#Toyota

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 28

  • @سواتکیسیر
    @سواتکیسیر ปีที่แล้ว +2

    ماشاءاللہ استاد

  • @imrantrojan
    @imrantrojan ปีที่แล้ว +2

    Mansoor Bhai is a very good man

  • @taimurbugti652
    @taimurbugti652 ปีที่แล้ว +1

    MAIRAY KHAYAL SAI IN SAARAY PROBLEM JO HOAY HAIN, UNKA TAALUK FUEL TANK MAI BOHAT KAM FUEL DALNA BHI. FUEL KAM HONAY KI WAJA SAI TANK KA KACHRA BAR BAR FUEL PUMP AUR LINES MAI AATA HAI AUR YE PROBLEM HOTAY HAIN
    MANSOOR BHAI THE GREAT. LOVE FROM KARACHI

  • @ghulammustafa2809
    @ghulammustafa2809 ปีที่แล้ว +1

    MashaAllah Mansoor bhai

  • @ashfaqkhattak3043
    @ashfaqkhattak3043 ปีที่แล้ว +1

    I always admired Mansoor bhai

  • @MdShohel-pn8wc
    @MdShohel-pn8wc ปีที่แล้ว +2

    Md muslim uddin Bangladesh Dhaka good vi

  • @aamirmanzoor6469
    @aamirmanzoor6469 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah Mansoor brother you have done a good job as always, may Allah bless you with health and success and give you more success.❤❤❤

  • @shahzadamuhammadwaseem5338
    @shahzadamuhammadwaseem5338 ปีที่แล้ว +1

    Ma sha Allah.. ❤

  • @malikrizwan2130
    @malikrizwan2130 ปีที่แล้ว +2

    Nice ustad g

  • @RomiPrince-k8y
    @RomiPrince-k8y ปีที่แล้ว +2

    ❤❤❤

  • @arslanchaudry6591
    @arslanchaudry6591 ปีที่แล้ว +1

    Sub kuch teak ha sir bs apna ikhlaq thora sa behtar kara ajzi Allah ko bht pasend ha thanks

  • @subhansheikh9582
    @subhansheikh9582 ปีที่แล้ว +1

    video mazeed detail my banaya kary before and after average. show kiya kary

  • @shakeelahmedkhan6300
    @shakeelahmedkhan6300 ปีที่แล้ว +2

    Mansoor bhai injector jahan fitting hota hai vo jageh kayse clean kiye, vo bhi bata dete to hamain bhi knowledge hota, next time batana please.

  • @Fawad_Rajput._01
    @Fawad_Rajput._01 ปีที่แล้ว +1

    Complete tunning ka Kia Pasa ha

  • @muhasida
    @muhasida ปีที่แล้ว +1

    injector, fuel filter aur EGR ka issue tha, bila fazool Cat clean karke apne additional 3000 ka nuskhaa banaya hoga unka.

    • @mansoorauto
      @mansoorauto  ปีที่แล้ว

      Catalytic converter ko saf karna zarori tha saf karnay se nuksan nhi hota Faida hota hai

  • @zainmalik4323
    @zainmalik4323 ปีที่แล้ว +1

    Spark plug aur injector ky upar jo COILS hoti hain unko Kaisay check karty hain?

    • @HAMZAAFRIDI633
      @HAMZAAFRIDI633 ปีที่แล้ว +2

      Agar gadi ma koi missing nahi ha to aus ko check karny ki zarorat nahi ha and agar per bhi apny check karna ha to gadi ko apny start karky ek ek coil nikalna ha ek check karna ha ka engine pa koi farq parta ha ka nahi agar to parta ha its mean wo wala koi sahi ha

  • @imranjutt7415
    @imranjutt7415 ปีที่แล้ว +1

    Mansoor Bhai ye kaise pta chalta hai k gari ka gear CVT hai ya normal Automatic gear hai

    • @mansoorauto
      @mansoorauto  ปีที่แล้ว +1

      TRANSMISSION STICK KY UPER LAKHA HOTA HY

  • @FayezNoor
    @FayezNoor ปีที่แล้ว +2

    Mashallah mansoor bhai
    Mansoor bhai, Aj Kal Japan models mein bohut dhouka chal raha hai. Japan mein sailab bohut atay hai. Importers sailab mein doubnay wali gaadian import ker k yaha baich rahay hai.
    Ap ko tu kaam kertay waqt saaf pata chal jata hoga keh kya dhouka logo k saath hota hai.
    A ap khud souchay, andar mitti kaisy gayi hai?
    Bohut fraud hai Car dealers Allah sai nahi dartay