिए कि नहीं मै परेशान हूं
Inverter ko suru se kaise dekhe. Please vedio de
Yeh problem luminous inverter me karke bataeye plese
À
Charging cut off nh ho raha technician bola battery purani ho gayi new leni padagi
Very nice
Battery purani lagbhag char Sal purani hai back up bhi thik 7-8 gante ka hai kintu yahi continues charging ki samsya aa rahi kya kare same vedio wala model hai
Trupower inverter charging am 4 le raha hai jyada nahi bad raha
82202 driver ic kaise kharide
Smd sinewave over load set kaise kare
Which is best microtek or v guard pure sineware?
V guard is great compay
Luminous eco wat Neo 700 continuous charging not cut and not show full charge
Sar Meri battery Mein Yahi problem hai kya karun
Charging light humesha on rhati ha kya kara
👌👍👌👍👌👍👌👍👌
Esqui ko sine wave karane ke liya kaya kare
Sir nice video but resistance ka value boliya sir
Charging complete hone pr blinking ka display hi off ho ja rha h
Koi fault h ya automatically cut off ho jata h pls bta do
It's safe due to auto cuttof Relays
Charging light kuch time blink hone ke baad continuously glow hone lagti hai,
Iska kya matalab hai?
Kya battery full charge ho jati hai tabhi aisa hota hai?
Yes
@@AvinashKuma475 bhai same problem mere me bhi h chalu hote hi blink bs muskil se 10sec hota h fir constant glow ho rha h mtlb koi fault ho gya h ki full charge ho gya h??
@@akhandpandey8224 kitne volt par cut kar raha hai
@@Harishbhardwaj000 brother exide ki battery h 12v se upr jaa nhi rhi h islie cutoff nhi kr rha ups koi solution h to btao
@@akhandpandey8224 fir battery me problam hogi bhai
Sir preset bhi lagga sakte hai
👍👌👍👌👍👌