Bhai tum bhot achcha samjate ho.......aur aapki video simple hoti hai pekin sabse alag hai .....bhai aap ase hi video banate raho.......aap bhot aage jaoge......
Wonderful information. Mahmud Shah Begad is the first Indian King who defeated the mighty an ruthless Colonial Portugese aggressors in Indian Ocean.. That is a great victory. India owes him a Lot.... Amar Rahe..... Thank you Mohsin for this wonderful presentation. May Allah Bless. ❤️❤️❤️
Santrampur k pass me sanjeli k raste par ek masjid sultan Mahmud begda k sipahiyon k liye banvayi gayi thi jis ko memda hajira masjid kaha jata he ... Aaj bhi ve veran khadi he ...
Masaallah Bhut khub Mohsin bhai achhe se pess kass ki h video Hamate ghr se 3 km k distance pr h bhot sukoon milta h aap ki qabar k pass baith k qarar mikta h aakhir wali shifaat hasti h Ahmedabad k 12 baba 4 ahmad k bare me aap video bnaye aur ku6 malumat cahye to meri khus nasibi hogi Allah aap k darajjat buland kre Allah auliya ki zindagi se wabasta haqeqqat logo tk lejana tabligh ka kaam h Allah aap se raji ho 👍💐💐💐
Jam Sataji provided assylum to Musaffar shah 3 , last sultan of Gujarat from Mughals. Jam saheb lost everything in battle of Bhuchar Mori and end of Musafird saltanat.
Hame apne bujurgo par fakr he agar ye es tarah ke sehansah na hote to sayad ham bhe na hote allah paq huq parast hukmarano ki kabar ko nur se aabad farmay
Islam apnane se pehle Sultan ke ajdad Rajput the. Aur islam apnane ke liye Jo do bhai the Saadhu aur saharan. Usme saadhu ko Shamsher khan Aur Saharan ko Wazihulmulk naam diya gaya. Kyu ki wo converted the isliye surname kuch nhi thi. Lekin as a Laqab Firoz Shah Tughlaq ne unhe in naamo se nawaza tha. Kitabo me kahi bhi unki surname ke bareme nahi likha he. Khan jo naam ke pichhe istemaal hua he wo surname nahi he.
@@MohsinAliWarsi Bhai bahot hi acchi information di he aap ne Maasha Allah Bhai Sultan ki fauj me zadran caum k log the. Jin ka jikr mirat e sikandari or sayad mirat e ahmadi me he. Ye zadran caum k kabile k bare me Muje information chahiye... Ho sake to Dena Allah aap ko sehatmand or salamat rakkhe
Bahot khoob.... Humarey Ahmedabad ki jo maujooda nasl hai...unhey ye janna bahot zaruri hai .... Unhey Janna Hoga Ki Hum Kaun Hai Aur Humarey Buzurg Kaun Hai ... Kaash Aaj Ke Jawaan Musalman ye sab jaanne ki kaushish karen ke hum kaisey badshahon ki duaaon ke saaye main hai .... Tu shaaheen hai basera kar pahaadon ki chattanon par
aslam-o-alykum mohsin bhai vadodara me mandvi, pani gate or gendi gate, chapaniyar gate or lehri pura gate bhi mehmudsah begda ne banaya tha or lehripura gate yani (niyay mandir gate) pe mehmud sah begda ki history likhi he vo bhi isme add karo..
Bhai tum bhot achcha samjate ho.......aur aapki video simple hoti hai pekin sabse alag hai .....bhai aap ase hi video banate raho.......aap bhot aage jaoge......
Bahot shukriya aapka
thank you bhai new videos zarur dekhna
What a wonderful information.
Thank you
Wonderful information. Mahmud Shah Begad is the first Indian King who defeated the mighty an ruthless Colonial Portugese aggressors in Indian Ocean.. That is a great victory. India owes him a Lot.... Amar Rahe..... Thank you Mohsin for this wonderful presentation. May Allah Bless. ❤️❤️❤️
Thank you Sir.
Masa allah aapne Ahmedabad ke bare me kafi acchi knowledge di hai❤😊
Bahot shukriya
I'm from bharuch Gujarat 💖
Bhai bohot khub video baniy he❤ Dil se salam bhai ko sab video moshin bhai
JazakAllah khair bhai
Masha Allah Bhot hi important malumat di aap ne Allah aap ko iska badla jarur denge
JazakAllah khair bhai
Please share the video
mashallah
JazakAllah
Santrampur k pass me sanjeli k raste par ek masjid sultan Mahmud begda k sipahiyon k liye banvayi gayi thi jis ko memda hajira masjid kaha jata he ... Aaj bhi ve veran khadi he ...
I have noted,
InshaAllah visit soon.
Kindly DM me on Instagram I will contact you once I visit.
JazakAllah khair
Masaallah
Bhut khub
Mohsin bhai achhe se pess kass ki h video
Hamate ghr se 3 km k distance pr h bhot sukoon milta h aap ki qabar k pass baith k qarar mikta h aakhir wali shifaat hasti h
Ahmedabad k 12 baba 4 ahmad k bare me aap video bnaye aur ku6 malumat cahye to meri khus nasibi hogi
Allah aap k darajjat buland kre
Allah auliya ki zindagi se wabasta haqeqqat logo tk lejana tabligh ka kaam h
Allah aap se raji ho
👍💐💐💐
Jazakallah khair
Ahmedabad ki taarikh pe mukammal video pehle hi ban chuki he aap zarur dekhiyega.
Shukraan.
Bhai me hindu hu par mujhe aapki awaaz sunke sukun milta hai Jai Sri Ram
Shukriya
Nice Documentary
Thank you
Do video bamav chapanir our Junagadh ki victory per details may with graphics har kirdar ka kiya rol tha
Sultan Mohammad fath ki victory hoi nthi
Full of knowledge
Shukriya bhai please share the video
Bhai masa allah sukriya bhai
Please share the video.
Mehmud sah rahmatullah aliyhe
Yeh ek degree he jese jese aapke akhlaaq ache hote jaate he aapke naam ke saath words add hote jate he.
Kaha ka Mahmud sah jisne hinduo k dharohar ko destroy kiya sabse accha Akbar aur uske baad hamare kalam sir
Rajputo ne bhagaya mughlo ko yesa bolo. Or mughl pith piche vaar krte the.
Bilkul Bhai Satya to yahi hai ki rajput hi asli leader the Hain aur rehenge. Hamare to khun me hi titanium h
🎉🎉🎉🎉
Mast hai history
thank you , new videos zarur dekhna
सुल्तान महमूद शाह जिंदाबाद
MashaAllah umdaaa bro👍Nice melody voice background its Amazing
Keep doing ur work on this types of Topics
Amazing Work
JazakAllah khair bhai
thank you bhai new videos zarur dekhna
Very good 🌹🌹🌹
JazakAllah khair
Please share the video
Jam Sataji provided assylum to Musaffar shah 3 , last sultan of Gujarat from Mughals. Jam saheb lost everything in battle of Bhuchar Mori and end of Musafird saltanat.
Masah Allah very nice presentation of facts and stories. And Mohsin bhai your Voice is Allah's blessing.
JazakAllah khair bhai
Hame apne bujurgo par fakr he agar ye es tarah ke sehansah na hote to sayad ham bhe na hote allah paq huq parast hukmarano ki kabar ko nur se aabad farmay
Aameen
Pavagad ke yuddh ke bare mein videos banaye....
Ji
sir manek jaadugar ke baare me bhi bataye jiske naam par manek chowk pada jo 3 darvaja ke baju me he .
JazakAllah khair. InshaAllah hum Zaldi hi share karege.
Video ban chuki he zarur dekhiye
Subhan Allah
JazakAllah khair
Bhai ahemadshah badshah ki jankari do...❤
Unki videos alag se he zarur dekhna
Allah ap ki ye koshis ahmedabad ki tarikh or dusri chize apne fazl se qubul farmave....aamin
Aameen...
JazakAllah khair bhai.
thank you , new videos zarur dekhna
Rajput ke dar se begda vadodra ruk gya tha. Or champaner pr pith piche vaar kiya tha
Unki pedhi kaha he
after arabians merchant come to gujarat
JazakALLAH KHAIR.
Please share the video
Mashallah Aap ne tarikhi books se bohot umdah matter nikala subhanallah
JazakAllah khair
Subhan Allah Video Or Subhan Allah Aap Ki Speech , Subhan Allah , Mashallah , Alhamdulillah , Hum Ahemdabadi Hai.
JazakAllah
thank you , new videos zarur dekhna
Bhai mai suna hun hazrat dawal malik rh bhi mahmud shaah begada ki sultanat me thy
please aap ke pass kuch information ho to bataiye
JazakAllah khair for comment Bhai.
Abhi tak study me nahi aaya he lekin in future InshaAllah puri koshish karege Ki aapko Mallumat de sake.
@@MohsinAliWarsi ji bhai shukriya mai bhi pichle 8 dino se isi ke liye kaam kr raha hun srf 10% hi information mili hai
Ham Kuch books ke naam
Chahiye jisme Mehmood Begdah ke Hazrat Dawal Malik R. A ka jikr hai
InshaAllah jaldi video share hogi.
Excellent work
Thank you
Sultan ki surname kiya thi ? Plase batiya
Sultan ko surname ki zarurat hi kaha he.
Ji lekin aap islam se pehle ke bareme puchhege to kitab ke hawale se answer de sakta hu.
@@MohsinAliWarsi ji bilkul sultan ko surname ki zaroorat nahi hai but just information ka liya batiya
Islam apnane se pehle Sultan ke ajdad Rajput the.
Aur islam apnane ke liye Jo do bhai the Saadhu aur saharan.
Usme saadhu ko Shamsher khan
Aur Saharan ko Wazihulmulk naam diya gaya.
Kyu ki wo converted the isliye surname kuch nhi thi.
Lekin as a Laqab Firoz Shah Tughlaq ne unhe in naamo se nawaza tha.
Kitabo me kahi bhi unki surname ke bareme nahi likha he.
Khan jo naam ke pichhe istemaal hua he wo surname nahi he.
Sarkar shah e aalam r.a ke mursid (pir)sahab ka name kya tha?
Aap batadijiye janab, mere bhi ilm me izafa kare.
Unke Walid sab hi
Unke pir o Murshid hai
Hazrat Qutub e alam soharwardi
Bhai aapse ek sawal hai
ji bhai puchhiye,
Pavadagh jitne ke liye mahakali ne sapna diya tha varna begda, patay raval ko hara Nani sakta
Sir please references share kijiyega
I want this in my research.
Thank you in advance
Bohot Bohot Sukriya
JazakAllah bhai
@@MohsinAliWarsi Bhai bahot hi acchi information di he aap ne
Maasha Allah
Bhai
Sultan ki fauj me zadran caum k log the.
Jin ka jikr mirat e sikandari or sayad mirat e ahmadi me he.
Ye zadran caum k kabile k bare me Muje information chahiye...
Ho sake to Dena
Allah aap ko sehatmand or salamat rakkhe
@@abdulwahidkhan2243 Ji JazakAllah khair . Information dene ki Puri Koshish karuga.
@@MohsinAliWarsi
Ho sake to aap se mulakat karni he Bhai
@@abdulwahidkhan2243 ji bhai InshaAllah email me your number mohsinaliwarsi99@gmail.com
Hazrat Mehmood Begdah ke Sifa - Salar Hazrat Dawal Malik ( Abdul latif Davrul Mulk) ke Bareme kuch malumat de please
InshaAllah Jaldi video share hogi.
Subhan allha bhai jaan shukriya
JazakAllah khair
Masha Allah bahut khoob
JazakAllah khair
MA sha Allah bhai
JazakAllah khair. Please share this real history with your friend's.
Me Aap se milna chahta hu me bhi Ahmadabad se hu
@@f.mshekh2206 thank you. Please message me on instagram
Bahot khoob.... Humarey Ahmedabad ki jo maujooda nasl hai...unhey ye janna bahot zaruri hai .... Unhey Janna Hoga Ki Hum Kaun Hai Aur Humarey Buzurg Kaun Hai ... Kaash Aaj Ke Jawaan Musalman ye sab jaanne ki kaushish karen ke hum kaisey badshahon ki duaaon ke saaye main hai ....
Tu shaaheen hai basera kar pahaadon ki chattanon par
Bhai mahmud shah ki maut kaise hui
Natural death.
Me Ahmedabad se hi hu.hum log Sarkhej roza ghumne jate rehte h wahi h Mehmud begde ki mzar mene dekhii hu 🌹❤️
plz jald upload kre Hebat khan masjid History
please reply 🙂🙂
Ji bhai InshaAllah jaldi share karuga.
thank you , new videos zarur dekhna
महेमूद,बेगडा,ने,धार,माडो,गड,जीता,येगड,मीरा,सैयद,अली,दाताने,जीताया,येकीताब,मीरादातार,मे,मीलती,है
Kya sultan mehmud Shah begda ke mut'aliq mushtaqil kitab hai urdu me
Haa aap Kalim Book Store se rabta kare.
@@MohsinAliWarsi nahi hai vaha tarikh e muzaffer shahi hai gujrati me jo aaj se 10 saal pahele padh chuka
Fir aapki help prof.Bombewala kar sakte he.
Peer Muhammad Shah Library.
@@MohsinAliWarsi aap ke pass Zafar ul wlih hai urdu me
Khushal Khan Khattak Baba ke bare mein kuchh batao
SubhanAllah SubhanAllah aise hi Badshah nahin dur mein aaye
thank you , new videos zarur dekhna
Muhamad Begda ko... Begda lakab 2Gadh jitne par mila tha.
Hamari kaum ko MALEK ka lakab inhone ne hi diya tha... Pavagadh me jit dilane ke liye..
MashaaAllah
bhai is baare me jyada information hoto plizz batana me malek hi hu
Aap ka vidio dhekh dil khos ho gya
thank you , new videos zarur dekhna
Mashallah bro.
Bhot khubsurat tarike se bat ki he apne. Keep it up 👍
JazakAllah khair
thank you , new videos zarur dekhna
Nice information & video
Thank you
Nice work bro...
Thank you
thank you , new videos zarur dekhna
Bhai me bhi Ahmadabad se hu Aap se milna chahta hu
Ji InshaAllah Email me on mohsinaliwarsi99@gmail.com
Chet mhomd chavda kas the sultan ke
Junagadh ka itihas kya he
BABi kon he
Aapko malum nhi mehmud begda ki surang k rastey aur khudbudin Sahe Aalam k kiya lagtey h
Ji Aap batae bhai
aslam-o-alykum mohsin bhai vadodara me mandvi, pani gate or gendi gate, chapaniyar gate or lehri pura gate bhi mehmudsah begda ne banaya tha or lehripura gate yani (niyay mandir gate) pe mehmud sah begda ki history likhi he vo bhi isme add karo..
Waalaikumassalam
JazakAllah khair bhai for your information, Hum zarur Vadodara ki trip karege aur ziada mallumat agli video me dege. InshaAllah
Great
JazakAllah khair
Very nice, clear,and informative video...
Thank you
thank you , new videos zarur dekhna
junaghadh aur pavaghadh ye do ghadh ( kille ) fateh kiye the isi ke liye unka naam mehmud begda pada thaa.
Video dono bate mention he.
JazakAllah khair
Appears true
MashaAllah bhai mai pawagad k pass halol se hu
JazakAllah
Reasearch kr le fir kon kya tha pta chal jayega.
AAP ye sab Hidi bhasame pesh kare to achha rahega
I proud an INDIAN
Best narration I have ever seen about sultan baghera.
Thank you, Please Share with others
thank you new videos zarur dekhna
Masaallah
JazakAllah
Dekh liya ab ye bhi jarur dekhna
th-cam.com/video/KmU-sRn5xek/w-d-xo.html
Subhan allah, muride shahe aalam.
thank you , new videos zarur dekhna
So. Nice
thank you , new videos zarur dekhna
मा शा अल्लाह ❤️
अहमदाबाद और गुजरात की अहम् और खुबसुरत मस्जिदोंके वीडीयो बनाते रहीयेगा.
अस्सलामो-अलैकुम.
Waalaikumassalam
JazakAllah khair
Akbar was in 1540 and Begda was in 1482 ?
Kuchh TH-camr jo hai bahut Aag ugalte Hain Ahmad Shah Begda ko bahut hi galat batate
Unke galat kehne se sach nahi badalne wala.
Video ko share zarur karna.
Begda king ne hi hamare raaja ko maar daala tha usi vajah se ham abhi tak hamari jaat ka koi bhi sabut nahi de sake..😭
Bhai main bhi sarkhej se
Ji bhai
thank you , new videos zarur dekhna
Kuch۔din۔bad۔BJP wale۔Mandir۔bata ye۔Ge
Mohamad Begda ke samay Gujrat Ram raj tha
thank you , new videos zarur dekhna
Mandir tudwaye the is chor ne
khota vakhan na kar