Bhai maine kal purchase kiye hain cameras but install mai ghar ke bahar shed ke niche karna chahta hun aur jo iske saath screw and accessories mili hai wo compatible hai ya koi spare dibbi ya box type lena padega?
Maine same 2 camera liya hu aur 2 cam me SanDisk 64gb class 10 lagaya hu but jab 26gb + recording ke bad play error dikha raha hai 2no cam me sam problem. Bar bar format karna parta hai. Kiya problem hai bhai?
1-Ek hi application mein live hota hai jo ki main admin rahata hai. 2-Chahe to vah admin dusron ko device share kar sakta hai. 3-Agar usne device share Kiya to usko permission nahin milati memory card delete karne ki aur kuchh setting vagaira karne ki .
Mujha camera ka pass wifi rakhta ho aur jis mobil sa dekhna h usma vi kissi dusra ka phone ka wifi connect krna hoga ya mera apna mobil ka mobil data sa vi connect ho skta h
Sir, mere pass 4gb memory card h 5 din backup aata h 6 din pehle din backup chala jata h card m memory space 1.5 balance rehta h koi setting mile sakte h baki 1.5 GB use kar sakun, please advise me
Bhaiya me bahut Confused hu .. Realme 360 camera lu ya fir ye wala please aap apne personal experience se btaaye please reply diniyega . Mujhe video quality achi chahiye . To please aap btaye
Bhai mery pass b isi company ka ak used camera ha lekin wo mery account k sath connect nai ho raha agy sy likha ata ha k apka camera kisi or k sath bound ha ye reset button press karny sa bhi khatam nai hota
Han kar sakte hai. 1-But aap ne Jo add Kiya hai abhi use share karna hoga. 2-Samne jise AAP share karna chahte hain unka ek IMOu application account banaa dijiye FIR unko share kar dijiye.
Bhai mery pass b isi company ka ak used camera ha lekin wo mery account k sath connect nai ho raha agy sy likha ata ha k apka camera kisi or k sath bound ha ye reset button press karny sa bhi khatam nai hota
Bhai maine kal purchase kiye hain cameras but install mai ghar ke bahar shed ke niche karna chahta hun aur jo iske saath screw and accessories mili hai wo compatible hai ya koi spare dibbi ya box type lena padega?
sirji, imou ranger 2 and cp plus e24 a me konsa indoor camera better hai ?
Imou band ho Gaya hai abi
Hero A1 aaya hai wo lelo acha hai
Sirf ek sawal , recording apne ap dlt hoti rhegi ya dlt krni pdegi ?
Àpne aap delete hoti rahegi
Bro, kisi time wifi single off ho jana pa camera ke memory m live record hoto hai ki nahi
Han recording hoti hai
Bina charger ke ye camera nai chalega kya ?
Wi-Fi k begair b camera ki video mobile pr ai GE?
Wi-Fi ke begair camera ki fhotiz mobile main save Ho Gaye GE?
Han aayegi but ..camera jaha laga huva hai wahi tak sirf
Camera ki jo recording hai o sirf camera me hi save raheti hai ..
Us me hame Jo chahi a wo recording save kar sakte hai
Maine same 2 camera liya hu aur 2 cam me SanDisk 64gb class 10 lagaya hu but jab 26gb + recording ke bad play error dikha raha hai 2no cam me sam problem. Bar bar format karna parta hai. Kiya problem hai bhai?
Mine gets stuck at 13:15 (connecting to the cloud). Phir kuch nhe hota. 2 mins ke baad error message a jata hy. Any suggestions?
Please reset and unbind your camera
Light off hone pe cemara kaam karega. Kya
Han Kaam karega
Sir imu ranger 2 ke liye wo fi 5g le sakte hai plz btaiye
Nhi
Sir ye cemrea ki anda jo red light data ha to ye on hota ha
Yes
Kya ye 2 cemeri eak app per use hoty han...?
1-Ek hi application mein live hota hai jo ki main admin rahata hai.
2-Chahe to vah admin dusron ko device share kar sakta hai.
3-Agar usne device share Kiya to usko permission nahin milati memory card delete karne ki aur kuchh setting vagaira karne ki .
Bhai iski cloud storage hm Google one pr nhi kr skte kyaa
Only on usi ke app se hoti hai recording ..
Nahi kar sakte
Bhai apka contact mil skta ?
Kindly snd me
9148340763
Firmware updation is failing how to update firmware and cloud storage subscription is not working
9148340763 sir whatsp the problem.
Dosray country se kaisy monitor kr sakty ha ek mobile ghar pr connect lazim ha?
Wifi connection with internet rahena chahiye
@@cctvulman wifi mobile se connect hoga camera kis se connect hga
Hotspot on kardo same process se add kar do
Mujha camera ka pass wifi rakhta ho aur jis mobil sa dekhna h usma vi kissi dusra ka phone ka wifi connect krna hoga ya mera apna mobil ka mobil data sa vi connect ho skta h
Agar hm dusra state main h to kya hm camera ma dekh skta h
Yes
Han
Sir 16gb memory card me Kitne din ka recording hoga..?
20 days k upar
20 days ke upar
@@cctvulman ok
Sir, mere pass 4gb memory card h 5 din backup aata h 6 din pehle din backup chala jata h card m memory space 1.5 balance rehta h koi setting mile sakte h baki 1.5 GB use kar sakun, please advise me
Sir ye charger ki baghar kam karta ha
Nahi
@@cctvulman charger zaroor lagana hoga bijli se
Can u make video about how to keep storage in google drive of ranger 2
Yes sir but abhi dusre project pr focus hai
Hello sir.. jab 2 dahua NVR 32ch eak poe per connect hu tu per cemera dubble show kar raha han.. kesa solve kro masla ..
Waha per ek giga switch laga do d-link- ka
Switch only
Not 🚫 poE
9148340763 CONTACT I WILL GUIDE YOU
@@cctvulman NVR k saath giga swtch lga du..
HAN
BUT WO AAP KO PROBLEM KAREGA KYU K 2UPLINK ME EK AAP KA NETWORK LAGA GA
EK UPLINK ME NVR .
AAP NE GIGA POE SWITCH BHI LAGA DIYA HAI TO AAP KO PROBLEM KAREGE..
SIRF AAP GIGA SWITCH MILTA HAI WOH LAGA DO..
US SWITCH ME SAB UPLINK HI HOGA..
SAB UPLINK HONE KE WAJHA SE AAP PROPERLY CONNECTION MIL JAAYEGA
Bhaiya me bahut Confused hu .. Realme 360 camera lu ya fir ye wala please aap apne personal experience se btaaye please reply diniyega . Mujhe video quality achi chahiye . To please aap btaye
Camera Aap ko indoor me lagana hai yaa outdoor me sir
Camera 360 lelo acha hai .
A wala camera indoor me acha rahega
What is alarm linkage in alert tone????????
Alaram linkage mins your device alart notification
@@cctvulman i mean what is the practical use of it....where can hear the alarm??????
Sir ye kitni kilometres tak kam karta ha
Sar agar aap isko internet connectivity denge to aapko re world mein kahin per bhi iski video dekh sakte hain.
@@cctvulman WhatsApp number ik bath karni ha plzzz
Hello sir.. hikvision DVR settings save nhe kar raha han.. reset defult be kya leken per saving settings masla han
Or ek baar sahi se pucho konsi setting
@@cctvulman koye be setting change kro tu save nahe hota.. dvr on off hu jaye tu wapas defult hu jata han
Aap ka date and time setting hai to please change cell ..
Or aap ka dvr us me sab setting ke upar hai to please check frameware
Sir क्या ये मेरे मोबाइल के 5G hotspot से चलेगा क्या
Nahi hoga connect
Isme 64 Gb sd card support nahi hoga ?
Is me support hoga
Internet connection kaise kre isme ek phone me app se connect ho jata hai bt usko dusre phone se kaise connect kre
mobile wifi se nahi ho sakta kya?
HAN HO SAKTA HAI SIR
Bhai mery pass b isi company ka ak used camera ha lekin wo mery account k sath connect nai ho raha agy sy likha ata ha k apka camera kisi or k sath bound ha ye reset button press karny sa bhi khatam nai hota
th-cam.com/video/cVbgC7qq0eU/w-d-xo.html
Sir ismay wifi doungle jaruri h ky
Ji han zaruri hai sir yaa aap Mobil ke hotspot se bhi connect kar sakte ho
Sirf mobile me dekhne k liye
Nahi to recording hota rahega
agar wifi nahi laga to kya mobile ke wifi se connect nahi kar sakte kya?
are puri baat bataya karo na.
Jee ok
Kar sakte hai
Mene wifi se linc kiya hai lekin ghar se dur network hi nahi dikh raha hai or mobile data se nahi dikh raha hai
H264 dvr ke mic 🎤 aoudio settings per vedio banoo
Ok sir
Imou ranger 2 camere me 1 mobile k hotspot se connect hai aur ab dusre mobile k hotspot se connect karna hai to kaise hoga
AAP A WALI VIDEO DEKHE AAP KO TOTAL MALUM HO JAAYEGA
th-cam.com/video/NlFAzpWdUCE/w-d-xo.html
Connet nhi ho rha h kya kren
Bahi price plz bta da
2250/-
Bhai ye camera ka price kitna hai
2350/-
2250/-
AGAR AAP APNI FAMILY KE LIYE CAMERA LE RAHE HO
BAHOT ACHA CAMERA HAI...
KYU K HAR JAGA PAR APNE FAMILY' KO DEKH SAKHTE HAI.
Wifi connect ni ho rha hai bro
5g mat connect karo
Bhai recharge kese kare plz batawo
Sir aap ko kiss baat ka recharge karna hai.?
ULMAN BHAI I WANT TO SETUP ON JIO DONGLE IS IT POSSIBLE
YES ITS POSSIBLE
Sar mere pass yah camera hai
Sabse bekar camera hai isase ghatiya camera mera najron mein
Nahi sir acha camera hai
Sir mera camera flashes 🔴
Sir camera me kuch hardware problem hai is liye camera red light show kar Raha hai.
Camera ko service centre bhej do
Sir gmail pr code recieve nhi ho raha
Imou life app ka code recive nhi horaha gmail pr
Sir aap apna Gmail dusra dedo
Yaa gmail re check kar lo sir
aoa
Thank you
Price in Pakistan
Nahi pata sir .
200 to 300 upar niche rahega.
Online per kuch google 4500 dikha raha hai
Wifi Esme 2.5 ka nahe 2.4 ka lagana he
K
Nikal jaata hai Thora kabhi kabhi
Kya Esme kuch ghante pehele ke recording mobile se dekh sakte hai?
Han64GB ME 8SE 15DAYS BACKUP MILEGAA
@@cctvulman 256 gb ka card laga sakte he kya esme
India ka timeing set karna he mns 12 hours mode
aap setting me jaa kar waha last me time zone hai waha per check kar sakte hai sir
mera video aap pura dekhe sir last me dikhaya gaya hai usme time zone hai..date hai
@@cctvulman kya yeah camera me 2 mobile pe set up kar sakta hu kya😊
Han kar sakte hai.
1-But aap ne Jo add Kiya hai abhi use share karna hoga.
2-Samne jise AAP share karna chahte hain unka ek IMOu application account banaa dijiye FIR unko share kar dijiye.
mera last pe jake fail ho raha hai
Aap ka start ho jaayega try Karo
PLEASE CHECK MOBILE Hotspot PASSWORD
Sabse ghatiya camera hai meri sabhi bhaiyon se gujarish hai is camera Ko Na le yah camera apne aap band ho jata hai nahin chalta hai yah camera😂😂😂😂😂😂
Nahi sir a camera bahot acha hai aap ko kuch galt fami ho gayi hai
Aap ke pass agar camera hai mujhe de do me aap ko naya camera de dunga
Aapka nbr
9148340763
Imou ranger 2 camere me 1 mobile k hotspot se connect hai aur ab dusre mobile k hotspot se connect karna hai to kaise hoga
aap a wali video zarur dekho aap ko pata lagega
imou wifi change setup