Cleft Palate Surgery for Children (HINDI) कटे होंठ और तालू की सर्जरी के लिए सही समय कब है?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 พ.ย. 2020
  • कटे होंठ और तालू (cleft lip and palate in hindi) का एकमात्र उपचार ऑपरेशन ही है।
    कटे हुए होंठ का ऑपरेशन 3 से 6 महीने के अंदर होजाना चाइये और कटे हुए तालु का ऑपरेशन 6 -12 महीने क अंदर होजाना चाहिए क्यूंकि कटा हुआ होंठ एक कार्यात्मक समस्या कम और सौंदर्य से जुड़ा हुआ दोष ज्यादा है इसलिए इसका ऑपरेशन जल्दी किया जा सकता है जबकि कटा हुआ तालु एक कार्यात्मक समस्या है इसलिए इसका ऑपरेशन बिलकुल सही समय पर करना ज़रूरी होता है ।
    तालु का सम्बन्ध बच्चे की बोलने की क्षमता से होता है, एक सामान्य बच्चा 9 महीने के बाद बोलना सीखता है इसलिए ज़रूरी है की इसका ऑपरेशन भी उसी समय के आस पास हो।
    ऑपरेशन से पहले बच्चे का स्वस्थ होना बहुत ज़रूरी है, बच्चे का वज़न WHO द्वारा तय किये गए रेंज में होना चाहिए तथा खून की मात्रा यानी हीमोग्लोबिन कम से कम 10 g/dL होना चाहिए। बच्चे को सर्दी खांसी जैसी बीमारी भी ऑपरेशन से पहले नहीं होनी चाहिए। इसके अलावा बच्चे के महत्वपूर्ण अंग भी ठीक से काम कर रहे होने चाहिए।
    कटे होंठ और तालू के ऑपरेशन के समय बच्चे को कुछ और स्पेशलिस्ट के परामर्श की ज़रुरत भी पड़ सकती है , इसमें स्पीच थेरेपिस्ट , Orthodontist और नाक कान गला विशेषज्ञ शामिल हैं।
    इस वीडियो में कटे होंठ और तालू की सर्जरी करने के लिए सही समय कब है बताया गया है ।
    ऐसे और वीडियो देखने के लिए हमारे TH-cam चैनल को सब्सक्राइब करें @ bit.ly/31EpA4b
    *To talk to Dr. Karoon Agrawal please visit:* drkaroon.com
    FOLLOW US
    ● Facebook: / drkaroon
    #cleftlip #ClipPalateSurgery #कटेहोंठऔरतालू

ความคิดเห็น • 317

  • @s.ssarswati788
    @s.ssarswati788 3 ปีที่แล้ว +1

    Thanku sar ji aap ne mere bete ko sahi karne ke leye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 หลายเดือนก่อน

      dhanyavad

  • @alickcarlo7963
    @alickcarlo7963 11 หลายเดือนก่อน +1

    Thankyou sir so much given new life to my son alisters mother

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  11 หลายเดือนก่อน

      Welcome

    • @shambhukumar9309
      @shambhukumar9309 8 หลายเดือนก่อน

      Ilaaj kahan per hota hai sar please contact number sirf

  • @preetigupta5069
    @preetigupta5069 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir bahut ache docter hai sir bahut achi surgery karte hai agar kisi ko bhi jarurat ho to in doctor ko jarur dekhaye

    • @MrGoldy-hm3cy
      @MrGoldy-hm3cy ปีที่แล้ว +1

      Kaha mil sakte hai inse

    • @RekhaYadav-qu3ij
      @RekhaYadav-qu3ij 11 หลายเดือนก่อน

      ​@@MrGoldy-hm3cydelhi

    • @RahulSingh-tq4nt
      @RahulSingh-tq4nt 9 หลายเดือนก่อน

      Bhai kha ke doctor hai or kitna kharcha aajta hoga

  • @SandhyarBrother
    @SandhyarBrother 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir aap Kahan se ho.. I m from himachal

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 หลายเดือนก่อน

      New Delhi

  • @nitinrupnar6314
    @nitinrupnar6314 2 ปีที่แล้ว

    Sir voice clear nhi ati use certificat mil sakta hai, 2016 che rules 21 types dissbility

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Rule 20.3.2 mein speech in maxillofacial anomalies ke under mein certificate mil sakta hai. Par is guideline mein cleft ki clarity nahi hone ke karan cleft bachchon ko phayada nahi ho pa raha hai.

  • @SandhyarBrother
    @SandhyarBrother 3 ปีที่แล้ว

    Sir meri bhtiji ko hua operation karwana tha

  • @ZebaAmjadKhan
    @ZebaAmjadKhan 11 วันที่ผ่านมา

    Namaste sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 วันที่ผ่านมา

      Namaste

  • @mssaini5823
    @mssaini5823 ปีที่แล้ว

    Sir

  • @manjulasharma1953
    @manjulasharma1953 17 วันที่ผ่านมา

    Sir mere peregency mai batya h kya vo pet mai bhi kuch sahi ho sakta h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  15 วันที่ผ่านมา

      pet mein sahi nahi kiya ja sakta hai. Par aapako mentally prepare rahane ke liye mauka de raha hai. Cleft mein feeding etc ki jankari le sakte hain.

  • @adeebakhan5542
    @adeebakhan5542 2 ปีที่แล้ว

    Sir mera bhai 25yers ka hai uske born se uska talu nahi dha phir uski surg hui after 9mont lekin uska dhodha holl reh gaya abhi uski surg hui but after surg 6day bleeding his mouth sir I am very confused pleas sir explane my problem

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Thodi bleeding ho sakta hai. Sabse achchha hai ki aap apane surgeon ke paas follow kariye. Woh examine karke sahi salah denge.

  • @kirtiashtikar9869
    @kirtiashtikar9869 2 ปีที่แล้ว +1

    Hello sir.. Mere beta ka bilateral cleft lip & palate tha.. Dono surgery houi hai.. Per abhi hirdi mai gap rah gaya hai..to pls help kijiye ab uska bhi operation krna padta hai kya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Alveolar cleft par video dekhiye. Usase sab pata chal jayega. Usake liye operation 7-11 saal ke umar mein karate hain.

    • @kirtiashtikar9869
      @kirtiashtikar9869 2 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon thank you sir..

  • @rafika3185
    @rafika3185 ปีที่แล้ว

    Sir meri Beti ka cleft lip hua or opinions Karna tha

  • @jignathakore4377
    @jignathakore4377 2 ปีที่แล้ว +1

    Science ne itni tarakki ki hai is par karo sir puri life ak maa aap ka aabhari rahungi.... Meri beti 18 sal ki hai mene dekha hai kitni mushkil hoti hai..... Pls sir ase baccho ka ilaj maa ke pet se ho na chahiye pls pls nahi to jaldi pataa chal jaye asa kuch hona chahiye taki baccha Or maa koi taklif na ho pls pls pls 🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Aapaki pareshani samajh sakta hoon. Par yeh bachche ekdam normal hote hain aur life mein bahut achchha perform karte hai. Yadi hum aur hamare society aise bachche ko thoda support karein to sab kuchh theek ho sakta hai. Yeh defect la-ilaj nahi hai. Isliye cleft lip and palate wale bachchon ke abortion ke liye main salah nahi doonga.

  • @hemsinghmeravi4830
    @hemsinghmeravi4830 3 ปีที่แล้ว +1

    Nice sir mera Baccha ka bhi hot kata hua hai kya ski nisulk elage hota hai prize sir bataye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว +2

      Iska ilaaj nishulk h. सर्जरी के लिए कृपया हमें कॉल करें +91 7400204231 or +91 9717230322

    • @pukhrajbhunkal7220
      @pukhrajbhunkal7220 3 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon aap kA numbers

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      @@pukhrajbhunkal7220 Please contact 9717230345

  • @jignathakore4377
    @jignathakore4377 2 ปีที่แล้ว

    Kya 18 sal ki rahinoplasty lezar se tretment available hai pls batana... Or kese bhi nak ho but clef vale logo ki nak ka shape kitna parsont sahi ho sakta hai pls bataiye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Naak theek karane ke liye usually laser ka upyog nahi hota hai. Cleft ke bachchon ke naak kaphi kuchh theek kiya ja sakta hai. percent batana mushkil hai, but almost normal bana sakte hain.

  • @poojagola6304
    @poojagola6304 หลายเดือนก่อน

    Sir mete bete ke talu m ched h 4 month ka h 9 month Tak kiya khila sakte h plz bta dijiye sir 🙏🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  หลายเดือนก่อน

      Jaise normal bachche ko pilate khilate hain, wahi dena hai.

  • @payalsharma4093
    @payalsharma4093 3 ปีที่แล้ว +4

    Thanks sir apne meri friend ki beti ka cleft lip ka operation krke uske face thik kr diya....thanku soo much

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      You are welcome Payal

    • @kssarlai5437
      @kssarlai5437 2 ปีที่แล้ว +1

      Dr.sr ke contact nmbr bhej do

    • @andleebshadan7767
      @andleebshadan7767 2 ปีที่แล้ว +1

      @@Drkaroon kya baby ka 6th- 10th month main soft cleft palate operation krwane ke baad bhi awaaz aur speaking main sudhar nhi aegi kya?? Kaafi log bol rahe hain ki surgery ke baad bhi awaaz main sudhar nhi hai. Plz tell.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      @@andleebshadan7767 Yadi sahi operation sahi tareeke se hua hai to aawaj mein sudhar jaroor hoga. Par aawaj develop hone ke liye wait karna chahiye. Saath mein speech ki training deni chahiye. Phayada JAROOR hoga. Waise aapake paas operataion ke siway koi doosra choice nahi hai.

    • @andleebshadan7767
      @andleebshadan7767 2 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon speech therapy agar nhi kiya jaye to? Bacha 8th month k baad khud bolna seekh jata hai.

  • @khushbooyadav927
    @khushbooyadav927 ปีที่แล้ว

    Sir mera cleft lip tha ek baar operation hua hai but nose aur lip dono thoda tedha hai to phir se operation karane se sahi ho sakta hai abhi meri age20 year hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Bilkul sahi ho sakta hai. yadi delhi aa sakate ho to Mr Noone Gurung 9717230322 se baat karke aa jao. Hum tumhari puri madad karenge

  • @mukubhart2163
    @mukubhart2163 3 หลายเดือนก่อน

    Sir lip sarjari karwa liya hu. Ab palet ka karwana tha. To 9 mah ho rha hai. 8kg se upar hai. Av karwana sahi hoga kya...

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 หลายเดือนก่อน

      Bilkul sahi hoga. Doctor aur jaanch karke aapako fitness batayenge.

  • @kushwah.g891
    @kushwah.g891 3 หลายเดือนก่อน

    Sir.g meri age 27 year's hai....or mera
    Left clip me problem hai..born time ..se ..
    Kya uskaaa operating ho saktaaa hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 หลายเดือนก่อน

      Bilkul theek kar sakte hain. 27 saal ke umra mein bhi janam se cleft lip ka correction kiya ja sakta hai. Koi problem nahi hai.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 หลายเดือนก่อน

      contact Mr Noone Gurung 9717230322 yadi aana chahate ho

  • @MrGoldy-hm3cy
    @MrGoldy-hm3cy ปีที่แล้ว

    Sir.
    Mere bete ko bhi same problem hai..
    To uska treatment KB start kar sakte hai...or aap se kese mil sakte hai.
    Mera beta abhi just huaa hai.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      milane ke liye contact mr Noone gurung 9717230322. Detail hamare channel mein dekh sakte hain. th-cam.com/users/Drkaroonvideos

  • @MyCuteLittleWarrior
    @MyCuteLittleWarrior 4 หลายเดือนก่อน

    Hello Sir.. meri baby ka abhi dec 15 ko palate surgery khatam hua.. uske naak se food nikal nahi raha bilkul.. but kabhi kabhi ek baar thoda sa nikal jata hai.. koi prblm hai kya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  4 หลายเดือนก่อน

      Koi problem nahi hai. Par apane surgeon se examine karwa lo

  • @VishnuSingh-mn9hr
    @VishnuSingh-mn9hr 2 หลายเดือนก่อน

    Hello sir, my recently born baby girl having bilateral cleft lip and palate. I need your suggestion and your contact details.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 หลายเดือนก่อน

      Please contact Mr Noone Gurung 9717230322

  • @neetubindneetubind5583
    @neetubindneetubind5583 3 ปีที่แล้ว

    Mere bacche ka cleft lip and palate ki problem hai lekin hemoglobin ki kami h 8.8 hi h sir plz bataye ki hemoglobin bacche ko chada kar surgery nhi ho sakta baccha 4 month ka ho gaya h please reply sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Chhote bachccho mein blood chadhane ki zaroorat nahin hai. dawai pila kar hemoglobin badh jata hai. Yadi aapako help ki zaroorat hai to hamein sampark kar sakte hain 9717230345 par call kariya.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      @@garima_-_coking1608 Bilkul ho sakta hai, par dekhane ke baad detail mein discuss kar sakte hain.

  • @ankitgupta-dg8bj
    @ankitgupta-dg8bj 2 ปีที่แล้ว

    Hlo sir
    Meri wife ka 4.2 mnth chl ra hai or mne ultrasound kraya nd usme left lip and palate bht minor sa cut hai tho dctr nai kha kikafi minor hai tho bad mai surgery sai thk ho jaye ga tho sir plz tell me koi prblm tho nhi hai jyada

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว +1

      Koi problem nahi hai. Jo bhi cleft hoga use operation se theek kar sakte hai. Yadi aap delhi mein aas paas hain to ek baar hamare paas aa jaiye. Pura discuss kar lenge.

    • @ankitgupta-dg8bj
      @ankitgupta-dg8bj 2 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon ji sir mai sonipat sai he hu and jo cleft hai vo left side hai nd ultrasound mai cleft 2mm ka show kra hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว +1

      @@ankitgupta-dg8bj Jitna bhi cleft ho, surgery se theek kiya ja sakta hai.

    • @ankitgupta-dg8bj
      @ankitgupta-dg8bj 2 ปีที่แล้ว +1

      @@Drkaroon ohk sir mai apse nxt mnth mai appointment leke apse milta hu

    • @karishmatiwari4109
      @karishmatiwari4109 ปีที่แล้ว

      @@ankitgupta-dg8bj kya apke baby ka oppression ho gya please btaye mujhe bhi krwana h

  • @Pramodpal77
    @Pramodpal77 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere bhai ki dahine hand ki aguli kat gayi hai kya isaka plastic surgery ho sakti hai please reply sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Usually ek ungli kate hone par operation nahi karte hain. Yadi kaam karane mein mushkil hai aur jyada ungli kati ho to operation kar sakte hain.

  • @user-sm1ex7mi8w
    @user-sm1ex7mi8w 2 หลายเดือนก่อน

    Sir ji mere bachche ko bhi cleft lip ki problem hai abhi o 1 month ka hai , plzz bataiye kaise kya hoga kaha hoga lagbhag kitna kharcha baithega surgery me ..

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 หลายเดือนก่อน

      Sabhi prashnon ke answer hamare videos mein bataya hua hai. Sab videos ko dekhane ke baad discuss kar sakte hain. Online discussion ke liye please contact Mr Noone Gurung 9717230322

  • @abdulkhaliq389
    @abdulkhaliq389 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir aap Ka hospital Kaha h mai hardoi up se ho

    • @karoonagrawal4313
      @karoonagrawal4313 3 ปีที่แล้ว

      New Delhi mein East of Kailash mein hai. Yadi sahuliyat ho to aa jayiye

  • @GadeShilpa-pi5nw
    @GadeShilpa-pi5nw ปีที่แล้ว

    Dr kya mai aapko mare bete ki photo aapke pas bejsakte hu to muje mera beta baki ladke ki tarh thik ho sakta ho

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Mr Noone gurung ko 9717230322 par bhej dein

  • @pembatamang3455
    @pembatamang3455 3 ปีที่แล้ว

    Sir mere dete ka bhi hot halka sa kata huwa Nisan h garbh se hi h abhi Mera bachcha 18 din ka h Isa ka ilaj hoga ya nhi or kirna kharchaa lagega

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว +1

      Iska ilaaj nishulk ho sakta hai. सर्जरी के लिए कृपया हमें कॉल करें +91 7400204231 or +91 9717230322

  • @rinakumari-fu4uh
    @rinakumari-fu4uh 3 ปีที่แล้ว

    Sir ye hospital kaha par hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      National heart institute, east of kailash, south delhi, near kailash colony

  • @KhushbooKumari-vh6xd
    @KhushbooKumari-vh6xd ปีที่แล้ว

    Sir mere baby ka lip right side se halka sa extend hai... uska operation ho skta hai..

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Bilkul ho sakta hai

    • @KhushbooKumari-vh6xd
      @KhushbooKumari-vh6xd ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon kitne month me ho skta hai.. baby abhi 25 days ka hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      @@KhushbooKumari-vh6xd Yadi cleft lip hai to 4-5 mahine ke age mein operation karte hain. Saath mein uska blood report, chest report dekhana padata hai

  • @parmeshguzzar6571
    @parmeshguzzar6571 2 ปีที่แล้ว

    Hi

  • @tikeshwarrathia6185
    @tikeshwarrathia6185 4 หลายเดือนก่อน

    Sir mera 6 mahine ka beta hai uska claplip and clap palat hai 3mahine me opration ke liye leke gye the but blood 7.4 gram hone ke karan nai ho paya . Doctor dawai bhi diya hai uske 1 mahine baad doctor dikhy to 8.2 gram bdha fir 1 mahine baad test karaye to jitna pahle tha utna abhi bhi utna hi hai . Sir uska blood me koi sudhar ni ho rha hai kya kren bahut pareshan hai jabki dawai de rhe hain 3 mahina ho gya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  4 หลายเดือนก่อน

      Koi pareshani ki baat nahi hai. kuchh bachchon mein aisa ho sakta hai. Achchhe khane peene ka khayal rakhein. Dawai dete rahen. Bachchon ke doctor se salah lein. Yadi surgery mein kuchh mahine late hone se chinta ki koi baat nahi hai.

  • @singeramartufaniofficial8415
    @singeramartufaniofficial8415 3 ปีที่แล้ว

    18 years ka ho sakta hai kya sarkari sirf face barabar krna hai lips baraber to rply dijiye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Aapaka prashn mujhe samajh nahi aaya. Aap Noone Gurung se 9717230322 par call karke poochh lo.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Prashna samajh mein nahi aaya. Aap mere coordinator se baat kar lijiye 9717230322

  • @shyamolimachangmai6124
    @shyamolimachangmai6124 3 ปีที่แล้ว

    Sir mera bhi ek beta hai, aaj uska 7 days huwa hain, uska lip aur palate kata huwa hai, sir plz aachi tarah se feeding kaise kare woh bataye, taaki uska weight thik tarah se barhe.. Plz help sir, abhi toh uska kuch ear problem ke baare mein nehi bola hain doctor ne but kya usko hearing problem baad mein develop ho sakti hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว +2

      Mother ka breast feeding koshish karna chahiye. Breast ko muh mein daalkar express karne se bachche pi lete hain. Bachche ko baithakar or 45 degree par incline karwa kar feeding dena chahiye. Feeding mother milk directly yaa express karke pilana chahiye. Yadi mother ka doodh adequate na ho to formula milk or full cream milk dena chahiye. Usme pani bilkul na milaye. Doodh pilane ke baad burp ke liye 5-7 minute kandhe par rakhana chahiye. Kuchh dino mein bachche adjust ho jaate hain. Aise bachcho ko thoda thoda aur frequent feeding karna chahiye. TH-cam ke video mein aap feeding ka tarika dekh sakte hain.

    • @shyamolimachangmai6124
      @shyamolimachangmai6124 3 ปีที่แล้ว +1

      @@Drkaroon thank u sir

  • @badripandey5353
    @badripandey5353 ปีที่แล้ว

    Mera cleft lip ka operation huwa hai par thik se nahi huwa main abhi 24 sal ka hu kya fir se operation ho sakta hai
    Please 🙏🏻 reply

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Yes, ho sakta hai

  • @parwezalam1028
    @parwezalam1028 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere bete ko Clift plate ka problem hai..is oppression me kharch aata hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว +1

      Cleft palate ka operation FREE mein kar sakte hain. Aap Noone Gurung se 9717230322 mein baat karke appointment le lo.

    • @parwezalam1028
      @parwezalam1028 2 ปีที่แล้ว

      Thanks sir

  • @AdivasiTadviking
    @AdivasiTadviking หลายเดือนก่อน

    Sir हमारा बच्चा cleft lips है। Opretion Krna है

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  หลายเดือนก่อน

      jaroor.

  • @kusumkanwer2981
    @kusumkanwer2981 3 หลายเดือนก่อน

    Sir mera uper lip me nisaan ho gya h katne k karan thik ho jayga kya age 25

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 หลายเดือนก่อน

      Yadi nishan bahut jyada hai tab surgery se kum kiya ja sakta hai. Par yeh yaad rakhana hoga ki nishan completely kabhi bhi gayab nahi kiya ja sakta

  • @hammadMHS
    @hammadMHS ปีที่แล้ว

    Sar opresan ke kithne mahine ke badh me bachche normal bolthe hai , aur dhono opresan ke bhadh me kya karna padtha hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      alag alag bachchon mein timing different hota hai. Yadi talu ka operation 1 saal ke age se pahle hua hai to bachcha 3 saal ke umar mein normal balne lagate hain. Par quality of operation par bhi depend karta hai. Mother father bachche ke bolne par kitna dhyan dete hain, uske upar bhi phark padata hai

  • @JitendraKumar-rl5vk
    @JitendraKumar-rl5vk 2 ปีที่แล้ว

    Sir aapka clinic kha hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      National Heart Institute, East of Kailash, New Delhi

  • @SAURABHKUMAR-ik4ku
    @SAURABHKUMAR-ik4ku ปีที่แล้ว

    Sir humare baby ka talu m chot lg gye hai doctor bolta hai eska operation krvana padge kya kra 1year ka baby

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Yadi talu mein lag gaya hai to better yehi hai ki operation karava lein. Yadi chhed ban gaya to bolne mein mushkil ho sakti hai. Yadi chhed nahi hai to apane aap bhi theek ho jayega

  • @tikeshwarrathia6185
    @tikeshwarrathia6185 4 หลายเดือนก่อน

    Sir dawai ke alawa kuch aor upay bataiye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  4 หลายเดือนก่อน

      khane ka khayal rakhana hai. Better ye hai ki aap bachchon ke doctor se salah lein

  • @poonamraghuwanshi9130
    @poonamraghuwanshi9130 6 หลายเดือนก่อน

    Sir namste mera bcha 3sal ka hai use cleft ki problem hai operation krvana jaruri hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  6 หลายเดือนก่อน

      Bilkul jaroori hai. Yadi abhi operation nahi hoga to, bachcha baad mein aapako hi dosh dega

  • @AbhishekKumar-zl9tq
    @AbhishekKumar-zl9tq 8 หลายเดือนก่อน

    Hospital kaha hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  8 หลายเดือนก่อน

      East of kailash, new delhi

  • @karishmatiwari4109
    @karishmatiwari4109 11 หลายเดือนก่อน +1

    Hello sir mere bachhe ki lip surgery ho gyi aj 5 day ho rhe aur aj hi iske muh se take tutne jaisa lg rha dhage nikal rhe h kya ho skta h ye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  11 หลายเดือนก่อน +1

      Yadi apane aap galane wale tanke lagane se 5-7 din mein nikalane lagate hain. Yadi jakham nahi bana hai to chinta ka vishay nahi hai

  • @nishiagrawal5477
    @nishiagrawal5477 2 ปีที่แล้ว

    Hello dr. My unborn baby is determined with cleft lip and cleft pallate. I need help. Can it be cured before birth

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว +1

      No, it can not be cured before birth. It can be treated after birth with surgery at right time.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Nishi, There is no cure of cleft lip and palate before birth. But we can help you to be prepared to welcome this baby. You should be prepared with feeding appliances and technique. you may visit any plastic surgeon or cleft centre and learn about it. If you are in and around Delhi you may come to us.

  • @kavitasolanki8990
    @kavitasolanki8990 ปีที่แล้ว

    Mujhe ap ka se bt krni h mery beby ko bhi problem h sr

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Noone Gurung 9717230322 se contact kariye

  • @AMJADALI-jy3dd
    @AMJADALI-jy3dd ปีที่แล้ว

    Good morning sir
    Sir Mera bhanji ka cleft lip thora Hai iska treatment Kaha acha rahega aur Kitna din me Sahi hoga

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Bahut se plastic surgeons hai, iska operation sahi tarike se kar sakte hain.

  • @VishalPatel-qu1mf
    @VishalPatel-qu1mf 2 ปีที่แล้ว

    sir mere sonography me baby ka hoth or taalu kata huwa hai kya mera baby thik ho jayega

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Bilkul theek ho jayega. Please come to our centre. We will discuss in detail.

    • @rajawasiem5645
      @rajawasiem5645 ปีที่แล้ว

      Sir aap ka central kaha ha plzz

  • @mylovelysharayu...5753
    @mylovelysharayu...5753 2 ปีที่แล้ว

    Sir meri beti 1yers 5 month ki ho gai hai lekin waight 8 kg hai use cleft palet ka problem hai to uska operation kb krna Chahiye plz rpl me..........

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      1 year 5 month mein beti ka weight 10 kg ke aas paas hona chahiye. Par yadi weight 8 kg se upar nahi aa raha hai to bachche ke doctor ke dikhaiye, jaanch karaiye and dawai dijiye. Uske baad surgeon, anesthetist aur bachche ke doctor milkar decide kar sakte hain ki operation kab karna chahiye.

    • @mylovelysharayu...5753
      @mylovelysharayu...5753 2 ปีที่แล้ว +1

      @@Drkaroon thanks sir

  • @nikitavyas6774
    @nikitavyas6774 ปีที่แล้ว

    Hiii sir meri beti ko cleft lip and palate ki problem hai mujhe ye janna hai ki cleft palate ke opretion ke baad baby ki voice thik hojati hai ya thodi problem hoti hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Thodi speech ki problem ho sakti hai. Par usko theek karane ki bhi koshish ki ja sakti hai

    • @karishmatiwari4109
      @karishmatiwari4109 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon apsw contect kaise kre mujhe bhi krwana h apne baby ka

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      @@karishmatiwari4109 Contact Mr Noone Gurung 9717230322

  • @vaishujain691
    @vaishujain691 2 ปีที่แล้ว

    Hlo sir plz tell cleft lip palate surgery ke baad Jo stitching mark hota h wo Kaise remove Kiya jaskta h ..

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Cleft lip surgery ke baad stitch mark ko kum karne ke liye scar ke upar malish karna chahiye. Yeh 3-4 mahine tak karna chahiye. Uske baad jo mark hai apane aap dhire dhire kum hota hai. Saal, dedh saal ke baad jo scar bach jata hai use surgery karke hi kum kiya ja sakta hai

    • @vaishujain691
      @vaishujain691 2 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon sir 24years old mark Hai...

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      @@vaishujain691 24 saal old mark ko kewal operation se hi kum kiya ja sakta hai.

  • @parmeshguzzar6571
    @parmeshguzzar6571 2 ปีที่แล้ว

    Sar muje Bhi hot thik krvana he

  • @jashodadevi3737
    @jashodadevi3737 ปีที่แล้ว

    Hello sir mera beta 8 saal ka hai or use lip cleft or palate ki problem hai uski lip ka or talu ki surgery 6 month me or dusri 1 saal me ho gyi thi safdarjung hospital me lekin sir abhi masoode ki surgery baaki hai Apka hospital kha hai Delhi me or ham aapse kaise contact kar sakte hain aur sar is surgery mein Kitna kharcha aata hai please 🙏🙏sir reply me

    • @karishmatiwari4109
      @karishmatiwari4109 ปีที่แล้ว

      Apka baby kitne saal ka ho gya aur lip ki surgary kaise hui h hoth sahi to dikhte h ya nhi surgery k bd

    • @kritikasinha634
      @kritikasinha634 3 หลายเดือนก่อน

      Ma'am kya ab aapka baby normal bol sakta hai? Mere bhi sonography reports me ye problem aaya h isliye puch ri hu

  • @avinashk2275
    @avinashk2275 5 หลายเดือนก่อน

    Sir meri baby ko v cleft palet h uska weight n bad

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  5 หลายเดือนก่อน

      Aapaka prashna aadha hai. pura likhakar bhejen

  • @mssaini5823
    @mssaini5823 ปีที่แล้ว

    Hallo

  • @chetannitinbilogss5211
    @chetannitinbilogss5211 2 ปีที่แล้ว

    Sr meri bachchi ko v clemp ki dikkat h please jankari de

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Video mein saari jankari di hui hai. Yadi kuchh aur janana hai to video mein diye hue phone number par baat kar lo

  • @ManjinderSingh-kn5my
    @ManjinderSingh-kn5my 2 ปีที่แล้ว

    Sir mera baby cleft lip and palate hi uski age 2year six months ha uske cleft lip kee surgery 3time or palate ki two time ho chokee haa laken bata kaa palte maa ab vee surkaa haa vo bolna vee nhi laga teeth bee thik nhi please help me sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Main dekhkar hi kuchh salah de sakta hoon. National Heart Institute, New Delhi 12 to 1pm Mon to Saturday

    • @ManjinderSingh-kn5my
      @ManjinderSingh-kn5my 2 ปีที่แล้ว

      Sir ma apna bata ki pick send kar skatee ho or kon saa number par

    • @ManjinderSingh-kn5my
      @ManjinderSingh-kn5my 2 ปีที่แล้ว

      Sir reply kar doo please aap ka contact number par baat nahi ho pa ree

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Dr Kanika se contact karen 9958098399

  • @dilnawazalam1731
    @dilnawazalam1731 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir mere lip ke dono side me 1-1inch kata hua h😓 or mai 16 year ka ho gaya hu to wo surgery se thik ho jayega kya😢 please bataiye sir😞

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว +1

      Ek surgery mein theek ho jayega. Dekhane ke baad detail mein bata sakte hain.

    • @dilnawazalam1731
      @dilnawazalam1731 2 ปีที่แล้ว +1

      Sir, Surgery ka daag mitega ya nhi

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      @@dilnawazalam1731 Surgery ka nishan hamesha rahega, par bahut paas se dekhane se hi pata chalega

    • @dilnawazalam1731
      @dilnawazalam1731 2 ปีที่แล้ว +1

      Ooo Thank you sir 🙏

  • @NiteshKumar-yh4wi
    @NiteshKumar-yh4wi 2 ปีที่แล้ว

    Sir 16,17 years k boys ka Lip sahi ho skta hai plZ sir...😢

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Bilkul sahi ho sakta hai. Par dekhane ke baad hi bata sakte hain. video mein diye hue number par contact karen

  • @kapilyadav7639
    @kapilyadav7639 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere age 17 Saal hai mere HOTA kata ho hai bachapan sai Mai theek ho jauga

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Operation se theek ho jayega

  • @v.k5639
    @v.k5639 ปีที่แล้ว

    Sir mera ek taraf ka hoth thoda mota h patla ho jayega kya mai 20sal ka hu pls contact no bhej dijiye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Yes, mote honth ko patla kiya ja sakta hai aur patle honth ko mota bhi kiya ja sakta hai. Please contact Mr Noone Gurung 9717230322

  • @gauravkarande5171
    @gauravkarande5171 2 ปีที่แล้ว

    Namaste sir mere bache ki surgery ho gai hai 2 mahine pahle par kabhi kabhi nak se pani or milk bahar aata hai hamesha nahi kabhi kabhi aata hai isse koi problem to nahi na sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Koi problem nahi hai. Par aap apane surgeon se salah lein, woh aapako sahi batayenge

  • @vijendramalviya6692
    @vijendramalviya6692 ปีที่แล้ว

    Sir 28 hafte ki pragnecy he ultra sound me bilateral cleft lip and plat deformity type 3 he doctor bacha girane ki bol rahe he

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว +1

      yadi koi doosra defect ho to girane ki soch sakte hai. yadi kewal cleft lip palate hai, to achchha operation hota hai aur theek ho sakta hai. Ek saal thodi mushkil to hoti hai

  • @akkiraja867
    @akkiraja867 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere upper wale lip me bisbisata hai aur achanak se usaka chamara upper ja raha hai kya kaise kare koi solution air please reply me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Mere paas iska koi solution nahi hai

  • @gulubabu2237
    @gulubabu2237 2 ปีที่แล้ว

    Sir I'm from odisha , cleft palate , problem hai, mera awaj koi samjh nehi pata hai,, kya sehi ha payega ,, age 28 hai ,please help me 🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Aise batana mushkil hai. Theek karane ki koshish kar sakte hain. Par 28 years mein nromal hone ki possibility nahi hai. Improvement jaroor hoga

    • @andleebshadan7767
      @andleebshadan7767 2 ปีที่แล้ว

      Apka soft cleft palate hai ya hard cleft palate ( taalu kata hua h kya) ?

  • @jayrajdamor3781
    @jayrajdamor3781 3 ปีที่แล้ว

    Sir Meri sis ke taalu nhi he so speak me problem hoti he or 16 year ki ho gyi he vo

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Aapake sister ka operation ho sakta hai. patient ko examine karke aapko jyada salah de sakte hai. Consultation aur operation nishulk hai. Contact Mr Noone 9717230345

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      New numbers of Mr Noone 9717230322 and 7400204231

  • @sangeetayadav7640
    @sangeetayadav7640 ปีที่แล้ว

    Bon grafting kb kre sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Usually 8-11 saal ke umra mein karte hain. Par Xray lekar orthodontist guide karte hain

  • @anilkumarrawal3917
    @anilkumarrawal3917 10 หลายเดือนก่อน

    Celf lip and celf palent nhi h to sir wo 10 din ka h kase kare

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  10 หลายเดือนก่อน

      Apane convenience se kabhi bhi aa kar salah le sakte hain

  • @ratnasingh23
    @ratnasingh23 ปีที่แล้ว

    Lip cleft aur cleft palate k operation k liy right time aur right weight kya hona chahiy sir.

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว +1

      Aap hamar you tube channel mein dekhiye, sab detail mein bataya hua hai. th-cam.com/users/Drkaroonvideos . Normally cleft lip ka operation 3-6 mahine ke beech mein karte hain. Aur palate ka operation 9 mahine se 18 mahine tak. Par yeh bachche ke weight, haemoglobin, respiratory infection aur nutrition par depend karta hai.

    • @ratnasingh23
      @ratnasingh23 ปีที่แล้ว

      Thanks sir

  • @mdarbaz1210
    @mdarbaz1210 3 ปีที่แล้ว

    sir apka no mil sakta h mera ek beta aisa ha apke pass aana chahta hu k8ya hojyega thik

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Dekhane se pata chalega. Aap appointment lekar aa sakate hain.

  • @ASN056
    @ASN056 3 หลายเดือนก่อน

    Kitna vite hone chachiya

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 หลายเดือนก่อน

      sorry, mujhe samajh nahi aaya

  • @INDIANSTATUS-ds3mn
    @INDIANSTATUS-ds3mn 9 หลายเดือนก่อน

    Sir mai apna ak photo bhejna chahta hu apke pass mera hot or nose ke bich kuchh kata hua hai jisse bahut kharab lagta hai face wahi dikhana chahta hu apko aap kuchh contact karne ke liye bataiye jaha se mai apko photo bhej saku plzzzz sir 🙏🙏🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  9 หลายเดือนก่อน

      contact mr Noone Gurung 9717230322

  • @malikram50
    @malikram50 ปีที่แล้ว +1

    नमस्कार सर मेरी बेटी 3 साल का है और उनकी नीची होट बाहर निकल गये है तो उसे ठीक कराने मे कितना खर्च हो सकता है

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Cleft care centre mein contact kariye. Aise likhane se jyada samajh nahi aa raha hai

  • @Vinod19937
    @Vinod19937 3 ปีที่แล้ว

    Sir mere bache ka v h sir me uttrakhand se hun

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Aapne bachche ke baare mein thoda detail mein batayenge, tab salah de sakte hain.

  • @kitchenwiths.azmi.5186
    @kitchenwiths.azmi.5186 6 หลายเดือนก่อน

    Sir mere baby ko cleft palate h aur uska wajan nhi badh rha h.9 mahine ka h sirf 4 kg ka h..plz kuch dawa bataye wajan badhane k liye main bahut pareshan hu..

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  6 หลายเดือนก่อน

      Dawa batane se kaam nahi chalega. Aapako nutrition counselling aur kuchh help ki jaroorat hai. Bachche ke doctor aur nutritionist se milen

    • @hiteshdhruv4627
      @hiteshdhruv4627 หลายเดือนก่อน

      Kaha rahte ho? I can guide you.

  • @cartoonofficial5982
    @cartoonofficial5982 3 ปีที่แล้ว

    Sir mera bete ka talu bech se fata hua h
    Age 3.5 year ho gyi h
    Or sahi se bol bhi nahi pata h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Yahi talu beech se fata hai to uska operation ho jayega. Aap Mr Noone Gurung se baat karake appointment fix kar lijiye- 9717230322. Dekhane ke baad result ke baare mein bata sakate hain.

  • @omihoro4510
    @omihoro4510 2 ปีที่แล้ว

    Cleft lip ka operation kahan aur kaun sa hospital me hota h plz batay

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว +1

      cleft lip ka operation bahut se hospitals mein hota hai. Contact Mr Noone Gurung for appointment 9717230322, 7400204231

    • @omihoro4510
      @omihoro4510 2 ปีที่แล้ว +1

      @@Drkaroon thank you

  • @namitamurasinghlifestyle
    @namitamurasinghlifestyle 3 ปีที่แล้ว

    Sir meri bahen ki bby ko janam se hi h 7 day hua use born ko

    • @namitamurasinghlifestyle
      @namitamurasinghlifestyle 3 ปีที่แล้ว

      Sir ham use kaise thik kar sakti hai or use kaise maa ki dudh Kaise pilaye Jaaye

  • @sangitashrestha8279
    @sangitashrestha8279 ปีที่แล้ว

    Agar pfo close nahi huga toh lips ka operation nahi hota sir?

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว +1

      pfo kya hai

    • @sangitashrestha8279
      @sangitashrestha8279 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon my doctor says aapki beta ki heart mai pfo close nahi huwa hai woh 1 month se 12 month pe aapni aap hi close hoga bt i don't know what is pfo

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      @@sangitashrestha8279 this seems to be patent foramen ovale. Iska jyada problem nahi hota hai. Yeh apane aap hi band ho jata hai. Uske saath mein lip ka operation ho sakta hai. Surgery se pahle ECHO, ECG karke dekhna padega ki kya defect hai aur heart mein koi problem to nahi hai

    • @sangitashrestha8279
      @sangitashrestha8279 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon thank you so much doctor 😊

  • @poojagola6304
    @poojagola6304 หลายเดือนก่อน

    Sir uska wait nhi bad raha h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  หลายเดือนก่อน

      hamare paas aa jaiye. Nutritionist salah dengi aur pediatrician bhi dekh lenge

  • @Rohit282
    @Rohit282 2 ปีที่แล้ว

    Sam problem my baby

  • @singarsarayfootballclub7240
    @singarsarayfootballclub7240 ปีที่แล้ว

    mera bi bachi hai sir hot and talu kata huwa sir khan se hai ap sir hm ranchi se

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      yadi delhi aakar operation karana hai to Mr Noone Gurung ko call karke appointment le sakte hain. 9717230322

  • @karishmatiwari4109
    @karishmatiwari4109 ปีที่แล้ว

    Nak chapti ho to kya wo thik hoti h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Ha, theek ho sakta hai

  • @shabazansari6797
    @shabazansari6797 2 ปีที่แล้ว

    Sir me jharkhand se hu please apna adress payte me cleft palate hu sir mujhe operation karana hai sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Mr Noone Gurung 9717230322, 7400204231

  • @Sumitguptaji4754
    @Sumitguptaji4754 26 วันที่ผ่านมา

    Kitna kharach aa sakta h

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  19 วันที่ผ่านมา

      Bachche ko dekhkar bata sakte hain. Yadi income kum hai to free mein surgery kar sakte hain

  • @aaryanmojmasti7708
    @aaryanmojmasti7708 ปีที่แล้ว

    Sar mere bacche ka face par daag ho gaya hai janm se ek side black kya eska sarjari ho sakta hai,abhi ek month ka mera baccha hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Janam se black nishan ki surgery ho sakti hai. Usually 1 saal ke umra ke baad surgery kar sakte hain. Par examine karke hi detail mein bataya ja sakta hai

    • @aaryanmojmasti7708
      @aaryanmojmasti7708 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroonsar lejar treat ment v ho skta hai kya,ye kis umar tak ke baccho ka ho skta hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      @@aaryanmojmasti7708 janam se nishan kai karan se ho sakte hain. Kuchh condition mein laser use kar sakte hain aur kuchh mein surgery kar sakte hai. Isiliye main kaha tha ki dekhane ke baad hi final bataya ja sakta hai

    • @aaryanmojmasti7708
      @aaryanmojmasti7708 ปีที่แล้ว

      @@Drkaroon sar apna adress send kariye,

  • @nitinkurmi2293
    @nitinkurmi2293 3 ปีที่แล้ว

    Sirji kon kon se documents ki jaroorat hoti h . Operation ke liye

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Aap Mr Noone se phone karke poochh lijiye. Uska number is 9717230322/ 7400204231.

  • @deepikaraghuwanshi7203
    @deepikaraghuwanshi7203 3 ปีที่แล้ว

    Sir mere bete ka oppretion ho gya h ab 3 years h pr uski aabaj cliyr nhi nikalpati h bus m hi uski bate samjhti hu plz iska koi uppaye btaye jisse uski aabaj cliyr aane lge 🙏🙏🙏🙏🙏

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  3 ปีที่แล้ว

      Speech therapy dena chahiye. Jahan operation karwaye hain wahan se poochhiye.

    • @andleebshadan7767
      @andleebshadan7767 2 ปีที่แล้ว +1

      Cleft palate tha ya phir cleft lip? Cleft palate hard palate tak tha ya soft palate? Please tell me

    • @deepikaraghuwanshi7203
      @deepikaraghuwanshi7203 2 ปีที่แล้ว

      Both

    • @deepikaraghuwanshi7203
      @deepikaraghuwanshi7203 2 ปีที่แล้ว

      Palate pura bich m s alag alag tha😭

  • @jignathakore4377
    @jignathakore4377 2 ปีที่แล้ว

    Sir meri beti 18 sal ki ho gyi meri yeh request hai aap asa kuch karo k asa bacche ka ilaj mata ki pet me hi ho jaye nahi to aap pls uska aborson ho sake aasa jaldi test se chek karo is baccho ko takilf bahut hoti hai pls iska ilaj karo ak maa ki bahut badi request hai pls pls nahi to aap uski tretment bina pida se ho sake lesar se uska ilaj ho sake asa kuch kro

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Abhi tak kuchh aisa ilaj nahi hai. Par koshish jari hai. Cleft lip aur palate wale bachche normal hote hai. Kewal chehare mein thoda defect rahta hai jisko hum operation se theek kar sakte hain. Isliye abortion ke liye salah nahi dete hai. Yadi saath mein koi aur major defect ho to abortion ke baare mein soch sakte hai. Hum to koshish kar sakte hain ki aise bachchon ko kaise normal life de sake. Smile Train aur hamare sab sansthon ka yahi uddeshya hai.

  • @jokevalebhaiya
    @jokevalebhaiya 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere bhai ka face me cut hua hai to me kya karu

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      kisi surgeon se salah lijiye. Tanke lagane ki jaroorat pad sakti hai

  • @hetramram6982
    @hetramram6982 2 ปีที่แล้ว

    Sir mera ladka cleft lip se h m sir palwal se hu reply please sir

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Please contact Mr Noone Gurung 9717230322. Woh aapako guide kar denge

  • @SatendraSingh-se7hy
    @SatendraSingh-se7hy 2 ปีที่แล้ว

    Sar ji aaj mere beti Hui hai jiska otha kata huaa hai Orr beti 1day ki hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Kahan rahate hain? Hamare videos se saari jankari le sakte hain.

  • @roopsinghgurjargujjar4127
    @roopsinghgurjargujjar4127 4 หลายเดือนก่อน

    सर लिप का ठीक कराना है

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  4 หลายเดือนก่อน

      Please contact Mr Noone Gurung 9717230322 or 7400204231

  • @pritamkumar8708
    @pritamkumar8708 2 ปีที่แล้ว

    Sir mera beta ka cleft lip kta hai

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  2 ปีที่แล้ว

      Operation karke theek kar sakte hain.

  • @nayabkumar5371
    @nayabkumar5371 ปีที่แล้ว

    मेरा होठ पर दागी है जिसकी सर्जरी करवानी है कितना खर्चा होगा सर

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Examine karke hi bata sakte hain

  • @karishmatiwari4109
    @karishmatiwari4109 ปีที่แล้ว

    Sir bachhe ko ma ka dudh nhi mil pa rha aise me bachhe ka sahi bajan kaise hoga oppression k liye wajan badhane k liye kya kre

    • @karishmatiwari4109
      @karishmatiwari4109 ปีที่แล้ว

      20 din ka h baby abhi uska HB 15.1 h weaith 2.50 kg

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  ปีที่แล้ว

      Kisi bhi cleft centre mein jaakar salah lein, Cleft palate mein nutrition ke baare mein bahut se video hain, unko dekhiye. Better ek baar cleft centre mein visit karke puri salah lein.

  • @suahantkumar4984
    @suahantkumar4984 10 หลายเดือนก่อน

    आपसे आपसे संपर्क कर सकते हैं

    • @suahantkumar4984
      @suahantkumar4984 10 หลายเดือนก่อน

      आपकी सहायता की जरूरत है

    • @Drkaroon
      @Drkaroon  10 หลายเดือนก่อน

      नूने गुरुंग से ९७१७२३०३२२ पर संपर्क करें।