Sir customer hame jali ki photo deta aur bolte hai (304.8 × 914.4 mm) size ki design bana kar do trase karne design toh baan jati hai but size ka kaisa kare Wonka photo ka size bhi alag hota hai, Please sir yeh batao kisse bhi photo ko Customer ki Demand size mai adjust karke trace kaise kare?
Sir jab hai cnc k liyea auto cad karne jate hai to puchte hai kon sa trade se karna hai Mechanical Civil Interior Sir cnc wood router k liyea kon sa trade hai
Aman tiwar bhai jo Autocad ki commands han wo sb k liye ek hi ha Mtlab mechanical ho civil ho yan interior Bs method pata hona chahiye k use kaisy krty han Or Institute waly professional treky se nhi sikhaty ye ap ko profession mei ane k bad pata chalta
Brilliant video sir bohat achi video h
Masha Allah
Very nice 👍 video
Very nice
Upload more videos sit
Jazakallah
Janab name padent kaise banaye ya trace kaise kre . pls is par bhi ek video banaye . Shukriya ji
Kya name padent auto cad me ban sakta hai ha Banta Hai . Pls reply
Bro agar koi photo size m bda ho to usko apne size m kase lae
Thanks man.
Sir g vikar kia hota h
Sir customer hame jali ki photo deta aur bolte hai (304.8 × 914.4 mm) size ki design bana kar do trase karne design toh baan jati hai but size ka kaisa kare Wonka photo ka size bhi alag hota hai,
Please sir yeh batao kisse bhi photo ko Customer ki Demand size mai adjust karke trace kaise kare?
Mei is pay video bnaoun ga jald hi
yes sir
Yes sir isper ek video banaiye 👍
Sir jab hai cnc k liyea auto cad karne jate hai to puchte hai kon sa trade se karna hai
Mechanical
Civil
Interior
Sir cnc wood router k liyea kon sa trade hai
Aman tiwar bhai jo Autocad ki commands han wo sb k liye ek hi ha
Mtlab mechanical ho civil ho yan interior
Bs method pata hona chahiye k use kaisy krty han
Or Institute waly professional treky se nhi sikhaty ye ap ko profession mei ane k bad pata chalta
Sir agar auto cad kar le to cnc router pe programming karne aa jayga
Aa jay gi bs thora time kisi cnc waly k pass lgana pary ga
@@autocadcnc Sir aap konsa profesional tareeka sikha rahay hain ?
Brother is autocad ka setup share kr skty han
Get into pc
Yahan se download kr lo
Aray krne ke bad baki lines delete nhi ho rha hai
@@aneesahmad9483 array krne k bad group bn jata us ko phir explored krna parta
X enter
Ji shukriya Maine use krke dekh liya ab ho rha hai
Upar wala to banao sir ji😑😑😑