Bhai Meri Khud ki ek shop hai pet shop hai aur uske alava Maine bajari Palna aapse hi Sikha Hai Kyunki pahle Mein fancy pigeons Pala Karta Tha aur aapko Dekhkar hi Maine Kanoon aur Cocktail aur Aziz love birds ka ek setup rakha hai aur Mashallah bahut Achcha setup Banaya maine aapko dekh kar
Thank you bhai jaan apki ye advice mere bhut kaam aayi bhai jaan Maine 8 pair adult budgies laya hu lekin ek problem hai inko jis dhukaan se laya hu vha shirf inhey kangani Dana dete the . inko mai Methi ,Palak , Gheyhu our mix seed deta hu to ye khate nhi plz bhai jaan kuch help kare meri is problem ka jisse ye khane lage our acchi breed krpaye
bhai seedmix me to kangni me 10% sunflower mila ke dijiye...aor hafte me 2 baar boil, 2 baar bheege hue gehun, aor palak, methi aor hara dhaniya me se kuchh bhi hafte me 2 baar dijiye....nahi khate jab bhi diya kijiye kuchh din me khane lagenge
Bhai aap jis tarike se Logon Ko samjhate Hain Na To unko Alto kar chalane ki jarurat padegi Na Naino Ko direct makao aur African grey bhi Pal sakte hain Kyunki Jis hisab Se aap guide karte ho Logon Ko Usi hisab se Logon Ko bajari paalne ki jarurat hi Nahin Hai direct Bade pair bhi Pal sakte hain Kyunki aap Masha Allah bahut acchi tarike se Logon Ko guide Karte Hain
Asalam walieekum bhai saheb very good explained R u teacher by profession? u r doing very good work giving great time kindly keep doing great things best wishes regards ashish
Bhai agar budgies ke 1-2 jode paal rahe hen to alag alag rakh sakte hen. ..lekin 10 se ziyada palenge to colony theek he....vese alag alag aor achha result aata he....lekin 300-400 rupye ki bajri ke liye alag rakh ke mehnat karna mujhe sahi nahi lagta....alag rakhna he lovebirds ya exhibition bajri rakhen to theek he
Budgies bird and beauty Sir mere pass 2 pair h or jisme se mere khyal se 3 male h or one femal 3 month ho gye breed nhi kr rhe h.. Tou issliye soch rha tha ki seprate cage mai rkhdu one pair ko .. Ap pls advice de sir .. Plss
GULRE,DUSHMANI,,.. Sahab aap ku kasam hai aap ki subscriber ki.. hamare pass 1 pair hai adult👍 male full adult hai or female thodi adult hai abhi to season april ka shuru hai ...😞😏😔 ??? abhi to breeding nahi le sakte .. Aap ke jo lucky cage hai waisa cage hai hamare pass breeding aap kon se season me lete hai hamko boliye or kuch tips dijiye please reply me massage
Ham April aor may me breed nahi lete june ke last week ya shuru July me matki lagate hain....agar healthy birds hain to breed karte hi hain...breed ke liye alag se koi dawa nahi he....ha breed ko achhi banaye rakhne aor aor sehatmand bache hone ke Ostovet & vimeral ka mixture de sakte hain hafte me koi se bhi 2 din lagatar 500ml pani me 5 ml mixture mix karke hamensha do... Aor mera Name...Gulrez Usmani... he ummeed he aapko aage yaad rahega
Shop wale to cage bechne ke liye kehte hen....rakh bhi sakte hen aap 2 pair bajri ke .....lekin achhe result aor parindon ki bhalayi ke liye 1 pair hi theek he ...
Bhai agar aap sirf 5-6 birds rakhna chahte hen to alag alag 1-1 joda rakhiye alag alag pinjron me ya portion wale cages me....agar colony me rakhna he to 10 jode se kam mat rakhiye...kiyonki kam hote hen to larte ziyada hen....
Bhai m Rajasthan se hu Bhai garmi yaha bohot padti h par mere cage k waha plants h or dhuup Ni ati waha to muje fan lagane ki zarurt h ya m matki ka dhakkan hata du to bhe kaam chal jayega.
Ji bilkul agar intni garmi nahi he cage ki jagah par to koi zaroori nahi he fan lagana....aap matkiyon ke dhakkan hata dijiye aor agar jese koi doosre birds pareshan karte hen bachon ko to...matki ke munh par jali laga ke bandh dijiye
mere channel ke VIDEOS me jaayen to mera ek video is par bhi he "how to reduse stress for birds' ...pariday palne se insan ko khushi milti he, dil aor dimagh ki beemariyen nahi hotin...jis bailon ko khet me hal chalane ke liye use kiya jata tha, insan ke fayede ke liye janwar ko thora nuasan ho raha he to koi baat nahi...lekin agar ham palte hen to inka khiyal bhi rakhen...ye exotic birds hen yahan ke jangalon me nahi reh paate inhen chhor do to jangli parinday maar dete hen....inki hzaron peediyan pinjre me hi pali hen
Wese to ek shoq he bhai .....iska kisi dhandhe se muqabla karna theek nahi he....lekin agar normal bajri 50 pair pali jayen to 4000 Inr har mahine ki bik jati hen kharcha alag karke....side se agar shoq ke santh itne mil jayen to kiya bure hen ghar bethe kam aamdani walon ke liye...ya ziyada aamdani valon ke liye bhi agar side se shoq me bhi kuchh fayeda ho to achha hi he na....aor ye unke liye sirf shoq hi he jinki nazar me 4-5 hazar ki koi qeemat nahi he...aese log shoq ke tor par paal sakte hen....aor phir bajri me 20 hazar ya is se bhi ziyada ke pair bhi aate hen ...
भैया मै दो साल तक budgies pale the chota chota ४ colony tha usme bahut kamiya tha isbar bara colony बनाए उसमे तो कुछ गलती नहीं है एक दर देख के बताएंगे तो तो बहुत महेरबनी होंगी #villagebirdfarmwarld
Brother one help. In my budgies colony my birds 2 female going in single pot and they r breeding measn laying eggs together so there is any problem r any side effects r there r not can u plz give me sujation r help bro plz tq
no problem ...ek matki me 2 female ande de deti hen aor bache nikal ke paal bhi leti hen....dono nar ek bhi hota he aor kabhi alag alag nar bhi bhi hote hen dono ....lekin dono soorton me bache paal leti hen....
Dear sir , mai sandeep verma ,tetracycline terahertz hai ,puri hath se tik hai ho raha hai , kaya kare, ye sabhi bagri ko sone ka aadt hora hai kya kare, ham ak kamra me bajri ko palte
Bhaiya Me Market me Ek New Female Birds dekh kar aaya hu uska Colour bhi bahut accha H par uski vent me Par nahi h Thode se bhaag me To me Le aau ya nahi Esa kuch to nahi h ki Wo Egg Na deti Ho ya usme kuch kami ho Par Na hone se vent par.
+Sourabh Patel bhai mera khiyal he aesi birds nahi lena chahiye jisme pehle se kuchh khami dikhe ya vo dil ko na bhaye, ya aam sehatmand Budgies se kuchh alag ho aam tor par Budgies ke poore jism me par hote hen...agar us se kuchh alag he to doubtful he isliye risk nahi lena chahiye
sir mary badies madi maki mh bar bar jathe hy 5 mnt lga k waps ajathe hy anda nai dy rahi or wo pehly mating krthe thi mgr ab nr k sath mating nai krna chahthe plzz reply kry
Aslam o alikum bhai me pakistan sy hun ap muje reply lazmi dana bhai ap muje in ki gaza wagra bata dy k kia kia kahly sardio me or garmino me es k mutlik video bana dy or reply b kr dy Ap ka sukria bhai Allah hafiz
Walaikumassalaam Bhai ....seedmix mix me desi Kangni 1 kg, moti kangni 500gram, bajra 300 gram, sunflower 100 gram mila lijiye ......soft food me boil rice hafte me 2 baar, bheege hue gehun hafte me 1 ya 2 baar, egg food 1 baar, kabhi raat ki roti ko bhga ke bhi de diya karen aor hari sabzi me palak, methi aor hara dhaniya me se kuchh bhi 1 hafte me 2 baar dijiye....seedmix 24 ghante rakhiye aor canary seeds mil jayen to thore se vo bhi mila sakte hen seedmix me....hara dhaniya sardiyon me na den bas
Agar aapke birds achhe hain cours karane ki koi zaroorat nahi he bhai....agar thora kuchh sust lage to 500ml pani me pao yani 1/4 chaye ka chamcha powder mix karke dijiye ....aor ziyada ho to aadha chamcha dijiye 3 se 5 din
Array Mian khan bohat barriya jankaari di aap ne. Anaik anaik dhanneybaad
Aap bhot acchi gide karte Hain
Aap..acha.samjate.hai
kya baat h yr bhoat acha laga sunn kr sir ji
Bahot shukriya bhai
Very nice nice nice bhai jan
bhut shandar video bnai h gulrez bhai
Salman Bhai bahot Shukriya bhai
good video... very useful tips bhai
jazak allah buht informative keep up
+Amina Hassan ji bahot Shukriya
Calcium blok Paris plaster hai.ye pta nahi thha. Nice video Brother
Best guidance for beginners.
Shukriya
So nice
Assalamwalikum Bhai apni but acha bat kiy ha zabr10
very nice upload more videos like this
+speak to bird bhai thank you
Kaisa Tumko to
@@Budgiesbirdandbeauty
K
best informative video
Ji shukriya
Bhut asha apne smjhaya
Bhai Meri Khud ki ek shop hai pet shop hai aur uske alava Maine bajari Palna aapse hi Sikha Hai Kyunki pahle Mein fancy pigeons Pala Karta Tha aur aapko Dekhkar hi Maine Kanoon aur Cocktail aur Aziz love birds ka ek setup rakha hai aur Mashallah bahut Achcha setup Banaya maine aapko dekh kar
thx Gulrez bhai
ap ki videos daka ka bht faida hota hai
Bhaiya badgies ghar lane ke kitne din baad matki laga dena hai? Ya suru se hi matki laga rakhna hai cage me?
nice vedio भाई
+Aligarh Budgies and Finches Shukriya Asim bhai
Aligarh Budgies and Finches 7447546449 naumbr call me plezz
Bhai aap ne jo bhi baray hai bilkil sach hai
Bhai shukriya
sir ji aap ke video khas hote hai.
+Tejas Parikh bhai shukriya
Hats off you sir
Informative video.
Ji bahot Shukriya
Sir aap albino pasnata ka satup lagaye kyu ke bajri aur usme mahanat utne ha
Mare pass ek budjjry female hai....usko nose {nak}pe kutchh hua to kya karna hei hame
..
thanks to guide brother
Me ap ki videos dahk rha hun ap Ma sha Allah acha guide krty hain
Konsi waley budgies breed lena chahiye???
Nice video bro
thanks brother
Acha
Sir kya budgie ke ande love bird ya cockatiel ke niche rakh saktey hai
sir ji mene bhi bajri tote pale hue hai 1 hapta huaa sir to juldi se whoo ande de sakte hai kya.
Thank you bhai jaan apki ye advice mere bhut kaam aayi bhai jaan Maine 8 pair adult budgies laya hu lekin ek problem hai inko jis dhukaan se laya hu vha shirf inhey kangani Dana dete the . inko mai Methi ,Palak , Gheyhu our mix seed deta hu to ye khate nhi plz bhai jaan kuch help kare meri is problem ka jisse ye khane lage our acchi breed krpaye
bhai seedmix me to kangni me 10% sunflower mila ke dijiye...aor hafte me 2 baar boil, 2 baar bheege hue gehun, aor palak, methi aor hara dhaniya me se kuchh bhi hafte me 2 baar dijiye....nahi khate jab bhi diya kijiye kuchh din me khane lagenge
@@Budgiesbirdandbeauty
Thanks BHAI jaan
Bhai aap jis tarike se Logon Ko samjhate Hain Na To unko Alto kar chalane ki jarurat padegi Na Naino Ko direct makao aur African grey bhi Pal sakte hain Kyunki Jis hisab Se aap guide karte ho Logon Ko Usi hisab se Logon Ko bajari paalne ki jarurat hi Nahin Hai direct Bade pair bhi Pal sakte hain Kyunki aap Masha Allah bahut acchi tarike se Logon Ko guide Karte Hain
Shukriya bahot shukriya bhai mujhe bahot khushi hui aap se milkar...
Asalam walieekum bhai saheb very good explained R u teacher by profession? u r doing very good work giving great time kindly keep doing great things best wishes regards ashish
+Ashish Ghosh bhai I am Advocate in Civil court Bhopal ...thank you very mutch bhai
Uncle ji namaste apna number bhej de hamen to akele Hain
@@Budgiesbirdandbeauty ❤
Si Itani achie information dene ke liye Thanks.
Bhai me birds rakhna chahta hun per soch raha hun colony me 3 4 murge k chicks b choron...Kia thek rahega or 3pairs k liye ktne cage ho pls rep
bhai nice
+Muhammad Shahzad bhai shukriya
Thank you so much
Nice video me 👌 me aapki baat manke 7 bird le aaya ab inki cer keshe keshe karu
Sir POP ki jagha white cement use Kar saktea hea.....Hamare yha POP nhi milti..... Reply plz
nahi ...white cement use nahi kar sakte
@@Budgiesbirdandbeauty thankyou sir....
Me bhi bhopal ka hu mujhe bhi shuruwaat krna he birds palne ki aap kuch batain.....
Nice
Sir ap pls ek baat btayenge mere ko ki budgie ki breeding alag small cage mai leni chahiye ya sboke sth kr lenge
Plss sir reply jrur de...
Plss
Bhai agar budgies ke 1-2 jode paal rahe hen to alag alag rakh sakte hen. ..lekin 10 se ziyada palenge to colony theek he....vese alag alag aor achha result aata he....lekin 300-400 rupye ki bajri ke liye alag rakh ke mehnat karna mujhe sahi nahi lagta....alag rakhna he lovebirds ya exhibition bajri rakhen to theek he
Budgies bird and beauty
Sir mere pass 2 pair h or jisme se mere khyal se 3 male h or one femal 3 month ho gye breed nhi kr rhe h..
Tou issliye soch rha tha ki seprate cage mai rkhdu one pair ko ..
Ap pls advice de sir ..
Plss
Ji bilkul rakh sakte hen
Australian toty ...ye small size k ...ye adt ho jaty hai k nhe
GULRE,DUSHMANI,,.. Sahab aap ku kasam hai aap ki subscriber ki.. hamare pass 1 pair hai adult👍 male full adult hai or female thodi adult hai abhi to season april ka shuru hai ...😞😏😔 ??? abhi to breeding nahi le sakte .. Aap ke jo lucky cage hai waisa cage hai hamare pass breeding aap kon se season me lete hai hamko boliye or kuch tips dijiye please reply me massage
Ham April aor may me breed nahi lete june ke last week ya shuru July me matki lagate hain....agar healthy birds hain to breed karte hi hain...breed ke liye alag se koi dawa nahi he....ha breed ko achhi banaye rakhne aor aor sehatmand bache hone ke Ostovet & vimeral ka mixture de sakte hain hafte me koi se bhi 2 din lagatar 500ml pani me 5 ml mixture mix karke hamensha do...
Aor mera Name...Gulrez Usmani... he ummeed he aapko aage yaad rahega
@@Budgiesbirdandbeauty o sorry think you so much
Bhiya first time kitna paiyar lana chiya
mere pass bajri hai to ap muzhe kaise bata sakte ho ki male ya female hai
Bhai..1.5 by 1.5 feet ke cage mein 2 pairs rakh saktay hain..plZ reply..
1 pair rakh sakte hen....2 nahi
Shop wale ne kaha tha ke 2 pair rakh sakte hain
Ok..tu kon kon se parrots rakh sakte hain..
Shop wale to cage bechne ke liye kehte hen....rakh bhi sakte hen aap 2 pair bajri ke .....lekin achhe result aor parindon ki bhalayi ke liye 1 pair hi theek he ...
Okay thank you very much...
Abi fast like mera ha ap ko
Uncle ma patyan laya hu to vo apna body per khujli bhot karte hai to kya koi vajaha ho skte hai kya vasa hi karte hai
bhai aap se madat cha hi e me naya hu bajri palna cha ta hu 2-2kar k chota pingra lagau ya koloni karna tik hoga ? jankari de plz
Bhai agar aap sirf 5-6 birds rakhna chahte hen to alag alag 1-1 joda rakhiye alag alag pinjron me ya portion wale cages me....agar colony me rakhna he to 10 jode se kam mat rakhiye...kiyonki kam hote hen to larte ziyada hen....
Thanks for information
Ma aap ki video se hi parrot pal ra hu
all video good
Thanks Abhishek
Jo mere man me questions the uska bhi answer apne de diya
+Gagandeep Heer bhai bahot Shukriya
Sir budgie ko food feeder mai khana dekh thk rhta h ya bde khule brtan mai ..
Pls reply..
Bhai m Rajasthan se hu Bhai garmi yaha bohot padti h par mere cage k waha plants h or dhuup Ni ati waha to muje fan lagane ki zarurt h ya m matki ka dhakkan hata du to bhe kaam chal jayega.
Ji bilkul agar intni garmi nahi he cage ki jagah par to koi zaroori nahi he fan lagana....aap matkiyon ke dhakkan hata dijiye aor agar jese koi doosre birds pareshan karte hen bachon ko to...matki ke munh par jali laga ke bandh dijiye
Agr budgies chik ri h to..sayd sardi jhukam typ ho to kya dena chahiye ap plz btaye
Sir ap pls ek bat btayuge ki
Kya budgie ghrme breeding krte h ya nhi unka alag setup hota h ghrme nhi dete
Aap plss btana jrur
Pls reply
bhai apne jo chota pinjra dekhaya uske bahar breed box laga sakte hain
bai ap ka channel both acha hai.good work.
+Imran bhai Shukriya
Sir cocktail ko wooden cage mein rakh saktay Hein woh wooden cage ko eat to nahi karein gein
Rakh sakte hen bhai
@@Budgiesbirdandbeauty sir wooden cage Kay bahir mein box ya matki kid tarah lagaon plz Bata dein mein bhot preshan Hoon Kay box kaisay lagaon
ok bai ji thaks
Welcome bhai
Sahi he bhai
bhiya ji agr hme bajri k baby sale krne ho to kya aap purchase kr lete ho
sir ji mai bhi first time budgies parrot purchase karna chahta hu, mujhe patho me male aur female ki pahchan ka idea de,
Bhai is par mera 1 video he ....us me bataya he
Sir m apki new subscriber hu.... Please muje y btaye ki kya m budgie gr m pal skti kya prindo k sath y nainsafi to nhi hogi?
mere channel ke VIDEOS me jaayen to mera ek video is par bhi he "how to reduse stress for birds' ...pariday palne se insan ko khushi milti he, dil aor dimagh ki beemariyen nahi hotin...jis bailon ko khet me hal chalane ke liye use kiya jata tha, insan ke fayede ke liye janwar ko thora nuasan ho raha he to koi baat nahi...lekin agar ham palte hen to inka khiyal bhi rakhen...ye exotic birds hen yahan ke jangalon me nahi reh paate inhen chhor do to jangli parinday maar dete hen....inki hzaron peediyan pinjre me hi pali hen
Lots of thanks sir
Jordar
Superb sir
But kya aap birds ko sale bi karte he kya
Bhijaan good morning aapse puchana tha ki mei nar madin tote kaise kharidu aur kya deg ke kharidu please bataye jadiiiii🎖🎖🎖🎖🎖🎖🎖🥕🍒🥕🥕🥕🥕🥕🥕🥕🍒🍒🍒🍒🍒🍇🍇🍇🍎🍎🍎🍓🍓
Good evening Bhai uska video mere channel ke HOME par jayenge to ...."Bujri totay palne ki shuruaat kaise karen".....is nam se uoopar hi mil jayega
Supar
Kya hum budgie as a professional business suru kar sakte hein...
Budgies me ab dam nahi raha dana menhga ho gaya he isliye...lovebird paliye
Bhai mara budgie mate toh ho rahe ha lekin unsuceesfully toh ma kya karu ki wo successfully mate ho
Budgies ke cage me chtiya bahut aa jaati hai bhai to kya karna chahiye uske liye taaki chitiya na aaye
budgies se kitna profit hota ha 1ya 2 3 pair ka....agar phattay sale karay
Wese to ek shoq he bhai .....iska kisi dhandhe se muqabla karna theek nahi he....lekin agar normal bajri 50 pair pali jayen to 4000 Inr har mahine ki bik jati hen kharcha alag karke....side se agar shoq ke santh itne mil jayen to kiya bure hen ghar bethe kam aamdani walon ke liye...ya ziyada aamdani valon ke liye bhi agar side se shoq me bhi kuchh fayeda ho to achha hi he na....aor ye unke liye sirf shoq hi he jinki nazar me 4-5 hazar ki koi qeemat nahi he...aese log shoq ke tor par paal sakte hen....aor phir bajri me 20 hazar ya is se bhi ziyada ke pair bhi aate hen ...
भैया मै दो साल तक budgies pale the chota chota ४ colony tha usme bahut kamiya tha isbar bara colony
बनाए उसमे तो कुछ गलती नहीं है एक दर देख के बताएंगे तो तो बहुत महेरबनी होंगी
#villagebirdfarmwarld
Brother one help. In my budgies colony my birds 2 female going in single pot and they r breeding measn laying eggs together so there is any problem r any side effects r there r not can u plz give me sujation r help bro plz tq
no problem ...ek matki me 2 female ande de deti hen aor bache nikal ke paal bhi leti hen....dono nar ek bhi hota he aor kabhi alag alag nar bhi bhi hote hen dono ....lekin dono soorton me bache paal leti hen....
brother English plz I don't know hindi so
Usmani ji cage me matki kab lagate hai budgie dalne ke sath me hi ya peir banne ke baad pls bataye
Bhai aap mujhe birds ki pic bhejiye me aapko sab bataunga
Dear sir , mai sandeep verma ,tetracycline terahertz hai ,puri hath se tik hai ho raha hai , kaya kare, ye sabhi bagri ko sone ka aadt hora hai kya kare, ham ak kamra me bajri ko palte
Puri tarh se thik nahi hai
Keya mai kabootar ke sath alag se rakh sakta hu
Wah wa
Shukriya bhai
kamre me rakh sakte he setup ko
Bhaiya Me Market me Ek New Female Birds dekh kar aaya hu uska Colour bhi bahut accha H par uski vent me Par nahi h Thode se bhaag me To me Le aau ya nahi Esa kuch to nahi h ki Wo Egg Na deti Ho ya usme kuch kami ho Par Na hone se vent par.
+Sourabh Patel bhai mera khiyal he aesi birds nahi lena chahiye jisme pehle se kuchh khami dikhe ya vo dil ko na bhaye, ya aam sehatmand Budgies se kuchh alag ho aam tor par Budgies ke poore jism me par hote hen...agar us se kuchh alag he to doubtful he isliye risk nahi lena chahiye
Hm
sir mary badies madi maki mh bar bar jathe hy 5 mnt lga k waps ajathe hy anda nai dy rahi or wo pehly mating krthe thi mgr ab nr k sath mating nai krna chahthe plzz reply kry
osam
Sir mere budgies birds breed pe nhi aa rhe sir kuch bata do plz me bahot paresan ho gya hu
Aslam o alikum bhai me pakistan sy hun ap muje reply lazmi dana bhai ap muje in ki gaza wagra bata dy k kia kia kahly sardio me or garmino me es k mutlik video bana dy or reply b kr dy Ap ka sukria bhai Allah hafiz
Walaikumassalaam Bhai ....seedmix mix me desi Kangni 1 kg, moti kangni 500gram, bajra 300 gram, sunflower 100 gram mila lijiye ......soft food me boil rice hafte me 2 baar, bheege hue gehun hafte me 1 ya 2 baar, egg food 1 baar, kabhi raat ki roti ko bhga ke bhi de diya karen aor hari sabzi me palak, methi aor hara dhaniya me se kuchh bhi 1 hafte me 2 baar dijiye....seedmix 24 ghante rakhiye aor canary seeds mil jayen to thore se vo bhi mila sakte hen seedmix me....hara dhaniya sardiyon me na den bas
Bachhe chahiye bajij k rate boliye sir
Bhaiya ek baat batao ki 24×15×18 ke cage me kitni budgies breed kar sakti he
2 pair rakh sakte hen
Me apka subscribers bhi hu
han g
Bhai hum tetracycline k coure hum kab or kse kare or kya hum sardi m kar sakte ha
Agar aapke birds achhe hain cours karane ki koi zaroorat nahi he bhai....agar thora kuchh sust lage to 500ml pani me pao yani 1/4 chaye ka chamcha powder mix karke dijiye ....aor ziyada ho to aadha chamcha dijiye 3 se 5 din
Ok bhai thankyou bhai
Bhai jaan muje iske male female ka difference bta de .
male ki nose blue hoti he aor female ki white ya brown (katthayi).....aor patthe jo abhi adult nahi hue hen unki nose pink hoti he
@@Budgiesbirdandbeauty
Thanks Bhai jaan
Nice, what is the size of aviary in behind ?
Zabar das
Yar Maine bhi abhi budgies ka shonk shuroo Kya hai per mere pass ak pair ke pese hai hai to mail adult khareedoon ya pathe
Adult hi khareed lijiye...
sir ,
in our city sAmandarii jaag how we purchase from bhopal through post OR Courier. please give addrees me.thanks .
nice
Thnx sir