Brother is side k ac ki under ground piping ki bhi video dalna piping m bend kse dete h kya kya dhyan rakhna chahiye piping krte hue puri detail m video dalna
24k btu LG(LRA-68) old non inverter AC . New LG compressor change Kiya "LRA-61" thoda cooling kar raha discharge pipe ice Hy . 3mint bad compressor overheating hokar band hoga . Abi new comp. Pumping nahi kar raha . Kya problem ho sakta hai Bhai . Plz ans. Thank you
bhai mere 2ton chiller steplizer par chahta usme gharrr bolke awaj ari or fuse ud jara kya problem h samaj nhi ara steplizer ko bataya to usme koi problem nhi milra
Bhai alag alag company ka alag size rahta Ab andaza bole toh 1 ton 32 inch 1.5 36 se 38 inch 2 ton 40 se 42 Is hisab se aap ac se ek 8 10 inch door PE power point do problem nahi hoga
Sir ek frize hai usme hmne kamse kam 10 baar gas daal Diya hai fir bhi aadhe freezer mein hi brf jam rha hai na conensar mein oil hai na freezer mein fir bhi aadhe freezer mein hi brf jam rha hai sir ye kaise sai hoga
Bahut badhiya se samjhya aapne bhai ❤
Bdya bhai
Thank you bhai ❤❤
Thanks❤😊
Brother is side k ac ki under ground piping ki bhi video dalna piping m bend kse dete h kya kya dhyan rakhna chahiye piping krte hue puri detail m video dalna
Okk bhai zaroor koshish
भाई यार मेजरमेंट कैसे करना है सही से समझा देना
ड्रेन पाइप को अगर राइट साइड से लगा ना रहे तो कैसे लगेगा
Okk bhai
Pipe ko dono taraf option hotha hai
Agar kahi na ho toh flixeble pipe laga k joint karlen yah poora ac se hi lamba flixeble dal de
24k btu LG(LRA-68) old non inverter AC .
New LG compressor change Kiya "LRA-61" thoda cooling kar raha discharge pipe ice Hy . 3mint bad compressor overheating hokar band hoga . Abi new comp. Pumping nahi kar raha . Kya problem ho sakta hai Bhai . Plz ans. Thank you
Choking
Pipe rakha na ek vide baano bhai
Zaroor
bhai mere 2ton chiller steplizer par chahta usme gharrr bolke awaj ari or fuse ud jara kya problem h samaj nhi ara steplizer ko bataya to usme koi problem nhi milra
Chillar chek karwao bhai kuch wiring issue hosakta
❤️❤️❤️❤️❤️
assalamu alykum
bhai VRV ka kaam sikhne me kitna time lagta hai
Maximum
Salu sal
@@MrAcTech. Mtlab bhai
Thodi haidrabadi samaj nhi aati😅
@@adilsheikh6508 thoda time lagta bhai 3 4 saal
Sir aap kha se ho ❤
Hyderabad
Bhai humko kam sikhna h
Sar mein electric kam karta hun to AC ka point chhodane ko th dikkat hoti hai aisi ki kitne inch Tak hota hain pure all AC kitna inch inch
Bhai alag alag company ka alag size rahta
Ab andaza bole toh
1 ton 32 inch
1.5 36 se 38 inch
2 ton 40 se 42
Is hisab se aap ac se ek 8 10 inch door PE power point do problem nahi hoga
Bhai 1 concussion tha jab bhi ac chalu karte hai to
out door mai se pani gir raha hai uska reason kya hai
Outdoor open kar k dekho kha se aara pani
Sir ek frize hai usme hmne kamse kam 10 baar gas daal Diya hai fir bhi aadhe freezer mein hi brf jam rha hai na conensar mein oil hai na freezer mein fir bhi aadhe freezer mein hi brf jam rha hai sir ye kaise sai hoga
Bhai frez ka nai kartu
Gas kam hai shyad
Assalamu alaikum bhai aap kahan se technician ka course kiya?
Walaikum assalam corse nai kia bhai
@@MrAcTech. Tu kahan se Shikha Ho
Bhai ye New technique hai kya
Purani hi hai
Bhai mere copper pipe mein pani agya Ac lg nhi kya krein
Flushing Karen nitrogen se
Kharcha kitna hota h ek miter paip h
@@shariqhussain7862 pipe kitna bhi ho flushing ka 1000 se 2000 tak aasakta
भाई आपके नम्बर सेंड
Bhaiya apka number dona apse contact kese kere