The company's service is disappointing; although sales executives are polite, the after-sales service is lacking, with months-long delays for service appointments.
यह सब बिके हुए लोग हैं ओला के खरीदे हुए लोग बोल बहुत घटिया गाड़ी है कोई मत लेना मेरे पास ओला s1 प्रो है मात्र 80 का एवरेज देती है एक चार्ज में कंपनी वाले 150 बताते हैं
Bro, on road kitne ki padi aapko and koi subsidy mili? Any major issue so far after purchase ? Cuz usually most comment not to buy otherwise u gonna regret! Is it true?
Bai battery charging bhahu slow ho raha hai. Ola service centre vale response nahi de rahe. Charger connect, disconnect automatic hota hai. Please aap ke pas Kai solution huva to bataiye. Jabse update kiye tab se problem chalu huva hai.
5 saal Bad battery replacement karwage GA to 1lakh rupe dene padenge or 5 saal Bad purani Ho jayegi Scotty or Ham purani gadi me kabhi bhi ek lakh nahi lagayenge😂😅😅
3rd class gadi hai ola ki 1 week me aukad dikha di hai 10 din ho gaye hai work shop me di hai 10 din me work shop walo ko problem hi nhi mila ,gadi ko kya hua to Jabhi phone karo 2 din me mill jayegi bolte 3rd class service hai ola ki
registration aur form 20 ka kaam rto office ka hai us se ola ka koi lena dena nahi, rto jo hai wo sarkari kaam hai apko to pata hoga sarkari kaam kitne fast hota hai?😅
@@deshkaev6318 lagwa sakte hai par isme kisi bhi tarah ka wiring me tampering karne ke baad agar koi short circuit ka incident hota hai to company responsibility nahi legi.
Bhai mera bhot mann ho raha h ola s1 pro buy karne ka but trust issue h please ye batao ko ye trustworthy h ya ni, kitni bijli lagti h aur ek baar me kitni km chalti h aur build quality kaisi h ye sab per video banao
Bhai dekho hamari 15 din purani ola s1 pro gen 2 delivery ke din kharab ho gayi, aaj bhi raste meh rukh jati hai, Ek charge karne ke liye 29 rupees lagte hai, ek charge pe 125km chalti hai
I don’t recommend Ola.very worst service and Ola employees they don’t respond at all.please don’t buy Ola.I have ATher also ATher is very good electric scooter service is excellent.
Bhai Ola ki koisi bhi gaadi acchi nahi hai yahi gaadi hai mere paas duniya ka sabse ghatiya product banaya hai inhone addhe se jyada din aapki gaadi bas service centre k chakkar lagati rahegi Kabhi dashboard issue Kabhi parking sensor issue Kabhi brake sensor issue Kabhi stand sensor issue Kabhi system issue isko lekar pure paise paani mai phekane jesa hai yaa usase bhi kharab kyuki paisa paani mai toh dub jaayega or bhul jaaoge lekin ola mai lagaya huva paisa baar baar aapki headache ka karan banega baar baar bas inki service centre hi jaate rahoge mujhe gaadi liye huve 40 din huve hai or in 40 dino mai 26 din gaadi band rahi baaki in youtubers kaa nahi pata sab honest review keh kar paiso mai bik jaate hai
Don't go through this video , ask to any ola customer . I am also a ola customer there are so many problems after purchase no body will attend you and also service problem
Bhai Ola ki koisi bhi gaadi acchi nahi hai yahi gaadi hai mere paas duniya ka sabse ghatiya product banaya hai inhone addhe se jyada din aapki gaadi bas service centre k chakkar lagati rahegi Kabhi dashboard issue Kabhi parking sensor issue Kabhi brake sensor issue Kabhi stand sensor issue Kabhi system issue isko lekar pure paise paani mai phekane jesa hai yaa usase bhi kharab kyuki paisa paani mai toh dub jaayega or bhul jaaoge lekin ola mai lagaya huva paisa baar baar aapki headache ka karan banega baar baar bas inki service centre hi jaate rahoge mujhe gaadi liye huve 40 din huve hai or in 40 dino mai 26 din gaadi band rahi baaki in youtubers kaa nahi pata sab honest review keh kar paiso mai bik jaate hai
Bhai Ola ki koisi bhi gaadi acchi nahi hai yahi gaadi hai mere paas duniya ka sabse ghatiya product banaya hai inhone addhe se jyada din aapki gaadi bas service centre k chakkar lagati rahegi Kabhi dashboard issue Kabhi parking sensor issue Kabhi brake sensor issue Kabhi stand sensor issue Kabhi system issue isko lekar pure paise paani mai phekane jesa hai yaa usase bhi kharab kyuki paisa paani mai toh dub jaayega or bhul jaaoge lekin ola mai lagaya huva paisa baar baar aapki headache ka karan banega baar baar bas inki service centre hi jaate rahoge mujhe gaadi liye huve 40 din huve hai or in 40 dino mai 26 din gaadi band rahi baaki in youtubers kaa nahi pata sab honest review keh kar paiso mai bik jaate hai
The company's service is disappointing; although sales executives are polite, the after-sales service is lacking, with months-long delays for service appointments.
What color is ur ola gen2
यह सब बिके हुए लोग हैं ओला के खरीदे हुए लोग बोल बहुत घटिया गाड़ी है कोई मत लेना मेरे पास ओला s1 प्रो है मात्र 80 का एवरेज देती है एक चार्ज में कंपनी वाले 150 बताते हैं
Bro, what's the OS version installed in the scooter? In my Move OS 4 stable version, you cannot turn off the Headlights completely.
Under se ho jayegi feature me se
@@UP14Rider-zh1hfNahi hoti bhai. Apne khud h bola k DRL h. DRL ka matlab to wahi hua na. Upar se kuch naya Govt ka rule aya h
Super video Bro❤
Service bahut achha mil raha hai care plus pe
Ola best hai I like ola 😊
OLA ki Liht capasity bahut low power ki hay , Dusre company ka Gaari ke Head light jaysa Voltage bilkul nehi hay,
Scooty to badhiya hai lekin jab khrab hoti hai tabh service centre ke chakkar lga lgakr chappal ghis jate hai
ek nu,ber bhai sab ❤❤
Bro, on road kitne ki padi aapko and koi subsidy mili?
Any major issue so far after purchase ? Cuz usually most comment not to buy otherwise u gonna regret! Is it true?
Bhai nice video
Don't buy ola. Not fully tested on the ground. Buy ola with a free headache. You tubers are giving wrong reviews.
Bro only 2 questions please reply yeh eco mode kya hai or har waqt kon sa mode achha rahega or ye jo temperature hai esko kam kaise kare
Zarur le..... improved❤
Sab le bahut achha aya hai ab Gen2
But can't use in rough road and hilly area for long distance
Service center kharib me dalo bhai bht door hai service center
Very Nice
Nice explain bhai ji❤
Bai battery charging bhahu slow ho raha hai. Ola service centre vale response nahi de rahe. Charger connect, disconnect automatic hota hai. Please aap ke pas Kai solution huva to bataiye. Jabse update kiye tab se problem chalu huva hai.
Stabilizer use karo thik ho jye ga.
Fullcharging k bad auto disconnect hota hai
Okay Bhai thank you.
Stabilizer specification milega kya
Sir, side guard company me mil jaayega ya market me
Bro while driving mood sound will come
nice 🫡🫡🫡
Very informative
5 saal Bad battery replacement karwage GA to 1lakh rupe dene padenge or 5 saal Bad purani Ho jayegi Scotty or Ham purani gadi me kabhi bhi ek lakh nahi lagayenge😂😅😅
issme passing light ka option hai ?
Bhai scooty start hone ke bad parking mod per Laga de to fir uska screen kaise band hoga 🎉🎉🎉🎉😢
vah apne aap hi band ho jata hai ya FIR aap khud bhi red button ko dabae rakho
Just hold the power button for 3 seconds after parking, the vehicle will get locked
Thanks bhai 🥰🥰🥰🥰
Pdi kasa kare video banayia .
Bhai Rizta lu ki ye and rizta ka kaunsa model?
Rizta far better than Ola
Ola top model baki aapki marji
Agar Ola chori ho gai to ? Hum mobile pe kaise dhunde ,,?.
App pe location dikhata hai
Bhai humaro scooty ko koi dusra le gya h to apne phone se scooty location PTA kr sakte h ya nhi.
Ha ho jayegi
@@UP14Rider-zh1hf kase vedio banao bhai
3rd class gadi hai ola ki 1 week me aukad dikha di hai
10 din ho gaye hai work shop me di hai 10 din me work shop walo ko problem hi nhi mila ,gadi ko kya hua to
Jabhi phone karo 2 din me mill jayegi bolte 3rd class service hai ola ki
Bhai ola Gen 2 main meter reading or mobile app reading main difference kiyo hai
Kya iska colour change ho jata hai h 1 saal chalane pr
Nhi
Sirji kitne temperature ke bad ola safe nahi haiii
45
Koi bol sakta hai ...S1 pro registration aur form 20 ke liye itna delay kuin hota h..kisko complaint karne hoga
registration aur form 20 ka kaam rto office ka hai us se ola ka koi lena dena nahi, rto jo hai wo sarkari kaam hai apko to pata hoga sarkari kaam kitne fast hota hai?😅
Koi es scooter ko na kharide kyuki eski sevice bahut kharab h costumer care vale koi reply nhi dete service centre pr scooter rakh lete hai
Map chalake nehi dikhaye
Low beam light ko kaise band kare
On krne pr vo glow hoti he hai m khud presan hu
Govt ka rule hai gadi start hone par low beam automatic jalegi bandh karne ka koi option nahin hai
Wo direct connection se hai bhai uska kuch nahi ho sakta main khud use kar raha hu last 4 months se
Nahi Switch lagani padegi special
@@deshkaev6318 lagwa sakte hai par isme kisi bhi tarah ka wiring me tampering karne ke baad agar koi short circuit ka incident hota hai to company responsibility nahi legi.
Isme diagnostic mode kaise on hoga???
Jb sath me 2 or ho ola
@@UP14Rider-zh1hf diagnostic mode on ho k isme TH-cam CHL jata hai isliye pucha
Mara s1 pro gen 2 ka speaker 🔇 ka sound buth Kam h
Bhai mera bhot mann ho raha h ola s1 pro buy karne ka but trust issue h please ye batao ko ye trustworthy h ya ni, kitni bijli lagti h aur ek baar me kitni km chalti h aur build quality kaisi h ye sab per video banao
Bhai dekho hamari 15 din purani ola s1 pro gen 2 delivery ke din kharab ho gayi, aaj bhi raste meh rukh jati hai,
Ek charge karne ke liye 29 rupees lagte hai, ek charge pe 125km chalti hai
Fake @@anuvratnaik7796
Ruk kyo jaati hai bhai aur handle lock kaise karte ho koi key 🗝️ hai@@anuvratnaik7796
iska button night me glow karta hai ?
Nahi karte
Ye ola petrol pe chalti he yaa electric hee
Petrol diesel dono se chalti hai bhai😂
Pani se chalti hai bhai
I don’t recommend Ola.very worst service and Ola employees they don’t respond at all.please don’t buy Ola.I have ATher also ATher is very good electric scooter service is excellent.
True
Jb ather thi to ola kyu lii 😂😂😂
Or teri ather bs 2-4 city me hi hai
Ola sb jagh H
Are bhai Esme phone kha charge hoga
How to active hill riding
Bhai ola ka service or gari me koi problem hai please batao 😢
Service center visit karke dekho, gadi bekar hai
Bilkul nahi lena A services nahi dete hai customer service sahi nahi hai bahut pareshani hoti hai
Kitna high temperature mein ola ko nehin chalana chahiye
Above 65 I think
Maine aaj hi booking ki hai bhai 😊
Best h yr sach
Kitne mai padi
161000 on road
@@suhasdevkar9289 finance pr h etne ke
@@suhasdevkar9289 itna mahenga kyu bhai 145000 hi hona chahiye na
Ola ko lekar kitne kush ho aur isko lena sahi rahega ya nahi
Kabhi nh totally waste of money very costly n no service customer care never solve ur problem
Bhai ji mujhey abhi tak koi dekkat nahi aai mast chalri hai पैसा वसूल
Bhai wo ghadi Nehi haii, that's cruise control system
Mujea number do yar bat karna hea gadi chalu nahi ho rahi hea
Bhai kitna time lga tha delivery me ?
Bhai bina internet connect kiye map nahi chal raha hai kya karu plse help
Bina internet ke thodi chalta hai map😂 net to lagega na
😊
good
Are bhai price..?
Tumse jada feature bta sakta hu or tumse ache se explain kar sakta hu 😂😂
Bhai song konsa hai ??
Pata nahi bhai
Ncs copyright
On and on by cartoon
Bahot acha
Bhai Ola ki koisi bhi gaadi acchi nahi hai
yahi gaadi hai mere paas
duniya ka sabse ghatiya product banaya hai inhone addhe se jyada din aapki gaadi bas service centre k chakkar lagati rahegi
Kabhi dashboard issue
Kabhi parking sensor issue
Kabhi brake sensor issue
Kabhi stand sensor issue
Kabhi system issue
isko lekar pure paise paani mai phekane jesa hai yaa usase bhi kharab kyuki paisa paani mai toh dub jaayega or bhul jaaoge lekin ola mai lagaya huva paisa baar baar aapki headache ka karan banega baar baar bas inki service centre hi jaate rahoge
mujhe gaadi liye huve 40 din huve hai or in 40 dino mai 26 din gaadi band rahi
baaki in youtubers kaa nahi pata sab honest review keh kar paiso mai bik jaate hai
Bhai meri madad karo meri skin nahi open ho rahi h
Ji batao kya dekkat aai ola m
Bakwas company hai kabhi bhi lena mt please all bro
mobile hai to aapke paas😂
Bhai on road kitne ki padi apko kis location pe buy ki hai
Online buy hoti hai bhai 1.46 ki pdegi khi se bhi lo
usse bhi jyada man baat he range
Ola Na kharide, service achha nehi he
Don't go through this video , ask to any ola customer . I am also a ola customer there are so many problems after purchase no body will attend you and also service problem
My ass
Bakvas company he
बिल्कुल भी ना लें,
Q
Scooty ❌❌❌Toy😂😂🗿✅
Bekar company hai kabada
@@gauravkumar-fm5xt 🤣🤣