Bhai agar Walid ki wirasat SB behen bhaiyo or wife main distribute ho gayi he to agar baita apnay hissy sy ghr bnaye to us ghr ka hissa kis kis ko milay ga agar fout ho jaye baita to kindly bta dain is baray main
Sir Learning Inheretence is very important for us.... Kindly make a detailed series on Inheretence and it's different cases... So that we may understand it Completely! Thnx
Aur agar aik Bata aur aik bati hai aur maa baap bhi main hai to warasai ki tikseem dono main kis tarha tikseem Hogi please jawaab zaroor dain 1/2 k Hassan say batiy
@@BankPortal sir Meri nani ki last pention I the 17560 In ki 7 betian hn 2 bety thy dono nani ki zindagi mn wafat pa chuky hn Ak bety ki koi olad ni Ak bety ki 4 betian or 3 bety hn is rqam ko taqseem kr dn
2. Matofi ka eik he beta hai or us ki sister or mother apne haq se dasbardar hona chati hon to Kia karna ho ga.bank k hawale se bhi Or praparti k hawale se bhi?
Mere hasaband ke family main ek brother and two sisters hain brother or sister hain ek sister ki death ho gaye hai unke Bache bhee marriade hain or brother ki Shaadi nahi hoi thee ok. Ab question ye hai ek house 1200000 main sale hwa tha father in low hayat hain in case jab amount distribution ki jaye ge to Marhom brother or sister ka hisa shamil ho ga ya nahi
شرعی لحاظ سے اگر دادا کی زندگی میں بیٹا فوت ھو جائے تو دادا کی جائیداد میں پوتوں کا حصہ نہیں ھوتا۔ تاہم دادا اپنی زندگی میں اگر دینا چاہے تو پوتوں کو دے سکتا ھے۔
Ak bhai abnormal hy os ki dakbhal ma he krti ho mama na darmyan vali manzal mujy girwi di hoi te paper mry pas hy ma chti ho ka ya sal ho jay ghar or mujy girwi ka passy or mara hesa mily mara ak bhai cout sy stay ly aya hy plz mujy btya ma ab kya kro😥
Ghar may ap ka hissa banta hai. Ab court k decision ka wait krna ho ga. Court sb k hissay kr k dy gi. Ya tu Jo market value hai ghar ki us k mutabiq Jo sb ka hissa banta hai ap dy k ghar rakh ly ya koi bhai sb ko paisy dy k ghar ly ly ya phr sale kr k sb behn bhai paisy divide kr ly
Sir mere shohr waly 4 Bhai or 7 bhn h mere susar k namm h Ghar sir abhi mere shohr waly sub Bhai ne mil kr Ghar banaya h torny se pehly uski keemat lagai thi 12000000 to sir is me in sub ka kasa bany ga hissa walida hayat h
Or sir Ghar banay see pehly bhaio ne mil kr agreement Kia tha or ab usky khilaf ban raha Ghar to sir is ka Kia hal h bhaio ne Jo agreement Kia uski Kia hesiat h qanoon me
Walida ko total may sy 8th hissa milay ga. Baqi behn bhaio may taqseem ho Jis Tara may ny video may bataya. Walida hissa apni marzi sy ni kr sakti. Sb ko jb hissa mil Jay tu phr agr wo Walida ki raza k liy krna chahy tu kr sakta hai.
Sir ek swal haa..Meri ami k 2 bhai hain aur 2 bahnain thee.mere nana ne meri ami ko virasat se kuch hissa b nai dya .sab jaedad 2 mamoo ko he dee.meri 2 hala thee donu abhi kuch sal huay fout ho gai.mera swal ye hae k agr nana jo k apni wafat se pahlay he mamoo ko de dya ami ko kuch b hisaa nhi dya tou kia hum Adalat se iss jaedad par case kar ssktay hain ..Meri ek hala mazoor thee wo mamoo k saat he rahti thee unkl shadi b nhi theee hui .meri ammi uss hala ki wajha se emotional blackmail hui k kahi mamoo unko ghar se na nikal dain iss liay jaisa nana ya mamoo kahtay rahay wo krte rahay hum yateem thae par mamoo ne hmari bilkul b kabhi maded nhi thee ki hum ne bhot mushkil zindgi guzari hae meri ammi kapre silai kar k guzara krti rhi jab k mamoo k pass krori ki property hae..Plz koi suggest karain kia krna chahiay.meri ami pari likhi nhi agr zabrdsti ya emotionaly koi byan ya angootha sign wgera b agr kahi karwaya ho mamoo ya nana ne tou plz koi solution btae..Jazkalllah
اگر تو آپ کے نانا نے اپنی زندگی میں ماموں کے نام کچھ کر دیا اور آپکی والدہ نے اس وقت کوئی اعتراض نہیں کیا تو پھر اب کچھ نہیں ھو سکتا۔ اگر تو نانا کی وفات کے بعد ماموں نے بہن کو جائیداد میں وراثت کا حصہ نہیں دیا تو پھر آپ شرعی طور پر حصہ لے سکتیں ھیں مگر پہلی صورت میں نہیں
@@BankPortal nana ne wafat se pahlay he naam lga dee thee.Par ye baat clear nai k meri ami ko iss cheez ka ilam tha ya nahi..agr ami ko maloom he na ho aur nana ne bate bger sirf mamoo k naam he kar dee ho jaedad tou uska kia kanooni treeka hae..Kiu k kuch saal pahlay meri hala jo k mazoor thee unhu ne doosre mamoo se 10 marla zmeen apne naam lgwai thee kiu k meri hala ne ami ko b bola tha k saath mil k case karain tou mil jaegi ..par baad main doosre mamoo ne koi git mit kar k hala ko aur meri ami ko kah dya k chorain case na karain wo doosra mamoo khud he 10 marle mazoor hala ko de dain gain..uss mamoo ki ye siaset thee k mazoor hala doosre mamoo se le kar b mujhe he dae dae gi aur aisa he hua wo bechari wafat se pahlay bemari ki shdeed halat main kchehri ja k mamoo k betay k naam lagwa k ai kiu k mamoo kahta tha k main ne iske ilaj b paisay lgaien hain...Baki kisi ne te b bataya tha k aap k nana ne meri ami aur hala wgera ko show he nai kia k meri betyan hainn iss liay sab mamoo k naam lga dya
@@BankPortal ye tou phir ziadti hae agr nana ne bas mamoo k naam he lag dee aur Betyun ko kuch b nai dya.Koi treeka hae ??may be emotional black mail kia ho??may be btaya he na ho?may be naam he na show kia ho betyun ka ..plz guide
@@tauredgamer3889 آپ پٹواری سے زمین کا انتقال نکلوا کے چیک کر لیں اگر تو نانا کی زندگی میں سب ھوا تو پھر آپ کچھ نہیں کر سکتے کیونکہ جو مالک ھو وہ اپنی مرضی سے کسی کو بھی دے سکتا ھے۔
@@tauredgamer3889 اگر نانا نے کوئی زیادتی کی ھوئی تو وہ اللہ کو جواب دہ ہیں۔ جو طریقہ بتایا آپ اس پر عمل کر لیں اور ریکارڈ روم سے انتقال نکلوا کے دیکھ لیں
Asslam ailekum janab Nani ne apne bete ki ijazat se wasiyat kar ke apni Naam ki jamin pote ke naam kar di beti mar (date) chuki hai to kay nawase is wasiyat ko challenge kar sakte hai mai india se hu please ray de kya mamu ke rahte hame hissa milega ya nahi meri ma Nani se 7 sal pahle intekal ho chuki hai
Wasalam Jb nani ny wasiyat ki tu un ki beta aur beti dono zinda thy. Jaga ka malak apni zindagi may hissa apny naam kr sakta hai. Wasiyat marny k baad hoti hai. Sharia law k mutabiq marny k baad wasiyat puri ho gi magr wo 1/3 sy ziada ni ho sakti. Agr nani ki wasiyat marnay k baad puri ho rahi hai tu phr us ko challenge kia ja sakta hai. Iss k liy ap ko Indian Islamic lawyer sy b mashwara krna chahiy
@@jamirshaikh2111 Agr marny k baad transfer ki aur wo total zameen ka 1/3 sy ziada ya puri zameen hai tu wasiyat py 1/3 hissa hi kia ja sakta hai. Agr waris agree ni tu iss ko challenge b kia ja sakta hai
Sir ham 4 brother hay 2 sister Hy 1 mother ha 30 canal 11 Marley total hisa ha ham sab ko kitna kitna hissa Miley ga father ki property ha father ki death ho gai ha
Total jaga 611 Marla banti hai Walida ko 611/6 around 101.833 Marla Remaining Jaga 509.167 Marla may sy hr behn ko 50.916 Marla aur hr bhai ko 101.834 Marla. Waisy jb ap wirasti interqal karway gay tu wo hud hi taqseem kr dety hai as per share
As Salaam o Alaikum, Sir Agar Khatoon Wafat pa jaye or us k bachay na hon or Parents bhi na hon to Us ka Husband 1/2 ka Malik ho ga to Baki us k Siblings ko kaisay Takseem ho ga.... Aik Sister or Aik Brother.
Sir feasibility bta dein KY Walid sb aur walida wafat pa gye Hein. Walid sb KY akeely hi thy. Bhai, bhen . Onky parents b nhi Hein. Ham log 2 Bhai aur 5 sisters Hein. Aik Bhai aur 3 sisters ki shadi Walid sb ny khud Bart ashy wasayl sy ki. Baqi 1 Bhai aur 2 sister (baliG)akeely Walid sb KY Ghar mein hi rehty Hein aur abi unmarried Hein. Ghar KY oper Waly portion mein Bary Bhai apni family KY sath separate rehty hein. Kia shotti 2 sisters aur 1 Bhai ki shadio Jo KY Walid sb KY frayz thy ,KY lye warasat sy hissa nikal skty hein? Q k Bhai hissa demand krty Hein jab KY married sister ka kehna Hy shotty 3tino ki shadio KY baad hissa krna Hy. Kindly detail aur asaan treeqy sy bta dein. Allah apko jazza dhy ga
Walid sb q k wafat pa gay hai ab un ki wirast ki taqseem ho gi sb behn bhaio may. Ap k total 9 hissay banty hai. Hr bhai ko 2 hissay aur hr behn ko 1 hisa milay ga. Wirasat ki taqseem k baad agr koi shadi may paisy dena chahy tu dy sakta hai bahmi raza Mandi sy. Iss may zbrdasti koi ni. Walid ki wafat k baad bhaio ki zimadari hai k behno ki shadi kry.
@@BankPortal sir, bhaio per tu ferz Hy jesa KY apny kaha.lakin married bro aur sis KY halat reverse nazer atty Hein. Lakin kia bahmi razamandi sy wirasat sy kush rakha ja skta Hy? Ta KY baap KY frayz Ahsan treeqy per ada ho skein?
Can you give example / worksheet for Father / Mother virasat to one son & two daughters. Can WILL be used to settle daughters share. What about Hibba ?
One can gift/hiba to daughters in his/life. After death will can't be more than 1/3rd of total inheritance. For 1 son & 2 daughters, total 4 shares 2 for son and 1 for each daughter.
Dada apni zindagi may bewa bahu aur grandkids ko hissa dy sakta hai. Baad may dada ki property may sharia k mutabiq grandkids aur bahu ka hisa ni hota. But Pakistan k qanoon may hisa leny ki gunjaish moajood hai.
Sir doctrine of increase and doctrine of decrease kyu apply nahi karenge... pehle maa bap or spouse ko dedenge total mei se to unka share to zyada hojaega.. is hisab se Son and Daughter ka share kam ho rha hai... Doctrines apply karenge or sabke share proportionately increase ya decrease krdiye jae tab jakar 100% correct distribution hoga... kindly reply to me
@@BankPortalPlease Jawab Zara wazay keren: As per my understanding, sab se pehle total value ka 1/8 biwi ko mile ga, then total main se 1/8 nikal ker baqi jo bache ga us ka 1/2 beti ko or baqi 1/2 jo bache ga woh behn bhaiyon main aise divide ho ga keh her bhai ko behn se double mile ga. Aisa hee hy na ? please rehnmayee keren. Aisa to nahi keh total value ka 1/8 biwi ko 1/2 beti ko or jo phir baqi bacha woh behn bahiyon ka, woh 1:2 ki nisbat se, yahni bhai ko double. Jazak Allah
جزاک الله
آپ کی ویڈیو بہت آسان اور مدد گار ہے۔
جزاک اللہ خیر
بہت اہم موضوع ھے اس معلومات کی ہم سب کو ضرورت ھے بہت شکریہ
Zaberdast tareeqa aap ne bataya Islam ke hawala se.
Mashallah superb Explanation
Bohat achy sy explain Kia 👍👍🤗
Zabardast covered more in short time very good sir...
A very nice demonstration, explanation with example of properly distribution.
Very easy & informative video.
Fantastic informative video.
Weldone
very informative and helpful
Very knowledgeable n informative
May Allah reward you.
Simplest and easiest for anyone to understand.
Jazak-Allah khair
آمین ۔ جزاک اللہ خیر ❤
@@BankPortal sumAmeen
Agr aik ort ki betiyan hain beta ni hai is sorat main sohr ki mojodgi main aur ghair mojodgi main betuon ka kia hisa hai
So nice boht umda tariqey se samjhaya hai
Thanks
جزاکم اللہ خیر
Bhai agar Walid ki wirasat SB behen bhaiyo or wife main distribute ho gayi he to agar baita apnay hissy sy ghr bnaye to us ghr ka hissa kis kis ko milay ga agar fout ho jaye baita to kindly bta dain is baray main
Sir g very very thanx bohat ala andaz me rahnumai ki hy ap ny....... god bless you
جزاک اللہ خیر
Nice Example. JAZAKALA FROM KASHMIR
MashAllah , well explained , JazakAllah
@@fatimaimran9024
جزاک اللہ خیر
Simply fantastic and easiest way to learn about this very important topic. Jazakumullah u khairan
Weldone bro bahot achi malomat fraham ki hy ap ny
Outstanding lecture sir.u simplified vry fantastically.
Thank you for your kind words
MashaAllah very informative ❤️❤️❤️
Nice very informative
بہت خوبصورت اور آسان طریقے سے آپ نے سمجھایا ھے.اللہ آپ کو اپنے حفظ و امان میں رکھے.آمین
آمین۔ جزاک اللہ خیر
Very good video.
Thank you so much sir, this video is very helpful .
Excellent message,
Jazakallah 🎉🎉🎉
Well explained with examples , more power to you, stay blessed and Happy
جزاک اللہ خیر
Hope you also subscribed my channel as well 😀
good and brief detail.thanks a lot.
very good advice thank you so much may you elevate in your career and be successful in the future, keep up with this good advice and community work.
جزاک اللہ خیر
Bht khoob
Well needed video❤
jazakallah khair 👌
Excellent. 🌹👍❤️
MashAllah
Great Sir ....
Very helpful 👍👍👍
Thanks
Very nice, awesome clip thanks bro, May Allah Almighty Confer All your dreams
بلاشبہ آپنے بہت خوبصورتی کے ساتھ اس مضمون کو ادا کیا ہے
جزاک اللہ خیر
Jazakallah khair
Jazakallah nice viedo
Sir Learning Inheretence is very important for us.... Kindly make a detailed series on Inheretence and it's different cases... So that we may understand it Completely! Thnx
انشاءاللہ
Jazak Allah Allah tamam mamlat main hum ko Allah k aehkam ka ilm aour uc pe amal pera hone ki tufique de Ameen
آمین یا رب العالمین
Great info
Thank you. Very well explained. Presentation is excellent. Easy to understand.
Thanks for your appreciation
Assalamu alaikum warah matullah wa barakatuhu Allah aap ko afiyat ata kre khush raho aap bhut khoob masha Allah
جزاک اللہ خیر
Very concise and relevant 👍
M bohot pareshan thi ..apne confusion dor kardi sari .. jazakallahu kasira ...
الحمدللہ
Well explained
Aur agar aik Bata aur aik bati hai aur maa baap bhi main hai to warasai ki tikseem dono main kis tarha tikseem Hogi please jawaab zaroor dain 1/2 k Hassan say batiy
Ap ka sawal na mukamal hai. Death kis ki hoi?? Death jis ki hoi us ka husband/wife zinda hai??
Masha allah کو خو ش رکھے ا لللہ ا پ
بھائی اگر کسی نے شادی نا کی ھو اور جائیداد + نقد رقم یا مشترقہ اکاونٹ رکھتا ھو فوت ھونے کی صورت کیسے کیا ھو گا
May Allah give you reward for making this video ☑️💯
آمین۔ جزاک اللہ خیر
@@BankPortal sir Meri nani ki last pention I the 17560
In ki 7 betian hn
2 bety thy dono nani ki zindagi mn wafat pa chuky hn
Ak bety ki koi olad ni
Ak bety ki 4 betian or 3 bety hn is rqam ko taqseem kr dn
@@zaighamjanab3130
بیٹیوں میں جو زندہ ھیں ان میں اور جس بیٹے کی اولاد موجود ہے اس میں یہ ترکہ تقسیم ھو گا
@@BankPortal جزاک اللہ خیر
Asslam alaikum sir
Sir plz ye dekh ly mny taqseem sahi ki h.
Last pention 17560
Hr beti ko 1672
Hr poty ko 1171
Hr poti ko 585
Ma shaa Allha , thank you for information
جزاک اللہ خیر
zbrdst ,
زبردست جناب بہت اعلیٰ 👍💯💞
جزاک اللہ
2.
Matofi ka eik he beta hai or us ki sister or mother apne haq se dasbardar hona chati hon to
Kia karna ho ga.bank k hawale se bhi
Or praparti k hawale se bhi?
Bank K hawaly sy wo Ap ko succession may nominate kr sakti hai. Property pehly Un k naam ho gi phr baad may Ap k naam karwani pry gi
Mashallah, good explain
Mere hasaband ke family main ek brother and two sisters hain brother or sister hain ek sister ki death ho gaye hai unke Bache bhee marriade hain or brother ki Shaadi nahi hoi thee ok. Ab question ye hai ek house 1200000 main sale hwa tha father in low hayat hain in case jab amount distribution ki jaye ge to Marhom brother or sister ka hisa shamil ho ga ya nahi
شرعی لحاظ سے اگر دادا کی زندگی میں بیٹا فوت ھو جائے تو دادا کی جائیداد میں پوتوں کا حصہ نہیں ھوتا۔ تاہم دادا اپنی زندگی میں اگر دینا چاہے تو پوتوں کو دے سکتا ھے۔
thanks very clear and to the point.
Ak bhai abnormal hy os ki dakbhal ma he krti ho mama na darmyan vali manzal mujy girwi di hoi te paper mry pas hy ma chti ho ka ya sal ho jay ghar or mujy girwi ka passy or mara hesa mily mara ak bhai cout sy stay ly aya hy plz mujy btya ma ab kya kro😥
Ghar may ap ka hissa banta hai. Ab court k decision ka wait krna ho ga. Court sb k hissay kr k dy gi. Ya tu Jo market value hai ghar ki us k mutabiq Jo sb ka hissa banta hai ap dy k ghar rakh ly ya koi bhai sb ko paisy dy k ghar ly ly ya phr sale kr k sb behn bhai paisy divide kr ly
Awesome narration !!!
Agar wife ke pahle se koi oulad ha us ka kia ho ga
Us oulad ko us k haqeeqi baap ki wirasat may sy hisa milay ga.
Well done, v informer video
Betiya 6 or beta 1 to total kitne hisse banegy
Total 8 hissay
Hr beti ka 1 hissa
Aur betay k 2 hissay
Very informative video, thanks for making it easy
Thanks
Sir mere shohr waly 4 Bhai or 7 bhn h mere susar k namm h Ghar sir abhi mere shohr waly sub Bhai ne mil kr Ghar banaya h torny se pehly uski keemat lagai thi 12000000 to sir is me in sub ka kasa bany ga hissa walida hayat h
Or sir Ghar banay see pehly bhaio ne mil kr agreement Kia tha or ab usky khilaf ban raha Ghar to sir is ka Kia hal h bhaio ne Jo agreement Kia uski Kia hesiat h qanoon me
Or sir Ghar banay k bad property ki raqam barh gai h to sir behno ko hissa poorany amount see mily ga..??
Or sir walida jaidad ki taqseem apni Marzi se kr sakti h..?? Jub k Ghar Walid k naam h.
Walida ko total may sy 8th hissa milay ga. Baqi behn bhaio may taqseem ho Jis Tara may ny video may bataya. Walida hissa apni marzi sy ni kr sakti. Sb ko jb hissa mil Jay tu phr agr wo Walida ki raza k liy krna chahy tu kr sakta hai.
Sir agreement hua tha Charo bhaion me uski koi hasiat h Charo Bhai ka sine h walida ka nahi h Mana Jay ga sir agreement
Very useful. Thanks
Sir ek swal haa..Meri ami k 2 bhai hain aur 2 bahnain thee.mere nana ne meri ami ko virasat se kuch hissa b nai dya .sab jaedad 2 mamoo ko he dee.meri 2 hala thee donu abhi kuch sal huay fout ho gai.mera swal ye hae k agr nana jo k apni wafat se pahlay he mamoo ko de dya ami ko kuch b hisaa nhi dya tou kia hum Adalat se iss jaedad par case kar ssktay hain
..Meri ek hala mazoor thee wo mamoo k saat he rahti thee unkl shadi b nhi theee hui .meri ammi uss hala ki wajha se emotional blackmail hui k kahi mamoo unko ghar se na nikal dain iss liay jaisa nana ya mamoo kahtay rahay wo krte rahay hum yateem thae par mamoo ne hmari bilkul b kabhi maded nhi thee ki hum ne bhot mushkil zindgi guzari hae meri ammi kapre silai kar k guzara krti rhi jab k mamoo k pass krori ki property hae..Plz koi suggest karain kia krna chahiay.meri ami pari likhi nhi agr zabrdsti ya emotionaly koi byan ya angootha sign wgera b agr kahi karwaya ho mamoo ya nana ne tou plz koi solution btae..Jazkalllah
اگر تو آپ کے نانا نے اپنی زندگی میں ماموں کے نام کچھ کر دیا اور آپکی والدہ نے اس وقت کوئی اعتراض نہیں کیا تو پھر اب کچھ نہیں ھو سکتا۔ اگر تو نانا کی وفات کے بعد ماموں نے بہن کو جائیداد میں وراثت کا حصہ نہیں دیا تو پھر آپ شرعی طور پر حصہ لے سکتیں ھیں مگر پہلی صورت میں نہیں
@@BankPortal nana ne wafat se pahlay he naam lga dee thee.Par ye baat clear nai k meri ami ko iss cheez ka ilam tha ya nahi..agr ami ko maloom he na ho aur nana ne bate bger sirf mamoo k naam he kar dee ho jaedad tou uska kia kanooni treeka hae..Kiu k kuch saal pahlay meri hala jo k mazoor thee unhu ne doosre mamoo se 10 marla zmeen apne naam lgwai thee kiu k meri hala ne ami ko b bola tha k saath mil k case karain tou mil jaegi ..par baad main doosre mamoo ne koi git mit kar k hala ko aur meri ami ko kah dya k chorain case na karain wo doosra mamoo khud he 10 marle mazoor hala ko de dain gain..uss mamoo ki ye siaset thee k mazoor hala doosre mamoo se le kar b mujhe he dae dae gi aur aisa he hua wo bechari wafat se pahlay bemari ki shdeed halat main kchehri ja k mamoo k betay k naam lagwa k ai kiu k mamoo kahta tha k main ne iske ilaj b paisay lgaien hain...Baki kisi ne te b bataya tha k aap k nana ne meri ami aur hala wgera ko show he nai kia k meri betyan hainn iss liay sab mamoo k naam lga dya
@@BankPortal ye tou phir ziadti hae agr nana ne bas mamoo k naam he lag dee aur Betyun ko kuch b nai dya.Koi treeka hae ??may be emotional black mail kia ho??may be btaya he na ho?may be naam he na show kia ho betyun ka ..plz guide
@@tauredgamer3889
آپ پٹواری سے زمین کا انتقال نکلوا کے چیک کر لیں اگر تو نانا کی زندگی میں سب ھوا تو پھر آپ کچھ نہیں کر سکتے کیونکہ جو مالک ھو وہ اپنی مرضی سے کسی کو بھی دے سکتا ھے۔
@@tauredgamer3889
اگر نانا نے کوئی زیادتی کی ھوئی تو وہ اللہ کو جواب دہ ہیں۔ جو طریقہ بتایا آپ اس پر عمل کر لیں اور ریکارڈ روم سے انتقال نکلوا کے دیکھ لیں
Fabulous bohet acha semjhaya apne
Ek beti uska inteqal ho jaye. waliden k inteqal k bad kya nawase ya damad ko hissa milega kya .?
Agr tu beti ki death father sy pehly hoi tu phr hissa ni milay ga.
Agr father ki death k baad beti ki death hoi tu phr milay ga
@@BankPortal shukriya ,jazak Allah qair
Thanks. A good defination
AoA Sir aik case ya b clear kardy agar wife ki death ho jae aur husband b nai ha uska aik daughter ha tw iski division kesy hogy...
Wasalam
1/2 Beti ko aur 1/2 wife K father ko
@@BankPortal Asslam walikum sir ap nay mujhay bola tha kay Rozee per account bana kay baray mai batyin ghay bank job kay laye
@@maazkazmi8327
Rozee ki website py ja k Apni details fill krty jao saari. Pic lagao Koi cheez miss ni honi chahiy
@@BankPortal sir skill mai kia rikho wo samaj nehe a raha
@@maazkazmi8327
Skills may, word, excel, outlook etc
Very informative
Asslam ailekum janab Nani ne apne bete ki ijazat se wasiyat kar ke apni Naam ki jamin pote ke naam kar di beti mar (date) chuki hai to kay nawase is wasiyat ko challenge kar sakte hai mai india se hu please ray de kya mamu ke rahte hame hissa milega ya nahi meri ma Nani se 7 sal pahle intekal ho chuki hai
Wasalam
Jb nani ny wasiyat ki tu un ki beta aur beti dono zinda thy. Jaga ka malak apni zindagi may hissa apny naam kr sakta hai. Wasiyat marny k baad hoti hai. Sharia law k mutabiq marny k baad wasiyat puri ho gi magr wo 1/3 sy ziada ni ho sakti. Agr nani ki wasiyat marnay k baad puri ho rahi hai tu phr us ko challenge kia ja sakta hai. Iss k liy ap ko Indian Islamic lawyer sy b mashwara krna chahiy
@@jamirshaikh2111
Nani ny zindagi may zameen transfer ki ya phr marny k baad transfer hoi??
@@BankPortal marne ke Baad
Marne ke Baad transfer hui
@@jamirshaikh2111
Agr marny k baad transfer ki aur wo total zameen ka 1/3 sy ziada ya puri zameen hai tu wasiyat py 1/3 hissa hi kia ja sakta hai. Agr waris agree ni tu iss ko challenge b kia ja sakta hai
Very informative. May Allah reward you.
Ameen
جزاک اللہ خیر
Sir pleaz reply kar ka Bata da pleaz reply galdi
MashaAllah. JazakAllah. great explanation. may Allah pak bless u.Aameen
جزاک اللہ خیر
dear sir agar mera uncle unmarried ho. to uska muje kitna hissa milega ur mere dosre bhai ko kitna milega?
Uncle k parents zinda hai? Un k behn bhai?
NICELY. EXPLAINED. THANKS.
Sir ham 4 brother hay 2 sister Hy 1 mother ha 30 canal 11 Marley total hisa ha ham sab ko kitna kitna hissa Miley ga father ki property ha father ki death ho gai ha
Total jaga 611 Marla banti hai
Walida ko 611/6 around 101.833 Marla
Remaining Jaga 509.167 Marla may sy hr behn ko 50.916 Marla aur hr bhai ko 101.834 Marla. Waisy jb ap wirasti interqal karway gay tu wo hud hi taqseem kr dety hai as per share
@@BankPortal Sir kanals me Bata de property ka 30kanals 11 Marley sar Marlo ke Samaj nahe a Rahe sar 1akear me katny kanals or Marley hoty he
@@mushifjathool2105
1 marla = 272 square feets
1 kanal = 20 marla
1 acre = 8 kanals
very nice explained, Thanks
Sir hmri virasat me 1,5000000 aye hai 5.Bhany Hai 3.bhai hai .1ami hai Ye ksy Hisy Bny gye ??? Plz rpy me
Ammi ka hissa 1/6 from total = 2,500,000
Remaining amount 12,500,00
Hr bhai ka hissa 2,272,727.27/_
Hr behan ka hissa 1,136,363.63/_
Thanks Sir
Sir 1/6 ka hisa 2,500,000 bnta hai k sir ye 25lakh hai???
@@hunyrajput4359
Yes 1 carore 50 lac ka 6th hissa 25 lac bany ga
@@BankPortal Sir remaining amount kis me se hai ?
very helpful and easy way to teach
Total raqm hai 20 lakh agr 2 bhae aur aik behn hai to behn ka hissa kitna hi ga please tell me
Behan ka hissa 4 lac aur hr bhai ka hissa 8 lac ho ga
@@BankPortal thanks
Jazak Allah
As Salaam o Alaikum, Sir Agar Khatoon Wafat pa jaye or us k bachay na hon or Parents bhi na hon to Us ka Husband 1/2 ka Malik ho ga to Baki us k Siblings ko kaisay Takseem ho ga.... Aik Sister or Aik Brother.
Wasalam
Yes
Excellent very good by Afzal bajwa motivational speaker u tube channel paid
Aasalamualikum bro.
I wish to learn all these rules plz help me.
میں تفصیل کے ساتھ سمجھا,سکتا ہوں ان شاء اللہ
Finally I got the summarized and we'll explained on the said topic.
Thank you sir
Thanks
Sir feasibility bta dein KY Walid sb aur walida wafat pa gye Hein. Walid sb KY akeely hi thy. Bhai, bhen . Onky parents b nhi Hein. Ham log 2 Bhai aur 5 sisters Hein. Aik Bhai aur 3 sisters ki shadi Walid sb ny khud Bart ashy wasayl sy ki. Baqi 1 Bhai aur 2 sister (baliG)akeely Walid sb KY Ghar mein hi rehty Hein aur abi unmarried Hein. Ghar KY oper Waly portion mein Bary Bhai apni family KY sath separate rehty hein.
Kia shotti 2 sisters aur 1 Bhai ki shadio Jo KY Walid sb KY frayz thy ,KY lye warasat sy hissa nikal skty hein? Q k Bhai hissa demand krty Hein jab KY married sister ka kehna Hy shotty 3tino ki shadio KY baad hissa krna Hy. Kindly detail aur asaan treeqy sy bta dein. Allah apko jazza dhy ga
Walid sb q k wafat pa gay hai ab un ki wirast ki taqseem ho gi sb behn bhaio may. Ap k total 9 hissay banty hai. Hr bhai ko 2 hissay aur hr behn ko 1 hisa milay ga. Wirasat ki taqseem k baad agr koi shadi may paisy dena chahy tu dy sakta hai bahmi raza Mandi sy. Iss may zbrdasti koi ni. Walid ki wafat k baad bhaio ki zimadari hai k behno ki shadi kry.
@@BankPortal sir, bhaio per tu ferz Hy jesa KY apny kaha.lakin married bro aur sis KY halat reverse nazer atty Hein. Lakin kia bahmi razamandi sy wirasat sy kush rakha ja skta Hy? Ta KY baap KY frayz Ahsan treeqy per ada ho skein?
@@muhammadamjad7672
Bahmi raza Mandi sy agr koi apny hissay may sy dena chahy tu dy sakta hai
JazkAllah
Can you give example / worksheet for Father / Mother virasat to one son & two daughters.
Can WILL be used to settle daughters share.
What about Hibba ?
One can gift/hiba to daughters in his/life. After death will can't be more than 1/3rd of total inheritance. For 1 son & 2 daughters, total 4 shares 2 for son and 1 for each daughter.
Son will get 1/2 and both daughters will get 1/4 each.
Sir orat ka 8 hisa hota or mard ka 4 hota ha... Agher olad ho agher olad na ho to mard ka 1/2 or orat ka 1/6 hota ha...
Sir thanks good explain
grandsons or granddaughters ka or baiwa bahu ka hissa nai huta
Dada apni zindagi may bewa bahu aur grandkids ko hissa dy sakta hai. Baad may dada ki property may sharia k mutabiq grandkids aur bahu ka hisa ni hota. But Pakistan k qanoon may hisa leny ki gunjaish moajood hai.
Jaza kallah khair
Sir
doctrine of increase and doctrine of decrease kyu apply nahi karenge... pehle maa bap or spouse ko dedenge total mei se to unka share to zyada hojaega.. is hisab se Son and Daughter ka share kam ho rha hai... Doctrines apply karenge or sabke share proportionately increase ya decrease krdiye jae tab jakar 100% correct distribution hoga... kindly reply to me
Being a Muslim we are bound to follow only one Doctrine I.e. Quran. By following Quran we are able to distribute 100% correctly
Age koi byti na hoo to 3 byty or ek maa hoo to maa k Kaya hysa hoo ga
@@manzoorahmad6657
مرنے والے کی ماں یا مرنے والے کے بچوں کی ماں ؟
@@BankPortal bull shit husband and wife and children ko kangaal karne ka ek naya tarika
Bahut achcha explanation
Asslam alaikum
Wasalam
جزاک اللّٰه
AOA.
Ye taqseem sirf amount pr hai ya makan or zameen ki bhi yehi treqa kar ho ga.
Shukria
Hissa Yehi rahy ga chahy zameen b ho
Great information....
Thanks
Aik bety aur 4 betiuoan ma 100000 ma virasat kaissy taqseem ho gi. Waldain pehly hi fot ho gay hain. Koi aur qarz weghra nahi hay. Please.
1 lac k 6 hissay ho gay 2 hissay betay ko aur 1 hissa hr beti ko. Betay ka hissa 33,333.33 aur hr beti ko 16,666.67 hissa milay ga
گڈ جاب۔
Ager marne wale ke waldain nah hon, or 1-baiwa, 1- beti or 5- behne or 3- bhai hon to phir yeh taqseem kese ho gi ? Jazak Allah
Biwi ko 1/8 from
Beti ko 1/2 from
Baqi ka behn bhaio may divide ho ga
@@BankPortalPlease Jawab Zara wazay keren: As per my understanding, sab se pehle total value ka 1/8 biwi ko mile ga, then total main se 1/8 nikal ker baqi jo bache ga us ka 1/2 beti ko or baqi 1/2 jo bache ga woh behn bhaiyon main aise divide ho ga keh her bhai ko behn se double mile ga. Aisa hee hy na ? please rehnmayee keren.
Aisa to nahi keh total value ka 1/8 biwi ko 1/2 beti ko or jo phir baqi bacha woh behn bahiyon ka, woh 1:2 ki nisbat se, yahni bhai ko double. Jazak Allah