सर मेरे 10th 12th ग्रेजुएशन सभी जगह पिताजी के नाम में 1 लेटर मिस्टेकथा जिसको मैं करेक्शन करवा कर मैं सर्टिफिकेट प्राप्त किया है जिसके कारण सभी सर्टिफिकेट में इश्यू डेट नया आ गया है तुम मेरा प्रश्न यह है कि क्या मुझे इसके लिए डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन से निकाल दिया जाएगा?
Sir mere graduation ke marksheet me name me space ho gya h. jaise mera name Vedprakash Gupta hota h lekin usme Ved Parkash Gupta ho gya h. kya karna padega sir espe video bana dijiye ya reply me bta dijiye please 🙏 sir
Sir mera category pehle St tha aur usi time Maine ctet qualify Kiya tha Pr ab government ke aadeshanusar mujhe obc category me kr diya gya hai To please btaye mujhe kya Krna chahiye Please Please 🙏🏻🙏🏻
Sir mere 10th se graduation me name k age KM lga hai but adhar me nhi hai or b.Ed me bhi nhi to kya bihar selection k time documentation k time dikkat hogi kya ..plz byaye sir🙏🙏🙏 mjhe de lg rha
CEO Lavel cast certificate banwa liye hai or phir SDO LAVEL se DM Lavel ka cast banwa liye hai to wah certificate Central Lavel men manya Hoga ya nhi? Pls batayen
Sir humne Bpsc teacher form bharte time jo document upload kiya tha usko maine bihar board se sudhar kar new niklwa liya or purana wala jama le liya ager verification time jo upload kiya tha vo mangega to kaise check kara payenge mangega to problem nhi hogi na plz reply
Sir DLED SPECIAL EXAM 2020 session 2016-18 ka marksheet aur provisional nhi mila hai sir magadh University Bihar (BL bed College rampur dhanhara aurangabad) please bataiye sir kya kare college me bataya ja raha ki abhi nhi aaya hai to kya kare
सर मेरा फॉर्म भरने में गलत हो गया है उस पर मैं महाराष्ट्र सर मेरा फॉर्म भरने में गलती हो गई है कि मेरा नाम और पापा का नाम एक साथ इसको क्या करना पड़ेगा एफिडेविट बनाना पड़ेगा क्या मैं बिहार से हूं और अंबाराम महाराष्ट्र
Sir d.el.ed certificate m Ranjeet Kumar aur matric m ranjeet kumar paswan hai baki sab kuch same hai adreess to affidavit se kam ho jayega na koi trh ka presani to nhi nhi hoga 7th phase m sir
Sc category se hun sir 2019 me caste certificate aur residential dono banwaye the bihar se .. To kya mujhe fir se new banana hoga kya ??? Pls reply sir
Sir mai niyojit teacher hun mai 6th charn mai Bahali hui hai us samay mare pita ke name mai galti hui thi thò main affidavit banana the lakin ab wah affidavit block mai jama Hogan hai aur ab muja sakshamta paper ja diya form bharna hai kay muja firr se affidavit banana hoga form online barna hai kay muja naya affidavit usmai naya affidavit online form bharte samay laga na hoga kay pl reply me sir
Sir mera 10th aur 12th ka mul praman patra gum ho gya hai hai board se duplicate copy banwaya hu lekin wo hand written hai kya isse DV me koi problem ho sakti hai
Sir mere father's name me space problem hai mere father's name savi documents me sahi kewal matric ke certificate mein Sharif lal ray ki jagah Shariflal ray ho gaya hai Jo bord ne space nahi Diya kya kare
Sir 🙏 mera 10 k marksheet me manjeet kumar likha h but CTET certificate me mera name manjeet kumar (adil )surname add h kya problem ho skti h kya document verification me pls sir bataiye 🙏🙏
Sir maine stet pass hu par stet form me University aur marks galti halt type kar Diya hai form bharte samay 7th niyojan me dikat hoga agar hoga to hame kya karna hoga plz bati
सर BPSC Teacher मे काउंसिल के समय मेरे documents मे मेरे नाम के आगे KM लगा हुआ है और मेरे पिताजी के नाम की spelling का एक- दो letter mistake हो गई है तो उसके लिए मैने affidavit लगाया था। मेरी काउंसिल तो हो गई और मै job भी कर रही हू। मैने अपना documents अभी तक ठीक नही करवाई है।तो मै ये जानना चाहती हू कि मुझे आगे चलकर job मे कुछ दिक्कत तो नही आएगी न? सर प्लीज रिप्लाई करके मेरी समस्या का समाधान करे।
Sir mera academic qualifications UP se hai aur inter certificate me and ctet certificate me u ki jagah oo hai,mera sawal ye hai ki correction affidevit kaha se banaye bihar se ya UP se pls tell me
Pranam sir Mai bihar se hu lekin up me rehti hu or Academic Qualification me father name mistake ho gaya hai " B" ki jagah pr "V" ho gaya hai to hame affidavit kaha se banwan hoga Bihar se ya UP se OR mere father ka naam hai Bishwanath hai
Sir mai pH candidate hu mera ctet me 102 mark hai lekin ctet form filam me mera (ph ) me yes hai kiya tha aage mirrit ke liye form filap online hoga to hum usme labh le sakte hai ph ka
Sir...hm niwasi bihar ke h..aur pdhai up se kiye h...muhje 10 aur 12 ke marksheet ke liye affidavit bnwana h....kaha se bnwaye...up se ..ya bihar se...
Sir, bpsc tre ka form bharte samay maa ke nam ke aage late ka use kiya hu , jaise late asha devi, maa ka dehant ho chuka hai to use kar sakte hai na Certificate me maa ke nam ke aage late nahi hai To kuch problem ho sakta hai kya
Sir bihar d. L. Ed appearing wale ko to sab bhull hi gaye.... Results abhi tk nhi aaya hy to hamlog ka kya hoga sir.... Please help kijiye ap sir apse bahut ummid hy sir
Sir mere 10 and 12th marksheet me father k nam Barkho Ram gaur hai jabki Sare documents me Barkhu kumar gaur he... Marksheet me ab change nhi ho sakta to age mujhe problem hogi esliye sir affidavit maanya hoga ctet Or super tet counselling k time?? Plss reply jarur kijie
sir hmara ghr bihar me h or shadi bhi bihar me hue h jo 10 sal ho gya h...per mera sara education dusre state ka h kya me formfill kr skti hu..or maine ctet bhi pass kiya hua h..pls help sir
Sir 10th 12th me rajat kumar hai & Graduation, & B. ed me rajat kumar sharma hai I have guzette notification that I am same person and now I am Rajat Kumar only Sir affidavit lagega or something else. Please guide 🙏 Please guide
Sir ews certificate mai shrimati mere naam aagaya hai jabki matric se lekar ctet tak Mai shrimati nahi hai Toh kya Bpsc teacher vacancy form bharne mai problem hoga ya joining ke Samay problem bhi hoga kya
सर मेरे 10th क्लास के मार्कशीट में पापा के नाम में स्पेस नहीं है बाकी सारे डॉक्यूमेंट में सीटेट सर्टिफिकेट में सब मैं एक्सहै जब हम फॉर्म भरेंगे तो सारे form के साथ आफ डेबिट लगाना पड़ेगा
Sir.....mera name graduation tak Arti Kumari tha...shadi ke baad Meera name Arti Mishra ho gaya tha...Aadharcard me bhi Arti Mishra hai...bataye ki kya kare. B.ed me bhi Arti Mishra hai...bataye
Sir mera name mismatch dikha rha hai digilocker me mere sadi ke Bad surname addhar me add Ki hum but exam form me sarnem nhi Dali ab ctet marksheet Kaise download kru please sir
सर मैट्रिक इंटर और बीए में पापा का नाम Ram pravesh swarnkar है जबकि B.Ed में पापा का नाम Rampravesh swarnkar है रामप्रवेश मे राम और प्रवेश के बीच में स्पेस नहीं है तो बिहार शिक्षक बहाली में कोई दिक्कत भी होगा ?
Sir mere criminare aur avaahishiya purana lag gaya hai jiaka jaran mera selection nahi ho paya hai naya ban gaya upload kaise kare sir mera selection ho payega ya nahi please sir es par ek video banye😢😢😢
Sir mere sare 10th 12th b. Ed me mere papa ka name madhav singh h Or graduation me madhaw singh h to kya isse stet 7th phase me dikt aayegi sir please reply me
Sir CTET ke Mark sheet me name me spelling Galat ho gaya hai tatha Mai SC catogary Se hun CTET me 77 Marks hai jiske Karan digilock Se Mark nahi Nikal Raha hai Kya kare.
sir mujhe ye janna h ki meri wife ka education qualification Haryana ka hai aur CTET ka exam qualify kiya h jisme CASTE category GEN h but in Bihar Wo EBC se belong karti h aur march 2022 me EBC caste Certificate banwaya h. Confusion ye h ki jab Teacher Vacancy ka form fill kiya jaega to us time Caste category kya bharen GEN ya EBC.
@@naukaritak297 @8hourstudy 😢 sir mera qualification me b.ed+ graduation ke jagah d.eld ho gaya hai but details sahi hai upload bhi b.ed kiya hai please mujhe bataye main DV se bHar ho jaunga kya
Sir mere father ka name Sri Ram Sewak hai jo marksheet me hai aur mere adhar card me father ka name Sri Ram Sevak hai . Sirf w v ka mistake ho gaya magar pronounciation sahi hai kya isme document verification me dikkat aa sakti sir?
Sir ji meri 10th ki marksheet mai mother's name BANEEBAI hai leking Bed ki markeeshit mai BENI BAI ho gya gya hai affidavit kaise likhvana Banana hai sir ji bataye
sir mother name error hai .. all documents me .(NANDNI) hai but CTET ne naam (NANDANI )hai (A ) extra lag gya hai kya eis se problem ho sakti hai reply me pls
सर मेरे 10th 12th ग्रेजुएशन सभी जगह पिताजी के नाम में 1 लेटर मिस्टेकथा जिसको मैं करेक्शन करवा कर मैं सर्टिफिकेट प्राप्त किया है जिसके कारण सभी सर्टिफिकेट में इश्यू डेट नया आ गया है तुम मेरा प्रश्न यह है कि क्या मुझे इसके लिए डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन से निकाल दिया जाएगा?
10 th certificate me name me sahu ke badle shahu ko gya hy board time lga rha hy to kya kre
Sir mere graduation ke marksheet me name me space ho gya h. jaise mera name Vedprakash Gupta hota h lekin usme Ved Parkash Gupta ho gya h. kya karna padega sir espe video bana dijiye ya reply me bta dijiye please 🙏 sir
Mera v
Sir mera signechar me thora different h kya kre
Signature hota hai boss .. kya teacher banoge aap 😢
Sir mera category pehle St tha aur usi time Maine ctet qualify Kiya tha
Pr ab government ke aadeshanusar mujhe obc category me kr diya gya hai
To please btaye mujhe kya Krna chahiye
Please Please 🙏🏻🙏🏻
Sir mother ka name me vinda ke jaga binda hai or fadher ka name me Rambriksh ke jagah Rambriksh hai kiya kare
Bord office me thik karwane Di Hui hu pahla chalan diya h but sudhar av nahi ho Pa ya h to Kya sapatprat me chalan Kat ah so v likhana h
Sir mere 10th se graduation me name k age KM lga hai but adhar me nhi hai or b.Ed me bhi nhi to kya bihar selection k time documentation k time dikkat hogi kya ..plz byaye sir🙏🙏🙏 mjhe de lg rha
Sir Mera stet me daya Shankar Tiwari ki jagah daya Shankar mishra ho gaya hai kaise sudhar hoga
Inter k marksheet me photo galat hai
Sudhar k liye awedan diya hai hua lekin avi tak sudhar nahi hua hai koi problem hoga kya sir
Aap apna de sakte hn
To kya Affidavit laga dene ke baad fir Board se v Correction krwana hoga ya isi per Counseling ho jayega ... Plz reply sir
CEO Lavel cast certificate banwa liye hai or phir SDO LAVEL se DM Lavel ka cast banwa liye hai to wah certificate Central Lavel men manya Hoga ya nhi? Pls batayen
Sir graduation pass hai uske baad Dled pass hue h but CTET men only 1st papers pass hai to 6-8 ke liye eligible h? ya 1-5 ke liye? Please 🙏 batayen
1 to 5 ke liye eligible hain.
मेरा पिता जी का नाम Chandrashekhar है लेकिन मेरा सभी certificate मे Chandra shekhar लिखा हुआ है कोई दिक्कत होगा??
Sir humne Bpsc teacher form bharte time jo document upload kiya tha usko maine bihar board se sudhar kar new niklwa liya or purana wala jama le liya ager verification time jo upload kiya tha vo mangega to kaise check kara payenge mangega to problem nhi hogi na plz reply
Sir DLED SPECIAL EXAM 2020 session 2016-18 ka marksheet aur provisional nhi mila hai sir magadh University Bihar (BL bed College rampur dhanhara aurangabad) please bataiye sir kya kare college me bataya ja raha ki abhi nhi aaya hai to kya kare
Residential income and cast certificate current old kon jayda sahi rahega ya lagta h
सर मेरा फॉर्म भरने में गलत हो गया है उस पर मैं महाराष्ट्र सर मेरा फॉर्म भरने में गलती हो गई है कि मेरा नाम और पापा का नाम एक साथ इसको क्या करना पड़ेगा एफिडेविट बनाना पड़ेगा क्या मैं बिहार से हूं और अंबाराम महाराष्ट्र
Mera naam only chandani hai but mera na ka suru m KU MS chandani kr diya B Ed m sirf Kiya hm kase kya krenge sir hmko bataye please sir
Sir d.el.ed certificate m Ranjeet Kumar aur matric m ranjeet kumar paswan hai baki sab kuch same hai adreess to affidavit se kam ho jayega na koi trh ka presani to nhi nhi hoga 7th phase m sir
Sir patrata ke jagah dakchata dal diye hai hai pbsc tree me kya kare ab bahot tenson ho raha kuchh bataiye sir bahot tenson ho rahi hai
Sir mera 10 vi 12 vi me mere pitaji ki margasit me sarme nahi juda hi jabaki kalej me pitaji nama me sarne juga huaa hi kease karuga
Sir mere btc me name ke phle kM nhi lga hai jbki highschool inter graduation ctet sb me name ke phle kM lga hai sir koi dikkt hoga kya
Same problem
BA CTET मे Km नही है
Sc category se hun sir 2019 me caste certificate aur residential dono banwaye the bihar se ..
To kya mujhe fir se new banana hoga kya ??? Pls reply sir
Sir mere papa ka naam mein chandar mohan Das ke jagha ( Chandarmohan) hogye h toh iss ke liye kya kya kre aage koi problem toh nhi hoga.
Sir mai niyojit teacher hun mai 6th charn mai Bahali hui hai us samay mare pita ke name mai galti hui thi thò main affidavit banana the lakin ab wah affidavit block mai jama Hogan hai aur ab muja sakshamta paper ja diya form bharna hai kay muja firr se affidavit banana hoga form online barna hai kay muja naya affidavit usmai naya affidavit online form bharte samay laga na hoga kay pl reply me sir
Sir mera 10th aur 12th ka mul praman patra gum ho gya hai hai board se duplicate copy banwaya hu lekin wo hand written hai kya isse DV me koi problem ho sakti hai
Sir mere father's name me space problem hai mere father's name savi documents me sahi kewal matric ke certificate mein Sharif lal ray ki jagah Shariflal ray ho gaya hai Jo bord ne space nahi Diya kya kare
Sir ek se jayada galti k liye ek hi affidavit bnwaye ya alag alag
Sir 🙏 mera 10 k marksheet me manjeet kumar likha h but CTET certificate me mera name manjeet kumar (adil )surname add h kya problem ho skti h kya document verification me pls sir bataiye 🙏🙏
Sir maine stet pass hu par stet form me University aur marks galti halt type kar Diya hai form bharte samay 7th niyojan me dikat hoga agar hoga to hame kya karna hoga plz bati
सर BPSC Teacher मे काउंसिल के समय मेरे documents मे मेरे नाम के आगे KM लगा हुआ है और मेरे पिताजी के नाम की spelling का एक- दो letter mistake हो गई है तो उसके लिए मैने affidavit लगाया था। मेरी काउंसिल तो हो गई और मै job भी कर रही हू।
मैने अपना documents अभी तक ठीक नही करवाई है।तो मै ये जानना चाहती हू कि मुझे आगे चलकर job मे कुछ दिक्कत तो नही आएगी न?
सर प्लीज रिप्लाई करके मेरी समस्या का समाधान करे।
Sir mera matric me se lekr b. A tk sab m nam shi h lekin admi t card me nam glt aa gya h stet bhi pass h to sir kya counceling se hm bhar ho jyge
Sir abhi tak patrata ke jagh dakshta dala gaya ha kaise sudhar hoga jaldi rasta nikale
Sir mera academic qualifications UP se hai aur inter certificate me and ctet certificate me u ki jagah oo hai,mera sawal ye hai ki correction affidevit kaha se banaye bihar se ya UP se pls tell me
Sir mere certificate m10th 12th m father name aadar s change h munna ka muna ho gya h or delead m munna hi h kya kru
Residential certificate and caste certificate me mother ka nam chhut gaya hai kya kare
Sir ji mera ncl me pita Ke nam me हिन्दी me shi hai lekin English me pradip ke jgah pardip लिखा hai kya dikat hoga
Pranam sir
Mai bihar se hu lekin up me rehti hu or Academic Qualification me father name mistake ho gaya hai " B" ki jagah pr "V" ho gaya hai to hame affidavit kaha se banwan hoga Bihar se ya UP se OR mere father ka naam hai Bishwanath hai
Sir mai pH candidate hu mera ctet me 102 mark hai lekin ctet form filam me mera (ph ) me yes hai kiya tha aage mirrit ke liye form filap online hoga to hum usme labh le sakte hai ph ka
Sir bed marksheet me craketion ke baad satifeket number change ho gya hai ab dv me kya kre
Sir...hm niwasi bihar ke h..aur pdhai up se kiye h...muhje 10 aur 12 ke marksheet ke liye affidavit bnwana h....kaha se bnwaye...up se ..ya bihar se...
Sir mera 10th m papa ka name (Hare Ram singh ) h or sabhi m (Hareram singh ) h name k bich m space ho gya h to uske liye dikkt hogi kya sir
Sir, bpsc tre ka form bharte samay maa ke nam ke aage late ka use kiya hu , jaise late asha devi, maa ka dehant ho chuka hai to use kar sakte hai na
Certificate me maa ke nam ke aage late nahi hai
To kuch problem ho sakta hai kya
Sir...agr naam change kraya ho...10th me purana naam ho adhar me dusra naam ho...jiske liye gazette kra liye h...ab dv kra sakte h
Sir hm ctet me pass ho gye h lekin female ke jgh male ho gya to hm kya kre or kise sudare kuchh btaiy plz
Sir.Agar Bihar me pura padai hui h lekin shadi nepal me hui h to kya government job me kisi parkar ke koi dikat nhi na hoga
Koi problem nhi
Sir meri mothers name mai mistake hai mother ka kya kare
Sir bihar d. L. Ed appearing wale ko to sab bhull hi gaye.... Results abhi tk nhi aaya hy to hamlog ka kya hoga sir.... Please help kijiye ap sir apse bahut ummid hy sir
सर जी STET में फादर का नाम में मिस्टेक है तो कहां से सुधार करवाए? और क्या एफिडेविट बनवाना से काम चल जाएगा ????? Plz रिप्लाई
Sir mera stet ka admit card m singh ho gya hai matric m kumari h mo kya cou celi ng m bhar ho jyge
Sir mere 10 and 12th marksheet me father k nam Barkho Ram gaur hai jabki Sare documents me Barkhu kumar gaur he... Marksheet me ab change nhi ho sakta to age mujhe problem hogi esliye sir affidavit maanya hoga ctet Or super tet counselling k time?? Plss reply jarur kijie
Sir bahut video me pucha koi bat hi nhi rha.. Sir iska solution kya hoga?
10 or 12th ke according aage thik kijiye
Sir मेरे सारे docoment में फादर नाम sudheer Mishra hai लेकिन पापा के आधार कार्ड में sudhir Mishra hai तो मुझे भी affidivite बनाना पारेगा क्या
Father name me kumar ke jagah per yadav likha gaya hai kaise sudharega
Aay parman Patra kiske naam se banega sir??
Father me name me Galti hai to father kesing se sapatptra bane ga ya do no kasine se
Sir ctet k certificate me father name me choudhary ho gya hai other certificate me chaudhry hai kya krna hoga please bataye
sir hmara ghr bihar me h or shadi bhi bihar me hue h jo 10 sal ho gya h...per mera sara education dusre state ka h kya me formfill kr skti hu..or maine ctet bhi pass kiya hua h..pls help sir
Sir
10th 12th me rajat kumar hai
&
Graduation, & B. ed me rajat kumar sharma hai
I have guzette notification that I am same person and now I am Rajat Kumar only
Sir affidavit lagega or something else. Please guide 🙏
Please guide
मूल प्रमाण पत्र में princple का singunatur नही करवाए और document में पन्नी चढ़वालिए कोई प्रेसनी नही न होगा plz
Mera aadhar me father name me Ramvilash Mehta hai jisme ki beech me space hona chahiye jo ki nhi h
Hello sar Mera satvin class mein surname mami ka surname alag hai to koi dikkat ho sakta hai kya
Sir mera Inter matric me papa ka name Rajkumar Ram hai aur D.el.ed aur CTET me Raj Kumar Ram hai koi dikkat hoga kya
Sir ews certificate mai shrimati mere naam aagaya hai jabki matric se lekar ctet tak Mai shrimati nahi hai Toh kya Bpsc teacher vacancy form bharne mai problem hoga ya joining ke Samay problem bhi hoga kya
Shirimati se problem bhi hua apko?
Namaste sir B. A. mera 46 Percent hai EBC sehu B.Ed final ka result 25 June tak Result ane wala hai main kon kon se paper me eligible hu.
6207257373
सर मेरे 10th क्लास के मार्कशीट में पापा के नाम में स्पेस नहीं है बाकी सारे डॉक्यूमेंट में सीटेट सर्टिफिकेट में सब मैं एक्सहै जब हम फॉर्म भरेंगे तो सारे form के साथ आफ डेबिट लगाना पड़ेगा
आपके अधार कार्ड mai kaise likha hua hai?
ज्यादा जानकारी के लिए call my official number 6207257373
@@PUSHPAKUMARI-ld2lh
Mera ho gya board office jae hum karwa lie
@@nidhipatel6514 thankyou
8th vala certificate me bhi sapace tha kya mera bhi yehi prblm hai lekin school forwarding hi nhi kr rahe hai
Koi apna certificate me correction karwaye hai qa ??
Agr karwaye ho to uspe date kb ka h ple ka ya JB aap correction karwaye us tym ka ??
Sir Mera stet 2023 me father name mother nam aa Gaya ha ise sahi kese kare
Qualify ho gaye ha
Kuch certificate me father name me Late laga hua h kuch certificate me late nahi laga hua h . Koi problem hoga kya
sir mai Bihar ki hu but shadi up me hui h aadhar v up ka h to many a hoga ki ni
Sir mere marks sheet me distance problem hai 10th me Rajkumar hai and 12th, graduation me Raj Kumar hai kya mujhe problem hogi
Bhai kya upay h mere me bhi yahi problem h
Sir .. father's name me 10th me name same h 12th me thoda I k jgh pe y h isko sudhar krana pdega ya ni
Sir.....mera name graduation tak Arti Kumari tha...shadi ke baad Meera name Arti Mishra ho gaya tha...Aadharcard me bhi Arti Mishra hai...bataye ki kya kare. B.ed me bhi Arti Mishra hai...bataye
सर एड्रेस में स्पेलिंग मिस्टेक हो तो क्या करे??चेंज करना पड़ेगा या चलेगा ।
Sir mera name mismatch dikha rha hai digilocker me mere sadi ke Bad surname addhar me add Ki hum but exam form me sarnem nhi Dali ab ctet marksheet Kaise download kru please sir
Mere sate cirtificate me km lga kr name h ctet me nhi h to koi dikkt hoga
सर मैट्रिक इंटर और बीए में पापा का नाम Ram pravesh swarnkar है जबकि B.Ed में पापा का नाम Rampravesh swarnkar है रामप्रवेश मे राम और प्रवेश के बीच में स्पेस नहीं है तो बिहार शिक्षक बहाली में कोई दिक्कत भी होगा ?
बस आप कोर्ट से affedevit बनवा लीजिएगा
Mai mahila candidate hu mere matric aur lnter certificate ke father name, father ke aadhar se match nahi karta iske liye kya kare please confirm me.
Sir mere ctet m father nm glt ho gye h prabhat k jgh p prabaht ho gya hai to kya bihar 7th phase me mai apply kr skti hu plz reply 🙏 sir
Sir plss btaiye mere adhar or niwas me papa ka name satendra hy or sare educational documents me satyendra hy to kya dikkat hoga plss btaiye
Kya d.el.ed ke sath intermediate v upload karna hoga
Sir mere criminare aur avaahishiya purana lag gaya hai jiaka jaran mera selection nahi ho paya hai naya ban gaya upload kaise kare sir mera selection ho payega ya nahi please sir es par ek video banye😢😢😢
Sir mere father name me matric inter me munnilal yadav hai or de El ed me late munnilal yadav ho gaya hai plz bataye kya karna hoga
Affidavit बनवा लीजिए
Sir maine STET KA CERTIFICATE NO. KI JAGAH CERTIFICATE KA SERIAL NO. DAAL DIYA HAI...SUDHAR KARNA PADEGA ..KOI PROBLEM TO NAHI HOGI
Mera 10th me Md Nasir hai or 12th me Mohammad Nasir to mujhe bhi problem ho sakti hai kya please bataye 🙏🏻
Sir mere sare 10th 12th b. Ed me mere papa ka name madhav singh h Or graduation me madhaw singh h to kya isse stet 7th phase me dikt aayegi sir please reply me
Sir reply kijiye
मैम अगर आपको university se सुधार करवा सकते हैं tb तो बहुत अच्छा बात हैं।
अगर नही तो फिर आपको एक Affidevit ( शपथ पत्र ) बनवाना होगा
Affidavit se ho skta hh
sir agar certificate me sahi hai lekin form fill karne m mothers name m spelling mistake ho gya to kya kre
Sir CTET ke Mark sheet me name me spelling Galat ho gaya hai tatha Mai SC catogary Se hun CTET me 77 Marks hai jiske Karan digilock Se Mark nahi Nikal Raha hai Kya kare.
Sir
Dakshta ki jagh patrta ho gya
Kya dv se bahar kar denge
सर मेरा सारा 10th और 12th B.A और b.ed में dob 10/01/1991 है और ctet मार्कशीट मे 10/04/1991है बिहार मे 7th phase मे कैसे होगा
Ctet sudhar nahi karta hai
Akbar ctet office me pata kar lijiye
हम मधुबनी जिले से है मेरी मां के नाम मे speling change करना है किया पटना जाना चाहिए या दरभंगा से हो जाएगा
Class 10 ka marksheet me
Please reply
Sir, mera matric certificate mein father name mein mistake hai....inter, graduate, deled mein sahi h...sir kya karna hoga....???? Please guru ji marg darsan kijiye....sir
sir mujhe ye janna h ki meri wife ka education qualification Haryana ka hai aur CTET ka exam qualify kiya h jisme CASTE category GEN h but in Bihar Wo EBC se belong karti h aur march 2022 me EBC caste Certificate banwaya h.
Confusion ye h ki jab Teacher Vacancy ka form fill kiya jaega to us time Caste category kya bharen GEN ya EBC.
EBC भरना है आपको
@@naukaritak297 Thankyou so much sir
Aur koi other documents ki requirement hogi sir jaise ki AFFIDAVIT ki
@@naukaritak297 @8hourstudy 😢 sir mera qualification me b.ed+ graduation ke jagah d.eld ho gaya hai but details sahi hai upload bhi b.ed kiya hai please mujhe bataye main DV se bHar ho jaunga kya
Sir mera matric ke marshit me photo nhi kya mujhe bpsc ke documents verification me dikat aayega to kya kre sir please is topic par video bnaiye😢😢😢😢
matric to B.Ed tak ke certificate me father name english me sahi hai lekin hindi nam galat hai .....kya kuya jay sir
Correction hua apka
Sir mera ctet me pita Ji ka naam managala Singh hai jabki shi naam mangala Singh hai a extra dediya hai counciling me problem hogi please bataeye
Sir mere father ka name Sri Ram Sewak hai jo marksheet me hai aur mere adhar card me father ka name Sri Ram Sevak hai . Sirf w v ka mistake ho gaya magar pronounciation sahi hai kya isme document verification me dikkat aa sakti sir?
Sir ji meri 10th ki marksheet mai mother's name BANEEBAI hai leking Bed ki markeeshit mai BENI BAI ho gya gya hai affidavit kaise likhvana Banana hai sir ji bataye
sir mother name error hai .. all documents me .(NANDNI) hai but CTET ne naam (NANDANI )hai (A ) extra lag gya hai kya eis se problem ho sakti hai reply me pls
Ha bilkul
Sir c tet university name problem