Bhai jaise Stranger wale amplifier me ohm ke alag alag banana socket rahta hai jisse ham Jaan pate hai ye 4 ohm hai ya 8 ohm hai. par studio master 2500 me ham kaise Jaan payenge ki koun kitne ohm ka socket hai please bata do bhai
DJA 2500 Amplifier me omh ka option nehi hota he App jitne speaker lagange us jisap se ampli me vi omh matching ho jata he Matlab app jitne jisap se speaker lagange amplifier apne ap usi jisap se output nikal ke dega
DJA2500 me 4 omh me 900 watt deta he To app 1300 ka double bass nehi sala sakte Par agar apne double bass ke speakers ko single single kar lenge to ak ch me 8 omh me 600 watt output deta he to 650watt ka ak ak speaker ak ak ch me aram se run kar paenge
Studio master 7000
which class amplifier
DJA 2500 amplifier price?
Bhai 30k
Studio master DJ 2500 se 4 top Baja sakte ho kya
No
Bhaiya ek channel per 400 watt speaker chala sakte hain kya ismein
Yes
Bhai ye btao ye 2500 so watt se kya kya chala sakte h
Per Channal 800 watt ka dual top ya fir per channel 650 watt ka single bass ka speaker chala sakte he
Bhai mere ko 2 top chalana hai obhi 600 wat par speeker
To ap is amplifer me nehi sala sakte
Oskelie apko 3500 watt nehito 4000 watt ka amplifer lagega
Biya r video dj box r video lage
Ok
Monitor chalane ho,to frequency kitni set kr k rakhna hoga sir???
आवाज को क्या हो गया
Bhai jaise Stranger wale amplifier me ohm ke alag alag banana socket rahta hai jisse ham Jaan pate hai ye 4 ohm hai ya 8 ohm hai. par studio master 2500 me ham kaise Jaan payenge ki koun kitne ohm ka socket hai please bata do bhai
DJA 2500 Amplifier me omh ka option nehi hota he
App jitne speaker lagange us jisap se ampli me vi omh matching ho jata he
Matlab app jitne jisap se speaker lagange amplifier apne ap usi jisap se output nikal ke dega
Mixer ta kon kompanir
Sonodyne SMX 1008
Bhai mere ko ish amplifier se Ahuja ka 1300 watt ka double speaker wala 1 bass chalna hai kaise chalau
DJA2500 me 4 omh me 900 watt deta he
To app 1300 ka double bass nehi sala sakte
Par agar apne double bass ke speakers ko single single kar lenge to ak ch me 8 omh me 600 watt output deta he to 650watt ka ak ak speaker ak ak ch me aram se run kar paenge
Bhai Batane ke liye Aapaka Dhanyawad. Bhai Aap Aapan WhatsApp Number de sakte hai ya telegram I'd jisse aapse baat kar saku kuchh aur puchna hai bhai
कीमत बताओ जी