1. Do not expect, be specific. 2. Keep your tone positive. 3. Talk to your spouse if you have a problem. 4. Do not try to read your husband's mind, Bring the good memories back to make your spouse excited about anything. 5. Respect your spouse.
JazzakAllah sir...apki videos se hamara relationship acha hojaye ga in sha Allah mujhy bht kch seekhny ko mila ha kch maazi k effects hai jis ki wajah se mera relation kharab horha ha mgr ab nhi hoga in sha Allah mujhu apki videos se guide line mil gyr ha apni beyti k sath bhi or husband k sath bhi relation barkrar rakhny k lye..thank you so much
Thank you so much sir aap bohot accha samjha te ho mujhe bohot kucch deekhti hun aap se wese mere shohar bohot acche h or me bohot ejjat karti hu un ki or wo bhi bohot ejjat karte hai meri
Thank you so much sir...... Apki sari videos bht informative hoti hai😊or mujhe bht help multi hai apki videos se...... ☺️☺️☺️☺️☺️ Once again thank you so much
Mere sath mere maa or baap ki duaon ki waza se mujhe inta accha shohr mila h....meri maa baap ki duaao ka asar h Allah sab ka nasib aesa banaye ....aameen ro mere shohar deen se bhi jode huae h or wo ek dr. bhi hai.... Allah mere shohar ko buri nazar se bachaye.aameen
Sir main nay apni shadi shuda zindGi main yeh batain seekhi hain. 1 yeh ek din ka rishta nahi hay .poori zindagi ki baat hay is lie kisi bhi adat main tabdeeli dekhnay k lie waqt dain. Baaz adatain change honay main waqt lagta hay. 2: husband wife main ek lehaz hota hay. Us lehaz ko qaim rakhain. Yani apni problems discuss kartay waqt ek lehaz qaim rakhain. Jahan lagay k baat bigar rahi hayus waqt baat chor dain. Maqsad doosray ko jhoota karna nahi baat suljhana hay. Agar shohar ghussay main kuch bol day to ap k darmiyan ek lehaz or izzat hay wo khatam ho jaye gi. 3: Bohot baar husband sirf is wajha say ghussa kartay hain k un ko lagta hay k un ko ghalat sBit kia ja raha hay. Agar aisa ho to jub wo sahi baat karain un ko zaroor kahain k ap ki baat theek hay or apni ghalti tasleem karni paray to kar lain is say ap k darmian ek respect paida ho gi. 4: agar kisi muamlay main dono ki koi raye ho or doosray fareeq ki raye theek niklay or ap ki ghalat to appreciate karain k ap nay sahi kaha tha falan kaam aisay nahi aisay karna chahie tha. 5:husband agar ghussay main hon to kabhi behas mat karain .yeh ap ki aqalmandi hay ap ki haar nahi hay. Ap nay apni baat manwani hay larai nai karni. Jab ghussa thanda ho phir baat karain or aram say apna point of view explain karain. 6: kitni bhi larai ho ek doosray ka khiyal rakhna na chorain. 7:apnay husband ko ehsas dilain k un ka hona ap ki zindagi main kitni ziyada ehmiyat rakhtay hain. 8:mard amooman emotionally sensitive nahi hotay. Is lie un ko isharatan kahi gai baat samjh nai ati. Ho sakta jo baat apkay lie takleef ka bais unhain ilm hi na ho k yeh apko hurt karti hay. Yeh mat sochain k unhain nazar nahi ata. Unhain clearly btain k konsi baat apko hurt karti hay.
Sir ap ki sari baten bohat kaam ki hain plz ap is topic pe b baat kren k shohar hamesha ye q chahta hai k bivi hamesha us ki har har baat many or us ka gussa b bardasht kry but agar bivi ko kabi kabar kisi baat pe gussa aa jaye to shohar kisi b soorat bardasht nh kry ga k janab bivi to siraf shohar ki khidmat k liye paida hui usy naa gussa krny ka haq hai or na hi us ki taraf se galati ki mafi . So sir plz say something about it
Hi sir nice to watch your videos it's really amazing and blessed this is my 2nd day that I'm watching your videos i learnt many things for my baby and family life. May God bless you and always use you for his blessing it's really great work..😇🙏
Sir is relation mein trust py video bnaen means agr aik bar trust toot jae r bnda relationship ko continue bhi rakh rha ho but phr wo sb na bhool pae to kia krna chaye #asifalikhan
Izzat to basic baat hae bht zaruri hae,sahi kaha aapne,husband BV se aari turi se baat kare aor hby ki family background bhi ese hi language ka ho tb BV ko to sabr hi Krna padta hae.
اگر شوہر حالات کی تلخیص کی وجہ سے ہر وقت غصے میں رہتا ہے اور بیوی بچوں کو ہمیشہ تنقید کا نشانہ ہی بنائے بلکہ کسی اور کے منہ سے بھی تعریف کو غلط اور برا کہے تو پھر کیا کریں'
Jazakallahu khair sir.ur videos are very helpful for me.meray bachon k kafi problems half huay hn. Ab apnay husband k sath Jo problems hn WO door krna chahti hun.help me. Meray husband mujay meray maikay aor maikay side k relatives ki trf nae janay datay. 2nd ye k baher k mujay permission nhi laikin khud krtay b nhi .hr kaam maheeno latka rehta h
Communication gape boht ziyada hai mere aur husband k drmiyan.hum dono bethy hoty hain lekin mujhy sumjh nai ati k Kya baat kren apas me ,Kya discuss kren k normal baat cheet ho .un se baat krty Hur jhijhik hoti hai k wo ghussa na kr jaen.10 saal hogae hain shadi ko aur 3 bachy b Hain lekin hum dono ki achi understanding nai bn saki.mujhy koi advice kren k kesy communications better banaun.plz
AOA Nice bt agar same case love affair main ho banda loyal b ho bt mard se dar lagta ho ya sharam k bary mard lover ya hussband se baat na kar sakta ho tu kia kia jae communication keasy strong ki jae
Apne maa baap or rishte daro ko rishate daro ko kabi bhi apne bare mai ni batana chahye meri bhi Zindagi kharab ho rahi h😢 koi bhi kisi ka ni hota 😢mere shohar ko Allah pak hadayat de wo izzat de Ameen Sum Ameen
Sir apki baat sahi hai but agar bolnay say ek bar karey ya kuch laye phir dubara smjh kay lasakte hein na for example any gift ye to bar bar bolker nahi manga jasakta na and in case of kids regarding education or Islamic studies if husband don't communicate must as wife want his complete support what does one do plz reply
Jazakallah Dr sb.. Allah paak sabke rishto ko abaad aur Khush rakhe aamin.. Par miya bv ke rishto ma efforts ki bohut zarurat hoti he.. Apne husband pe uski taqat se ziada burden na Dale aur shohar hazraat bhi bv ki izzat Karen kyu ki wo unki khaddama nahi unki sharike hayat he.. Bachcho ke saamne bachcho ki tarha nadani na Karen.. Aap apne bachcho ke liye ideal he unko kya parwarish denge? Shadi ek reality he aur boyfriend girlfriend ek khubsurat tootne wala khuwab bus think please 🙏 From south Africa
Bilkul right...meri problems solve hogyi ye video dekhkr... thank you sir .. Allah Aapko behtar azar de is bde kam ka...
1. Do not expect, be specific. 2. Keep your tone positive. 3. Talk to your spouse if you have a problem. 4. Do not try to read your husband's mind, Bring the good memories back to make your spouse excited about anything. 5. Respect your spouse.
JazzakAllah sir...apki videos se hamara relationship acha hojaye ga in sha Allah mujhy bht kch seekhny ko mila ha kch maazi k effects hai jis ki wajah se mera relation kharab horha ha mgr ab nhi hoga in sha Allah mujhu apki videos se guide line mil gyr ha apni beyti k sath bhi or husband k sath bhi relation barkrar rakhny k lye..thank you so much
Apki hmesha bacho ki videos dkhi hen aj husband wife wli dkhi. Thori hasi agai . Wah wah kya ishq hai 😁
Your tips aur suggestions are very practical, real and hundred percent acceptable. May Allah bless you always.
Thank you so much sir aap bohot accha samjha te ho mujhe bohot kucch deekhti hun aap se wese mere shohar bohot acche h or me bohot ejjat karti hu un ki or wo bhi bohot ejjat karte hai meri
Excellent
Allah mazeed barkat de aapke rishte men
Your videos are very interesting and really helpful in daily basis... Well done... Stay blessed..
V nice and informative jazakillah sir itna acha smjhanay k liye
Thank you so much sir...... Apki sari videos bht informative hoti hai😊or mujhe bht help multi hai apki videos se...... ☺️☺️☺️☺️☺️ Once again thank you so much
You welcome so nice of you for positive feedback 🙏
Good teachings good rules thanks sir
Bilkul sir you are absolutely right
Bhai ap ki speeches bohat achi hen apka jesa life partner Allah sbko dey apki wife bohat lucky hen Masha Allah
Sir mai apne Allah se ...duaa magti hu jaise mere shohar h aeseAllah meri dono detiyo ko aesa shohar de...aameen
Mere sath mere maa or baap ki duaon ki waza se mujhe inta accha shohr mila h....meri maa baap ki duaao ka asar h Allah sab ka nasib aesa banaye ....aameen ro mere shohar deen se bhi jode huae h or wo ek dr. bhi hai.... Allah mere shohar ko buri nazar se bachaye.aameen
Bohat khoob ap ki jorhi salamat rahey. Ameen. Excellent for couples life. Keep it up
Masha Allah bahut khub sir
asif ali sir ki jay hoo !!!!
jazak ALLAH
100percnt agreed...u r superb sir...
Jazak Allah for positive feedback .😊
Sir your lecture was so helpful for me
Masha Allah jazaak Allah sir
Bilkul drust farmaya👍
Thanks
Assalamualaikum this is absolutely true
MASHALLAH zabardast waqi hi log khair khawa nahi hoty
Zazak Allah brother
Assalamualaikum
Sir yeh bahut hi acchi malumat di hai aap hume is se bahut fayeda hota hai jazakallah khaira
Superb video apki sari videos bohut informative hoti hn 👍
MashaAllah very impressive....
Sir main nay apni shadi shuda zindGi main yeh batain seekhi hain.
1 yeh ek din ka rishta nahi hay .poori zindagi ki baat hay is lie kisi bhi adat main tabdeeli dekhnay k lie waqt dain. Baaz adatain change honay main waqt lagta hay.
2: husband wife main ek lehaz hota hay. Us lehaz ko qaim rakhain. Yani apni problems discuss kartay waqt ek lehaz qaim rakhain. Jahan lagay k baat bigar rahi hayus waqt baat chor dain. Maqsad doosray ko jhoota karna nahi baat suljhana hay. Agar shohar ghussay main kuch bol day to ap k darmiyan ek lehaz or izzat hay wo khatam ho jaye gi.
3: Bohot baar husband sirf is wajha say ghussa kartay hain k un ko lagta hay k un ko ghalat sBit kia ja raha hay. Agar aisa ho to jub wo sahi baat karain un ko zaroor kahain k ap ki baat theek hay or apni ghalti tasleem karni paray to kar lain is say ap k darmian ek respect paida ho gi.
4: agar kisi muamlay main dono ki koi raye ho or doosray fareeq ki raye theek niklay or ap ki ghalat to appreciate karain k ap nay sahi kaha tha falan kaam aisay nahi aisay karna chahie tha.
5:husband agar ghussay main hon to kabhi behas mat karain .yeh ap ki aqalmandi hay ap ki haar nahi hay. Ap nay apni baat manwani hay larai nai karni. Jab ghussa thanda ho phir baat karain or aram say apna point of view explain karain.
6: kitni bhi larai ho ek doosray ka khiyal rakhna na chorain.
7:apnay husband ko ehsas dilain k un ka hona ap ki zindagi main kitni ziyada ehmiyat rakhtay hain.
8:mard amooman emotionally sensitive nahi hotay. Is lie un ko isharatan kahi gai baat samjh nai ati. Ho sakta jo baat apkay lie takleef ka bais unhain ilm hi na ho k yeh apko hurt karti hay. Yeh mat sochain k unhain nazar nahi ata. Unhain clearly btain k konsi baat apko hurt karti hay.
Excellent Masha Allah worth reading 👍👍👍👍really like it.
@@Trainingmindsofficial jazakallah
You are right... I agreed...
Thank you so much sir Allah give you Agar
Mashllah bohot khub
so nyc sir apke hr video bht achii hotii ha r mujha bht help meltii h r interstng hotii ha
Very helpful for me
Mashallah., sir first time I watched your vedio its an informative vedio
Jazak Allah for feedback.
Keep watching 👍
Ma'sha'Allah
You are right 👍
Thanks a lot sir...
Mashallah, very informative video for me, Allah bless u sir
Allah bless u very much
ALLAH hamesha khush r abad rakhy ap ko Apni family k sat AMEN SUM AMEN
Ameen Jazak Allah
Allah sab ko mere jaisa shoher de,aameen
Nice and true suggestions
excellent......very realistic.jazak Allah
Thank You so much for positive feedback 🙂
Achi topic thi bhot kuch sikhne ku mila aap se
😊👍
Bhai please aik video long distance relationship husband wife kliye b video banain
💯 right.
👍
Nice job thanks sir
Allah pak apko lmbi umr ata kren ameeen
Kya bat h sir👌aap to great ho
Thank You 🙂
Bahot umda
Veri information
Great MashhaAllah
shukriya
Thanks bhahi great topic
Zabardast ❤
Buhat zberdast sir👍..mujhy buhat batay sikhna k miley... apna husband k bi video dikhao ge....buhat sukria
MashaAllah zbrdast sir
informative video sir !!!
Thankuu sir for wounderful info❣️
Really superb video sir. I have become a big fan of yours. Fabulous.
Thank You so much for appreciation and positive fewdback.👍
@@Trainingmindsofficial
Ntk@@@@@@@@@@@@@@@@1@
Kk
Aaqaa
@@Trainingmindsofficial aaaaaaaaàaaq
Sir ap ki sari baten bohat kaam ki hain plz ap is topic pe b baat kren k shohar hamesha ye q chahta hai k bivi hamesha us ki har har baat many or us ka gussa b bardasht kry but agar bivi ko kabi kabar kisi baat pe gussa aa jaye to shohar kisi b soorat bardasht nh kry ga k janab bivi to siraf shohar ki khidmat k liye paida hui usy naa gussa krny ka haq hai or na hi us ki taraf se galati ki mafi . So sir plz say something about it
Good question.
I will make a video on it
@@Trainingmindsofficial thak you sir
Very nice and motivational
Thanks
ek baat toh pakki hai k apki biwi intehaaaaaaaayyyyi khush naseeb hai MASHALLAH k unke husband itneeeee samajhdaar hain
G u r best
Jesy mrd huty hn wesi wife huti hn aksr
Ye tu inki bv ku pta huga unky leay kesa Emtehan hy
Right 👍
Outstanding sirrr👍👍
👍
Very nice sir. 👍👍👍
Great Sir!
Thanks
Thank you sir
Hi sir nice to watch your videos it's really amazing and blessed this is my 2nd day that I'm watching your videos i learnt many things for my baby and family life. May God bless you and always use you for his blessing it's really great work..😇🙏
Jazak Allah for watching and giving your feedback 👍👍
Very good 👍
Thanks
Sir is relation mein trust py video bnaen means agr aik bar trust toot jae r bnda relationship ko continue bhi rakh rha ho but phr wo sb na bhool pae to kia krna chaye
#asifalikhan
Izzat to basic baat hae bht zaruri hae,sahi kaha aapne,husband BV se aari turi se baat kare aor hby ki family background bhi ese hi language ka ho tb BV ko to sabr hi Krna padta hae.
Jitnee achi shareef e hayat ho gi.. utnaa zaleel ho gi
Bhetareen sir...
Good voice ❤❤❤❤
Outstanging sir
اگر شوہر حالات کی تلخیص کی وجہ سے ہر وقت غصے میں رہتا ہے اور بیوی بچوں کو ہمیشہ تنقید کا نشانہ ہی بنائے بلکہ کسی اور کے منہ سے بھی تعریف کو غلط اور برا کہے تو پھر کیا کریں'
Nice info
🙂 true
👍
Superb
Sir, agar communicate karne hi nahi de agar aage wala to kysa problem solve hogi?
Welldone🙂
Em big fan of you sir...you are great😍
Thank you so much Jazak Allah
Thanks you sir
Zaberdast
Thanks
Jazakallahu khair sir.ur videos are very helpful for me.meray bachon k kafi problems half huay hn.
Ab apnay husband k sath Jo problems hn WO door krna chahti hun.help me.
Meray husband mujay meray maikay aor maikay side k relatives ki trf nae janay datay.
2nd ye k baher k mujay permission nhi laikin khud krtay b nhi .hr kaam maheeno latka rehta h
Nice
Communication gape boht ziyada hai mere aur husband k drmiyan.hum dono bethy hoty hain lekin mujhy sumjh nai ati k Kya baat kren apas me ,Kya discuss kren k normal baat cheet ho .un se baat krty Hur jhijhik hoti hai k wo ghussa na kr jaen.10 saal hogae hain shadi ko aur 3 bachy b Hain lekin hum dono ki achi understanding nai bn saki.mujhy koi advice kren k kesy communications better banaun.plz
You are doing really really a good job Allah give you ajar of this
AOA Nice bt agar same case love affair main ho banda loyal b ho bt mard se dar lagta ho ya sharam k bary mard lover ya hussband se baat na kar sakta ho tu kia kia jae communication keasy strong ki jae
Great sir
Very nice
Best best best sir
Apne maa baap or rishte daro ko rishate daro ko kabi bhi apne bare mai ni batana chahye meri bhi Zindagi kharab ho rahi h😢 koi bhi kisi ka ni hota 😢mere shohar ko Allah pak hadayat de wo izzat de Ameen Sum Ameen
Assalamualaikum..Sir,Very Nice n Motivational video...MashaAllah..U R awesome...ur way of Explaining is good.
JazakAllah...
Great
True
Sir apki baat sahi hai but agar bolnay say ek bar karey ya kuch laye phir dubara smjh kay lasakte hein na for example any gift ye to bar bar bolker nahi manga jasakta na and in case of kids regarding education or Islamic studies if husband don't communicate must as wife want his complete support what does one do plz reply
Jazakallah Dr sb.. Allah paak sabke rishto ko abaad aur Khush rakhe aamin.. Par miya bv ke rishto ma efforts ki bohut zarurat hoti he.. Apne husband pe uski taqat se ziada burden na Dale aur shohar hazraat bhi bv ki izzat Karen kyu ki wo unki khaddama nahi unki sharike hayat he.. Bachcho ke saamne bachcho ki tarha nadani na Karen.. Aap apne bachcho ke liye ideal he unko kya parwarish denge?
Shadi ek reality he aur boyfriend girlfriend ek khubsurat tootne wala khuwab bus think please 🙏
From south Africa
Very nice feedback.
Jazak Allah
@@Trainingmindsofficial jazakallah Dr sb for appreciation 😊
Supar Sir Supar
Good Observation.....
Thanks
Agr insan apni feelings bta de phr bi insan nazarandas kr de tu phr kya kre?