Second semester ke back me dilaye the sare exam or first semester me bhi ek back ka dilaya tha Pata hi nahi chal ki konsa konsa exam back me the Last question
Main baat tho ye h sir Mene admission liya tho usne admission liya july 2022 -June 2023 me or abhi dono semester me se 5 paper tho oct. me karva diye or 4 paper abhi January me karwaye Lekin log in I'd me abhi sare paper January me submit bata rha h Jabki marksheet me second semester June 2023 ki marksheet or first semester me ek back pass batakar first semester ki marksheet January me ex student pass bata rhi h Ye mere smaj se bahar h kahi usne back date me tho degree nahi karwa di Me bahut depression me hu
lekin sir aisect online rntu me unhone hamara admission back Wale session me liya jaise Jan 2022-dec2022 fir April me second semester or fir first semester ki back ka exam August me hua Tho sir yesa ho sakta h kya or kaise Or sir degree verification kaise kara sakte h Please reply me bahut confuse hu kyuki inke bare me bahut km jankari h
Hello bhaiya Pgdca cvru( aisect online)degree me likha hua h Post graduate diploma in computer application (private) Or dono marksheet me first semester(private) or second semester (private ) likha h Tho ye private h ya regular Or sir private pgdca cvru(mp) or rntu(mp) govt job me valid h Or in university me admission ki seat fix nahi hoti kya seat ke bahar admission thodi lete honge Sir in sawalo ke jawab mil jaye tho meri all problem solve ho jaye Please reply
Dekho aapne Aisect se kiye ho o private hota hai University se krte to regular or aapko scholarship bhi milta private me ye prawdhan nhi hai Government job ke liye valid hai private me seat fix nhi hota hai
Second semester ke back me dilaye the sare exam or first semester me bhi ek back ka dilaya tha
Pata hi nahi chal ki konsa konsa exam back me the
Last question
Aap ke pass to time table rha hoga
@@learn005 ha lekin sare paper ek sath submit huye the or ek me back rhi thi vo 6 month baad hua tha
Main baat tho ye h sir
Mene admission liya tho usne admission liya july 2022 -June 2023 me or abhi dono semester me se 5 paper tho oct. me karva diye or 4 paper abhi January me karwaye
Lekin log in I'd me abhi sare paper January me submit bata rha h
Jabki marksheet me second semester June 2023 ki marksheet or first semester me ek back pass batakar first semester ki marksheet January me ex student pass bata rhi h
Ye mere smaj se bahar h kahi usne back date me tho degree nahi karwa di
Me bahut depression me hu
Ho sakta hai yaa aap ka pass out 2022 ka 12th
bhai mera orginal pgdca marksheet kho gaya ha ab mai marksheet ke liye kya karu
jaha se kiye ho waha se avedan lagao
directly cv raman Jane se nahi hoga kya bhai
Last Date , MSc IT ka kab Tak hai ?
10tak hai
@@learn005 Exam form bharane ka
Ya Admission ka ????
Sir mai gov job me hu kya cv raman se privte degree le skta hu
Hn aap swadhiya study kr sakte hai
Kya ye private pgdca givt job ke liye valid hai
Hn
lekin sir aisect online rntu me unhone hamara admission back Wale session me liya jaise Jan 2022-dec2022 fir April me second semester or fir first semester ki back ka exam August me hua
Tho sir yesa ho sakta h kya or kaise
Or sir degree verification kaise kara sakte h
Please reply me bahut confuse hu kyuki inke bare me bahut km jankari h
Ho jata hai
Koi confusion nhi hai aap online Exam to dilaye hi honge back laga hoga unka
Second semester ke back me dilaye the sare exam or first semester me bhi ek back ka dilaya tha
Pata hi nahi chal ki konsa konsa exam back me the
Hello bhaiya
Pgdca cvru( aisect online)degree me likha hua h
Post graduate diploma in computer application (private)
Or dono marksheet me first semester(private) or second semester (private ) likha h
Tho ye private h ya regular
Or sir private pgdca cvru(mp) or rntu(mp) govt job me valid h
Or in university me admission ki seat fix nahi hoti kya seat ke bahar admission thodi lete honge
Sir in sawalo ke jawab mil jaye tho meri all problem solve ho jaye
Please reply
Dekho aapne Aisect se kiye ho o private hota hai University se krte to regular or aapko scholarship bhi milta private me ye prawdhan nhi hai
Government job ke liye valid hai
private me seat fix nhi hota hai