Namaste Nisha ji ye Lasoda ka acchar Humare ghar bhi banate hai Maharashtra main ise ' Bhokar/Bhokari fruit bolte hai Bahut healthy and nutritious hota hai kacche Lasoda ki hamare ghar Sabji bhi banate hai Lasoda ki veg or non -veg dono types ki sabji banati hai Or Lasoda ke patte (leaves) jo March/ April ( Chaitra mass / month) main naye naye patte aate hai ye patte hum ped se fodkar late phir patto ko barik barik ( fine chopped) karke jaise kothibhir (daniya) ki vadi banayi jati hai waise hi Lasoda ke patto se vadi Banate hai ye itni tasty and healthy, nutritious hoti hai one of my favourite sabji, vadi 👍👍👍😋😋😋😊😊😊🙏🙏🙏
thank you Nisha jee we now usually use your recipes these are so simple and delicious. we in pakistani punjab still keep dela (kareer ) and lasora plants on our lands . i have lasora achar in process and dela achar in september.thanks again
Hello madam , 1 query hai , kisi bhi aachar me moisture nahi hona chahiye but yaha toh aapne 10 - 12 din baad jab lasode kaanji se bahar nikaale tab lasode full moist honge na , toh aachar kharab nahi ho jayega ?
Aapne bot galt tarike se pani me ubala kyoki inko thod kar nhi udalna chahiye aapke sare lasode me pani cala gheya jis se ki acar kherab hoga inko jase market me aate h wasehi bina thode pani me ubalna cahiye ..
Mame 2kg lasode ka achar dala....... Achar bhut acha lga pr sare lasode k seeds me chhead h kya ye lasode khrab h ya shi.......... Mame chote lasode ka achar bhi dlta h kya......I waiting for your reply mame tq.....
Helloo mam ..Mene lasode ko 7-8 miut bad halke naram hone aur rang change hone ke bad near about after 10 hours lasode fule hua the tab masala dal kar agle din tel dala abhi 2-3 din ho gaye hai dhoop me bhi rakh rahi hoon magar lasode sukde hai jabki pehle bar achar dala tha tab lasode bhi phule phule the kya mera acar kharab ho gaya hai ya 8-10 din dhoop me rakhne par sahi ho jaye GA.?? Plzz mam reply zaroor kare.😇
Hello nisha mam.mene leshwe ka achar dala but kuch leshwe ful k upar agye.mene unhe nikal k tel bhar diya...phr b kuch leshwe upar agye.bus kal se yhi chal rha h.leshwe upar kyu ter. Rhe h jabki oil ekdum full h container m.masala niche Beth gya h.mene masala b hila diya.phr b leshwe upar float kar rhe h.kya mera achar kharab ho gya h.ase koi smell y fungus to nhi h.mene dus din pahle achar dala tha.
Hello madam , lasode shayad jyada samay garam paani me rehne se jyada naram ho gaye hai , 3 - 4 lasode phat bhi gaye , Kya iska aachar ban sakta hai ya dusre lasode lane honge
Madam ji agar ham kairi kaddu kashish kar ke leave banayenge to...vo pani chhodega...fir humara poora Achar kharab hone ka dar to nhi rahega... please reply...mere sarae raai ki kanji wala prosess to Reddy ho chuka...ab ek do din me.
Mam mera Lasore ke achar ma fungus a gy ha mane mustard oil dobara garm karke dala tha thode se Lasore tel se bahar the Kya is liye Kharab Ho GYA ha please bataye
Mam jis paani me ubaalte hai vahi paani daal sakte hai kya achar me.mera achar ka paani kharab ho jaata hai uske upar fafudi si lag jaati hai aur safed sa paani ho jaata hai
Nhi *MANYA RANA* & Achar m fafundi nami ke kara lgti hai. Achar ko banate samay aur uske rakh rakhav mei kaafi savdhaniya baratni padti hai. 1) Jis bhi container mei achar rakhe, vo uble hue pani se dhula hua aur dhoop ya microwave mei ache se sukha hua hona chahiye, Isme kisi tarah ki nami ya gandgi nahi honi chahiye 2) Achar ko hamesha sookhi aur saaf chamach se nikale, achar mei hath bikul bhi na lagaye
*Ankita Goyal* ye aise bhi bante hain, inhein thode tel mein duba kar rakhna hai. Ye 10 din mein ghutli chhodhne lagenge. Aur bina kanji ke ye aise hi sikude bante hain. Kanji mein dube rehne se ye fule rehte hain.
Hum har sal banate hai nisha ji is bar aapki ye nai recipe try kar rahi hu. Badiya lag rahi hai
Lasode KO boil Karna chahiye ya nahi ?
Namaste Nisha ji ye Lasoda ka acchar Humare ghar bhi banate hai Maharashtra main ise ' Bhokar/Bhokari fruit bolte hai Bahut healthy and nutritious hota hai kacche Lasoda ki hamare ghar Sabji bhi banate hai Lasoda ki veg or non -veg dono types ki sabji banati hai Or Lasoda ke patte (leaves) jo March/ April ( Chaitra mass / month) main naye naye patte aate hai ye patte hum ped se fodkar late phir patto ko barik barik ( fine chopped) karke jaise kothibhir (daniya) ki vadi banayi jati hai waise hi Lasoda ke patto se vadi Banate hai ye itni tasty and healthy, nutritious hoti hai one of my favourite sabji, vadi 👍👍👍😋😋😋😊😊😊🙏🙏🙏
Thanks *Avinash Hile* for the feedback.
Very nice nishaji
Aapke batane ka tarika bahut hi pasand hai
Bahut achha banati hain ap❤❤❤❤❤
Bahut bahut dhanyawad *Kavita Singh*🙏
Aap ka kitchen bahut acha hai..aap bhi bahut acha se bolti hai
Aap ko dekne se lagta hai ki mujhe bhi aap ki tarah banna hai ar aap ki tarah khanna bhi banana hai..you are a nice person.
Thank u ma'am mujhe cooking me apki wajah se interest aane lga he
Very fantastic lemon pickle bana h good wala thanks nisha madulika ji thanks
दीदी आप बोलती बहुत अच्छा है और हमारी और हमारी ओर ध्यान से समझती है,
बहुत बहुत धन्यवाद *पंकज जौहरी कुमुद*
saandar banya h didi m bhi try karungi
U r the best didi🙏🙏
Thank you *Sarita Saraogi* for the compliment.
mwnw gunda ka aachar banaya bohot hi swadist bana thanks nisha ji
lokesh shrma
thank you Nisha jee we now usually use your recipes these are so simple and delicious. we in pakistani punjab still keep dela (kareer ) and lasora plants on our lands . i have lasora achar in process and dela achar in september.thanks again
Very. Nice. Lasade. Ka. Achar
buhat ache respy hy. nisha je aam ka pani wala achar kese banate hen plz aap sekhana.
nice recipe...I gonna try this ......
very nice nishaji
Hello madam , 1 query hai , kisi bhi aachar me moisture nahi hona chahiye but yaha toh aapne 10 - 12 din baad jab lasode kaanji se bahar nikaale tab lasode full moist honge na , toh aachar kharab nahi ho jayega ?
Nice video very tasty 😋😋
Anamika panchal, Thank You so much
yummy recipe ma'am.
It is very useful to health in normal life
Thank you *Bhoop Singh*
Badhiya!
Bahut bahut dhanyawad *Shobha*
Thanks mam... good recipes
🖐
Gundi ke achar me vinegar dal sakte hai
Aapne bot galt tarike se pani me ubala kyoki inko thod kar nhi udalna chahiye aapke sare lasode me pani cala gheya jis se ki acar kherab hoga inko jase market me aate h wasehi bina thode pani me ubalna cahiye ..
Madhuji, I am fond of your all recipes
Thank you so much, *Kamal Talwadia*
Mame 2kg lasode ka achar dala....... Achar bhut acha lga pr sare lasode k seeds me chhead h kya ye lasode khrab h ya shi.......... Mame chote lasode ka achar bhi dlta h kya......I waiting for your reply mame tq.....
Madhulika ji gundy ki kanji & pickle two in one.beat root &carrot ki kanji b badiya banti hy.similar recipy hi hy.thnx mam
kailash udasi, You're most welcome
Very tasty, I never used aam.Thanks,specifically for the tips also. 👌😊
Thank you and welcome *Niraja Kumar*
Methi , sof or ktrn soth nhi dal skte kya btana pl,,,,,mene lasore ubal liye h,,,,,aapne kali sarso btayi h ya raai btana , ,,raai bhi dal skte h kya
aapke haath salaamat rahen.
Thank you so much, *Ahmad Khan*
Same as my mom
Thank you very much, *Priyanka*
Thanks ma'am Om Shanti
Thank you so much, *Khandelwal Tutorials*
I've never seen gunda pickle with seed inside.
very new to me.
U r di great thanks a lot
गुंदे राई में खटाते है उनको नीकाल कर आचार के लिए कितनी देर तक सुखाना है
appne to mere pasand ke recipe bataide bhuot pasand hai mujhe ye achar thanks nishaji
Yammi achar mem
Hi nisha ji muje ye btaye ki keri nahii h to gunde Main kya daal skte h khatai K liye
Lasore ko kaise boil karte ho aur kaise pakate ho
thank u mam...your recipes recipes are so good..
Leena Choudhary
Nyc
Ok mam.thank u
Leena Choudhary
Maui bhout din se try karre the ye rajistani achar ke recipe dekhne ke leya mango piceses mix karna ho to kaise banana please ye bhe bataiya
Very nice gunda achar
द
Good👍
Thank you very much, *Sharad Agrawal*
Badiyaa..mam
Kaamini Sharma Thank you so much
Mam बने हुए लसोड़े का अचार में अगर मसाला कम पड़ रहा है तो हम अमिया दोबारा डाल सकते हैं baad me
Yes *preeti Darshini verma* , एसा भी कर सकते हैं.
aap ki voice very sweet
Thanks for the wonderful recipe! :) :) :)
yum my favourite pickle
मैडम जी कांजी को एक व्यक्ति कितनी मात्रा मे पी सकता है? इसका हमारी सेहत पर अच्छा या बुरा कैसा प्रभाव होता है?
😊
Helloo mam ..Mene lasode ko 7-8 miut bad halke naram hone aur rang change hone ke bad near about after 10 hours lasode fule hua the tab masala dal kar agle din tel dala abhi 2-3 din ho gaye hai dhoop me bhi rakh rahi hoon magar lasode sukde hai jabki pehle bar achar dala tha tab lasode bhi phule phule the kya mera acar kharab ho gaya hai ya 8-10 din dhoop me rakhne par sahi ho jaye GA.?? Plzz mam reply zaroor kare.😇
nice recipe
बिना काजी के ही बनाया जाता है।
सीधे उवाल कर ही बनाये
Thanks *Chaitanya Creation* for the feedback.
Gundah recipe nice
nisha ji kya bina boil Kare aachar nahi bana sakte kya
Hello nisha mam.mene leshwe ka achar dala but kuch leshwe ful k upar agye.mene unhe nikal k tel bhar diya...phr b kuch leshwe upar agye.bus kal se yhi chal rha h.leshwe upar kyu ter. Rhe h jabki oil ekdum full h container m.masala niche Beth gya h.mene masala b hila diya.phr b leshwe upar float kar rhe h.kya mera achar kharab ho gya h.ase koi smell y fungus to nhi h.mene dus din pahle achar dala tha.
Nice recipe.
Thank you very much, *Pankaj Kumar sharma*
Mam isme kide bhi hote h to ubal kr vo Mr jayenge agr hm bina ubale bnaye to bn skta h kya
Mam lisode cap hata kar boil karne hai ya cap ke saath
Nice l will make
Suman Jain, Thank you so much
Di aam dalna jaruri h kya
Or kya pelastik k dibbe m bhi kanji bna sakte h
Poonam Aggrwal, aap apne taste ke according recipe me aam skip kar skte hai
or aap plastic dibbe ka use kar skte hai
@@nishamadhulika thnx didu 😘😘😘😘
Really very tasty. I loved it
Ma'am Gunda chaar dalne ke baad gunde kyu sekud jate h betaiye
@@sunitadavid9488 aap mustard oil ki matra jada dal dijiye. Ki Lasoda usme doob Jaye.
Mam plz karsod ya Lungru ka aachaar bnana btaye...
Hello madam , lasode shayad jyada samay garam paani me rehne se jyada naram ho gaye hai , 3 - 4 lasode phat bhi gaye , Kya iska aachar ban sakta hai ya dusre lasode lane honge
Nhi jada der pani me rhene ke vjhe se vo puri trha ubal gye hai jisse vo achar nhi bna skte aap uski sabji bna kr use me le skte hai
Mam kya summer k karan 10 din tak paani mai kharab to nhi ho jayega please reply
Mam inse khatti khusbu aa rahi h its normal or not
Very tasty
Thank you so much, *Usha Sharma*
Mam aap check nhi kiya ki lasore ki gutli mein germ hota hai use kaise pakaye
Nisha ji , mene apki btai hui bahut recipes bnai h saflta bhi mili lekin lsode ka achar dala to 1 week k bad bhi khatte nhi huye,😔😔
*Renu Agarwal* mai jald hi iske liye video upload karungi.
@@nishamadhulika thanku ji
Testy dish mam❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🙏🙏🙏🙏👌👌👌👌👍👍👍👍👏👏👏👏👏
Thank you very much, *Juna Bhatt*
Mam yeh lasode market mein kis month mein mil jate hain?
Pani wala awle ka achar bhi bnta h na plz wo btayiye ma
इस आचार में विनेगर डालने की आवश्यकता नहीं है क्या यह अचार बिना विनेगर के खराब तो नहीं होगा प्लीज रिप्लाई करें
Nhi *Umesh Bablani* , isme vinegar dalne ki zarurat nhi hai
Madam ji agar ham kairi kaddu kashish kar ke leave banayenge to...vo pani chhodega...fir humara poora Achar kharab hone ka dar to nhi rahega... please reply...mere sarae raai ki kanji wala prosess to Reddy ho chuka...ab ek do din me.
*Kusum Mittal* aap kaddukas karke bhi bana sakte hain.
@@nishamadhulika lekin vo paani bhi to niklega uska kya...?
Aaupne rai.k pani se nilal kar lisoda sukhaya nhi direct masale.mai.dala kharab to nhi hoga
ji nahi aap try kar ke bataye kasa bana
Mai plz aap singhare ka aanchar banane ki vidhi bataiye
mari nani asi hi aachar dalti thi
👍
Hello mam mera leswe ka aachar gla hi nhi or aachar b taiyar ho gya 1 month ho gya
Mam mera Lasore ke achar ma fungus a gy ha mane mustard oil dobara garm karke dala tha thode se Lasore tel se bahar the Kya is liye Kharab Ho GYA ha please bataye
👌👌👌👌👌👌👌🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you *Zardush Arya Zadraan* 🙏ji
nisaji gunda mein jo andar dathal hote usko kya kare
nisha ji plzz olive {jetun } ki recipes banana bataye
kripaya jaldi batane ki koshish kare kyuki abhi olive bajar me mil raha he
Nice mem
Pushpa Rana Thank you so much
mam kanji me se jhag si uth ri h to kya kru. kharab to ni ho jaega na achar
mam jar mein lasode bilkul oil mein dubo kar rakhne hain ya itna oil sufficient hai
am lasode ki sabji v bnti he.n?
instant gunda pickle was nice.
Mam jis paani me ubaalte hai vahi paani daal sakte hai kya achar me.mera achar ka paani kharab ho jaata hai uske upar fafudi si lag jaati hai aur safed sa paani ho jaata hai
Nhi *MANYA RANA* & Achar m fafundi nami ke kara lgti hai. Achar ko banate samay aur uske rakh rakhav mei kaafi savdhaniya baratni padti hai. 1) Jis bhi container mei achar rakhe, vo uble hue pani se dhula hua aur dhoop ya microwave mei ache se sukha hua hona chahiye, Isme kisi tarah ki nami ya gandgi nahi honi chahiye 2) Achar ko hamesha sookhi aur saaf chamach se nikale, achar mei hath bikul bhi na lagaye
@@nishamadhulika Thankyou mam😊
You'r voice so sweet mem
What is the quantity of lasure
nishamadhulika.icn.in/member/videocomments?videoid=9612
you can see
Good
❤👍
Thank you very much, *Uma Janu*
इनकी गुठली मेँ कीट होता है अतः अनिवार्यतः कीट सहित गुठली निकालेँ।।
Rajanya Rathore, जानकारी के लिए धन्यवाद
Nice
Vivek Gupta Thank you so much
Mai ye lisode kya hota hai isaka dusra naam
nice
Mam achar mein namk jyda del gya hai to kese kam kare please mam bataye
please share the recepie of kharbooje la achaar
Thanks *Suman Agarwal* , for your suggestion.
Mam kya pickle me souff bhi dal sakte hai
good
Mam...maine gonde bina kanji ke banae the direct ubaal kar phir masala daalkar...par 2 din baad hi gonde sikud gaye...aisa kyu?
*Ankita Goyal* ye aise bhi bante hain, inhein thode tel mein duba kar rakhna hai. Ye 10 din mein ghutli chhodhne lagenge. Aur bina kanji ke ye aise hi sikude bante hain. Kanji mein dube rehne se ye fule rehte hain.
@@nishamadhulika thankyu so much mam...
Mam paani me soak karne ke 3-4 din baad ye pichak jaate he
Aisa kyo??
Plz give me a solution
ja namak dalta tab ye thoda dab jata hai
Mam can we make gunda pickle without boiling them
Ma'am Chany ka achar bnana b btain please
shamim mehtab, Thanks for suggestion