Achari mirch laal moti wali jo hoti hai usko kb seed se grow kr sakte hai please jaroor batayega or amrood ko seeds se kb grow kre bazar se amrood khrida tha vo bahut meetha tha uska seed grow karna chahti hu or anvil prunner ko sharpe karna ho to uske blade ko dono side se sharp karna hai ya ek side se
Mirch k seeds 15 February to 15 march tak Amrood bi 15 February to 15 march tak Abi amrood k seeds ko dry kar k store kar lain. Pruner ka ik side se blade sharpe krna hai
Apas ki bat hai main pele se hi mombati ka use krta hu main rose plants pr use krta hu jo result mujhe fangiside se nhi mila woh result mombati se mila hai jab se mombati ka use kia hai tab se plants safe hain
Shukriya sir informative tip dene ke liy 🙌🍁
Thanks ❤ya ha informed video
Very useful tip 👌👌👌🙏
Ati sundar jankari veerji 👍🙏🌹❤️
Aap jab ek saath Pakistan aur India bolte hai toh bohat achcha lagta hai 😍😍😍
اسلام وعلیکم اللہ تعالیٰ اپ کو جزائے خیر دے آمین 🌹
Amazing
Appreciated❤
Mombatti ka yah istemal mujhe maloom nahin tha shukriya batane ka
Is thra ki video bhnya kry
adanium ki cutting abhi laga sakte hain? sindh main
Achari mirch laal moti wali jo hoti hai usko kb seed se grow kr sakte hai please jaroor batayega or amrood ko seeds se kb grow kre bazar se amrood khrida tha vo bahut meetha tha uska seed grow karna chahti hu or anvil prunner ko sharpe karna ho to uske blade ko dono side se sharp karna hai ya ek side se
Mirch k seeds 15 February to 15 march tak
Amrood bi 15 February to 15 march tak
Abi amrood k seeds ko dry kar k store kar lain.
Pruner ka ik side se blade sharpe krna hai
Apas ki bat hai main pele se hi mombati ka use krta hu main rose plants pr use krta hu jo result mujhe fangiside se nhi mila woh result mombati se mila hai jab se mombati ka use kia hai tab se plants safe hain
Missing your tomatoes videos 😅😅
Amazing