Kya isme hum 12-0-12...2Amp..ka transformer use kar sakte hain ..jisme hum 4 diodes + ek capacitor laga ke..wo bhi to pure DC volt output dega...reply?? Thanks
Kya is buck converter ko humesha ke liye 12V,lithium ion battery ko charge kar sakte hain ya nahi..?? Suppose mere paas koi BMS circuit nahi hai.... Reply.. Thanks...
@@MohitSagar ok thanks. ye dekhna tha ki agar mere pass 40 watt ka solar panel hai jo 20 volt or 2 amp maximum current deta hai to agar dc to dc output voltage 13 pe set kiya to kya ye output me 13v or 2.5 or 3 amp current dega...
DC to DC converters does auto off after the battery is full. Was this thing made to do that? Or is it a accidental benifit feature which was discovered later?
Sir iss device mein hum 23 v 3am input dekar Kaya hum 3amp se upar boost kar sakte hey??? Matlab Input mein jo amp a rahi hey kaya us amp ko boost kar sakte hey????
Sar Mera 70 empier ki battery hai. aur converter se 14 volt set kara hun auto cut.. aur panel Hai 105 wat ki lekin 14 volt tak nahi ja raha hai. 2 din ho gaya hai 13.5 tak ja raha ha..???
@@MohitSagar sir may 14.4 Road set Karke usse kya Ham 12 volt ka jo DC fan hota hai. jo dC LED light hota ha. Usse Chala sakte hain koi problem Nahin Hai Na..???
मेरे पास4 cell 18650 है 1 cell 3000mah के,उसके लिये dc to dc step down module से charge करते समय कितना व्होल्टेज और amh सेट करू 4सेल 1parallel मे चार्ज करणा है
Mohit ji anger ed DC converter me kuch change kiya Jay to hige carnat MIL sktha hena -- hige welu ka mosfet 40,45 sortkidaiod big endiker lgakar...
nice bro ...i am making moon Rover and using 11.1v li ion batteries ..and this is helpful for me
welcome, Tushar ji
Kya isme hum 12-0-12...2Amp..ka transformer use kar sakte hain ..jisme hum 4 diodes + ek capacitor laga ke..wo bhi to pure DC volt output dega...reply??
Thanks
Han use kr sakte hain bhai,
Kya is buck converter ko humesha ke liye 12V,lithium ion battery ko charge kar sakte hain ya nahi..??
Suppose mere paas koi BMS circuit nahi hai....
Reply..
Thanks...
Han laga sakte hain,
48v lithium battery charger
Bana sakte hai 54.6v output hota hai..jab ki lead acid battery charger 59v output hota hai...?
Panel meximam kitne watt ka lgssakte hai sir ji.
360 watts maximum
Bhai kia buck converter se chargring ke waqt cut off circuit lgany ki zaroorat hoti hai ? Reply yes or no
Lithium battery me BMS hai to Auto cut circuit ni chahiye
Mohit ji.... 12v lithium ion battery se .12v ka spot welding machine chala sakta hu????
Han, chala sakte hain
Kia is py hum bhie 3 Amper ka pankha Chala sakty Hain 10 ghanty Tak
yes
Bro Apne 18650 battery me BMS la gaye.,hai., ,.app use kr rahe BMS
Transformer use kr skte hai kya smps ke jagah ???
Transformer ke baad bridge rectifier aur capacitors bhi lagane honge, isiliye SMPS best rhega
@@MohitSagar transfomer mai bridge rectifier or capacitor lga rkha hai , kya uske baad use kr skte hai 😅
Han, fir laga sakte hain
@@MohitSagar thank you ☺️
Sir agar panel ke voltage ko kam karenge to output me current badata hai kya.jaise mppt charge controller me hota hai???
yes, hota hai, isme, main video jaldi hi banata hun, okay
@@MohitSagar ok thanks. ye dekhna tha ki agar mere pass 40 watt ka solar panel hai jo 20 volt or 2 amp maximum current deta hai to agar dc to dc output voltage 13 pe set kiya to kya ye output me 13v or 2.5 or 3 amp current dega...
@@nathasochavan5054 ha bhai de ga
DC to DC converters does auto off after the battery is full.
Was this thing made to do that? Or is it a accidental benifit feature which was discovered later?
it works just as smps
6 volt ke panle m lga skte h , battery charger kr degi y please reply
han lekin 6 volt battery hi charge hogi
Sir 180v dc moter ko turbine make kya kya chahiye
matlb ? sahi se batayiye
@@MohitSagar 180v dread meaill moter ko wind turbine bananekeliye ky ky chhiyr cirkits bataiye
Sir iss device mein hum 23 v 3am input dekar
Kaya hum 3amp se upar boost kar sakte hey???
Matlab
Input mein jo amp a rahi hey kaya us amp ko boost kar sakte hey????
input me 40 volt doge aur output me 14 volt use kroge to amp jyada boost hoga
140watt solar...dc to dc module 5amp le sakte hai kya .... module hit to nahi hoga
han le sakte hain
Bhi led tv ko 12v pr kis trha chlayn.?
Inverter ise kro, ya converter use kro
Kitne amp tak output desaktahe?
9 amp
Kya dekha saktehen?
Bro 18650 battery me Bms board Dena chaiye Kiya.
1 cell me nahin chahiye 1 se jyada cell me chahiye
Direct solar module and step down module se AC bulb 200 word Chala ke dikhaoChala ke dekho
🙏.
Ampiyar keise set karu mai
Kya 150 Ah battery charge kar sakte ha is convert se
no
@@MohitSagar what checked you
What checked you
Can I will check
Hlo sir mere ek soler pene 12 volte 100 watt ke lord dalte hi volte drop ho jate h 3 volte ho jate h plz bataye koi salusn h kya
load kya daalte ho aap??
Dc fen bahut hi kamm chalta h jabki same dusre panal se high speed pe chalta h
@@TIKTIKTECH1 :)) solar panel ke piche box hoga, usme Diode lage honge, unhe change kr do,
All ready kar deye h same hi sab try kar leya bhai mai all ready
@@TIKTIKTECH1 :)) Panel kab purchase kiya tha,
I have made 3s and 8p battery so what should be the charging amp?
2 amps
Bohut badiya bhai
Thankyou bhai
Current kaise set karna hai.
.nahi bathaaya aap
Bataya hai, doori video me dekho
@@MohitSagar yes dekha hai...but 12.6V 2200 mah( battery 18650 3number series connected) charge karne keliye current setting kithna rakhnaa hai?
@@Microsree28134 :)) 1 ya 1.5 Amps krdo, usse jyada nhin,
Sar Mera 70 empier ki battery hai. aur converter se 14 volt set kara hun auto cut.. aur panel Hai 105 wat ki lekin 14 volt tak nahi ja raha hai. 2 din ho gaya hai 13.5 tak ja raha ha..???
14.4 volt set kro tab jayega 14 volt tak
@@MohitSagar sir may 14.4 Road set Karke usse kya Ham 12 volt ka jo DC fan hota hai. jo dC LED light hota ha. Usse Chala sakte hain koi problem Nahin Hai Na..???
Bhai adaptor link de do bhai 🙏🙏🙏
Badi vali lithium battery charging kar ke dikhaiye
भाई इस से 150ah की सोलर बैटरी भी चार्ज हो सकते हैं क्या
no
Mene wind turbines banaya he 22 , 24 volt ata he to usse 12 volt ki bettrey change ho jayegi
Acha, kitne Amp deta hai turbine ??
@@MohitSagar multi miter nhi he
Ye module chalega usme
What is input amps of solar?
4 amp
Nice Sir
Thankyou sir
मेरे पास4 cell 18650 है 1 cell 3000mah के,उसके लिये dc to dc step down module से charge करते समय कितना व्होल्टेज और amh सेट करू 4सेल 1parallel मे चार्ज करणा है
4.2 volt and 1.5 amp set krdo,
1 cell ke liya kya
45ah battery charger hogi??
yes, 100Ah tak charge kr sakte hain
@@MohitSagar details bataiye sir ..beatrry ka charger ka
Great work
Thanks
Good
Informativ
thanks,
Buy link for buck converter
amzn.to/3ne2QST
Lol .....
3s li .ion battery is. Tara charge karna ghlath hei
BMS laga rkha hai, battery pr, fir to theek hai
Great work
Thanks bhai