Mai Bpsc tre 3 me select hui hu , 12th ki marksheet me father's name me aage title galat ho gya h lekin 10th , graduation, adhar sbhi document me father's name sahi hai to dv me problem ayegi kya karna ?
Sir meri graduation ki marksheet form fill krwate time kisi ne chori kr li. Fir mene University jakr marksheet niklwa li. Usme serial number change ho gya. Koi dikkat to nhi hogi sir. Please suggest sir
Mera b.ed ka marksheet mein father's name correction karwaye hai lekin purana wala marksheet jo upload kiye the wo university mein jama kra diye hai. Aur mera provisional certificate bhi gum ho gya hai to duplicate provisional issue kiya hai university ne. Ab iska kya upay hai sir please bataeye🙏🙏
Yeshe nhi Nhi karana chahiye jab form Apply ki ho to.....fir v purana wala ka photo copy aur nya wala original copy sab sathe rakhiyega waha puchhega to bata dijiye ga
@@Onlineboardstudy photo copy hai purana wala ka aur new wala jab liye the university se to uske liye jo affidavit banana para tha uska bhi copy hai paas mein
मेरा आज काउंसलिंग शेखपुरा में हुआ,पर स्पेलिंग मिस्टेक लिख दिया है, Vijay victor है और Vijay victar लिखा है,जो पर्ची मुझे मिला है उसमें doubtful लिख दिया गया है। क्या मेरी परेशानी होगी क्या ?
Dear kya dikkt thi tumhre or kiisme job kr rahi ho plz reply hmra b mrgdrshn ho jyega kyuki meri b same problem h 10th me surnaame ni h or sb me lga huah@@purnimadubey
अगर कोई उत्तराखंड में रह रहा है जब कि मूल निवासी बिहार का हो और फॉर्म भरते समय उत्तराखंड का पता वाला ही आधार अपलोड कर दिया हो जबकि डोमिसाइल और जाति प्रमाण पत्र विहार लगाया है और पता भी विहार का भरा है तो वेरिफिकेशन कराते समय आधार पता और बिहार पता से दिक्कत होगी।अगर होगी तो उपाय बताए।
मेरे डॉक्यूमेंट में त्रिवेणीगंज सब जगह लिखा है जो कि वास्तव में त्रिवेणीगंज का नाम त्रिबेणीगंज है क्या मेरा डॉक्यूमेंट वेरिफाई में कोई दिक्कत भी होगा बाकी सब सही है
Sir mera matric ka marksheet aur certificate me mother name me manju kumari h baki sara document me d.el.ed,ctet,bpsc form me mother name manju devi h aur d.el.ed ka marksheet aur certificate me pallavi ho gya h palwi ke jgh sare documents me mera naam palwi h bs d.el.ed me pallavi kya mera document verification me humko problem hoga 1 to 5 me plz reply sir 😢
Sir mera tre 3 6 to 8 me selection hua hai lekin sir mere 10th ke marksheet me mother name me Gudiya ki jagh Guriya ho gya hai baki sab jagh shi hai sir kya is se koi dikat ayegi😢pls rply
Sir graduation ka agr mai provisional marksheet upload kr du to kya prblm hoga... Real marksheet gayab ho gyi hai ab dobara banwana padega... Abhi k liye provisional marksheet hai but issue date bhut purana hai 11 November 2020 ka hai... Abhi mujhe bpsc 2.0 ka form bharna hai... DV time mai original marksheet and certificate le k jau to prblm hoga... Plz reply kriyega....
सर मै यू पी से हूं मैने प्राइमरी का फार्म भरते समय 12वी और डी ई एल ई डी का अंक पत्र लगाया है ग्रेजुएशन B A नही लगाया है तो क्या परेशानी होगी कृपया उचित सलाह दे जिससे कि मैं इस भर्ती से वंचित न हों, सर मन बहोत चिंतित है कृपया जवाब जरूर दें आपका आभारी रहूंगा 😭😭😭🙏🙏🙏
@@Onlineboardstudy sir kya affidavit banwana padega eske liye kripa karke bataye.....yadi ha to content/ formate kya hoga affidavit ka es samasya se sambandhit 🙏
Sir mere village ka name change hone wala tha ..jo hua nhi..new name se hi niwas certificate banwa liya or form me v new name hi daal diya ...kya koi problem ho sakti hai .. affidavit banwana parega??
Sir bpsc ne pichlibar guidelines jaari kiya tha k 5 ya 6 mahene k ander jisne b aadhar me correction kraya hai unki niyukti radd ki jaye to kya sir correction krana shi rhega plz margdarshan kre
सर मेरा फॉर्म भरते समय साइबर वाले ने मेरा सिग्नेचर इंग्लिश की जगह हिंदी और हिंदी की जगह इंग्लिश अपलोड हो गया है यह मेरा कैसे सही होगा करेक्शन भी नहीं हो रहा है क्या मुझे इससे परेशानी होगी बताएं जरूर
Sir mere papa ka name 10 certificate me Ajeet Singh hai lekin baki sari documents me Ajit Singh hai aur maine bpsc k form me v sabke suggestions par yahi Ajit Singh daal kar hi form fill kar di hai . Please bataiye sir bataiye mai kya karu kya ye bahut bari problem hai 😢 plz reply
Sir jii mujhe v isi baat ka tension hai...mere papa ka name Nandu prasad k jagah pr Nandun prasad ho gya hai.12th k marksheet me..affidavit se ho jayega bssc me😢
Sir agr kisi ka nam 10,12 me km Nisha likha h aur graduation, post-graduation ,baki sare documents me only Nisha likha h usase selection me koi dikkat to nahi na ayegi
Sir mera matric certificate me father's name me spelling mistake tha pr board द्वारा hm सुधार करा लिए h ।लेकिन प्रॉब्लम ये है कि certificate में serial number change ho gya है जो नया banke आया h उसमें। please reply sir dv me koi dikkat bhi hoga🙏🙏🙏
Hello sir My name is shweta Plz tell ki 6 to 8 2024me .. Mera selection unreserved category se aya hai.. But form fill karte tym mene bihar nivas patra lagaya tha but wo mere husband ke side se bana hai... Kya dv me kuch problem to nai hogi.... Bus mujhe form fill karte tym fee concession mila tha.. Plz tell
Mera domicile m ..mummy ka name neeta thakur h ..bt saare documents m ..nita thakur h ..toh koi dikkat hoga ya nai ...maine registration kra liya h ...plz reply
Marksheet mai name ke aage km likha huaa h or aadhar mai kumari likha huaa h maine correction karva liya aadhaar mai dv ke time problem toh nhi hogi kyuki form fill karte time old wala upload kiya tha
सर जी मेरा btsc में iti instructor का फॉर्म भरा था उसमे experience मांगा गया था मेरे पास दो जगह का experience है जब मैं फॉर्म को भर रहा था तो उसमे दोनो experience का डाटा सही भरा हु लेकिन अपलोड करते समय एक experience अपलोड करना भूल गया हूं लेकिन डाटा सही भरा हु तो इससे कोई दिक्कत तो नही होगा dv में या afidavid से हो जाएगा प्लीज बताए
Hlo sir mujhe 70th BPSC ka form fill krna Sir mere 10th me mera papa ka name NANDLAL ek me hi hai jbki Adhar card me NAND LAL hai to kya isse koi dikkat hoga please sir authentic jankari dijiyega please🎉🎉
सर हाई स्कूल में मदर नेम Shakunta है और इंटर मे Shakuntala है तो कोई दिक्कत होगा सर की नही plz sir रिप्लाई जरूर दीजियेगा,। Sir मेरा bpsc tre 3 मे हो गया है,
Sir main stet paper 1 qualified ho gya hu other state se hu form me category me bc fill kr dia tha vaise 105 no h koi problem hogi kya sir bad me shi hoga ya nhi please sir reply me 😭😭🥲
Sir maine form apply karte time ctet k issue date k jgah examination date dal Diya hai ,, Kya ab Mai dv se bahar ho jaunga plzz reply bahut tensn me hi sir plzz reply🙏🙏🙏🙏🙏
Meri mummy ka name 10th cbse marksheet me ragini sinha ho gya hai ,jbki 12th ur b.ed marksheet me ragini kumari hai. To kya prblm hoga document verification ke time
सर मेरा बिहार शिक्षक भर्ती 2.0 में हुआ है 6से 8 में लेकिन मैंने गलती से सीटीईटी का मार्कशीट 1से5 का अपलोड कर दिया है documents verification में कोई दिक्कत तो नहीं होगी ना सर?
Maine Jo BPSC ka form bhara hai usmein graduation ka percentage Hai Humko 70.4 percent lekin form Mein Dala Gaya Hai 70% Ab Kya Karen Sir please help Me
Sir BPSC 6 to 8th ke form mein maine PG ka certificate bhi upload kiya hai jisme father's name PRABODH ho gya hai jbki har jagah PRABHODH hai to kya karu?
Sir Bpsc me form bharte time jo matric ka marksheet upload kiya tha usko maine bihar board se sudhar kar new niklwa liya purana wala jama le liya to ab verification time purana wala nhi rahega to problem hogi plz reply purane wale ka mere pass photo copy hai
सर मेरे डॉक्यूमेंट मैं सभी जगह अहमद की स्पेलिंगAHMAD है लेकिन ग्रेजुएशन की मार्कशीट में AHAMAD है यानी एक A अक्षर की बढ़त है, तो क्या मुझे भी कर एफिडेविट बनवा कर ले जाना चाहिए प्लीज जरूर बताएं महान कृपा होगी 🥺
Sir mere results me papa ka name sahi h Lekin aadhar card me ek speeling nhi h to aadhar card sudharne k bad jo form ham bhare hai upload kiya aadhar card or naya aadhar card le jane se koi problem to nhi hoga verification me
Sir stet का फॉर्म भरते समय साइबर वाले भईया b,Ed part one का डोकोमेंट अपलॉड कर दिए है फिर भी मेरा stet ka result आ गया है फिर हमने bpsc का फॉर्म बहुत अच्छा तरह से भरे है (तो sir bpsc docoment veryfacation कराएगा तो कोइ समस्या नहीं न होगी
@@Onlineboardstudysir Mera father name matric par Hareshw(a)r Singh hai lekin inter par Hareshw(e)r singh hai (a) ke jagah par (e) kar Diya hai koi dikkat to nahi hoga please help sir
Sir mera name Matric me Km Pinki Rani likha hai baki PAN Voter ID Bank me Adhar me aur BA tak sabhi certificate me Kumari Pinki Rani likha hai. Koi dikat hoga kya??
Sir m up se hu... Pita ji ka naam mark sheet m Naresh kumar dwivedi likha h Or adharcard m Naresh dwivedi likha h... Sir m adhar correction krana chahta hu.. To sir varification m koi dikkat to nhi hogi.... Plz 🙏help
10th marksheet me father name me Lakshami parsad yadav h or baki sab 12th ya B. A ,BED me Lakshami prasad yadav hai sirf parsad or prasad me fark hai sir to koi dikat nhi hoga sir decument verification me
Hello sir Mere 10th ke marksheet me father or mother ke name me Mr /Mrs laga hua h lekin 12th ke marksheet me nahi laga hua h Iss se koe problem v hoga Plzz reply 🙏🙏🙏🙏
Sir mere aadhar me kuch mistake aakaar ka father name me tha ar maine form bhrte samay bhi diya tha ar ab mai usme update kr liye h documents verification me dikkat hoga kya
Sir mera 10th me perween hai aur inter ,graduation aur aadhar ,pan sbhi me parween hai to kya mujhe documents verification me problem hogi kya sir please btaye main kya kru kya main kisi job ke liye form bhar skti hoon please reply sir
Sir Mera bpsc Block horticulture officer ka form bhare hi usame mera 10 ki marksheet me 320 no hi aur mi 320 no likha v hun But percentage me 64 hoga but 62 hogaya hi to problem hogi
Sir mere 10th or 12th marksheet me papa ka name RAMCHARAN h lekin uske bad se bsc or b.ed me RAM CHARAN h Maine ctet ka form 10th base pe dala h sir please reply mai kya krun
@@OnlineboardstudySir affidavit banvane ke baad marksheet me sansodhan karana padta h ya usi affidavit ke base pe ho jata h Sir please reply🙏🙏🙏🙏@Onlineboardstudy
Sir cafe wale ne EWS yes kar diya tha hum general hai and hame EWS fayda nahi chahiye to Document Verification ke time hame kya lejana hoga affidavit ya kya iss chiz ka kuch clear batayein please
Sir mare tet ki certificate mai mare papa ka name aur 10 12ki certificate mai alge hai tho Kay kare pls reply sis hum Bihar Mai teacher hai aur saksamta ka paper Kai liya apply karna hai last date 19 02 24hai pls sir reply me
@@Onlineboardstudy sir mare opinmant letter Jo Bihar shaksamta paper Mai apply karna Kay liya mag raha hai usme mare papa ka name Navin thakur hai aur mare tet certificate mai Navin chandeswar thakur hai aur saksamta paper Mai apply karna Mai affidavit kaha lagaye pls reply me
Mera bhi yahi problem hai 10,12 ke certificate me ranjit Kumar hai aur teacher ke documents me ranjeet Kumar hai sakshamta apply krna h kya kiye bhai aap ,iska kya solution hoga ?
Sir... Mai niyojit teacher hu, joining letter me mere school ka nam GMS kataha hai, pr school ab upgrade ho gya hai.. Bpsc form me maine UHS kataha likh diya hai... To eske lekr koi preshani hogi? Affidavit bnana prega 🙏plz margdarshan kre.
Affidavit Bana lijiye और उसमें यह mention कर दिजिए गा की पहले मेरा School यह था अब यह हो गया है और ही नाम एक ही School का है। वकिल साहेब अच्छे से matter बना देंगे
Ek bat aur puchni thi sir guide kare Mere mitra ke father ka name satish kumar srivastava hai aur certificates me kewal satish kumar hai koi dikkat to nahi. Agar koi bat hai to kya kare.
@@OnlineboardstudySir Mera 10th 12th graduation or be.d sab me papa ke name same h DHARMU BHARATI LEKIN D.EL.ED ME BHARATI KI JAGH BHARTI O GYA H KOI DIKKAT AYEGI YA HO JAYEGA OR ISKE LIYE YADI AFFIDAVIT BANVATA HU TO USKE BASE PE HO JAYEGA YA BAAD ME SANSODHAN KARANA PADATA H
Sir mere academic certificate me naam KM. REKHA RANI h ...lekin aadhar card me KUMARI REKHA RANI h ...isse koi dikkat to nhi ...me already ek niyojit teacher hu...please reply soon
Hello sir mere naam 10th ,12 me ranjit Kumar hai ,aur job ke documents jaise tet,deled,adhaar card insb me ranjeet Kumar hai i ki jagh ee hai to kya ish se problem hoga ?
sir mere 12th ke marksheet pr father ka speling misteck thi ,or maine tenth ke Aadhar pr shi kra liye but form bhrte samsy mere pas galt wala hi marksheet tha to maine whi upload kiya tha to kya mujhe DV me problem ho sakti h ,please sir btaiye
sir plz help me BPSC TRE 3.0 FORM FILL karte time CTET serial no ki jagah roll no aur certificate ki jagah internet wala result upload ho gya hai. isse dv me koi problem to nhi hoga.
Sir english version me mere papa ka title shi hai but hindi me thoda mistake ho gya hai to kya mujhe government job me prblm hogi please reply sir 😭😭😭😭
@@Onlineboardstudy sir papa death krgy the to ctet me late Sanjeev Kumar singh likh Diya tha to dono ek tenth wala or ek ctet wala include krke affidavit bnwa lenge kya job me problem nhi na hogi
Sir mera 10th 12th marksheet aur certificate m father name m ee ke जगह par i kar diya h इससे koi dikkat hogi ky
Mai Bpsc tre 3 me select hui hu , 12th ki marksheet me father's name me aage title galat ho gya h lekin 10th , graduation, adhar sbhi document me father's name sahi hai to dv me problem ayegi kya karna ?
Affidavit turant banawa lijiye
Sir meri graduation ki marksheet form fill krwate time kisi ne chori kr li. Fir mene University jakr marksheet niklwa li. Usme serial number change ho gya. Koi dikkat to nhi hogi sir. Please suggest sir
Nhi
Aap ek Application likh kar college ke Principal se Signature Aur muhar lagawa lijiye ga
Sir
10th -Shavendra singh *
12th -Shaivendra singh
B. A. -Shaivendra singh
10th में एक अक्षर कम है तो क्या करें सर upsc की तैयारी कर रहे हैं
Koe dikkat nhi hai Affidavit banawalijye ga..
Koe dikkat nhi hoga
@@Onlineboardstudy sir abhi banva le ya selection ke time per
@@shaivendrasingh2764 selection jab hoga tb Banawa lijiye ga
@@Onlineboardstudy Thanks you sir
Thank you sirji this information
Mera b.ed ka marksheet mein father's name correction karwaye hai lekin purana wala marksheet jo upload kiye the wo university mein jama kra diye hai.
Aur mera provisional certificate bhi gum ho gya hai to duplicate provisional issue kiya hai university ne. Ab iska kya upay hai sir please bataeye🙏🙏
Photo copy hai n...use rakhiyega. Sath hi nya wala ke bare me Boliye ga ki Mai Sudhar karaya hu
Yeshe nhi Nhi karana chahiye jab form Apply ki ho to.....fir v purana wala ka photo copy aur nya wala original copy sab sathe rakhiyega waha puchhega to bata dijiye ga
@@Onlineboardstudy photo copy hai purana wala ka aur new wala jab liye the university se to uske liye jo affidavit banana para tha uska bhi copy hai paas mein
Bhai marksheet mai kitna din mai sudhar hua please reply bhai 😢😢
मेरा आज काउंसलिंग शेखपुरा में हुआ,पर स्पेलिंग मिस्टेक लिख दिया है, Vijay victor है और Vijay victar लिखा है,जो पर्ची मुझे मिला है उसमें doubtful लिख दिया गया है। क्या मेरी परेशानी होगी क्या ?
Nhi......re Counciling me sahi kar dega
Kya hua apka
Re councelling me kya huaa aapka
Re councelling me kya hua aapka..plz reply
Bhai bata do re counseling me kya hua
सर मै Deled फाइनल कर चुका हूं,लेकिन ctet 2024 जुलाई में साइबर कैफे ने Apeyrig डाल दिया है।क्या दिक्कत हो सकती है।TRE 4me भरना है
Sir mere father's name me 10th, 12th me kumar (middle)nhi lga tha lekin graduation,btc, aadhar card me kumar lga h... sir koi issue to nhi hoga na??🙏
Koi reply
Affidavit banawa lijiye aap bad me job ke time dikkat nhi hoga
@@sriram1294apka ho gya verification
Apka varification me kya hua
Dear kya dikkt thi tumhre or kiisme job kr rahi ho plz reply hmra b mrgdrshn ho jyega kyuki meri b same problem h 10th me surnaame ni h or sb me lga huah@@purnimadubey
अगर कोई उत्तराखंड में रह रहा है जब कि मूल निवासी बिहार का हो और फॉर्म भरते समय उत्तराखंड का पता वाला ही आधार अपलोड कर दिया हो जबकि डोमिसाइल और जाति प्रमाण पत्र विहार लगाया है और पता भी विहार का भरा है तो वेरिफिकेशन कराते समय आधार पता और बिहार पता से दिक्कत होगी।अगर होगी तो उपाय बताए।
Dikkat nhi hoga....janha verification hoga waha yah bat bataeyega
Sir BPSC me EWS male candidate ko passing marks me relaxation milna chahiye
Sir meri CTET category caste change hogaya hai kiya affidavit kare Sakte hai..
आपका कोई दिक्कत हुआ क्या?
आधार कार्ड मे पापा का नाम बनने हे
निवास प्रमाण मे भी बनने हे
जाति मे भी बनने हे
मार्कशीट मे बनने खान हे
dv मे कोई दिक्कत तो नही होगा
Sir
30 December ko mera Bpsc teacher ka Dv hai sir father name me galti hai Hepidipit kis name se banwanyenge
Kya huaa
Aage
Sir plz reply apka dv ho gya kya bola same problem hai
मेरे डॉक्यूमेंट में त्रिवेणीगंज सब जगह लिखा है जो कि वास्तव में त्रिवेणीगंज का नाम त्रिबेणीगंज है क्या मेरा डॉक्यूमेंट वेरिफाई में कोई दिक्कत भी होगा बाकी सब सही है
Affidavit banawa lijiye n.
.koe v vakil bana dega
Sir mera matric ka marksheet aur certificate me mother name me manju kumari h baki sara document me d.el.ed,ctet,bpsc form me mother name manju devi h aur d.el.ed ka marksheet aur certificate me pallavi ho gya h palwi ke jgh sare documents me mera naam palwi h bs d.el.ed me pallavi kya mera document verification me humko problem hoga 1 to 5 me plz reply sir 😢
Pr sir verification me sahi documents ya affidavit nhi magega jo h whi lekr jayege
@@palwikumari Aap Affidavit Banawa lijiye आपको बहुत जरूरी है अभी आपका मैटर सही से पढा हूँ। Aap Affidavit जरूर बनवा लिजीए
Apka kya hua sis
Plz reply
Mera bpsc tre 1 mei selection ho gya tha aur aj mai samastipur mei posted hu certificate ko lekr koi problem nhi aya maine affidavit bnawa liya tha
Sir mera tre 3 6 to 8 me selection hua hai lekin sir mere 10th ke marksheet me mother name me Gudiya ki jagh Guriya ho gya hai baki sab jagh shi hai sir kya is se koi dikat ayegi😢pls rply
Koe dikkat nhi hoga
... lekin risk n lijiye Ek Affidavit banawa lijiye
Sir graduation ka agr mai provisional marksheet upload kr du to kya prblm hoga... Real marksheet gayab ho gyi hai ab dobara banwana padega... Abhi k liye provisional marksheet hai but issue date bhut purana hai 11 November 2020 ka hai... Abhi mujhe bpsc 2.0 ka form bharna hai... DV time mai original marksheet and certificate le k jau to prblm hoga... Plz reply kriyega....
Koi problem nhi
Sir. Inter me sabhi certificate par school ka name galat hai to iske liye kya karna hoga. Kya document verification me disqualify ho jaunga?
सर मै यू पी से हूं मैने प्राइमरी का फार्म भरते समय 12वी और डी ई एल ई डी का अंक पत्र लगाया है ग्रेजुएशन B A नही लगाया है तो क्या परेशानी होगी कृपया उचित सलाह दे जिससे कि मैं इस भर्ती से वंचित न हों, सर मन बहोत चिंतित है कृपया जवाब जरूर दें आपका आभारी रहूंगा 😭😭😭🙏🙏🙏
Primary Me BA ki koe आवश्यकता नहीं है.. और हाँ जो आप Online के समय दिये है वही मांग है
Yahi meri bhi samasya hai bhai.....kya eske liye affidavit banwana padega ya aise hi kaam chal jaayega....kripa bataye
@@Onlineboardstudy sir kya affidavit banwana padega eske liye kripa karke bataye.....yadi ha to content/ formate kya hoga affidavit ka es samasya se sambandhit 🙏
@@Onlineboardstudy सर हमारी मनोचिंता अब दूर हो गई, आपका बहोत बहोत आभार 🙏🙏🙏
Same issue
Sir mere village ka name change hone wala tha ..jo hua nhi..new name se hi niwas certificate banwa liya or form me v new name hi daal diya ...kya koi problem ho sakti hai .. affidavit banwana parega??
Banawa lijiye risk n lijiye....
@Onlineboardstudy thank you sir ❤️
Thank you very much ❤❤❤
Sir mai up se hu mera ctet me 82 hai to hoga ki nhi mai ldki hu bta dijie please 🙏
@@SumanYadav-hv2tr 90चाहिए किसी भी कैटेगरी के हो
Thanks
Agar affidavit bnvana to kya kisi v place se bn sakta h ya sthayi nivas sthan se hi bnega???
Kahi se v
Online ke baad sudhar karvana liye h sir koi dikkat
Jo sudhar kiye hai waha puchhega to batana hoga sudhar karaye hai
Sis kis documents me sudhar karwai h 10th12th kitna purana tha plz reply
Sir bpsc ne pichlibar guidelines jaari kiya tha k 5 ya 6 mahene k ander jisne b aadhar me correction kraya hai unki niyukti radd ki jaye to kya sir correction krana shi rhega plz margdarshan kre
Sir mere sare dacument me mata ka nam sem h par माता का आधार कार्ड में उनका नाम अलग है कोई dikat हो सकता है
Koe dikkat nhi hai
सर मेरा फॉर्म भरते समय साइबर वाले ने मेरा सिग्नेचर इंग्लिश की जगह हिंदी और हिंदी की जगह इंग्लिश अपलोड हो गया है यह मेरा कैसे सही होगा करेक्शन भी नहीं हो रहा है क्या मुझे इससे परेशानी होगी बताएं जरूर
Ab correction ka date khtm ho gya...
Sir mere papa ka name 10 certificate me Ajeet Singh hai lekin baki sari documents me Ajit Singh hai aur maine bpsc k form me v sabke suggestions par yahi Ajit Singh daal kar hi form fill kar di hai . Please bataiye sir bataiye mai kya karu kya ye bahut bari problem hai 😢 plz reply
Keo dikkat nhi hai etana nhi dekha jata hai
Sir mother's name me kisi document me space hai kisi document me space nahi hai koi problem hoga kya karen please btaye
Koe dikkat nhi hai
Sir jii mujhe v isi baat ka tension hai...mere papa ka name Nandu prasad k jagah pr Nandun prasad ho gya hai.12th k marksheet me..affidavit se ho jayega bssc me😢
Affidavit banawa lijiye ho jayega 100%
Sir agr kisi ka nam 10,12 me km Nisha likha h aur graduation, post-graduation ,baki sare documents me only Nisha likha h usase selection me koi dikkat to nahi na ayegi
Affidavit banawe
Apka hua ki afidevit bnaee
Sir graduation ya intermediate ka certificate n ho provisional se kaam chalega ya nhi
Sir mera matric certificate me father's name me spelling mistake tha pr board द्वारा hm सुधार करा लिए h ।लेकिन प्रॉब्लम ये है कि certificate में serial number change ho gya है जो नया banke आया h उसमें। please reply sir dv me koi dikkat bhi hoga🙏🙏🙏
Koe dikkat nhi sudhar kiye hai wah aur pahle wala ka photo copy hoga hi sab rakhiyega
Hello sir My name is shweta Plz tell ki 6 to 8 2024me .. Mera selection unreserved category se aya hai.. But form fill karte tym mene bihar nivas patra lagaya tha but wo mere husband ke side se bana hai... Kya dv me kuch problem to nai hogi.... Bus mujhe form fill karte tym fee concession mila tha.. Plz tell
Koe dikkat nhi husband ke side wala hi lagata hai
Thank you
Mera domicile m ..mummy ka name neeta thakur h ..bt saare documents m ..nita thakur h ..toh koi dikkat hoga ya nai ...maine registration kra liya h ...plz reply
Koi dikkat nahi hai
Mera btc ki degree galat upload huwa tha form bhrte time
Kya verification ke time shi degree dene per verified ho jaunga
Sir, sabhi document block level ka chal jayega ya phir district se banawana hoga? .. Plz reply kijiyega🙏
Block level chal jayega
Marksheet mai name ke aage km likha huaa h or aadhar mai kumari likha huaa h maine correction karva liya aadhaar mai dv ke time problem toh nhi hogi kyuki form fill karte time old wala upload kiya tha
O old kiye the tb sudhar kiye to usaka koe reciving hai . Use rakhiyega
Old wala Aadhar bhi h or Jo correction ke time receipt Mila tha woh bhi h
@@saumyasingh9493 bs wahi rakhiyega ga Mangega
@@Onlineboardstudy koi problem toh nhi hogi sir
@@saumyasingh9493 koe problem nhi hai
Sabhi me ase Syam h or intermediate me ase likha h Shyam to kya sir affidavit bavana pdega
Koi dikkat nahi hai
सर जी मेरा btsc में iti instructor का फॉर्म भरा था उसमे experience मांगा गया था मेरे पास दो जगह का experience है जब मैं फॉर्म को भर रहा था तो उसमे दोनो experience का डाटा सही भरा हु लेकिन अपलोड करते समय एक experience अपलोड करना भूल गया हूं लेकिन डाटा सही भरा हु
तो इससे कोई दिक्कत तो नही होगा dv में
या afidavid से हो जाएगा
प्लीज बताए
Koi dikkat nahi n....o original dekhega
Sir maine form apply karte time ctet k issue date k jgah examination date dal Diya hai ,,
Kya ab Mai dv se bahar ho jaunga plzz reply
Yeshe babut log hai . Esliye koe dikkat nhi hoga
Mera 10th ka certificate 2 baar upload ho gya 12th nhi hua h by mistake.. verification ke time pata chala … kya koi problem hoga ?
Nhi
Mera B.ed ka marksheet hai lekin B.ed certificate abhi tak nahi mila hai toh kya iske liye koi problem hoga kya document verification ke time pe ?
Nhi koi problem nahi
Meri wife ke 10,12,BA,MA me name ke pahle KM lga hai but adhar card me KM nhi lga hai to job me koi dikkat hogi ya nhi.
Nhi dikkat hoga..... agar MN ho to adhar card ko lekar ek affidavit banawe.....nhi to adhar card sudhar kar le
Hlo sir mujhe 70th BPSC ka form fill krna
Sir mere 10th me mera papa ka name NANDLAL ek me hi hai jbki Adhar card me NAND LAL hai to kya isse koi dikkat hoga please sir authentic jankari dijiyega please🎉🎉
सर जी मैं बक्सर से हैं सक्षमता फार्म भरते समय ।
मैट्रिक 2001कि है और इन्टर 2002 गलत से हो गया है परेशानी हो सकती है
Form bharane me galti se dikkat nhi hai
सर हाई स्कूल में मदर नेम Shakunta है और इंटर मे Shakuntala है तो कोई दिक्कत होगा सर की नही plz sir रिप्लाई जरूर दीजियेगा,।
Sir मेरा bpsc tre 3 मे हो गया है,
Same here
Sir main stet paper 1 qualified ho gya hu other state se hu form me category me bc fill kr dia tha vaise 105 no h koi problem hogi kya sir bad me shi hoga ya nhi please sir reply me 😭😭🥲
Sir maine form apply karte time ctet k issue date k jgah examination date dal Diya hai ,,
Kya ab Mai dv se bahar ho jaunga plzz reply bahut tensn me hi sir plzz reply🙏🙏🙏🙏🙏
Koe dikkat nhi hai
Thnku sir aapke kahne se mujhe thodi himmat mili 🙏🙏🙏
Sir mere pas sirf bed ki marksheet he degree nahi he koi dikkat to nahi hogi dv me
Koe dikkat nhi lekin time diye jayega original ke liye
Sir 10th 12tb me km lga h or documents me nahi lga h ...form bharte time deled year 2021 tha galti se 2022 upload ho gaya problems hogi kya pls reply
Sir mere sare documents m Father's name Rabindra Kumar h pr aadhr m original name Ravindra Kumar h to koi problem bhi hogi kya government job m
Koe dikkat nhi hai
Sir maine deled kiya hai subject stream me art likha hai koi dikkat to nhi hogi
Nhi
Sir mera 10th ke Sara document me Ahmed hai aur uske baad B. Ed tak Ahmad hai sirf. (e) aur (a) me
Koe dikkat nhi hona chahiye
@@OnlineboardstudySir pradhan shikshak me d.o.b 02 01 1992 ke jagah 01 01 1992 ho gya ab kya hoga sir
Sir form bhrte time maine dusra number form me daal diya h jbki aadhaar card me dusra number link h jo ki mere pass h isse to koi dikkat nhi hogi na
Koe dikkat nhi hai
@@Onlineboardstudy thanku sir
Meri mummy ka name 10th cbse marksheet me ragini sinha ho gya hai ,jbki 12th ur b.ed marksheet me ragini kumari hai. To kya prblm hoga document verification ke time
Affidavit Banawa lijiye Aap
सर मेरा बिहार शिक्षक भर्ती 2.0 में हुआ है 6से 8 में लेकिन मैंने गलती से सीटीईटी का मार्कशीट 1से5 का अपलोड कर दिया है documents verification में कोई दिक्कत तो नहीं होगी ना सर?
Koi dikkat nahi hoga..... lekin 6 to 8 dikhana hoga
@@Onlineboardstudy thanks sir
@@kmpooja5651apko koi problem hua ya ni
Apka ho gya tha ni plz reply
Maine Jo BPSC ka form bhara hai usmein graduation ka percentage Hai Humko 70.4 percent lekin form Mein Dala Gaya Hai 70% Ab Kya Karen Sir please help Me
Suadhar ka time Aayega
@@Onlineboardstudy iss baar to bola gya ki koi sudhar ka date nahi dega bahut presan hu sir kya kru plz
Sir BPSC 6 to 8th ke form mein maine PG ka certificate bhi upload kiya hai jisme father's name PRABODH ho gya hai jbki har jagah PRABHODH hai to kya karu?
Koi dikkat nhi hona chahiye. Affidavit banawe sakte hai aap
Sir Bpsc me form bharte time jo matric ka marksheet upload kiya tha usko maine bihar board se sudhar kar new niklwa liya purana wala jama le liya to ab verification time purana wala nhi rahega to problem hogi plz reply purane wale ka mere pass photo copy hai
Us Achhe se Rakhe. Aur Sudhaar wala v sath me le jaye
Baki koi dikkat nhi hoga
Bhaiya aap bta sakte hai sudhar karwane ka kya process hai ??
Sir 12th ki jagah online wale ne graduation ki details fill kar di h koi problem toh nhi hogi sir affidavit banvana padega kya
Koe dikkat nhi hai lekin waha bolega to kahiyega syber wale ne yesha kar diya hai sir
Aur ek affidavit banawa lijiye format receiving hoga use se
@@Onlineboardstudy thank u sir
@@Onlineboardstudy koi problem toh nhi hogi sir
@saumyasingh9493 nhi
Sir mere documents me Md h or aadhar card me Md k full form mohammad h koi issue hoga sir??
सर मेरे डॉक्यूमेंट मैं सभी जगह अहमद की स्पेलिंगAHMAD है लेकिन ग्रेजुएशन की मार्कशीट में AHAMAD है यानी एक A अक्षर की बढ़त है, तो क्या मुझे भी कर एफिडेविट बनवा कर ले जाना चाहिए प्लीज जरूर बताएं महान कृपा होगी 🥺
Koe dikkat nhi hai
Sir mere results me papa ka name sahi h Lekin aadhar card me ek speeling nhi h to aadhar card sudharne k bad jo form ham bhare hai upload kiya aadhar card or naya aadhar card le jane se koi problem to nhi hoga verification me
Koe dikkat nhi hai
@@Onlineboardstudy ok sir. Thank you 😊🙏
Sir marksheet ke jgh admit card upload ho gya bpsc bao exam mai.... Dikkat hoga ?? Sir .... Affidavit se ho jayega ?? Sir
Aapka hua ya nhi
Sir stet का फॉर्म भरते समय साइबर वाले भईया b,Ed part one का डोकोमेंट अपलॉड कर दिए है फिर भी मेरा stet ka result आ गया है फिर हमने bpsc का फॉर्म बहुत अच्छा तरह से भरे है (तो sir bpsc docoment veryfacation कराएगा तो कोइ समस्या नहीं न होगी
Koe dikkat nhi hai Aapko
Thank you sir
@@Onlineboardstudysir Mera father name matric par Hareshw(a)r Singh hai lekin inter par Hareshw(e)r singh hai (a) ke jagah par (e) kar Diya hai koi dikkat to nahi hoga please help sir
Sir mera Kumari ki jagah kamari likha hai Stert ke certificate me kya kre
Affidavit banawa lijiye jald
Sir affidavit dene k badh fir certificate correction karna jaruri he keya?
Affidavit banawane ke bad Correction ki jarurat nhi hoti hai. Yadi correction karawa lete hai to Affidavit ki jarurat nhi hogi
Sir mera name Matric me Km Pinki Rani likha hai baki PAN Voter ID Bank me Adhar me aur BA tak sabhi certificate me Kumari Pinki Rani likha hai.
Koi dikat hoga kya??
Affidavit Banawa lijiye
Sir mera 10th marksheet m
ANAND KUMAR YADAV है
12th ki mark sheet m
ANAND KUMAR है
YADAV छूट गया है
To kya koi problem होगी
Sir. Affidavit dene ki badh fir se certificate correction karke dena porega? Please reply dijiye
Mera bhi same doubt hai plz.. Clear kare
Mujhe bhi janna hai bhai
@@AnirbanDebnath-g1u nahi dena hota h
सर मैनें TRE 3.0 में B.ed का रिजल्ट में 74% की जगह 71% लिख दिया हूँ मैं क्या करू please help😢😢😢
Counciling me original document dekh kr sudhar kar deta hai
@@Onlineboardstudy
Sir mera marksheet main 361 tha but 362 likh diya tha 😢😢😢
Pls help
Sir m up se hu... Pita ji ka naam mark sheet m Naresh kumar dwivedi likha h
Or adharcard m Naresh dwivedi likha h...
Sir m adhar correction krana chahta hu.. To sir varification m koi dikkat to nhi hogi.... Plz 🙏help
Koi dikkat nhi
Sir please reply mera stet paper 2 clear ho gya hai usme category me EBC ki jagah par BC ho gya hai kaise sudhhar hoga
Board se jakr sudhar hoga
@@Onlineboardstudy mai Monday ko ja raha board sudhar karwane ke liye sudhar ho raha hoga n
10th marksheet me father name me Lakshami parsad yadav h or baki sab 12th ya B. A ,BED me Lakshami prasad yadav hai sirf parsad or prasad me fark hai sir to koi dikat nhi hoga sir decument verification me
Koe dikkat nhi hai Aapko
Hello sir Mere 10th ke marksheet me father or mother ke name me Mr /Mrs laga hua h lekin 12th ke marksheet me nahi laga hua h
Iss se koe problem v hoga
Plzz reply 🙏🙏🙏🙏
Koi dikkat nahi hai.... Lekin kavi time mile to ek Affidavit Banawa lijiye
@@Onlineboardstudy Affidavit se joining ho jayengi na phir koe problem nahi na hoga
Sir mere aadhar me kuch mistake aakaar ka father name me tha ar maine form bhrte samay bhi diya tha ar ab mai usme update kr liye h documents verification me dikkat hoga kya
Koi dikkat nhi hai aapko
Stet me unique I'd ki jagah application number daal diya hai kya kre sir dv me dikkat hogi kya form cancel kr de kya
Nhi dikkat hogi
Sir mera 10th me perween hai aur inter ,graduation aur aadhar ,pan sbhi me parween hai to kya mujhe documents verification me problem hogi kya sir please btaye main kya kru kya main kisi job ke liye form bhar skti hoon please reply sir
Koe problem nhi hai
Sir Mera bpsc Block horticulture officer ka form bhare hi usame mera 10 ki marksheet me 320 no hi aur mi 320 no likha v hun But percentage me 64 hoga but 62 hogaya hi to problem hogi
Koe dikkat nhi hai Aapko
Sir mere 10th or 12th marksheet me papa ka name RAMCHARAN h lekin uske bad se bsc or b.ed me RAM CHARAN h Maine ctet ka form 10th base pe dala h sir please reply mai kya krun
Koe dikkat nhi hai
@@OnlineboardstudySir affidavit banvane ke baad marksheet me sansodhan karana padta h ya usi affidavit ke base pe ho jata h
Sir please reply🙏🙏🙏🙏@Onlineboardstudy
@@rohitbharti472 affidavit ke bad Sudhar nhi kiya jata hai
Sir cafe wale ne EWS yes kar diya tha hum general hai and hame EWS fayda nahi chahiye to Document Verification ke time hame kya lejana hoga affidavit ya kya iss chiz ka kuch clear batayein please
Affidavit banawa lijiye
aapka kya hua verification mai
Sir mera 10th certificate me naam k age "KM" hai lekin aadhar pr nahi h aur maine form me bhi "KM" nahi likha hai koi problem hogi kya?
Affidavit banawa lijiye koe dikkat nhi hoga
Sir mare tet ki certificate mai mare papa ka name aur 10
12ki certificate mai alge hai tho Kay kare pls reply sis hum Bihar Mai teacher hai aur saksamta ka paper Kai liya apply karna hai last date 19 02 24hai pls sir reply me
Affidavit Banawa lijiye
@@Onlineboardstudy sir mare opinmant letter Jo Bihar shaksamta paper Mai apply karna Kay liya mag raha hai usme mare papa ka name Navin thakur hai aur mare tet certificate mai Navin chandeswar thakur hai aur saksamta paper Mai apply karna Mai affidavit kaha lagaye pls reply me
Mera bhi yahi problem hai 10,12 ke certificate me ranjit Kumar hai aur teacher ke documents me ranjeet Kumar hai sakshamta apply krna h kya kiye bhai aap ,iska kya solution hoga ?
@@itsricha2852 Koe dikkat nahi hai etana nhi dekha jata hai
Sir... Mai niyojit teacher hu, joining letter me mere school ka nam GMS kataha hai, pr school ab upgrade ho gya hai.. Bpsc form me maine UHS kataha likh diya hai... To eske lekr koi preshani hogi? Affidavit bnana prega 🙏plz margdarshan kre.
Affidavit Bana lijiye और उसमें यह mention कर दिजिए गा की पहले मेरा School यह था अब यह हो गया है और ही नाम एक ही School का है। वकिल साहेब अच्छे से matter बना देंगे
@@Onlineboardstudy thanks sir.
Ek bat aur puchni thi sir guide kare
Mere mitra ke father ka name satish kumar srivastava hai aur certificates me kewal satish kumar hai koi dikkat to nahi. Agar koi bat hai to kya kare.
Affidavit banawa lijiye
Sir Mera 10th aor 12th me 6 saal ka gap hai to documents verification me dikkat aayega ya nahi year gapping hai ...please answer sir
Koe dikkat nhi hoga yadi Aapne koe v degree ek sath n ki ho to
@@OnlineboardstudySir Mera 10th 12th graduation or be.d sab me papa ke name same h DHARMU BHARATI
LEKIN D.EL.ED ME BHARATI KI JAGH BHARTI O GYA H KOI DIKKAT AYEGI YA HO JAYEGA
OR ISKE LIYE YADI AFFIDAVIT BANVATA HU TO USKE BASE PE HO JAYEGA YA BAAD ME SANSODHAN KARANA PADATA H
भाई जिला और ब्लॉक एक है एड्रेस हसबैंड के पता पर है जो 03 किलोमीटर के अंतर पर है फिर क्या करे आवासीय प्रमाण पत्र का
Tb v ek banawa lijiye janha avi rahati h
Sir mere academic certificate me naam KM. REKHA RANI h ...lekin aadhar card me KUMARI REKHA RANI h ...isse koi dikkat to nhi ...me already ek niyojit teacher hu...please reply soon
Aap Ek Affidavit banawa lijiye
Sir mera matric marksheet me father ka spelling sahi hai bad me original certificate me galti hai kya kare
Affidavit banawa lijiye
Sir mere mothers name hindi to sahi h pr English me pavitri mahto k jagah pavitra mahto ho gya hai NCL certificate me
Pls reply me sir ji🙏
Affidavit banawe aap
Ji sir. Pr mera DV ho gya liye ni affidavit
Hello sir mere naam 10th ,12 me ranjit Kumar hai ,aur job ke documents jaise tet,deled,adhaar card insb me ranjeet Kumar hai i ki jagh ee hai to kya ish se problem hoga ?
Koe problem nhi hai Aapko
@@Onlineboardstudy sir but affidavit bnawana chahiye kya ,ageee jakr dikkat hoga ?
@@itsricha2852 Banta hai Banawa lijiye...Aapka MN hai to yeshe koe dikkat nhi hai
@@Onlineboardstudy to sir form fill krte Time 10,12 ka details me naam kaise likhenge
Tet ke according,? Sakshamta pariksha ka form bharna h bihar me
Sir mere sare documents me father name same hai but d.el.ed ke documents me father ke name me i ke jagah y ho gya hai to kya kre sir, please btaiye
Affidavit banawe
@@Onlineboardstudy sare documents me father name Raju choudhari hai lekin d.el.ed ke document me Raju choudhary ho gaya hai
Sar Mera 10th mein pitaji ka naam Ramji sharma aur inter graduation me Ramjee sharma ho gaya hai koi dikkat to ni hoga na?
Aapko koi dikkat nahi hai
sir mere 12th ke marksheet pr father ka speling misteck thi ,or maine tenth ke Aadhar pr shi kra liye but form bhrte samsy mere pas galt wala hi marksheet tha to maine whi upload kiya tha to kya mujhe DV me problem ho sakti h ,please sir btaiye
Kaise shi kraya marksheet plz btaiye hme bhi 10th 12th ka shi karana hai
Same question
@@AdarshSingh-bd4luboard office se hojayega thik
sir plz help me BPSC TRE 3.0 FORM FILL karte time CTET serial no ki jagah roll no aur certificate ki jagah internet wala result upload ho gya hai. isse dv me koi problem to nhi hoga.
Koe problem nhi
Kalavati Devi हैं दसवां में
Kalawati Devi हैं इंटर में क्या करे सर🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Koi dikkat nahi hai
Sir english version me mere papa ka title shi hai but hindi me thoda mistake ho gya hai to kya mujhe government job me prblm hogi please reply sir 😭😭😭😭
Nhi
Sir sanjeev ke jagah sanjeeev hai tenth m baki sb me sanjeev
Koe dikkat nhi hai..... lekin Aap ek Affidavit Banawa lijiye
@@Onlineboardstudy sir papa death krgy the to ctet me late Sanjeev Kumar singh likh Diya tha to dono ek tenth wala or ek ctet wala include krke affidavit bnwa lenge kya job me problem nhi na hogi
Other state category problem? State ka catagory dey diya hey ...change kaise hoga?
Counciling hoga us time sudhar kar deta hai