96000 ki hai ye wali jiski speed 55 ke aas aap tak jaati hai🤦 aur jaan khatrey me a chuki hai meri 2- 3 baar , chaltey chaltey ander se connection cut ho gaya , plug connector ache se tight tha but ander se wire loose thi to ye chalti bheed wale traffic me band ho gayi, ye to shukar hai koi truck peeche se nahi rahaa tha, aisa 2 baar hua to tesri baar maine khud check kiya aur sahi kar liya fault ko, jabki company ki taraf se aisa koi loose connection hona hi nahi chahiye tha, fir uske baad pehle hi hafte se chalu hua iska anjar panjar dheela hona 😭😭😭 khad khad khad khad ki awaz har chauthey din, kahin na kahin koi pech loose ho raha hota tha, ab koi bolega ki kharab road pe chalaogey to aise hi hoga to bhai ab apne hisab ki plain road hum khud paida karenge kya, jabki Delhi road ek dum Solid Flat hai but fir bhi ab jaise poorey desh me Modi ne Telecom companies ko authority dedi ki jao khod dalo poora desh apni fiber line bichane ke liye to ab har city ki internal road bhi khod khod ke mitti bhar ke chale gaye koi rok tok nahi telecom walon pe, to ab baat karte hai ki ye scooty ka design kaisa hai, iska design top class hai, too much comfortable. 5 months ho gaye without patrol gadi chalana, bina awaz ke chalana, aur smooth roads pe aur woh bhi delhi ki Lush green roads pe chalane ka alag hi maza hai, bus woh maza tab tak kharab hota hai jab iska foot rest jhool jata hai , aap naya footrest lagwaogey woh ek se 2 mahine me fir se jhool ke kharab ho jayega to har 3rd month me apko 250 se 400 rs iske lagenge hi lagenge, agar double sawari aksar chalani ho to, and yaad rahe battry nikal ke charge karni hai to 30 days yani 365 din roz raat ko apko iske nikal ke first floor ya ussey usper lejakar charge karna padega and yes aisa karna hi padega agar ap ground floor pe nahi rehte hai to 🙏🤦 aur socho ki barish ke din hai aur scooty me battry lagi hui hai aur ab aap chah kar bhi scooty ki battry nikal nahi pa rahe ki isko charge kar lein taki barish band ho to kahin kaam se jaya jaye, but han agar battry charged hai to barish me bindaas chalao koi tension nahi, bus han koshish karna ki jyada deep me na jaye scooty jayad der ke liye. abhi bohot kuch hai batane ko, kahan se shuru karun kahan pe khatam , aisa haal kar diya hai scooty ne. nagia park pe royal karke ek shop hai wahan se 96000 ki leke pachta raha hun 😭😭🙏 wahan se to galti se mat lelena koi 🙏 din raat rotey reh jaogey aur woh hastey rahenge ki humne to chipka di apko ab aap jhelo 😭😭
Bhai bilkul bhi mat lo mein ne li thi 1 saal se phele hi 80% range gir gyi aur agency mein bhi kuch nhi krta mere scooty warranty mein thi jab mein le ke gya tha unhone sara time nikal diya aur kuch bhi nhi kiya not recommend at all I hope this will help you
45000/- me lead battery ke sath milegi but always prefer lithium ion battery qki uski life acchi hai n pickup kaam nahi hota while discharging or scooty me baar baar dikat nahi aati
jisne bhi is scooty ko 70k me khareeda hoga uski scooty sirf 50kms chalegi full 50kmph ki speed pe, aur jisko chahiye ki scooty 80kms tak jaye full speed me to usko 122kms range wali battry leni padegi jiski wajah se iski keemat 90k ke around pohoch jayegi. jo ki bohot hi jyada hai. aur han dheere dheere ye speed aur power kam honey lagegi 😭🙏
ye particular design alomst har tesri company ke paas hai, to har company apne hisab se isme quality de rahi hai , aur apni mann maani keemat wasool rahi hai 🤦😭🙏 companies please don't hurt common people's sentiments by giving faulty Commitments and parts 🙏😭
96000 ki hai ye wali jiski speed 55 ke aas aap tak jaati hai🤦 aur jaan khatrey me a chuki hai meri 2- 3 baar , chaltey chaltey ander se connection cut ho gaya , plug connector ache se tight tha but ander se wire loose thi to ye chalti bheed wale traffic me band ho gayi, ye to shukar hai koi truck peeche se nahi rahaa tha,
aisa 2 baar hua to tesri baar maine khud check kiya aur sahi kar liya fault ko, jabki company ki taraf se aisa koi loose connection hona hi nahi chahiye tha, fir uske baad pehle hi hafte se chalu hua iska anjar panjar dheela hona 😭😭😭 khad khad khad khad ki awaz har chauthey din, kahin na kahin koi pech loose ho raha hota tha, ab koi bolega ki kharab road pe chalaogey to aise hi hoga to bhai ab apne hisab ki plain road hum khud paida karenge kya, jabki Delhi road ek dum Solid Flat hai but fir bhi ab jaise poorey desh me Modi ne Telecom companies ko authority dedi ki jao khod dalo poora desh apni fiber line bichane ke liye to ab har city ki internal road bhi khod khod ke mitti bhar ke chale gaye koi rok tok nahi telecom walon pe,
to ab baat karte hai ki ye scooty ka design kaisa hai,
iska design top class hai, too much comfortable.
5 months ho gaye without patrol gadi chalana,
bina awaz ke chalana,
aur smooth roads pe aur woh bhi delhi ki Lush green roads pe chalane ka alag hi maza hai,
bus woh maza tab tak kharab hota hai jab iska foot rest jhool jata hai , aap naya footrest lagwaogey woh ek se 2 mahine me fir se jhool ke kharab ho jayega to har 3rd month me apko 250 se 400 rs iske lagenge hi lagenge, agar double sawari aksar chalani ho to,
and yaad rahe battry nikal ke charge karni hai to 30 days yani 365 din roz raat ko apko iske nikal ke first floor ya ussey usper lejakar charge karna padega and yes aisa karna hi padega agar ap ground floor pe nahi rehte hai to 🙏🤦
aur socho ki barish ke din hai aur scooty me battry lagi hui hai aur ab aap chah kar bhi scooty ki battry nikal nahi pa rahe ki isko charge kar lein taki barish band ho to kahin kaam se jaya jaye,
but han agar battry charged hai to barish me bindaas chalao koi tension nahi, bus han koshish karna ki jyada deep me na jaye scooty jayad der ke liye.
abhi bohot kuch hai batane ko, kahan se shuru karun kahan pe khatam , aisa haal kar diya hai scooty ne.
nagia park pe royal karke ek shop hai wahan se 96000 ki leke pachta raha hun 😭😭🙏 wahan se to galti se mat lelena koi 🙏
din raat rotey reh jaogey aur woh hastey rahenge ki humne to chipka di apko ab aap jhelo 😭😭
bhot bdya tareeke se sbkuch btaya thnx.
Jodhpur me available hai kya ye scooter ya phir ye jodhpur me deliverer ho sakti hai kya
Eski price kya rahegi
Bhai bilkul bhi mat lo mein ne li thi 1 saal se phele hi 80% range gir gyi aur agency mein bhi kuch nhi krta mere scooty warranty mein thi jab mein le ke gya tha unhone sara time nikal diya aur kuch bhi nhi kiya not recommend at all I hope this will help you
@@AgamTomer bro kitne ki he
Thank you so much Bhai mai ye scooter lene wala tha lekin kuch doubts the jo ki ab clear hogaye thanks Bhai
Welcome 😊❤️
@@KingIndian Bklode sirf ek comment dikha tujhe
@@KingIndian jab reply aur details nhi deni hoti to video kyu bnata hai
Never keep water bottles in boot space, if water leaks on battery, it can be dangerous
nice
45000/- me lead battery ke sath milegi but always prefer lithium ion battery qki uski life acchi hai n pickup kaam nahi hota while discharging or scooty me baar baar dikat nahi aati
Headlight throw accha nahi hai dur me dikhay nahi deta
दिल्ली में कहां से खरीदें प्लीज बताए
Where batteties given n price you should tell?????
Jab company detail hi nahi deni to video kyu banate ho bhai? 😡😡😡
Correct
Ralco k Tyre👎
No ABS
Tail light. Helozen👎
Normal chalty p kitni aawaz kr ri h moter👎
Absolutely
@@shubhamsaxena5918 ather ya ola lona. 60 000 rupey ke andar itni bhadiya quality mil rhi h... Aur achi chahiye to minimum 80 se 90 hajar lagjayega
Apni ma chudane ke liye
Bhai ye NIJ automotive company ka hai
Non registration scooty 60 km/hour chal rahi hai
Challan kitne ka katega ye bhi bta do sir 😂 mumbai me 1 lakh 20 hazar ka challan cut chuka hai
I want to purchase this vehicle. Pls intimate from where I can get this.
Bhai ye scutormat lena Baker hoti hai
Why are you making incomplete vlogs Bhai ? Who is the dealer for NIJ in Mumbai ?
Bhai 50 plus hain to number plate or licenec jaruri hain
Great collection 🔥🔥🔥
Sir hamko ye wali scooter chahiye kaise le
सर आप यह वीडियो कहां से बना रहे हैं हम लोगों को यह लेना हो तो कैसे लेंगे
Ye mujhe 38000 ki pdi h yakuja ki bilkul same h bhit achiiii❤
reverce mode nhi milta kya
Battery ismein kaun sa hai bhai lithium ya lead acid battery
Incomplete video, but good promo , Which company, mfg spec, motor spec? Battery spec need to make sure, many fly buy operators.
25 ki speed hone par to license registration dono chahihe ..to fir kese chalega
bhai battery life kitna degi.
Video me meri coaching dikh rhi h! Address kholdu kya? Yha pr mst food stall lgte he shaam ko!!😊
Kaha ka address h batao bhai
chai pee sakte hai kya ispe chalate waqt ?
How to buy please give details. Thank you
Sir iski seat ke height kam ho sakti hai kya
Mast hai scooty👌👌👌
Kya is per 3 log baith sakte hai
Is video ka wsatvik jeevan se koi lena dena nahi sirf entertainment ke liye hai ye video so please don't watch beacuas your time will waste
Website par starting 49000 hai wo b 100 km se Kam wali range k liye
appne kha se liya
Isme keya helmet complememtary milega ?
jisne bhi is scooty ko 70k me khareeda hoga uski scooty sirf 50kms chalegi full 50kmph ki speed pe, aur jisko chahiye ki scooty 80kms tak jaye full speed me to usko 122kms range wali battry leni padegi jiski wajah se iski keemat 90k ke around pohoch jayegi.
jo ki bohot hi jyada hai.
aur han dheere dheere ye speed aur power kam honey lagegi 😭🙏
😮license chalice kya
Bhai ye hamare hills ms kaam karega?? Ek video banao
45k se 2 second hand activa a jati ha or agar 80,90k ka buget bana le toh new activa hi lele
बिहार में उपलब्ध है सर?
Mumbai me khase buy krsktehe?
Bhai jonal park ke pass ho 😅😅
Agra chaupati
Dhul lag ne ke bad wash kar saktha hain ki nahi bhaiya plz reply me
ye particular design alomst har tesri company ke paas hai, to har company apne hisab se isme quality de rahi hai , aur apni mann maani keemat wasool rahi hai 🤦😭🙏
companies please don't hurt common people's sentiments by giving faulty Commitments and parts 🙏😭
Very nice 👌
Ye kis desh me military hain aur kahan par.
🎉🎉Wa🎉🎉🎉
Sir what is the registration charges of electric scooty
License lagey ga kya ismai
King indian bhai kha se purchase kre ese
mujhe nhi lagta k is feature me ye 45k me milega maine filhal khud lia hai 70k me front disk brake only
Bhai Kolkata m showroom h kya
same qus
Hai na kalighat me
Thank you
Bhai scooty ka bad mein dekho sehat ka khyal rkho dam mat lo
Sir ye scooty kaha se milegi iski agency kaha kaha hai
How I buy i want please reply me
Order website ka kya name hai
kharidna kha sa hai?
Very nice 👌👌
Finance hoga?
Isme licence required hai?
@@SumitThakur-kz5fh nhi
don't miss guide, i have this. from past 5 months
Motor capacity ??
Ye Scooty 45000 hamen chahie kaise milegi
Mujhe 55000 Hajar ki padi hai 😂
How to buy
@@editor_chauhan kaha se li
@@editor_chauhan i also want to buy how to purchase it
@@editor_chauhan kese
Name of scooter is EOX E2 Electric Scooter | Non RTO | 60-80Km/Charge | Battery 32AH 60V Lead Acid Battery (
Kha pr mila gi Bhai ye btao
Website link toh dalo description me... video banane ka faida kya
Kaha Milegi
Bhai yaar company to batao 😌
Video ke last me jo scooter apne demo kar ke dikhaya hai uska price ,show room or other mode of purchase & test drive ke bare me batao
Ye konsa brand hai ?
Bhaai aap bohot aichi aichi video latey ho.
100Km /charge scoty ka prise kiya hain
Bhai kam height wale kaise chalye
Sir please purchase kysa kry bato please
Uttrakhand main kesey milega?
Kaun sa company hai bhai
कितना किलोमीटर चलेगी एक चार्ज पे
140km/range
Speed 70to80kmph
Fast charging
Build quality
Lfp battery+15to20lakh/km life cycle
Under 1lakh
Konsi scooter hai bhai
Me khud dhundh raha hu
@@patelgautam0298
Hero Vida ya Ather Mein Hongi I guess
MRP jyada hai bhai
Bhai kha se milegi ye scooty tell me
aaj kal royal enfield accesories world nahi jaate kya😆😆😆😆
Wo bahut kutega isko😂😂😂
@@bheemsingh1982 😆😆😆😆
Battery- Lead or lithium?
Lead
@@Endless_Inspiration03 okay..tabhi itna economical hai..
@@neerajsaraf hnn
West Bengal me yeh scooter kaise milega jara bataiye.
Kaha se ho ap
Kanpur up me Milega and finance per milega
Yah scooty hame chaye kaise milega
Mujhe bhi chahie Hindi mein iska hoga India mein Kai jagah mein ho gaya mujhe message karoge
Please show us electric vehicles more and more
Dada kothai paya jabe scooter
Gadi to acchi hai kaise book with battery
Delhi me showroom kha par hai
SPEED?
Bhai please naam batado yaar iss scooty ka
Good afternoon sir
Kay ye without driving licence hai eski top speed kitani hai
Ye kitani kmph chalti hai kay aap dealer contact number de sakte hai
यह स्कूटी स्टॉलमेंट में कितने की मिलेगी पहले कितना देना पड़ेगा होली सुकुटी बजाज कार्ड पर मिल जाएगी
Bhai i want to purchase ...online order kaha se hoga iska
@@GulshanVlogsIndia acha thanks bhai 👍
60 speed wala bhi non-registration hai?
😅😅😅
Website link please?
Kya isme hum school ja sakte hai
Where to buy
Btry removal hai ya nhi
Kitna me price
Ye scooty 45000 Tak hame chahie kaise milega.aapka phone bataye.