Ekdum shi bola Abhishek sir ne.. m khud phle bollywood movie jata tha cinema m dekhne... But ab mera man n krta jane ka qki na koi different content hota hai na hi dialogue..bs ye achi location glamour or star power ke bhroshe film chlane ke bhroshe rhte hai..OTT k aane se ab apko audience ko cinema hall m lana h to apko sbse phle content unique lana hoga...
Arre yaar Sunil sir, ye premiere ke naam pe existing shows me se cut karke mat chalaya karo video. Hum bhi time nikal ke besabri se wait karte hai Red Mike ke episodes and when we come to see the cutting of existing shows then it hurts.
Bilkul sahi kaha Abhishek ji ne. M khud Akshay ka fan tha pr aap jab Rajneeti Mai kude hai tab se maine Akshay ki film dekhna to chhod do unki filmo ke teaser tak dekhna band kar diya hai.. ab andh bhakt hi dekhe hmare paas faltu Paisa nahi hai
Perspective ka fark hai Aapke liye worst hogi kyunki aap ek aurat Hain. Lekin kahin na kahin use movie ne logon Ko touch to Kiya hai tabhi to vah superhit Hui hai
Jaisi films Bollywood bana sakta hai, South Wale soch bhi nahi sakte, jaise Gangs of wasseypur, krantiveer, Baby, Haider, Dev D, A Wednesday, Pan Singh Tomar, omkara, ludo, Mirzapur, Sacred games or bhi bahut hai, Yaar kya bewakoofi hai, Thoda time kya kharab chal Raha hai Bollywood ka to chale sab use gariyane, Are bhai sab cheez ka ek time hota hai, Badalne me thoda samay lagta hai, Ek samay jab action films ka dor chala to Amitabh ki Angry young man image pasand ki gayi, Amitabh ko usi ne Bollywood ka Shenshah banaya, phir 80 se 90 Tak Bollywood ka abhi wala dor chala, phir Aaye khans, phir Love or emotion ka samay aaya isiliye SRK Romance King se Bollywood King bana, abhi phir kuch saalon se action ka dor shuru hogya, to thoda samay to lagega Bollywood ko badalne me, lekin jis din Bollywood badlega phir South Wale inke aage tik nahi payenge
2019 में आखरी बॉलीवुड फिल्म आर्टिकल 15 फिल्म देखी थी सिनेमा हॉल में...अब तो यूट्यूब पे free में भी नहीं देखते हम बॉलीवुड फिल्म...चोरी करना अब आसान नहीं रहा बॉलीवुड के लिए इसलिए खत्म हो रहा है।
Acchi filme bani to hai..south me kaunsa original content aata hai..ve b hollywood ya foreign se chorte hai.. Asal nuksan bollywood ko unprofessional behaviour ne pahuchaya hai..har jagah starkids hai .. Direction se lekar acting script tak...kaha se quality aayegi.
Bollywood movies me buri chize naghai jada dikhai jati hai uske gane bhi ache nhi hote aur koi massage bhi nhi hote jb ki south me desh hit ke mudde hote burai na ke barabar dikhaya jata hai Kabhi kisano ke mudde kabhi gst ke mudde kabhi technology ki chize dikhayi jati hai south me
Ab na koi heroine hai na hero, sab bekar hai. Aajkal ki movies bekar hoti hai. Acha hai ki OTT par short movies dekhi jaye ya koi Pakistani drama dekha jaye. Teeno Khan ke baad hero koi nahi hai aur aajkal ki actress bekar hai sab.
Yah he kon Abhishek ? Are bhai tune toh 15flop nahi di phir bhi tuje koi janta hi nahi he, Akshay Kumar k liye bord me likhna padta he, kya ese hi junior actor Akshay sir ki tarif karte he kya, juth bol raha he sale, Akshay Kumar ka 2nd World Record he counties 13 Hit woh nahi pata he tuje toh tu yah kese kehna sakta he k script sunte nahi
kya h n bhidu log avi sb ke lye bs yahi topic h ki blywd ye blywd wo aisa taisa kro sb kro 😂 kuki jb samay khrab hota h to gadha v pehlwan hota h Or avi sb gidhad iktrie hokr nochne ko tyr h to noch lo jitna noch sakte ho
Aamir Khan ki sarfarosh movie jaisi story likhnewale writers ki zarurat hai hindi film industry ko.
Ekdum shi bola Abhishek sir ne.. m khud phle bollywood movie jata tha cinema m dekhne... But ab mera man n krta jane ka qki na koi different content hota hai na hi dialogue..bs ye achi location glamour or star power ke bhroshe film chlane ke bhroshe rhte hai..OTT k aane se ab apko audience ko cinema hall m lana h to apko sbse phle content unique lana hoga...
Arre yaar Sunil sir, ye premiere ke naam pe existing shows me se cut karke mat chalaya karo video. Hum bhi time nikal ke besabri se wait karte hai Red Mike ke episodes and when we come to see the cutting of existing shows then it hurts.
Correct bro
You may be right, but it helps people like me....😊
Very informative❤❤❤❤
Feku ka chela hai na bo padhta hai na ye 😂😂😂
Bilkul sahi kaha Abhishek ji ne. M khud Akshay ka fan tha pr aap jab Rajneeti Mai kude hai tab se maine Akshay ki film dekhna to chhod do unki filmo ke teaser tak dekhna band kar diya hai.. ab andh bhakt hi dekhe hmare paas faltu Paisa nahi hai
Mai bhi
Animal movie is worst because value of woman's self respect is totally destroyed in this movie.
Perspective ka fark hai
Aapke liye worst hogi kyunki aap ek aurat Hain.
Lekin kahin na kahin use movie ne logon Ko touch to Kiya hai tabhi to vah superhit Hui hai
You should watch pogo
Bollywood should pay nice amount to good story writers so they can give good Stories to bollywood
Ajay devgn ki Runway34, bhola, shivaay, tanhaji etc movies was fantastic aur in sabhi movies me ajay devgn ki mehnat dikhti h
😂
Bhola remake ..
Shivay super flop..
Tanhaji average..
Runway 34 good but not commercially hit
@@aryanchandra5439 why are you laughing ?
Sahi bat
Jaisi films Bollywood bana sakta hai, South Wale soch bhi nahi sakte, jaise Gangs of wasseypur, krantiveer, Baby, Haider, Dev D, A Wednesday, Pan Singh Tomar, omkara, ludo, Mirzapur, Sacred games or bhi bahut hai, Yaar kya bewakoofi hai, Thoda time kya kharab chal Raha hai Bollywood ka to chale sab use gariyane, Are bhai sab cheez ka ek time hota hai, Badalne me thoda samay lagta hai, Ek samay jab action films ka dor chala to Amitabh ki Angry young man image pasand ki gayi, Amitabh ko usi ne Bollywood ka Shenshah banaya, phir 80 se 90 Tak Bollywood ka abhi wala dor chala, phir Aaye khans, phir Love or emotion ka samay aaya isiliye SRK Romance King se Bollywood King bana, abhi phir kuch saalon se action ka dor shuru hogya, to thoda samay to lagega Bollywood ko badalne me, lekin jis din Bollywood badlega phir South Wale inke aage tik nahi payenge
2019 में आखरी बॉलीवुड फिल्म आर्टिकल 15 फिल्म देखी थी सिनेमा हॉल में...अब तो यूट्यूब पे free में भी नहीं देखते हम बॉलीवुड फिल्म...चोरी करना अब आसान नहीं रहा बॉलीवुड के लिए इसलिए खत्म हो रहा है।
मैं 15 साल से एक भी बॉलीवुड मूवी नहीं देखा हूं। बिलकुल भी मजा नहीं आता है । आशय कुमार आलू का सब्जी है हर 🎥 में नजर आने लगा था ।
👏🏻❤️
Tbh pushpa 2 is not a good movie but yes it is a huge hit
Acchi filme bani to hai..south me kaunsa original content aata hai..ve b hollywood ya foreign se chorte hai..
Asal nuksan bollywood ko unprofessional behaviour ne pahuchaya hai..har jagah starkids hai ..
Direction se lekar acting script tak...kaha se quality aayegi.
Boycott bollywood
Salman Khan type people rotten the bollywood
Bollywood movies me buri chize naghai jada dikhai jati hai uske gane bhi ache nhi hote aur koi massage bhi nhi hote jb ki south me desh hit ke mudde hote burai na ke barabar dikhaya jata hai
Kabhi kisano ke mudde kabhi gst ke mudde kabhi technology ki chize dikhayi jati hai south me
Akshay Kumar ji ne politician keliye Dube he,, or remake keliye duba he,
Boliwood ko agar wapsi Karni hai to purane filmo ki tarha film banani chahiye jisme imitation ho love ho
Pushpa 1 , 2 and kgf 1 , 2 have nice action and nice Stories?
Pushpa 2 is utter nonsense, boring movie
Mai bahut kush hu,
Inka patan dekh ke !!
Saare ke saare kachada
Ab na koi heroine hai na hero, sab bekar hai. Aajkal ki movies bekar hoti hai. Acha hai ki OTT par short movies dekhi jaye ya koi Pakistani drama dekha jaye. Teeno Khan ke baad hero koi nahi hai aur aajkal ki actress bekar hai sab.
Garva se Kaho Hum Unsafe hai
Bollywood chatukarita mein laga hain.
What about the other movies of Prabhas after bahubali?
Akshay ki 10 filme bhi itna nahi kamayi . Budde hogaye hai
15 साल से ज्यादा हुआ ना बॉली फिल्म ना गाने सुनता हूं।
ये वीडियो दूसरी बार देख रहा हूं।
Main bhi idrishi hu kaha se ho
South big budget films are also shit. See Pushpa2 it is nightmare in terms of story and screenplay.
Bollywood Bhaand bolo
Yah he kon Abhishek ? Are bhai tune toh 15flop nahi di phir bhi tuje koi janta hi nahi he, Akshay Kumar k liye bord me likhna padta he, kya ese hi junior actor Akshay sir ki tarif karte he kya, juth bol raha he sale, Akshay Kumar ka 2nd World Record he counties 13 Hit woh nahi pata he tuje toh tu yah kese kehna sakta he k script sunte nahi
Bollywood ko to Maine 29 Saal SE dekhna chodh diya
Ye Bollywood wale kahani bnana bhuul gye aur experiment
What kind of story pushap have ?