Muze laptop ke liye diy cooling pad banana he. Mene fans bhi order kiye he, photos me to 3000 rpm likha tha par reality me kitna fast ya slow he vo check karne par hi pata chalega. Par agar slow hua to kya me chote vale module se cpu fans ki speed badha sakta hu kya ? YT par kuch videos me dekha he mene diy cooling pad banate time chota vala module use kiya tha unhone.
agar mera cpu fan suppose 12v to 24v & 0.19 amp or 0.24amp ka he & me cpu fan ko 10v 1amp or 2amp vale mobile charger se direct connect karu to fan chalega ya jal jayega jyada amp se 🤔 ? laptop ke usb port se I think 5v hi milta he to uspe cpu fan slow chalega ya fir chalegahi nahi. Yafir laptop ke usb se chalana ho to DC to DC step up module use karna padega 5v ko 12v tak boost karne ke liye. Usse achha mobile ka charger hi connect kar sakte he na ?
Bahut badiya bhai
thanks,
Nice
Thanks bhai,
150mah ki battery pe kam karega
150 Ah ya mAH
hi nice video. ye heat sink kis metal k hony chahye, & small size piece ya large size piece kese calculate krengy
Aluminium
Second buck converter pe kya battery ke auto cut bale blue / Red indicator milega ???
no
Sir how to add heat seek 2:19 pls reply
Sir pls reply
Sir reply
Saale reply kar
Hejra
Bhai y solr pnal.ki charging ko bda skta h kya bai btao
no
@@MohitSagar bhai fir eska kam kya h cmnt
Reply
Is device se 12 volt dc ko 24 volt me convert kr sakte hin
Reply kro
Bhai mere pass choota modul 6009 3 watt 9 volte ka solar he kam karega
han chalega
Hame koi aisa battery chargebal ho batye Jo 3.7 volt se 12 volt DC current mile
Max. Input current in small boost converter??
3 amps with heat sink, 1 amp without heat sink
@@MohitSagar I am asking Max. Input current to the module not output current?
input hi bataya hai, bhai
@@MohitSagar thank bro
Eh wala ampire di bdata hai
no, ye voltage booster h
Offline market me ₹300 se kam me mil sakta he kya ?
han mil sakta hain, lekin bade market me
Muze laptop ke liye diy cooling pad banana he. Mene fans bhi order kiye he, photos me to 3000 rpm likha tha par reality me kitna fast ya slow he vo check karne par hi pata chalega. Par agar slow hua to kya me chote vale module se cpu fans ki speed badha sakta hu kya ? YT par kuch videos me dekha he mene diy cooling pad banate time chota vala module use kiya tha unhone.
han mini dc booster module acha kaam krega
agar mera cpu fan suppose 12v to 24v & 0.19 amp or 0.24amp ka he & me cpu fan ko 10v 1amp or 2amp vale mobile charger se direct connect karu to fan chalega ya jal jayega jyada amp se 🤔 ?
laptop ke usb port se I think 5v hi milta he to uspe cpu fan slow chalega ya fir chalegahi nahi. Yafir laptop ke usb se chalana ho to DC to DC step up module use karna padega 5v ko 12v tak boost karne ke liye. Usse achha mobile ka charger hi connect kar sakte he na ?
Isme 12 volt 7 amp ka battery recharge hoga
han, ho jayega
Bro ye kaha se milega
Or mujhe 100amp ka chahiye
Online check kro
Bo's ya markit s ni mil rha mujay ap mujay ya btay kah s milay ga
amazon.in se
Jo Jo use karety link dene me paisa Lagta hai kya bhai link do
बाईक बॅटरी किसें चार्ज होगी.
kitena amp k hai
10
Bhai is se mobile charge kaise karein???
isse mobile charge kyun krna hai?? aapko,?
Bhai amp kaise badhate hai
Bhai, isme voltage increase kr sakte hain, aur voltage ke increase krne se hi amp increase hota hai, alag se amp nahin bada sakte
nice bro
thanks
Boost converter ka max amp rating input side ka hota hai not output.
Buck me output amp ki rating hoti hai.
Sir is model per autocut battery charger banaaiye please urgent
okay
Awesome and detailed review 👍
Thankyou bro ....
Bhai working k upar video bana o plzz....
ok
सोलर पैनल प्र चला कर दिखाओ
ইওটুপ দেখাবেন না কুথাই পাওয়া যা সেটা বলবেন না
Please type in hindi or English
nice
Sir ye nhi kam karta h aap jhut bol rhe ho
Ap mere channel per aur videos dekho, fake lage to comment krna