Aditya I respect you and ur comnt mera wo matlab nahi tha aur naa hi mai ne apka name liya . Shayad mujhe hi aisa nahi likhana chahiye tha mujhe khushi hogi agar koi vipassana jaise knowledge ko sikhe Mangal ho
Vipassana ak alag level ka hi knowledge hai bas himmat se kaam lena Apke har sawal ka jabab mil jayega Khud ko jitne ki kala sikhane jaa rahe hai to khub mehnut karna hai aur again himmat se kaam lena hai Mangal ho 🙏
Agar bich me chodna hi hai to iss se behtar hai ki naa jaya jaye Positive mindset ke sath hi aaye ki kuch bhi ho course complete kar ke hi aayange Haa agar koi jyada badi problem yaa koi baat ho jaye to bich me chod sakte hai wo bhi teacher se permission lekar
3 ya 2 shirts ya tshirts( full ya half as your choice) 2 ya 3 paints (not half ) 2+2 Gangi+baniyan 1 chappal Toothpest brush Colgate Shop Bas itna hi baki agar apko waha kuch chij ki jarurat ho to waha apko diya jayega Best of luck for ur course - work hard karna hai wo bhi man lagakar - Be happy
Agar koi online is course ko apply kare or uska selection ho gya to wo waha tak kese jayega khud se dhundh kar jagah Jana padega ya wo aapko kuch help karenge
Vipassana waise 1000 rogo ki ak dawa hai likin aap yaha khud ki bimari thik karne ke maksad se nahi balki khud ko sirf Vipassana sikhane ke maksad se aaye tabhi labh milega
Aap waha ke ye no par bat kare aur apna name aur course sath hi problem bataye I think solve ho jayega - 6205978821 ya 6205978821 ya fir aap waha pahale jaa kar offline form bhi bhar sakte hai Fir bhi apka problem solve nahi hota hai to mujhe mail kare - sumawe1675@gmail.com
Vipasana koi bhi kar sakta hai age matter nahi karta teenager ke liye bhi program hai or Childrens ke liye bhi agar waha shortlist nahi hota opt for teenagers program
Baghel bhai aap kabhi bhi jaa sakte hai course har month start hota hai Ye all India me hai jaha aap jana chahe kaise jaye kya kare pe bhi video bana rakha hai plz chk my playlist vipassana Meditation section
Main Hoshiarpur ja re hu...i am very lucky....My new life start....❤😂 thanks very good information
my son is coming too
Kab jaa rahe ho
Will leave day after tomorrow. Very much excited 🤞
Mangal ho
Nice😊
Soaps, torch , Alarm clock , watch(optional), 2 to 3.pairs dress, water bottle , mobile ( not allowed)
thank u very useful comnt
Winter mai kya hume kambal ya rajai lekar jana hoga kya. kyunki feb mai thand boht rehti h waha kya milega
Hum waha pe kuch sikhane jaa rahe hai fashion show ya picknik me nahi
Aditya I respect you and ur comnt
mera wo matlab nahi tha aur naa hi mai ne apka name liya .
Shayad mujhe hi aisa nahi likhana chahiye tha
mujhe khushi hogi agar koi vipassana jaise knowledge ko sikhe
Mangal ho
Bhai dhamma sota Gurgaon me Laundry service milti h kya mujhe kapde dhone nhi aate pls reply
Thank you very much. Most informative and clearly stated.
than u thomas bhai
Good Information
Very good information 🎉🎉
Bro.Thanks nice information 🙏🙏🙏
thnk u subhas bhai for comnt and motivate me
Thanks for sharing Bhai
Helpful , Thankyou 🤝👌
Very informative video guru ji
thx sir🙏
Please btaye course ke liye kaise registration karna hai mujhe iski bhut jrurat hai
I'm also starting 10 days training from tomorrow
Be happy
Very good information sir ji
Very good information..
Thank sir
Very informative video
🙏🙏🙏🙏
bhavatu sabb mangalam
Ha sar mera nadar hai 9284384488
Thank you sir👍
Nice explanation sir
thnk u sir fir kal hum vlog banate hai
मेरा भी 5 जुलाई को बुक हुआ है वीपाशना में ❤❤
Mangal ho
Sadhu sadhu sadhu 🙏
Nice to know
Sahi shabd hai-
पालि - विपस्सना
संस्कृत / हिंदी - विपश्यना
Aaj vippasana karke Ghar par aaya hu ❤😊
How are you feeling
Kaha per gaye the aap mai kaise ja sakta hu
@@SMlofi178 website dekho bhai
I Am also going at 2 august
Me 1st bar jaungi
mangal ho
Mera 25sep-----06oct ko Jaipur me h mereko call aa gya 🙏🏼🙏🏼
great
@@sumit_nishi centre pr mobile jma hota h kya ya fir Ghar pe hi rkhke Jana pdega
centre pe jama hota hai
@@sumit_nishi okk thankyou
Good suggestion!
thx mem
Winter . M ..blanket lejaana h ..kya ..please batayee?
Pata chalega toh mujhe bi batana
Waha pe blanket available rahata hai
@@sumit_nishi thanks brother
Thank you very much!!!
Sir mai delhi se hu mai kaha ja sata hu aur kaise please reply
I am also going on 17 sept. At patna center 😊
Main 18 Sal ka hu abhi. lekin vipassana mein registration time Apna age 20 Sal ka diya hun . Fasunga ya nahi bataiye . Patna se hii hu mein bhi .
Plase you do by English for alll because my I learn English about Vipassana means. Thanks you.
Point to be noted
I will try my level best
Aapne kitni baar kiya h ye course aur kya aap daily practice krte ho uski
Sadhu sadhu sadhu
Thanks
My schedule is in winter season, do I need to carry blanket
Blanket aval in Central
@sumit_nishi bhai samjha nhi
Torch.. Kya wahaan par light hoti hai
Light hota hai but agar apke pass hai to carry jarur kare
@@sumit_nishi thanks sir . Mai 21 june ko ja rhi hu
I use Bipap Machine while sleeping at night . I require a 5 Amp electric plug point . Is it available in room ?
Good information
Janeu pahenne ko deta hyay?
Ye ak alag level ka knowledge hai
Iss liye behtar to yahi hoga ki naa pahane
@@sumit_nishi Janeu to Tathagata Buddha bhi pahente the.
Personal Gadi leke jaasakte hain parking subidha he
Ye waha ke centre pe baat kar ke apko confirm karna padega
For Money, Mobile, Wallet, do they provide lockers?
Yes
mai aaj ja raha hu 18sep to 29 sep dhule maharashtra..✌️✌️
sadhu sadhu sadhu 🙏
kuch advice
Vipassana ak alag level ka hi knowledge hai bas himmat se kaam lena
Apke har sawal ka jabab mil jayega
Khud ko jitne ki kala sikhane jaa rahe hai to khub mehnut karna hai aur again himmat se kaam lena hai
Mangal ho 🙏
himmat se kaam lena kyu? koi tension wali baat?
Bhai aapne pura kiye course
Sir pls full address?
Bohot badhiya. Ek sawaal hai. Kapde dhona wahan allowed hai ya nahin?
Yes allowed hai
@@sumit_nishi Sawaal ka jawaab dene ke liye dhanyavaad.
please answer dijiyega
What about blanket or swallow bedsheets pillow cover ?
Ye sab wahi pe available hota hai
Sir wha pese bhi lagte h
Sir ghar me jo sliper jo chappal pehente h wo le sakte hai kya
Haa
Sir kya ragistetion ke bad vaha se call ata hai ya nahi mujhe uski sari jankari dijiye
Bro kya bich me chor kr ja sakte hain ,ya bandhan hai nhi Jane diye jata hai?
Agar bich me chodna hi hai to iss se behtar hai ki naa jaya jaye
Positive mindset ke sath hi aaye ki kuch bhi ho course complete kar ke hi aayange
Haa agar koi jyada badi problem yaa koi baat ho jaye to bich me chod sakte hai wo bhi teacher se permission lekar
@sumit_nishi bro emergency hai ki leave kwl 8day mil rha ,islye chorna hai.8 day me
Sardiyon me razai milegi ya nhi?
Haa milta hai waha sab ka dhayan rakha jata hai garam pani bhi milta hai
Sir smartwach leke ja skte h ya normal watch
Smartwatch lekar jaa sakte hai
M kl Jaa rha hun
Main 18 Sal ka hu abhi. lekin vipassana mein registration time Apna age 20 Sal ka diya hun . Fasunga ya nahi bataiye.
Main 18 Sal ka hu abhi. lekin vipassana mein registration time Apna age 20 Sal ka diya hun . Fasunga ya nahi bataiye
Sir documents me kya le kr jae...waha entry me kya kya lgta h
Sir jane ke liye kiya krna padta he
0:42
Mobile allowed h ki nahi bhaiya
Sir jaisi abhi kaafi thand hai to kya blanket le jaa sakte..
deepak bhai waha bahut blanket milega apko jitna chahiye wo dege
har ak ka waha khas dhayan rakha jata hai
@@sumit_nishi thank you sir🙏
cloths me kya le... thoda details bataye....
3 ya 2 shirts ya tshirts( full ya half as your choice)
2 ya 3 paints (not half )
2+2 Gangi+baniyan
1 chappal
Toothpest brush Colgate
Shop
Bas itna hi baki agar apko waha kuch chij ki jarurat ho to waha apko diya jayega
Best of luck for ur course - work hard karna hai wo bhi man lagakar - Be happy
@@sumit_nishi thanx a lot for this information...
Last date ko kitne baje nikal sakte hain? Kyunki 11 baje meri train rahegi to kya main us train ko catch kar paunga?
2pm tak chale jana hai
Jab is course ka antim din hoga to is date ko kitne baje nikal sakte hain?
Sir kya sabko alag alag room milta hai kya
Sir khane me kya le jana chahiye, kya adami is tarh fasting me rah pata hai..
Waha khana ko milta hai daily
Chappal bhi le jana hai kya ? Ya khaali pair ghumna hota hai campus ke andar
Chappal le jana hai yes
Sir half sleeve tshirt allowed h ya nahi?
Agar koi online is course ko apply kare or uska selection ho gya to wo waha tak kese jayega khud se dhundh kar jagah Jana padega ya wo aapko kuch help karenge
Kya ham half boy tshirts and nighty le ja sakte he
Haa carry kar sakte hai allow hai
agar note book le gaye to rakhvalenge kya?
Yes
में कल जा राहा हू सर जी
mangal ho
Kaisa rha share your experience
@@Un333 सुरुवात के 3-4 दिन बहोत तकलिफ होती hai..... उसके बाद बहोत आनंद आता है
Bhai mujhe Jana 🙏🙏🙏🙏 hai
@@mh14king59 aap PCMC mai rehte ho kya or aapka experience kaise raha...
Ye kaha pe he
Ye India me aur foreign me bhi kai jagaho par hai
Kya koi fees b h
free hota hai no fee
Jo bimari dawa se thik nhi hoti Uske liye kar sakte hain????
Vipassana waise 1000 rogo ki ak dawa hai likin aap yaha khud ki bimari thik karne ke maksad se nahi balki khud ko sirf Vipassana sikhane ke maksad se aaye tabhi labh milega
@@sumit_nishi ok bro thank you
Thank you ❤️
Bhai mera 10 day course reshedule ho gya, patna bihar mai kya iske liye fir se registrations karna parega....aur fir se apply karna parega
Aap waha ke ye no par bat kare aur apna name aur course sath hi problem bataye
I think solve ho jayega - 6205978821 ya 6205978821 ya fir aap waha pahale jaa kar offline form bhi bhar sakte hai
Fir bhi apka problem solve nahi hota hai to mujhe mail kare - sumawe1675@gmail.com
Kya Patna me 10 din ka course hai abhi, unable to find it...
Bhai aapka experience kaisa raha or waha se aane k baad ky changes laga.maine bhi registration kraya h
Hamari bike le ja skte hai kya??
Parking mil jayegi kya??
How much money does it cost ?
Its free
Main 18 Sal ka hu abhi. lekin vipassana mein registration time Apna age 20 Sal ka diya hun . Fasunga ya nahi bataiye.
Patna center mein hii jaunga.
Vipasana koi bhi kar sakta hai age matter nahi karta teenager ke liye bhi program hai or Childrens ke liye bhi agar waha shortlist nahi hota opt for teenagers program
Sir I'm 55 years old,me gawon le ja skti hu kya
kya kahna chahte hai aap mai samjha nahi
Ooo
Yes le jaa sakte hai
Bhai men k liye sb jgh full dukhata b
Which place sir
Vipassana Meditation centre patna
Wo kese milega
Ragitration kese karana hoga
Help me to fill up form
Agr Mobile sath me le gye to wha rakhne ki facility hai kya 🙏
मैं आज जा रहा हूं l
Kitne rupees lgte h
Bhai winter k time blanket lekr jana hoga kya..?
nahi waha sab milega
@@sumit_nishi bhai mujhe bhi btana mai student hoon allahabad se kanpur jana hai 20 April se suru hai kitna paisa leke jaon??? please
I'm also goint there
Mangal ho
@@sumit_nishi I hope I'll get the best results for my overthinking habits
I have same issue. I registered let see if they approve it or not.
Mera date 20 sep ko h Mai kitne time vha report kru
20 ko hi 2baze se pahale
mai 12july, 2023 ko ja raha hoon
Aapne kahan se kiya h ye course
Patna and Gaya
Bike parking allowed hai udher sir ??
Apko baat karna hoga apke centre pe kuch jagaho par hai kuch jagaho par nahi
Going tomorrow rohtak haryana
Sir i m a student mai study par focous nhi kar pata kya vipasna krne se muje kuch madad milegi...
Bilkul
Sir kya mobile phone compulsory hai wahin submit karna, ya main ghar par chhor jaun jab kaam nahi hai?
Aap ghar pe bhi chod sakte hai
@@sumit_nishi ok Thankyou so much, Mera 19-30 November course hai😍
Sir t shirt track paint le ja sakte hai
Haa le jaa sakte hai
Good afternoon sir
Mera 10 days ka course h . Our mera 22 January se start h . Tho muze 21 ko hi Jana padega kya. Please answer
22 ko jana hai dopahar ke 2 baze se pahale
@@sumit_nishi thank you so much sir
sir phone leke nahi ja sakte h ye pata hai pr Mai dur se arahi hu to Mai kya waha pe phone jama kar sakte hai
Haa ph lekar aa sakte hai yaha par ak loker room rahata hai jaha aap apna mobile aur kimti saman jama kar sakte hai
@@sumit_nishi thanku sir
Sir mera booking 17 ko hai ...toh kab Jana hoga 16 ko ya 17 ko.....aur shamtak Jana hoga ya kab tak
17 ko 2 pm Tak ya last 5pm tak
Thank you
Mera session 27march 2024 se 7 April 2024 hai to waha kab tak pahuchu plz batae 27 ko pahuchna hai ya 26 March ko plz batae
27 ko 2 baze tak
@@sumit_nishi meditation next day se shuru hoga kya
Same day evening se start hoga
Hello sir yaha kaise or kb jaa skte hai. Plzz btaye🙏
Baghel bhai aap kabhi bhi jaa sakte hai course har month start hota hai
Ye all India me hai jaha aap jana chahe kaise jaye kya kare pe bhi video bana rakha hai plz chk my playlist vipassana Meditation section
@@sumit_nishi ok thank you thank you very much sir🙏🙏🙏
मैंने आवेदन किया है लेकिन अभी तक कोई जवाब नही आया हैं क्या बिना कोई जवाब आये मैं सीधे सेंटर में जा सकते हैं? सर
जरूर बताइये
बहुत ही अच्छा वीडियो
Apko jald hi waha se email aur ph aayega wait kare
sir kaise jaye, koi registration ya koi fee lagegi ?
@@cpositivity9041सर किसी भी प्रकार कोई फीस नही देना होता है अगर आपका आवेदन चयन हो जाता हैं तो आपके पास एक सूचना दी जाती हैं आप केवल आवेदन कीजिये।
Boys ko dress mei kya pahnana hai
Jo comfortable ho full sleev ho aramdayak ho
what type of dress should we carry sir??
Jo apko pahanane me comfortable ho jise pahan kar dhayan me man lage
trouser tshirt 👕
Sir , waha jaate hi registration ke liye kya formalities hoti hai aur kya documents le jaana hota hai
Aadhaar ya pan koi bhi chalega
Toothpaste n brush?