Sir maine ek DC step down converter kharida hai. Usme 12 volt supply deta hu aur buck converter ke output mein Jo led bulb ya ek chota sa motor connect karta hu aur 1-2second Chalke band ho jata hai voltage adjust bhi nhi hota kabhi kabhi Bina output load diye bhi voltage niche gir jata hai sir please reply
MOSFET check karne ke liye maltimeatr ko bazar mode me set kre or MOSFET ic ki pin number 2 par black probe rakhe or red probe pin 3 par rakhe esase maltimeatr ak 500-550 ki value btayega or pin number 1par koi value nahi aani chahiye or probe ko pin 2 or 3 par ulta chake karne par koi value nahi btana chahiye agar sahi hai to nahi to kharab hoga
Yes, exactly i check just now My microtech 200w ... In my circuit board two' MOSFET P55NF06, voltage regulator LM 317 and one without heatsink IRFZ44N .. Brother btw thank you for quick reply 👍
Sir ji me jese hi output me charger lagata hu to on wali light blink hoti hai aur charger bhi lagta hai or hat jata hai aur led bulb bhi dheere jalta hai to me kya karu?🥺🙏
@shamapraveen4369 pehle to ye check kare ke canverter ko proper supply mil Rahi hai ya nahi agar supply sahi mil Rahi hai to canverter ke MOSFET me problem hogi aapke canverter me do MOSFET hai unme se ak MOSFET kharab hai aap change kr de
@@sunilelectrical857 sir ji me 20 watt ke solar panel se connect karta hu to kya 20 watt ke solar panel sahi hai kya? 🙏🥺 Answer Dene ke liye thankyou so much sir.🙏🙏
@@sunilelectrical857 sir huya ye ki mene isey automatic banaya tha ki current aney pe current se chalega aur Jane pe ye on hoke supply dega pichli baar 2 relay usey kiye 1 ki Kami ki bajese overload problem aa gaya to 2nd kit se kal raat banaya 3 relay ke sath subha se sahi chal Raha tha dopeher ko bijli mar rahethe aur tej barish ho rahethe tab mene isey chalaya to ye on to hua but output 3 volt nikal Raha hai
@@uddhabojha8567 microcontroller ic se jo track aata hai usme jyadatar resistance Lage hua hote unke kharab hone par bhi ye problem aati hai agar resistance sahi hai to aap microcontroller ic change karke dekhe
Bahut kuch sikha aapse bahut bahut sukriya aapka
Sir autocut low tempratur controler circuit banana sikhaye. Miliun weiu milege.😊
Ji jrur try karunga 🥰
Sir maine ek DC step down converter kharida hai. Usme 12 volt supply deta hu aur buck converter ke output mein Jo led bulb ya ek chota sa motor connect karta hu aur 1-2second Chalke band ho jata hai voltage adjust bhi nhi hota kabhi kabhi Bina output load diye bhi voltage niche gir jata hai sir please reply
MOSFET me dikkat ho sakti h MOSFET test karke dekho
@@sunilelectrical857 oky
Good evening very nice clear video tq sir 🖕👌🙏🤝👍
Thanks sir
200 watt converter ke baare me btaayen
Ji sir jrur m es par video banaunga aap Chennal subscribe kr le jab bhi mai video upload karunga aapke pas notification chala jayega
Nice
Sir Iic kase thik karenge pl bataye.😮
MOSFET check karne ke liye maltimeatr ko bazar mode me set kre or MOSFET ic ki pin number 2 par black probe rakhe or red probe pin 3 par rakhe esase maltimeatr ak 500-550 ki value btayega or pin number 1par koi value nahi aani chahiye or probe ko pin 2 or 3 par ulta chake karne par koi value nahi btana chahiye agar sahi hai to nahi to kharab hoga
Sir ji me 24volt solar panel se 12volt dc fan chala sakta hu kya ?
Agar solar panel 40-50watt Tak hai to chala skte hai lekin agar panel jyada watt ka h to nahi chala skte
@@sunilelectrical857 sir kya 330 watt 24volt solar panel se 12volt dc to Ac converter chala sakta hu kya?
@shamapraveen4369 nahi
Mosfet kha milte hai
Aapne najdiki electronic shop ya fir online purchase kr lo
Brother, i don't understand Hindi pls tell me the value of diode and MOSFET IRFZ44N both ?
Your subscriber pls reply
Diode 1n4007 & mosfet irfz44n
Yes, exactly i check just now
My microtech 200w ...
In my circuit board two' MOSFET P55NF06, voltage regulator LM 317 and one without heatsink IRFZ44N ..
Brother btw thank you for quick reply 👍
@zuchamotungoe6817 ❣️
Waw good
Thanks sir ❣️
Bhai 650 volt AC aarahe to 230 volt kesy kare
Kaha se aa rahe hai sir Pura question type kre
P55
Sir ji me jese hi output me charger lagata hu to on wali light blink hoti hai aur charger bhi lagta hai or hat jata hai aur led bulb bhi dheere jalta hai to me kya karu?🥺🙏
Kitne watt ka canverter hai
@@sunilelectrical857 200 watt ka hai sir ji.🙏
@shamapraveen4369 pehle to ye check kare ke canverter ko proper supply mil Rahi hai ya nahi agar supply sahi mil Rahi hai to canverter ke MOSFET me problem hogi aapke canverter me do MOSFET hai unme se ak MOSFET kharab hai aap change kr de
@@sunilelectrical857 sir ji me 20 watt ke solar panel se connect karta hu to kya 20 watt ke solar panel sahi hai kya? 🙏🥺 Answer Dene ke liye thankyou so much sir.🙏🙏
@shamapraveen4369 sir 20 watt ke solar panel par ye nahi chalega
Agar 5 volt na aye to
Microcontroller ic kharab ho skti hai
@@sunilelectrical857 aur kuch kharab ho sakta hai kya
@@sunilelectrical857 aur 5 volt banta kese hai usmain

😃 *Promo sm*