Sir mere pas kafi sare Charger hen 2 Amp k but wo 1 amp se zeada current nhi dety. same mobile same cable see new charger the current date hen. low amp wale ka b hal btaen please ya ap khen to unke circuit ki video pictures bhi send kr donga.
Aap uski feedback circuit ko check kijiye aap ki problem solve ho jayegi or es se rileted video mere chanal par hai aap unko dekh sakte ho sayad aap ki koi help ho jaye.ok brother thank you
@@skmobileandelectronic1922 nahi crack to nahi h charging bhi proper kar raha hai per charging karte samay Jo phone chalate Hain to WhatsApp per typing karte samay word aage piche bhag rahe hain aur kuchh kholne per kuchh aur khul raha hai
Brother asan hi hai repair karna or aap bhi bdi asani se seekh jaoye me repairing me har cheez ko explain karunga or har voltage ko Mera maksad hai mere sare Bhai repairing seedke jinko intrest hai.thank you brother
Mene video me sab kuch bataya hai. Aap video ko puri nahi dekhte ho skip kar ke dekh te ho es liye. aap video ko puri watch Kiya Karo sab samajh me ayega.repairing ke liye multimeter to chahiye
@@skmobileandelectronic1922pliz provide me a link to Buy a set of caps, diodes, fusible resistors set etc etc, at affordable price below 500-1000Rs range budget
Mere mobile charger me 12 volt ke supply aane lag gaye hai jis ke karan mera powe bank be kharab ho gaya hai us mobile charger ko kaise thik kare batao
Ham es problem ko solve kar sakte hain octocupular ke duara voltage ko kam ya jadha karke ic ko fede back de kar output voltage ko control kar sakte hai.me es ke upar ak video bna duga.ok brother thank you
Brother aap video ko do char bar dhedho or mere chanal par charger ki alag alag topic par video hai.aap apne charger ko asani se repair kar loge lekin sefty se karna brother. Thank you
Bhaya aapne Jo Kiya hai me usse bohot khus hun lekin ek bat pooch Santa hun aapse aapne chargr to repair kar Diya lekin bo Koch din bad phir se kharab ho jayga aapko charger uske plastik ke box me solder iron se hol kar Dena tha jisse mobile recharge charger ki heat Bahar nikal sake or Mobile charger lambe samay Tak chalta rahi
Es ke liye me ak platform bna Raha hu jis ke jariye aap mujhe apni problem ko bta sakte hai agar koi repairing ki help chahiye to bo bo help ho jayegi es ke dubara. Thanks brother mujh se judne ke liye
Uski ac input Bale point se andar ki pcb ka connection hatgya hoga to aap us charger ko open kar ke ac input connector ko theek se laga dena charger ok ho jayega. thank you brother
Yes dosto, you assume you are the best!!!!!!
Can we check the out put on transformer secondary winding both legs?
बहुत शानदार वीडियो है आपकी
Thank you
Bhaiya apka shop kaha hai mera infinix note 11 charger nhi horha hai😢😢
Charger banane ke baad over heating ho raha hai koi dikkat hoga kya battery par
Koi problem nhi hai charger par लोड पड़ने पर गर्म हो जाता है। ok brother thank you
@@skmobileandelectronic1922 thanks 🙏
Service centre par adaptor repair hota hai kiya pls
Sir mere pas kafi sare Charger hen 2 Amp k but wo 1 amp se zeada current nhi dety. same mobile same cable see new charger the current date hen. low amp wale ka b hal btaen please ya ap khen to unke circuit ki video pictures bhi send kr donga.
6:33 What's the component you've replaced? A fuse or a resistor?
Ac resistor is open than reples it 10 om fuseble resistance after check all comments ok brother. thank you
@@skmobileandelectronic1922 Ok. Thanks man.
very nice sir
भैया चार्जर का फ्यूज बार बार उड़ना आगे क्या खराबी हो सकती है इसके बारे में बताएंगे वीडियोबनाकर
Ok
Aap ki shop kha pr h
Aap mujhe se jaldi hi sampark kar paoge. Mujh se judne ke liye thanks brother
Infnix ka charger ha mera type c wala 33w ka wo gira ha to chal ni raha bikul how to slove it bhai?
AAP charger ko open kare aur uskee ac input pin ko charger ki pcb me dobara se lagaye charger ok ho jayega. Ok brother thank you
mere pas charger hay wo 5 volt tha ab wo 18 volt de raha ha kia masla hoskta ha? secondary ma he 18 ja ray ha
Aap uski feedback circuit ko check kijiye aap ki problem solve ho jayegi or es se rileted video mere chanal par hai aap unko dekh sakte ho sayad aap ki koi help ho jaye.ok brother thank you
Addpetar me agar leakage ho jaaye aur fir Bhi chal raha charger charger use Karen ya na Karen aur kuchh heat bhi kar raha hai charger
Brother charger par lod padta hai esliye garam hota hai. Thank you
@@skmobileandelectronic1922 to used kare charger ya nahi ya
Charger kahi se crack hai to use karsakte ho agar kharab hai to phle use repair kar ligiye phir use kijiye.thank you
@@skmobileandelectronic1922 nahi crack to nahi h charging bhi proper kar raha hai per charging karte samay Jo phone chalate Hain to WhatsApp per typing karte samay word aage piche bhag rahe hain aur kuchh kholne per kuchh aur khul raha hai
@@skmobileandelectronic1922 aap apna number dijiye WhatsApp ka
Ap logon ke bananae se lagta kitna aasan hai lekin itna asan hai nahin
Brother asan hi hai repair karna or aap bhi bdi asani se seekh jaoye me repairing me har cheez ko explain karunga or har voltage ko Mera maksad hai mere sare Bhai repairing seedke jinko intrest hai.thank you brother
Very informative blog.
Thank you
Nice vidio
Aap jo es video main bataya hai vaisa hi Maine Kiya par thik nahi hua hai or mere pas multybitter nahi kaise banega
Mene video me sab kuch bataya hai. Aap video ko puri nahi dekhte ho skip kar ke dekh te ho es liye. aap video ko puri watch Kiya Karo sab samajh me ayega.repairing ke liye multimeter to chahiye
I soldered 2A But it shorted! Help 🤔🤔
Diode ke short hone ke 2 Karan ho sakte hai ak diode pahle se short hoga ya aap ne diode ko ulte direction me laga Diya hai.ok brother thank you
@@skmobileandelectronic1922 I think so,
@@skmobileandelectronic1922pliz provide me a link to Buy a set of caps, diodes, fusible resistors set etc etc, at affordable price below 500-1000Rs range budget
Mujhe bhi repair kar na hai
Good 👍
Mi note 9 pro max charger blinking problam how to solve
Sir same charger par voltage 9 volt aa raha hai kaya Karu?
Uski feed back circuit ko check ki jiye uski video mere channel par hai. Thank you brother
@@skmobileandelectronic1922 please link for video ka
Mere mobile charger me 12 volt ke supply aane lag gaye hai jis ke karan mera powe bank be kharab ho gaya hai us mobile charger ko kaise thik kare batao
Ham es problem ko solve kar sakte hain octocupular ke duara voltage ko kam ya jadha karke ic ko fede back de kar output voltage ko control kar sakte hai.me es ke upar ak video bna duga.ok brother thank you
Tl431se
@@skmobileandelectronic1922 ye aap ne kya likha hai
Charger me voltage ko control karne ke liye octocupular or tl431 lga hota hai uske dra hum output voltage ko control kar sakte hai.ok
Aap apne charger ke fd back sarkit ko check karna octocupular or tl431ko kharab ho ke par change kar dena problem solve ho jayegi
Pl make LED tester from mobile charger
Sir es par me ak video bna dunga jaldi.thank you
टेकनो स्पार्क सेवन चार्जर बेकार हो गया है उसको कैसे बनाएं ट्रांसफर नहीं मिल रहा है उसको कैसे करें
Sir ismen ka part kahan milega
Electronic shop par mil jate hai ya koi purani pcb me se nikal sakte ho. Thank you brother
Super
Thanks
Thanks bro...
Bhai Your welcome
Sir aap kaha se ho
Muje bhi sekhna hai
Only cirkit is charge and no out put DC 5 wult
अडप्डर से करेंट लगने का कारण क्या है बताईए रीपलाई
Eske upar ak video banaduga jis me achhe se explain karduga jon se bhi caran hote hai ok brother.thank you
@@skmobileandelectronic1922 बिडयो लिंक भेज दो भाई
कहें कि जब चार्जर करंट मार रहा है तो क्या करें
Time wasted
Bhai 3 minute ka video hona chahiye
Thnky sir
Good
Thank you
Redmi note 9 ka charger Kaise repair Karen
Brother all chargers ak hi tarike se repair hote hai aap charger repair ki video achhe se dekh lo to aap repair kar loge
video of realme c3 charger
Jaldi upload karunga brother. Thank you
Tecno charger shothoyahhe
Mujhe apna charger repair karwana h
Brother aap video ko do char bar dhedho or mere chanal par charger ki alag alag topic par video hai.aap apne charger ko asani se repair kar loge lekin sefty se karna brother. Thank you
Lekin ab charjar ripeyar nahi karte
Brother charger repair karta hu
@@skmobileandelectronic1922 aapki sop kaha hai
@@skmobileandelectronic1922aap ki dokan kaha hai
Here
Bhaya aapne Jo Kiya hai me usse bohot khus hun lekin ek bat pooch Santa hun aapse aapne chargr to repair kar Diya lekin bo Koch din bad phir se kharab ho jayga aapko charger uske plastik ke box me solder iron se hol kar Dena tha jisse mobile recharge charger ki heat Bahar nikal sake or Mobile charger lambe samay Tak chalta rahi
Bangla
led पाउने ठाउ
Mere chanal par led ki video hai jake une dhekh sakte ho.or kuchh led par video jaldi Ane Bali hai brother.thank you
Whatsapp please??
Bhai mujhe ek help chahiye apna number de do
Es ke liye me ak platform bna Raha hu jis ke jariye aap mujhe apni problem ko bta sakte hai agar koi repairing ki help chahiye to bo bo help ho jayegi es ke dubara. Thanks brother mujh se judne ke liye
@@skmobileandelectronic1922 ok bhai kab tak bana logo platform