Plinth beam (all RCC WORK mai) mai according to indian standard code minimum m20 grade ka mix use krna hota .M20 {cement sand soten } ka ratio 1: 1.5 :3 hota hai pr site mai 1 :2 :3 ka use krte hai hm
@ tie bim 6-7k in my area koi 9 bhi mangta hai but bargain krna hoga Uske sath hi chhat ka 14-16-18 ese mangte hai apni bat krni pdegi jaise aap kar le jaye
@ashutoshojhavlogs to ye achha wala cement ka bora kaha par milta hai ye bata do plsss. Humare yahan to nakli bag mei packing karke bech dete hain log. Choti jagah se hu isliye I am asking.
Good work bhai... Nice to see u yourself becoming a mistri.. BTW first one to comment
@@Openskky thanks 🤩
Vibrator use किया, अच्छा किया
@@LegumBaccalaureusLaw use krne k fayda bhi hai wrna masala sahi se nhi baithta ♥️
Kitna bora cement laga tha aapka toe beam banane mai?
@@riyachakraborty7167 approx 8o bag
Tie beam ke liye pucha slab ke liye nai?
Concrete ka ratio kya hai
M20 grade bnawa hai na
@@pankajkumar-vo5cj 2.5-3-1
1part cement 2.5 sand 3 stone
@@pankajkumar-vo5cj ha
Plinth beam (all RCC WORK mai) mai according to indian standard code minimum m20 grade ka mix use krna hota .M20 {cement sand soten } ka ratio 1: 1.5 :3 hota hai pr site mai 1 :2 :3 ka use krte hai hm
Concrete mixture machine ka bhada or rent kitna diya aapne ?
16k
@@ashutoshojhavlogs 16k mai manpower bhi hai na , and ye 1 day ka rent hai na?
@@ashutoshojhavlogs ye tie beam ki dhalai ka rate hai ya slab ki dhalai ka please tell.
@ tie bim 6-7k in my area koi 9 bhi mangta hai but bargain krna hoga
Uske sath hi chhat ka 14-16-18 ese mangte hai apni bat krni pdegi jaise aap kar le jaye
@@ashutoshojhavlogs ye with manpower rate hai kya?
Kanpur se ho kya aap ?
@@lfthb7tcjo75gid7jhajlniooj na
@ashutoshojhavlogs to ye achha wala cement ka bora kaha par milta hai ye bata do plsss. Humare yahan to nakli bag mei packing karke bech dete hain log. Choti jagah se hu isliye I am asking.
@@lfthb7tcjo75gid7jhajlniooj nakali 😳
Your plot size
@@realman4015 150sqmt