Alhumdulila sir thank you ye bahut achhe baat samjhaye aap mai ye qhauf mai thi ki mai apnai bachon ku haiz ki halat mein qhuran door Sai padaty hun kahin mujhse ye gunahai kabira to nahi hora hai ye dar tha mujhe magar alhumdulila aapka bayaan sune kai baad Mai mutmain hogaye alhumdulila 😢
Alhamdulillaah mai apke zyadatar lecture sunti hun, aur koi masla hota hai to apka hi topic dekhti hun, abhi haiz me quran ka masla dhoun rahi thi to apki ye clip mili, mai to salo se halat e haiz me mobile me quran padhti arahi hun
Faiz bhai agar koi aurat darti Hai or usko apni safety k liye surah Baqarah Damm krna prti Hai tw periods mein kaise recite kr k dam krey.kya Quran pak download kr k read kr skte hein. or recite krte hue bilkul awaaz nhi aye.plz detail bta dein???
@@ayeshapraween5090 period me tilawat nhi ki ja skti ar bina touch kie quran pdna jo bola gya hai wo unke lie hai jo quran seekh rhe hain wo apna utna sabaq bina touch kie pdd skte ar iske alava nhi pdna tilawat nhi krni hai
Bhaijan asslamu alaikum mere bachche mere sath roza rakhte he kya haiz ki halat me wuzu kr ke roze ka dikhawa kr sakti hu kyunki bachche sawal krte he or abi balig b nahi he to samjha b ni sakti
If periods aren't happening from 6 months continuously due to hormonal imbalance then can we read namaz regularly or else we have to live 7 to 9 days in a month please reply it's my humble request. Jazakallah
Aisi koi daleel nahi hain ki Quran e Kareem haiz ki halat me nahi pashsakte jiski daleel nahi hoti wo karsakte it mean haiz ki halat me Quran e Kareem padsakte tilawat ke taur par.
Surah waqiya K Ayat no: 79 Mai، "La YAMASSOHO" Mai zameer ka marjeh LOH-E-MEHFOOZ Hai aur Pak logon say Murad 'FARISHTAY' Hain insaan Nahi. Ayat ko syaq-o- sabaq say hat kar Nahi samjha ja sakta. Iss Ayat say pehli Ayat Mai LOH-E-MEHFOOZ ka zikar Hai. Wahan farishtay hi hotay Hain insan Nahi. 2 mukhtalif tafaseer Ma Mai nay daikha Hai. Hairat Hai ap itnay Alim ho kar poranay logo K fatwa par Chal rahay ho.
الســــلام علـــــیکم کیا قرآن و احادیث میں دلیل ہے کہ منع کیا ہے؟؟ نبی صلی الله عليه وسلم نے فرمایا تھا کہ عائشہ حیض ہاتھ میں نہیں ۔۔۔ پلیز وضاحت سے بتادیں۔۔۔
Surah waqiya Ki Ayat no 79 Mai zikar Hai K Iss QUARAN ko wo haath lagatay Hain Jo Pak Hain, pichli Ayat ko daikhain to pata chalta Hai K Pak say Murad farishtay Hain. Ap Iss Ayat ka tarjumah aur tafaseer parh saktay Hain. Aur Iss video Mai Allama sahib apnay poranay OLAMA K fatwon ko defend kar rahay Hain koi daleel Nahi day rahay. Quran Ki Kisi Ayat Ko syaq-o-abak say hut kar Nahi samjha ja sakta warna insaan gumrah ho Jata Hai.
@@gulfamkhan1177 اسلام علیکم جو آپ بات کر رہے ہیں وہ کھانے کے بارے میں اماں عائشہ صدیقہ رضی اللہ تعالٰی عنہا نے سوال کیا تھا تب آپ صل اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا تھا کہ عائشہ ہیض ہاتھ میں نہیں ہے یعنی آپ کھا پی سکتے ہیں. یہاں عبادت کی بات ہو رہی ہے. تو حالت جنابت میں عبادت نہیں کر سکتی عورت تو حالت ہیض میں بھی نہیں کر سکتی.
AS SALAM O ALAIKUM sir haiz k Duran ghr py Quran parh skti hun Maine hifz kea hy kuch yad hy kuch bhol gya hy to Kia main manzil paki krny k leay haiz k Duran parh skti hun daily plz rply lazmi dejeay ga
السلام ورحمۃ اللہ وبرکاتہ خواتین کے لیے ماہوری کے دنوں میں قرآن کریم نہ دیکھ کر پڑھنا جائز ہے اور نہ ہی زبانی پڑھنے یا سنانے کی اجازت ہے، جیساکہ "سننِ ترمذی" میں بروایتِ عبد اللہ ابن عمر رسولِ اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کا فرمان منقول ہے کہ حائضہ (وہ خاتون جو حیض کے ایام میں ہو) اور جنبی ( وہ مرد جس پر غسل فرض ہو) قرآن مجید میں سے کچھ بھی نہیں پڑھ سکتے۔ البتہ حائضہ عورت قرآنِ پاک کو براہِ راست چھوئے بغیر اگر صرف دیکھ کر دل دل میں الفاظِ قرآن کا تصور کرے، زبان سے بالکل بھی تلفظ نہ کرے تو اس کی اجازت ہے، بوقتِ ضرورت (مثلاً: حافظہ لڑکی) اس پر عمل کیا جاسکتاہے۔ Ek Mufti sahab se masla maloom kiya hai
Mobile ya laptop me dekh kar padhne ki ijazat bhi milti hai quran e tilawat ajar o sawab ki niyat se, kehte hain zaban pak hai hatho se chhoona mna hai padhna nhi
@@sadafsyed9156 aisa nai hain. Roza us hi waqt tor sakty hain jab haiz aye. Lekin jab haiz ruk jaye, chahy subha rukha ho, toh pir baki din bhooka guzarna parega, rozydaro ki halat jaisa. Aur woh din pir bhi qaza hoga yeh wala roza pir bhi poora karna hoga
Haiz ruk gaye or paki door Karne ki gusul kiya or namaz or Quran Ada ki Lkn badh main haiz start hogaya ... Galti se maine padhli namaz Quran ... Toh main kya Karo
Part of quraan se Murad kya surah Yaseen ya aisa hi kuch surah ke seperate books hote hain.. usko touch karsakte hain ya nahi??. Kya phone me dekh kar azkaar aur quraan padhsakte hain aisi halat me ya nahi???
Assalamualaikum bhai . .bhai ji work from home hai mein track pant and tishirt phehanti hoon toh kya hab hijab phehan kar Qur'an pad sakte hai aur namaz pad sakte hai bhai jald se jald jawab de
अगर कुरान शरीफ गलती से हाथ से नीचे गिर जाए तो उससे शिरनी से तोला जाता है और बांट देते हैं ए दुरुस्त है हमारे बुजुर्ग कहते हैं नहीं तो फिर क्या करना चाहिए
One of the best advice 🙌 Jazak Allah khair 😊feeling relax after listening this bayan
same 😅
Alhumdulila sir thank you ye bahut achhe baat samjhaye aap mai ye qhauf mai thi ki mai apnai bachon ku haiz ki halat mein qhuran door Sai padaty hun kahin mujhse ye gunahai kabira to nahi hora hai ye dar tha mujhe magar alhumdulila aapka bayaan sune kai baad Mai mutmain hogaye alhumdulila 😢
Alhamdulillaah mai apke zyadatar lecture sunti hun, aur koi masla hota hai to apka hi topic dekhti hun, abhi haiz me quran ka masla dhoun rahi thi to apki ye clip mili, mai to salo se halat e haiz me mobile me quran padhti arahi hun
Kya hum haiz ki halat mein quran pad sakte hai
phone me Quran parh sakte hai
" AlhamduLILlah "
rewrite spellings like above plzzz kindly.stay blessed
Ap swab ki nyat se ni pr skti lekn agr student ho r Quran yad rkhna chahti ho k bhol na jae phr pr skti ho
Kya aurat operation k time matlab during operation ( c section) yaseen ya ar Rahman ayatulkursi ye surah padh dakte h
Jazak'Allah for the information...
ALLAH APKO JAZAK KHAIR ATTAH FARMAAYE
FAIZ SYED BHAI KO HIFAZAT FARMAYE
IS MULK KE LIYE DUA FARMAYE
Sir phone mein Qur'an prd skte hain agr haiz ki halat mein ho to
Thank you so much Sir,, this is so helpful for me ,, finally u brought me out from this long term confusion 🙏🙏lots of wishes ❤️
Hello
Jazakallahu khair. Mujhe yehi question tha ke meaning padh skte hai ya nahi haiz ki halat me. Vo confusion solve ho gya.
Lekin agar wo bina touch kie hue padhe to kaisa h?? Ki agar use kuch sawab mil jae? 🙄
Faiz bhai agar koi aurat darti Hai or usko apni safety k liye surah Baqarah Damm krna prti Hai tw periods mein kaise recite kr k dam krey.kya Quran pak download kr k read kr skte hein. or recite krte hue bilkul awaaz nhi aye.plz detail bta dein???
What I understand from this video that we cnt touch quran in periods days but we can ready like from Mobil or without touch
Not for tilawat only for learning we can read but without touch
Agr periods me tilawat ke liye kuran paak padhen without touch like mobile me kisi app se
to sahi h ya nhi
@@ayeshapraween5090 period me tilawat nhi ki ja skti ar bina touch kie quran pdna jo bola gya hai wo unke lie hai jo quran seekh rhe hain wo apna utna sabaq bina touch kie pdd skte ar iske alava nhi pdna tilawat nhi krni hai
@@ayeshapraween5090 baqaul mufti tariq masood k Quran nai par sakti. Sirf Quran meh jo dua hain woh dua par sakti hain aur woh bhi dua ki niyat se
Wazifa hai aik surat aik din me 7 dafa parhni hai kiya parh sakte wazife ki niyyat se?
sir i am hafiza quran... i need this ....
Hadees se ye bhi sabit hai ki Aap S.A.W halat e janabat me hote aur aur zaban se tilawat e quran karte
Zuban pak hoti h to Kya tilawt kr sakti h
Mobile sy Nikal k pr sakti h?
Women can read Quran on mobile while mensuration.
Masha aallh zarbardast bayan
Mashallha❤❤❤❤
Allah aapka bhala Kere Aapne mere liye bahut Badi aasani let Di.
Bhaijan asslamu alaikum mere bachche mere sath roza rakhte he kya haiz ki halat me wuzu kr ke roze ka dikhawa kr sakti hu kyunki bachche sawal krte he or abi balig b nahi he to samjha b ni sakti
Suleman Kakreja kr sakti 👍👍👍
thank you so much molana
If periods aren't happening from 6 months continuously due to hormonal imbalance then can we read namaz regularly or else we have to live 7 to 9 days in a month please reply it's my humble request.
Jazakallah
Aisi koi daleel nahi hain ki Quran e Kareem haiz ki halat me nahi pashsakte jiski daleel nahi hoti wo karsakte it mean haiz ki halat me Quran e Kareem padsakte tilawat ke taur par.
Kya sirf surah pdh skte h?? Example surah rahman,surah yaseen phone se?? Plz btaiye
Surah waqiya K Ayat no: 79 Mai، "La YAMASSOHO" Mai zameer ka marjeh LOH-E-MEHFOOZ Hai aur Pak logon say Murad 'FARISHTAY' Hain insaan Nahi. Ayat ko syaq-o- sabaq say hat kar Nahi samjha ja sakta. Iss Ayat say pehli Ayat Mai LOH-E-MEHFOOZ ka zikar Hai. Wahan farishtay hi hotay Hain insan Nahi. 2 mukhtalif tafaseer Ma Mai nay daikha Hai. Hairat Hai ap itnay Alim ho kar poranay logo K fatwa par Chal rahay ho.
Khty han k rat ko surat mulak parh k soyen agr mobile sy dkh kr parh li jye tu wo b talwat m ataa h?
part of quraan matlab 1 sipaara??
Gusal karte waqt agar sarir se khoon bai raha hai to kya gusal hoga bad me pata chale ki khoon bai raha hai app muje batayr
الســــلام علـــــیکم کیا قرآن و احادیث میں دلیل ہے کہ منع کیا ہے؟؟ نبی صلی الله عليه وسلم نے فرمایا تھا کہ عائشہ حیض ہاتھ میں نہیں ۔۔۔ پلیز وضاحت سے بتادیں۔۔۔
Surah waqiya Ki Ayat no 79 Mai zikar Hai K Iss QUARAN ko wo haath lagatay Hain Jo Pak Hain, pichli Ayat ko daikhain to pata chalta Hai K Pak say Murad farishtay Hain. Ap Iss Ayat ka tarjumah aur tafaseer parh saktay Hain. Aur Iss video Mai Allama sahib apnay poranay OLAMA K fatwon ko defend kar rahay Hain koi daleel Nahi day rahay. Quran Ki Kisi Ayat Ko syaq-o-abak say hut kar Nahi samjha ja sakta warna insaan gumrah ho Jata Hai.
@@gulfamkhan1177
اسلام علیکم جو آپ بات کر رہے ہیں وہ کھانے کے بارے میں اماں عائشہ صدیقہ رضی اللہ تعالٰی عنہا نے سوال کیا تھا تب آپ صل اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا تھا کہ عائشہ ہیض ہاتھ میں نہیں ہے یعنی آپ کھا پی سکتے ہیں. یہاں عبادت کی بات ہو رہی ہے. تو حالت جنابت میں عبادت نہیں کر سکتی عورت تو حالت ہیض میں بھی نہیں کر سکتی.
JazzkAllah ul khair
Halat haiz me Quran pak parh skte hen bachi haiz se ho or maa Quran pak khol le or bachi Quran pak ka sabaq sunaie esa mumkin he?
AS SALAM O ALAIKUM sir haiz k Duran ghr py Quran parh skti hun Maine hifz kea hy kuch yad hy kuch bhol gya hy to Kia main manzil paki krny k leay haiz k Duran parh skti hun daily plz rply lazmi dejeay ga
Asslamu aleikum kheriyt se ho me bi qari hu
Kia mobile may dekh kar online Quran parhsakty hain Haiza orat?
Assalamualaikum kya hum phone mai Quran padh sakte hai period mai
Same question
kia jo bachiyan hifz kr rahi hy wo apna sabq un dino mn suna skti hy ,ya bol bol kr yaad kr skti hyn
Bahot bahot shukriya🙏
stay blessed
السلام ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
خواتین کے لیے ماہوری کے دنوں میں قرآن کریم نہ دیکھ کر پڑھنا جائز ہے اور نہ ہی زبانی پڑھنے یا سنانے کی اجازت ہے، جیساکہ "سننِ ترمذی" میں بروایتِ عبد اللہ ابن عمر رسولِ اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کا فرمان منقول ہے کہ حائضہ (وہ خاتون جو حیض کے ایام میں ہو) اور جنبی ( وہ مرد جس پر غسل فرض ہو) قرآن مجید میں سے کچھ بھی نہیں پڑھ سکتے۔
البتہ حائضہ عورت قرآنِ پاک کو براہِ راست چھوئے بغیر اگر صرف دیکھ کر دل دل میں الفاظِ قرآن کا تصور کرے، زبان سے بالکل بھی تلفظ نہ کرے تو اس کی اجازت ہے، بوقتِ ضرورت (مثلاً: حافظہ لڑکی) اس پر عمل کیا جاسکتاہے۔
Ek Mufti sahab se masla maloom kiya hai
Can we use menstrual cups instead of pads? Is it halal or haram?
Hello
You can
Mb sy parh skty? Like exams k liye surat fatah ka wazifa krna ho to?
Shaikh saayad faiz bhai quran na padhne ki koi daleel hai? Baaz ulma ne iski ijazat di hai ki quran padh sakti hai...
Mobile ya laptop me dekh kar padhne ki ijazat bhi milti hai quran e tilawat ajar o sawab ki niyat se, kehte hain zaban pak hai hatho se chhoona mna hai padhna nhi
Shukriya sir aap ka bht bht
Mujhe malumat nhi thi
ماشاءاللہ مسئلہ کھول کر بیان کیا
Assalam walekum salam Pak ki tilawat kar rahe the hai ya Gaya to kya gunah Ho Gaya
Assalamualekum kya barish or bijli kadakte waqt quran padha ja skta h
Quran o Hadith mn kahan haiz mn Quran na prhne ka hukm h?
Kya quran pak ko mei apnay bag mei rakh skti hun ???
ASSALAMU ALAIKUM Agr insan sohbat kiya h to kya aurte namaye amaal book padh skti h.PLEASE MUJHE BTAYE.or haiz k halat me v.please bhai jrur btaye
Kya mobile mein dekh kar bacche namaz ada kar sakte hai
Agar glti se period me quraan sharif pdd le to kya krna hoga???? Plzzzz reply
Unho na kha tu ha pora quran ni utna
Agr roje ki halat m kuran pdte pdte periods aa jaye toh kya kre
To ap use kisi ki help s rakhwade pr roza na rode
Qki roza iftar k waqt hi khulega
@@sadafsyed9156 aisa nai hain. Roza us hi waqt tor sakty hain jab haiz aye. Lekin jab haiz ruk jaye, chahy subha rukha ho, toh pir baki din bhooka guzarna parega, rozydaro ki halat jaisa. Aur woh din pir bhi qaza hoga yeh wala roza pir bhi poora karna hoga
قرآن پاک کا صرف ایک پارہ (تیسواں پارہ) پڑھ سکتے ہیں یاد کرنے کیلئے
Haiz 3 din bad chala jata he Quran kitne din pakadakar padh sakte he pllllzzz rep me
Kya manzil prh skte hain?
aisi halat me phone me quran padsakthy kya sir
Rat me surah sjdah surah mulk or jume ko surah kahaf pdh skte hain surah ki kitab me se haiz ki halat me?
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
Sir haiz ki halat me wazifa kar sakte
Haiz ke kitne din baad kuraan padh sakte h
Mai Hifz Kar Rahi Hun,,,,, Kiya Mai Haiz Ki Halat Mai Quran Ko Bina Touch Karai Sabak Yaad Kar Sakti Hun.
Plz Answer Me ?
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Gulnaz Fatma Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
+91-80-5545-5545
@@IRCTV haiz ki halat me hum mobile me Quran ki tilawat kr skte hn
Jese surah kahf,surah mulk
,Alg alg surate parh le mobile se.
Plz answer
Faiz bhai mobile sw bhi tilawat nhi kr skti kya ramzan me?
Same question mobile say parh skte h?
Haiz ruk gaye or paki door Karne ki gusul kiya or namaz or Quran Ada ki Lkn badh main haiz start hogaya ... Galti se maine padhli namaz Quran ... Toh main kya Karo
Koi problem Ni hai
Vo din b haiz me count hoga or apko koi gunsh Ni parhega.
Mera sawal tha hum quraan padha sakhti ha Haiz ma
Good massage
Part of quraan se Murad kya surah Yaseen ya aisa hi kuch surah ke seperate books hote hain.. usko touch karsakte hain ya nahi??.
Kya phone me dekh kar azkaar aur quraan padhsakte hain aisi halat me ya nahi???
Thanku so much
Kya mobile dekh ke pad sakti hai
Aaj mera confusion dur ho gya...
Thank you
assalamualaikum Kiya namaz ya Quran koi padh rha ho to upper Jaise bad ya kursi per nhi Beth sakte kiya
Wallaikum Aslam
Thanks shukriya
Jazakallah khaira
Please jrur btaye
Masha Allah
Assalamualaikum bhai . .bhai ji work from home hai mein track pant and tishirt phehanti hoon toh kya hab hijab phehan kar Qur'an pad sakte hai aur namaz pad sakte hai bhai jald se jald jawab de
Yes
jazakaAllah
Thank you sir
Keya hez ki halat me mobile me tarzuma me Kuran padh sakte hai
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
+91-80-5545-5545
Phone me b quran nhi padh sakte??
Masha Allah
Subhan Allah
Hadis ki kitabh pakad skte hai
Jazakallaa
Online quran padh sakti he?
अगर कुरान शरीफ गलती से हाथ से नीचे गिर जाए तो उससे शिरनी से तोला जाता है और बांट देते हैं ए दुरुस्त है हमारे बुजुर्ग कहते हैं नहीं तो फिर क्या करना चाहिए
Ap ans to dety nai hyn sir jo swal kren
Thanks sir
Sukryia
Urdu padh sakte hai in menses
Haiz ki halat me ja namaz pe khde ho skte h plzz rply me
Obviously
matlab hum periods main 11 kitab padh sakte hai
Kya aurte haiz ki halat may drude Shareef padh sakti hai?
Please reply sir.
Ji padh skte hai zubaan paak hai
Phone pa pad sakta ho Quran us halat ma
Jazakallah kherin 👌👍👍👍
Ramzan ka mauqa hai to kya aurat 7 din tak Quran padhne ki neki chhod de?
Yes. Of course.
MashaAllah
9o9o9ooôooo9öö9ooox9ooooxx9/9
Phone pa pad sakta ho Quran
Assalamualaikum kya ham ramzan me Qur'an padh sakte hain
Haiz ki halat me
Please reply me
Mene glti se pd li h kuran toh is gunah ki mafi k liye kya kre
Maine haih ke waqt padli qraan kya kare mafi kaise mile gi
Ya bimari nhi ha its just a called period its nuture
Kya haiza aurat mobile mai dekh kar quraan padh sakti hai??
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
Nai
Bhai aap kisi motabar aalim se pooch kar masa'il bayan Karen