Sir ji shot ki days aur IC aur sad RAGISTOR KAHA MILEGA AUR KIS JGAH SE PRAPT KIYE ja sakte hen please batlane ka kast karen apki dwara bataya gai jankari bahut a cheerful hai THANK YOU SIR JI
Bhai mere mobile charger mein 2 capasitor lage the, *1) 10uF 450V, 2) 8.2 uF 450V* to 1st wala to maone replace kar diyaz to charger kaam kar raha hai abhi thik se, per jo 2nd wala Capasitor hai wo mere yaha ke market mein nahi mil raha hai abhi. To use lagana jaruri hai, ya uske bina bhi kaam karega mera charger. Ya uski jagah main ek or *10uF 450V* ka hi Capasitor laga du to kya hoga?
Brother welcome. Aap ke charger me do capacitor Lage hai paller me jis me capacitor ke voltage to bhi rahte hai lekin uske uf bad jate hai es me 8.2+10=18.2 uf ho jate hai .agar Esme 18.2uf ka ak hi capacitor lagate to uska saej bahut bda ho jata us charger ke box me nahi aata.ab agar aap Kam uf ka capacitor lagate ho to aap ke charger par lode dalo GE to bo band chaloo hoga. Aap usme 8uf+6uf=14uf, ya 8+8=16uf es tarah se laga sakte ho jatak ho sake uf Jada hi rakhna agar 10uf ka laga hai to bhi koi problem nhi hai.ok brother thank you
@@skmobileandelectronic1922 Thanx for reply Bhai.🙏, aur abhi maine single *10 uF 450V* ka ek hi Capasitor lagaya hua hai, to charger abhi to thik se kaam kar raha hai, pehle jesa pr main ek or same capasitor lagane ka soch hi raha tha, Jo aapne bi bataya abhi. So abhi mera charger single Capasitor par pehle ki tarah chal raha hai to ise chalne du ya 2nd wala bhi lagana jaruri hai?
Dear Thanks for vedeo our 5v 3am mobile charger 8pin smd ic connected to primary Section burnt and numbrr invisible which no ic will fix . Pls guide me awsiting your reply Tks
Charger me current Ane ka kya karan hai es par mene video bnai hue hai to bo aap ko mil jayegi usko me upload kar duga 3 yA 4 din ka time lagega. Ok brother thank you
Vese to charger 5.1v output karta hai aap ke case me charger 5.4v out kar Raha hai isse koi problem nahi hai but aap eske out put v ko Kam kar sakte hai eski feedback section se or es ki video mere chanal par hai aap usko dekh sakte ho. Thank you brother
Bro, mere paas ek local mobile charger hai... Jo kuchh din pehle kharab ho gya tha... Meine usse repair kiye but multimeter se check krne par output voltage 7 se 7.15 v bta rha... Kya fault hoga? Plz reply 🙏
Agar usme octocupular laga hai to uski feedback sarkit check kijiye or agar zener diode laga hai to 5.1v ka zener diode laga dijiye charger ok ho jayega ok brother.thank you
@@skmobileandelectronic1922 Bro, 5v6 zener lga tha jo short ho gaya tha... Maine same value ka hi zener use kiya but output zyda de rha... Zener kis volt ka lagau ki 5 volt output mile... Plz help🙏
Mere chanal par ak video hai ki charger ke output voltage ko kam ya jada kese karte hai use dekh lena sayad aap ki help ho jaye .AP zener diode kitne voltage ka hai es ki video dekh lena to to zener diode ki value sahi se pata chal jayegi es ke bad bhi nahi hota to me es par ak video bna duga
Diode ko lagana mere charger Bali video me btaya gaya hai aap on video ko dekh sakte ho. Or agar aap thoda sa wait Karo aap ke liye ak sapret video bna dunga diode par.ok brother thank you have a nice day
Brother me ic nahi bechta hu. Agar aap ko chahiye to ye aap ko kisi electronic ki Shop par mil jayegi ya aap kisi old pcb se nikal sakte ho Jada tar old pcb se arrange Ho jaati Hain. Thank you brother
سوٹکی ڈائیوڈ کا طریقہ بتادو شکریہ
Sir ji shot ki days aur IC aur sad RAGISTOR KAHA MILEGA AUR KIS JGAH SE PRAPT KIYE ja sakte hen please batlane ka kast karen apki dwara bataya gai jankari bahut a cheerful hai THANK YOU SIR JI
Aap en parts ko local market se le sakte ho or online oder kar ke bhi maga sakte ho.thank you brother
Excellent knowledge guiding
Sir, input section (hot) me 7 pin ki ic hoti hai. Uska number kitna hota hai.
Very good explanation
Nice sir g
Nice information
Sir mobile charger की ic कहा milega कोई online link होगा to batao
Brother excellent work
Thank you brother
Chaarjar ka Blok dayagram .volt..ke sath bhejona sir
Bhai mere mobile charger mein 2 capasitor lage the, *1) 10uF 450V, 2) 8.2 uF 450V* to 1st wala to maone replace kar diyaz to charger kaam kar raha hai abhi thik se, per jo 2nd wala Capasitor hai wo mere yaha ke market mein nahi mil raha hai abhi. To use lagana jaruri hai, ya uske bina bhi kaam karega mera charger. Ya uski jagah main ek or *10uF 450V* ka hi Capasitor laga du to kya hoga?
Brother welcome. Aap ke charger me do capacitor Lage hai paller me jis me capacitor ke voltage to bhi rahte hai lekin uske uf bad jate hai es me 8.2+10=18.2 uf ho jate hai .agar Esme 18.2uf ka ak hi capacitor lagate to uska saej bahut bda ho jata us charger ke box me nahi aata.ab agar aap Kam uf ka capacitor lagate ho to aap ke charger par lode dalo GE to bo band chaloo hoga. Aap usme 8uf+6uf=14uf, ya 8+8=16uf es tarah se laga sakte ho jatak ho sake uf Jada hi rakhna agar 10uf ka laga hai to bhi koi problem nhi hai.ok brother thank you
10uf+10uf=20uf ho jate hai aap es tarah se bhi laga sakte ho 2 ya 4 uf Jada home se koi problem nahi hoti. thank you brother
@@skmobileandelectronic1922 Thanx for reply Bhai.🙏, aur abhi maine single *10 uF 450V* ka ek hi Capasitor lagaya hua hai, to charger abhi to thik se kaam kar raha hai, pehle jesa pr main ek or same capasitor lagane ka soch hi raha tha, Jo aapne bi bataya abhi.
So abhi mera charger single Capasitor par pehle ki tarah chal raha hai to ise chalne du ya 2nd wala bhi lagana jaruri hai?
Ha chalne do koi problem nahi hai
Sir charjer ki ic or transformer new mil jate hain
Mil jate hai lekin scrip pcb se nikal kar bhi laga sakte hai
Dear
Thanks for vedeo our 5v 3am mobile charger 8pin smd ic connected to primary
Section burnt and numbrr invisible which no ic will fix .
Pls guide me awsiting your reply
Tks
Aap ko same sarcit pcb chahiye jab aap uska number pata kar sakte ho ya pcb ka digram nikal kar pata kar sakte ho.ok brother thank you
18WAT KE CHARGER ME KANDENSAR PAR KERENT AARAHI HAI OUT PUT NAHI NIKAL RAHA HAI
Bhai Samsung EP-TA865 kharaab ho gya h can you repair
new chager hai samsung ka erath mart hai kia wajh hai
Charger me current Ane ka kya karan hai es par mene video bnai hue hai to bo aap ko mil jayegi usko me upload kar duga 3 yA 4 din ka time lagega. Ok brother thank you
Charger output is 5.40 any problem with charger or can i repair
Vese to charger 5.1v output karta hai aap ke case me charger 5.4v out kar Raha hai isse koi problem nahi hai but aap eske out put v ko Kam kar sakte hai eski feedback section se or es ki video mere chanal par hai aap usko dekh sakte ho. Thank you brother
Sort key daibort lkaise lagaye
Very helpful
Thank you
How to use diode in place of ic?please make video.
Ok brother I will make a video like this soon next time. Thank you
@@skmobileandelectronic1922 all your videos are very useful, let's pray for 1 lakh subscriber very soon.God bless you.
Sir opto 1007 and 817 are same work
Ha opto 1007 and 817 are same work. Usme Jo marking dot hota hai uska dhyan rakhna lagate bakt.ok brother thank you
Bro, mere paas ek local mobile charger hai... Jo kuchh din pehle kharab ho gya tha... Meine usse repair kiye but multimeter se check krne par output voltage 7 se 7.15 v bta rha... Kya fault hoga? Plz reply 🙏
Agar usme octocupular laga hai to uski feedback sarkit check kijiye or agar zener diode laga hai to 5.1v ka zener diode laga dijiye charger ok ho jayega ok brother.thank you
@@skmobileandelectronic1922 Bro, 5v6 zener lga tha jo short ho gaya tha... Maine same value ka hi zener use kiya but output zyda de rha... Zener kis volt ka lagau ki 5 volt output mile... Plz help🙏
Mere chanal par ak video hai ki charger ke output voltage ko kam ya jada kese karte hai use dekh lena sayad aap ki help ho jaye .AP zener diode kitne voltage ka hai es ki video dekh lena to to zener diode ki value sahi se pata chal jayegi es ke bad bhi nahi hota to me es par ak video bna duga
Aap ne 5.7 ki jagah 4.1 v ka zenar diode laga kar dekh lena
@@skmobileandelectronic1922 Thanks Bro🙏
डायोड केसे लगाए सर
Diode ko lagana mere charger Bali video me btaya gaya hai aap on video ko dekh sakte ho. Or agar aap thoda sa wait Karo aap ke liye ak sapret video bna dunga diode par.ok brother thank you have a nice day
Charger ko repair ke bad voltage AA Gaya he lekin fast charging nahi hota he
उसके आउटपुट वोल्टेज के फिल्टर capisioter को चेंज कर दो।ok brother thank you
Or uski output wire ko thodi moti le Lena
Dusri IC ka number kya hai
SMD IC
IC milaga kya sir
Brother me ic nahi bechta hu. Agar aap ko chahiye to ye aap ko kisi electronic ki Shop par mil jayegi ya aap kisi old pcb se nikal sakte ho Jada tar old pcb se arrange Ho jaati Hain. Thank you brother
Rejitor vido 6aro
Part 3