Depend krta hai aap ko requirements kis ki hai agar aap ke area me soil mil ja rahi asani se or cost uski jada nahi h to soil ki filling kra skte hai or soil nahi mil rahi h to dosra option fir basement hi h
Sir maine Jo mitti dalwaya hai wo bare bare chattano ki tarah tha pahli bar 2 saal pahle mitti dalwaye the mitti baith jane k karan fir se mitti dalwa kar pani regularly dala ja raha hai aage koi dikkat to nahi ho ga ya koi sajetion hai to hume bataye
Layer me mitti bhariye or 200mm se 300mm me uski badar Pani daliye fir se 200mm se 300mm ki ek layer mitti ki daliye uske baad Pani aise krenge to mitti baithe gi nahi future me
Footing me back filling karne se pahle water proofing karna hai mujhe.... Kitne din tak footing ka curing karne ke bad water proofing karana chahiye... Aur uske kitne din bad back filling?
@@rightcivilengineering My question remains unanswered. My question is, can we backfill the column footings by 'red soil' (it is called as Muram)? Or should I prefer river sand? If you recommend river sand then please inform me the sand grains shou be fine, medium or coarse?
very good information video sir
धन्यवाद 👌🙏
Thanks sir for information 👍🇮🇳
Welcome
Nyc sir💞
Kalamake aspas badi pattar dalsakte ya sir
Nahi
Sir agr black cotton soil backfilling krte h to kya wo shi h
Sir, what kind of soil we can use fram soil or river soil?
You can use both which are easily available in your area.
Great ❤️
Can we use stone dust for back filling work
Kar sakte hai but layer me kriye 250 mm fir 250mm aise krenge to compaction hoga uska ek bar me bharai na kriye poora
Sir me sand filling kar dia huin
But pani dene se pani upartak ata nehi to less combat Kari
Sand se filling ki hai to pani ki awasykta nahi hai jada
soil filling m kya chota chota brick ka tukra (malba)fill kar sakte hai??
Kar skte h lekin soil ke comparison compaction nhi hoga accha
Sirsoil filling karwana bahter hota ha ya k basment banwani chahya
Depend krta hai aap ko requirements kis ki hai agar aap ke area me soil mil ja rahi asani se or cost uski jada nahi h to soil ki filling kra skte hai or soil nahi mil rahi h to dosra option fir basement hi h
Nice
Sir maine Jo mitti dalwaya hai wo bare bare chattano ki tarah tha pahli bar 2 saal pahle mitti dalwaye the mitti baith jane k karan fir se mitti dalwa kar pani regularly dala ja raha hai aage koi dikkat to nahi ho ga ya koi sajetion hai to hume bataye
Layer me mitti bhariye or 200mm se 300mm me uski badar Pani daliye fir se 200mm se 300mm ki ek layer mitti ki daliye uske baad Pani aise krenge to mitti baithe gi nahi future me
Baink filing me Kya bharna best hota h.
Natural soil or fine sand
Jo mitti humne excavation ke tym humne nikala usi mitti ko humne bharna hai backfilling me ya dusra Balu lagana hai
Agar site pr aap ke o mitti hai jo excavation ke time nikala tha to aap us mitti se backfilling kr lo
Sir mitti bharai keliye trectar ghar ke andar le ja sakte hen ya mazdoora se mitti bhrwaeny
Tractor Le ja skte h lekin aap ko dhyan dena hoga column or plinth beam or koi brick ki wall h to damage na hone paye
Footing me back filling karne se pahle water proofing karna hai mujhe.... Kitne din tak footing ka curing karne ke bad water proofing karana chahiye... Aur uske kitne din bad back filling?
14 din kam se kam curing karne ke baad waterproofing honi chahiye or waterproofing hone ke kam se kam 10 day baad backfilling kr skte hai
Muram se filling karna hai ya Sand se?
Filling kar sakte hai
@@rightcivilengineering My question remains unanswered. My question is, can we backfill the column footings by 'red soil' (it is called as Muram)? Or should I prefer river sand? If you recommend river sand then please inform me the sand grains shou be fine, medium or coarse?
मिट्टी भराई फाउंडेशन बीम पिलर ढलवाने के बाद करवाये कि पहले
Ha