Sir mera 10 sal se very good mil rha h lekin ek sse ne mera 2022-2023 ka apar avrege kr diya h kya esse muje koi nuksan h kya mai handdicapd employ ho sir kya me ldce exam me bet skta hu kya ya pas hone pr bi muje nhi liya jayega kya pls sir advise de
Superb👍
Thank you❤️❤️❤️
Very good information sir ...👏
Thank you
Very good knowledge🎉
Thanks❤️❤️
Thank you
Jabardast 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks
Good information Borobabu
Thank you
Nice 😊 keep it up🎉
Thanks for your Support
Nice
Thanks❤️❤️❤️❤️
Apar ke representation mein supporting documents mein kya lagayein mujhe is saal koi award bhi nahi mila hai
Sir हम 2023 - 2024 में एक भी दिन absent नई है। फिर भी मेरे APAR attandance में 5 में से 4 मार्क्स मिले है। क्या करूं इनफॉर्मेशन दीजिए प्लीज।
Aap iske liye representation de sakte hai, lekin yadi over all grading very good hai to koi bat nahi hai.
Overall grading ki hi jarurat hoti hai
Sir mera 10 sal se very good mil rha h lekin ek sse ne mera 2022-2023 ka apar avrege kr diya h kya esse muje koi nuksan h kya mai handdicapd employ ho sir kya me ldce exam me bet skta hu kya ya pas hone pr bi muje nhi liya jayega kya pls sir advise de
GDCE open quota ka written test hota hai, usme APAR nahi dekha jata hai.
Leave encashment por ek video kore
Jarur
Sir, gdce exam deke je se je department change ho sakta hai.
Gdce ke liye NOC ki requirement hai kya
Ha
Ha, aap jis department me Jana chahate hai, uska exam pass hone se hoga
@@RAILWAYPOLICYHUB sir Noc lagegi kya?
Sir mere apar me good diya iska matlab kya hota hai
Mai railway mai technician hu sir mera very good hai, outstanding hona jaruri hai kya... very good,thik hai pllese reply
"very Good" bhi acha grading hota hai, Outstanding hona koi jaruri nahi hai.
Sir APAR khud se bharna hota hai
Level- 6 aur iske upar level ke employee khud se bhate hai
सर मेरा apar मैं beyound doubt दिया है इसका मतलब क्या होता है
"संदेहरहित " इसका अर्थ यह है कि आप के कार्य पर कोई संदेह नहीं है।
sir mere apar me personal information me station wrong fill kiya hua h what can i do ..
Dont worry, personnel department correct kar dega
@@RAILWAYPOLICYHUB ty sir