Sbse pehle usko full charge karo, usme 4led indicator diye hue h usse idea lagega, 20000mAh ka h and charging input ke according Thora slow charge ho maybe, to aaram se 5-6 hours laga lo charging par, uske baas bss power on button ko dabana and fir idea lagne lagega dheere dheere, charging indicator Thora ajeeb h ye point maine video me bhi bola h, but time ke saath aadat lag jaati h
@sijuku3241 mi ka Thora mehnga but long term me trust kr sakte ho aisa Brand h, Urbn ke long term usage reviews kuch kharab aate h, jaise battery swelling
Laptop charging ke liye iska ek 50W wala version aata h jo 45W tak charging deta laptop me usse buy kr skte ho around 4000 rupees ka parega wo but Amazon se nhi direct MI store se kharidna parega
Capacity rate kitna mah ka hai
Usefully information 😊
Thankyou so much 🤗
Meme liya aj.. but charger indecater samajh nhi ata. Or switch on off ka bhi samajh nhi ata..plz reply
Sbse pehle usko full charge karo, usme 4led indicator diye hue h usse idea lagega, 20000mAh ka h and charging input ke according Thora slow charge ho maybe, to aaram se 5-6 hours laga lo charging par, uske baas bss power on button ko dabana and fir idea lagne lagega dheere dheere, charging indicator Thora ajeeb h ye point maine video me bhi bola h, but time ke saath aadat lag jaati h
Kitne mein liya bhai
Use responce kaisa hai sir
Achha hai abhi tak
Flipkart se le to original product to hoga na vaiya???
Haan bss verified seller dekh lena
Urbn20000 mah or mi me se konsa lena chahiye?
Mein MI prefer krunga
@@TechwithPrakalpQq
1.Brand Value
2.Multiple Input and Output Ports
3.Reviews comparison
@@TechwithPrakalp sir mi. (rs=2145) hai aur both (rs=1699)ma se kon sa lu please bataiye🙏
@sijuku3241 mi ka Thora mehnga but long term me trust kr sakte ho aisa Brand h, Urbn ke long term usage reviews kuch kharab aate h, jaise battery swelling
Bhai mere pss reno 8 ka 80 wolt ka charger hai . Kya me is power bank ko usse charge kar skta hu ?
Mein suggest krunga ki kam Watt wale charger se hi krna, wrna issues ho skte hain agar ye extra watt ko theek se manage nhi kr paaya to
Ok thanks bhai
Great 👍❤
Thankyou 🤗
Bhai kiya haal hai yr mere type c pee lga raha hoon tu mobile powerbank ku chager kar raha hai .poco f5 hai .pkz help@@TechwithPrakalp
Laptop charge kar sakta hu kya iss power bank se
Laptop charging ke liye iska ek 50W wala version aata h jo 45W tak charging deta laptop me usse buy kr skte ho around 4000 rupees ka parega wo but Amazon se nhi direct MI store se kharidna parega
Ye power Bank 33w charger se kar sakte hai kya
Haan